Jump to content

Kamran_Hashmi

اراکین
  • کل پوسٹس

    6
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Kamran_Hashmi

Previous Fields

  • فقہ
    Shia

Kamran_Hashmi's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Molana sahib apny bajay jawab deny ky, apny Quran ki Ayaat hi delete ker daleen? Aik bar phir kuch Ayaat bhej raha hun mjhy of apny tamam chahny waloon ko mayoos mat kijiye or iski tashreh byan farma dijiye.
  2. AlSalaam o Alaikum, Molana sahib sb se pehly to mazret ke apni sabiqa post me darood type na ker saka, me is keyboard se familier nahi hun ye isi waja se howa (i am an overseas). Sosri bat ye k apky andaz e takhatib se ahsaas hwa ka apko mery sawalat pasand nahi aye jisky liy mazret chahta hun. Kuch Ayaat attach ker raha hun. braye meherbani inki tashrih farma dijiye. thanking
  3. Ab me apko apki mantaq k khilaf Allah ka kalaam pesh kerta hun. Aik ghzwa (jang) me kuch log jany se reh gay kuch gher iradi or kuch jan bojh ker. Jab Ap wapis tashrif lay to baqi reh jany waly bari bari Ap SAW k pas hazir hoty or on me kuch bahany bana k apko mutmain ker lety, jisky jawab me Allah ne ye Ayet utari: Ye qasmee khaeen gay tumhary samny k tum razi ho jao inse, so ager razi ho bhi jao tm onse to be shak Allah razi nahi hota nafarman logon se. Surah Touba 9, verse No. 96 Allah ke Nabi Mohammed logon ko moaf ker rahy hen per Allah farma rahy hen, inki koi mafi nahi, ab kia kehty hen molana sahib........?
  4. kion Umer e Farooq ne wo shajer k jahan Ap ne sahaba se baeet li thi (baeet e rizwan) ko jar se ukhar phenka tha? Farooq e Azam wo hasti hen jin ki tareef me Allah ne Quran me farmya "Shida ala kufar". Kia ap any is mantaq k haq me Quran ki koi ayet pesh ker sakty hen......? ya mustanad hadis.....? kion k deen to Allah or Allah k Nabi ki perwi hai na k apka farman
  5. Sawal number 2: Apny sabit kia k bazurgan e deen ka jism jis qaber me ho ga wahan rehmateen hon gi, is logic k tahet fot shuda jism se zinda bateen kerta jism zyada behter hona chahiye, bhir Nabi ka waqt her koi iman kion na le aya jb k Apka wajood on me mojood tha..? kion bohet se logon per rehmet ki barish na bars saki jabky wo to rehmatoon k samunder me ghareq they.
  6. Salaam, Moulana sahib apny taboot e sakena me page#2 per dars e hidyet me farmya k sabit hwa k bazurgan e deen k tabarqaat ki Allah k han bari ahmiat hai or umet ko fayez jari kerti hai....... Moulana sahib Taboot e sakina jesa k apny shoro me farmya k Adam ki trf Allah ne nazil farmya, anbia e karam ne bad me apni ashia is me rakhni shoro keen, ye Allah ki trf se shoro din hi se rehmet tha ye darust nahi k Anbia e karam ke tabarqaat ki waja se rehmet tha. Dosri bat Anbia e karam or bazurgan e deen me zameen asman se bhi zyada fasla hai, koi bary se bara bazurg wali jo kuch bhi keh len, Taba Tabaeen, ki khaq bhi ni, or koi Taba Tabaeen, Tabaeen k baraber nahi, or koi Tabaeen Sahaba k baraber nahi, hatta k Sahaba e karam me bhi 3 catagories define hen (Allah ki trf se) jin me sab se motaber Badri Sahabi hen. Isi tarha koi Sahabi kisi Nabi k baraber nahi h, Anbia e karam k nafs ki zamanet Allah ne di hai, or kisi k bary Allah ne zamanet ni di, ye kisi bhi bazurgan e deen or Nabi me farq ka pata chalata hai. Dosri bat abdullah bin ubai (munafiq e aazam) ko dafnaty waq iska beta jo Sahabi e Rasool guzry hen Hazrat Mohammet k pas Apka ka kurta leny ata hai jo de dia jata hai. aik Sahabi k istafsaar per Apny farmya tha "Yaqeenan mera kurta is bad-bakht ko Allah k azab se nahi bacha saky ga"
×
×
  • Create New...