Jump to content

غیب کا علم صر ف اﷲ کو ہے


kismat0345

تجویز کردہ جواب

Masha Allah (azw)

 

Jazak Allah (azw)

 

Sag-e-Madinah bhai aap nay waqeaye kamal kr dea hay..... Ghayat-ul-Mamool k baray main nihayat umda wazahat paish ki...is k elawa bhi deobandi khianton ko sab k saamnay wazih kiya....Jazak Allah...yeh Sab Faizan-e-Raza hi hay.....

 

 

 

Sheikh-e-Najdi ka Sar Kaat k Rakh Diya

Khanjar-e-Alahazrat Pay Laakhon Salam!

Link to comment
Share on other sites

Seg,

 

Agar main tum ko jahloon ka sardar kahoon then it will be worng because this credit goes to Ahmed Raza.

 

1) tum nay ghalat jaga ghalat baat start kardi, so listen. Rashid ahmed Gangohe nay jo nakal kiya wo Abdul Haq Muhadas dahlvi ki book say kiya hawala kay liya BARELVI maktaby ki publish book ka hawala post karaha hoo. book Abdul Haq Muhadas dahlvi ki ha aur mutrajam Barelvi. AB KUCH SHARAM HOGI NA TUM MAIN TO DOOB MARNA

 

2) agar main lekh doon kay barelvion ka andazay biyan darust nahe tou kiya tum maan loo gay, Jahloo ye ahmed raza ki sooch ha kay andazay biyan darust ha ya nahe. JO MASLA HA US PAR BAAT KAR KIYA AHMED RAZA NAY ACCEPT KIYA YA NAEH.

post-3919-125016.jpg

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

4) prophet n. 1. a predictor پیشین گو۔ الہام گو۔ آگم بکتا۔ پہلے سے کہنے والا۔ غیب گو۔ 2. (Script) نبی۔ رسول۔ پیغمبر۔ اوتار۔ab main qasmat sahab ya jo bhi hian on sa sawal karta hon ab aap ka tamam wo log jo Quran ki urdu main translation karta hain kya wo sab ghalat hain kyon ka jo wo Nabi ka tarjuma karta hain to Prophet lakhta hian jas ka mani Ghaib go aur kasi dictionary main ghaib dan bhi hian to ab ap as bara main kuch kahian ga.

Link to comment
Share on other sites

4) prophet n. 1. a predictor پیشین گو۔ الہام گو۔ آگم بکتا۔ پہلے سے کہنے والا۔ غیب گو۔ abhi ya aik dictionary ka hawal hai kyon ka aap log bhi Nabi ki english translation main yahi lafz istimal karta hian.as lafz ka aik mani aur milta hian wo hian ghaib dan bolo ab kya bolta ho

http://www.pakpoll.com/dictionary/index.php?name=prophet

Link to comment
Share on other sites

On 4/1/2010 at 10:27 AM, toheedi bhai said:

(bis)

 

 

Masha Allah

 

Jazak Allah

 

toheedi bhai aap hamesha hi dandan shikan jwab k saath hazir hotay hain ... ager koi shakhs ghair janibdari k sath aor ta'sub ki ainak utar kr aapki aor Saeedi sahib ki posts parhay to ba aasani haq pehchaan skta hay ...

 

Allah aapko bhut khush rakhay

Link to comment
Share on other sites

Asalam o Alikum Wr Wb.

 

Deo Bandi hazrat kay leyee guzarish hai kay tafseer e Usmani (Writer Shabir Ahmed Usmani). ka mutalia bhi kar lain

 

sura Takveer para 30 ki ayat wama howa alal gayebi bi daneen ki tafseer kia ki hai inho nay . wo likhtay hain

 

Hazoor Akhbaar ###### gayeeb hain.

Hazor gaib ki khabar daitay hain chahe wo mazi say mutalik hon ya mustakbil say.

 

isay pora parhain tu apko pata chalay

 

ghar ko hi aag lag gayee ghar kay chirag say

 

Wasalam

Nasir

Link to comment
Share on other sites

Tohedi sab,

 

Ap ka bohat thanks kay ap nay sabit kardia kay ghataul mamool Ulma Arab nay likhi warna SAG sab tou es book ok doeband ki book kahrahy thay. SAG SAB pata chalay kay ye kis ki book ha.

