Furqan مراسلہ: 30 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 30 جنوری 2010 Asalam-o-alikum all Ap s.a.w ne is ahdees Pak main on logo key Neshan dahe ki hai jo sirf Quran pak per etfaq karte hai ahdees Nabwi s.a.w ko Raad karte hai ya Baad main ekhate ki gie keh kar nehi mante yehe loog hai jo halate aman main bi ehle kitab ko katal karte hai .ap s.a.w ne ehle kitab k gahar bi beger ejazat k jana mana kia Pher ye loog khudkash hamla kar k kis mazhab k tehat ye kam karte hai ?? kisi kafer musrek per bi halat aman main qatal karne ka qassas hai islam main. Kindly FWD and guide our muslims about these khawarej islam this is not a muslims. i am not alim e deen but this ahdees is clear mentioned Prophet s.a.w about these people if any person doubt then consern Sahih Alim e deen and increase my knowladge thanks. Furqan yousaf اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 30 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 30 جنوری 2010 Furqan bhai welcome to Islami Mehfil....... Masha Allah aapnay bhut achi sharing ki hay bhai aapse guzarish hay k Durood Shareef ki jga S.A.W ya isitrah k doosray Mukhafafat ka istemal mamnoo aor haram hay lihaza jhan bhi Zikr-e-Rasool aaye whan Poora durood shareef likhnay ki Saa'dat hasil krni chahiay aik hadees shareef ka mafhoom istrah se hay k jab koi musliman kisi kitab main durood shareef likhta hay to jab tak whan durood shareef likha rhay ga farishtay us likhnay walay k liay dua krtay rhain ge... Lihaza ham sab ko chahiay k durood shareef ki kasrat krain aor Allah aor us k Piaray Habeeb-e-Paak ki khushnoodi hasil krain... Allah pak Amal ki tofeeq ata farmae .. Aameen.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