 

Tohedi sab. kiya he acha hota kay ap ko page b scan kardatay jis main ahmed raza ko gumraha aur mana mano, ahmed raza ki tafseer ko mardoor etc lekha gia tha any how once again thanks for you.

 

Sag sab mairy pass books nahe hain main net say books parta hoon aur hawala dyta hoon mairay pass Ahmred Raza Ulma Hajaz ki nazar main book nahee thi esliya try karaha tha k miljay but nahe mili but tohedi sab nay maira kam kardiya. baki pages main scan karday post kardoon ga kay kitini izata ahmed raza ko mili thi

 

SAG SAB AUR SAEEDI sab ap ka jo haal Sajjad khan karaha ha main janta hoon. main tumam dotoon ko dawat dyta hoon kay pls haq waloon kay form par ja kar mala noor bashar par sag aur saeedi ki patai muhaz famayeen. SAG SAB jo post sajjad khan nay ki ha agar hamat ha to es form par be copy post kardain apnay lekha tou post kiya magar sajjad khan ka reply be post kardain

Link to comment
Share on other sites

OH Sag tou b Ahmed Raza ki tara jahal ha aur es main kuch shak b nahe.

 

many jo page upload karnay k liya kaha tha, ab es ko ghor say par. akhairi pahra main.( AB WAHABION KA YE KAHNA KAY HAZRAT MOHAMMAD SAW MAHAZ ITNA HE JANTAY THY JITNA WAHI KAY ZARIYA BATAYA GIYA YE BAAT DARUST HA) ghur say para tara bara b manta ha kay wahabi doeband ka aqeeda darust ha.

 

TUM NAY DARUST KAHA THA KAY DOLAT MAKIYA KI JAHALOON KO SAMAJ NAHE ATI AGAR ATI TOU TUM DOEBAND KAY ILME GHIAB KAY AQEEDA KO DARUST MANTAY.

 

Baki GHATUMAMUL ki baat tum gool kargay. tum nay kaha kay ye Ulma Haraman nay nahe lekh JA PAHLY PROFESSOR Masoud ki book Ahmed Raza Ulma Hajaz ki nazar main study kar jis main SAF SAF LEKHA HA kay this book written by Ulma Madina aur aprox 12 ulma main es par tafreez bi ki. ja ab apna moon kala karlayna.

 

ab main tumhari kisi fazool baat ka jawab nahe doon ga. yan professor ko apna akabar na mann yan book man kay ulma haraman ny likhi ha.

Aba jahil insan to na topic ka rokh mur kar Alahazrat ki gutakhi ki taraf mur diya hai jas ka jawab tumhain main don ga.

Ya jo tum na Alahazrat ki nanahad gumrahi dekhana ki koshish ki hai os ka jawab main main aap ka ulama ka bayan pesh kar rah hon jo onhon na alahazrat aur on ka mutabiaen ka baray main diya hai.(Jaawab zaror dina.)

aik martaba Moulana Qasim nanotwi dehli aye tha awr in ka sath Moulana Ahmed Hassan Amrohi awr ameer Shah Khan bhi tha.Shab ko jab sona ka liya lita tu In dono na apni charpai zara alag kar li aur baitan karna laga.Ameer Shah Khan na Molvi Sahab sy kaha ka Subha ki namaz aik burj wali masjid mian chal kar parhian ga,Suna hai ka wahan ka imam Quran buhut acha pharta hian,Molvi naa kaha ka aray Pathan Jahil,Ahmed Hussain main tu Samjha tha to phar likha gaia hai mager jahil hi raha,phair dosron ko jahil kahta hia.aray Qasim ki takfir sy wo qabal imamat na raha,main tu as ki deen dari ka mutaqid ho gia.as na mer koi asi hi baat suni ho gi jas ki wajha sa meri takfir wajib thi,go rawaiyat ghalat ho,to ya rawi par ilzam hai tu as ka sabab deen hi hai.ab main khud as ka pecha namaz parhon ga,gharz ya ka subha ki namaz Moulana na as ka pecha parhi.(Afzatul Youmiya jald 4,pg 394)

Molvi Ahmed Raza Khan Brelvi ki bhi jin ki sakht tareen mukhalfat Ahlehaq sy umoman aur Hazar wala (Thani shab)say Khususan shuraeafaq thi an ka bhi bura bhla kahna walon ka jawab main dar dar tak hamyat karta hain aur sadwamad ka sath rad farmata hain.ka mumkin hai ka an ki mukhlfat ka sabab waqai hube Rasool hi ho aur wo ghalat fahmi sa hum ko Nauzobillah Huzoor Alihsalam ki shaan main gustakh hi samjhta hon.(Ashraf us Sawanah jald1,pg 132)

Hazrat Thanvi nay farmaya,ager mujha Molvi Ahmed Raza khan ka pecha namaz pharna ka muqa mila tum main phar lita.(Hayat imdad pg 38,Anwar Qasmi pg 389)

Thanvi sahab ka iqrar ka onhoan na alahazrat ka munazar ka challange ka jawab kabhi nahi dia kyon batao ga?

Thanvi shab farmata hain:Ahmed Raza ka jawab main kabhi aik satar bhi nahi likhi,kafir Khabees malaoon sab kuch sunta raha.(Hakim ul ummat pg 188)

Ahmed raza khan ka wasal ki atla Hazrat Thanvi ko mili,tu Hazrat na Ana lilah wa ina ilaha Rajaon parha kar farmaya,Fazailebarlvi na humara baz buzurgon ya nacheez ka bara main jo fatwa diya wo HubeRasool ky jazba sy magloob ho kar dia,as liya Inshallah Mazoor aur marhoom wa magfoor honga main akhtilaf ki wajha sa an ka mutaliq tazeeb ki badgumani nahi karta.(Maslake mutadil pg 87)

Alahazarat ki azamt ka ya adna sa nazara hai ka mukhafeen bhi on ko khulam khula ghalat nahi kahta.kyon?jawab zaroor dina.

Deo bandi Ali Kausar Naizi likhta hai:Mufti Azam Pakistan Muhmmad Shafi sy main na suna:jab Moulana Ahmed Raza ki wafat hoi tu Moulana Ashraf Ali Thanvi ko kasi na akar itla ki,Moulana Thanvi na baakhtiar dua ka liya hath utha diya jab wo dua kar choka,tu Hazreen majlis main sa kasi na pocha wo tu umer bhar aap ko kafir kahta raha aur aap on ka liya dua maghfirat kar raha hain,farmya aur yahi baat samjhna ki hai Ahmed Raza khan na hum par kufar ky fatawa lagai ka inhian yaqeen tha ka hum na Tauhen Rasool ki hai ager ya yaqeen rakhta hoi bhi hum par kufur ka fatwa na dita tu khud kafir ho jata.(Roz nama jang lahore 13 oct 1990)

Ab thora as bara main ka aap humain badati kahta ho tu aap ka Moulana kia kahta hian.

Thanvi farmata hian:ya kya Zaroori hai ka jo aap ka fatwa main biddat hai wo indullah bhi biddat ho ya tu ilmehudod ky itber sy hai.baqi ushaq ki tu shaan juda hai in ka upper itraz nahi ho sakta,asa biddaiton ko aap dekhian ga ka wo jannat main pehla dakhil hon ga awr log pecha jain ga.(Afazatul youmiya jald 1,pg 302)

baqi baad main

Link to comment
Share on other sites

OH Sag tou b Ahmed Raza ki tara jahal ha aur es main kuch shak b nahe.

 

tumhara as ibrat ka maoun tur jawab hazir hai Hanfi group sahab

deoband ka muhaddith Anwar Shah likhta hain.jab banda Tirmizi aur diger kutub ahadees ki sharuh likh raha tha,tu hasbe zaroorat Ahadees ki juziyat dekhna ki zaroorat da pesh ai tu main na Shia Hazrat aur AhleHadees wa Hazrat Deoband ki kitaabin dekhian mager zahan mutmaeen nahi hoa,balaakhir aik dost ky mashwara sy Moulana Ahmed raza ki kitabian dekian tu mera dil mutamaeen ho gai ka ab bakhubi Ahadees ki Sharuh likh sakta hon,tu waqai brelvi Hazrat ka sarkardi Ahmed Raza Khan ki tahreerain Shasta aur mazboot hain jasa dekh kar ya andaza hota hia ka ya molvi Ahmed Raza khan aik zabar dast Alim deen aur Faqih hain.(Rasale deoband pg 21 jamdul Awal 1330)

Shabbir Ahmed Uthmani likhta hain:Moulana Ahmed Raza ko takfir ka jurm main bura kahna buhut hi bura hai kyonka wo buhut bara Ali aur buland paya muhaqiq tha,Moulana Ahmed Raza khan ki rahlat Alameislam ka aik bara saneha hai jas nazar andaz nahi kia ja sakta.(Rasala Hadi deoband pg 20,20 zalhajja 1369)

abhi tu sirf aik jhalak hai aur bhi bad main pesh karon ga.

Link to comment
Share on other sites

  • 4 months later...

loog yahan to Ailm ul Gaib per to baat hi nahi hoo rahi...topic kaheen or chala gaya hai

 

Hazzrat is ebarat mey musanif ney hazzrat Muhammad PBUH key ilm ko janvaron sey sashbhe nahi di bulky baz ilm ko ............. agarch juzyat ka ilm Hazzrat Muhammad PBUH key pas sab sey zada hey lekin thora bhoot tu her admi ko hojata hey.......... lehaza agar juzyat ka ilm hony sey kul Ilm geab hasil hona murad hey tu her ek k mana pary ga k logo k pas bhi ilm geb hey........... shukria

Link to comment
Share on other sites

On 8/6/2010 at 1:09 PM, Muhammad Atif Sha said:

Hazzrat is ebarat mey musanif ney hazzrat Muhammad PBUH key ilm ko janvaron sey sashbhe nahi di bulky baz ilm ko ............. agarch juzyat ka ilm Hazzrat Muhammad PBUH key pas sab sey zada hey lekin thora bhoot tu her admi ko hojata hey.......... lehaza agar juzyat ka ilm hony sey kul Ilm geab hasil hona murad hey tu her ek k mana pary ga k logo k pas bhi ilm geb hey........... shukria

 

 

 

Muun Tor Jwab Hazir Hay:

 

http://www.islamimehfil.info//topic/9510-need-a-answer/

 

Is Maslay k baray main mazeed guftgoo Mutaliq thread , jiska link uooper dea gya hay , main hi kijiay ga.

 

Shukria

Link to comment
Share on other sites

براھین قاطعہ میں لکھا ھے کہ

 

شیخ عبدالحق روایت کرتے ھیں کہ

 

مجھکو دیوار کے پیچھے کا بھی علم نہیں(براھین قاطعہ،ص۵۱)۔

 

حالانکہ شیخ عبدالحق اِس روایت کے راوی ھرگز نہیں ھیں۔

 

مدارج النبوۃ،ج۱،ص۷ میں شیخ نے لکھا کہ (ایں سخن اصلے ندارد)۔ یعنی یہ

 

بے اصل روایت ھے۔ برسبیل تنزل اس بات کی اشعۃ للمعات،ج۱ص۳۹۲ میں

 

تاویل کی (یعنی بے دانیدن حق سبحانہ)۔یعنی عطائی علم کے بغیر۔۔۔

 

تیسری جگہ شیخ نے اس کو برسبیل تنزل متشابہات میں شمار کیا ھے اور

 

تواضع وانکساری کے قبیل سے شمار کیا ھے اور ایسی باتوں پر خوش

 

ھونے سے روکا ھے(مدارج النبوۃ،ج۱ص۸۲۔۸۳)۔

 

الغرض شیخ اس روایت کا راوی ھرگز نہیں بلکہ منکر ومؤول ھے ۔ آپ کو

 

راوی قرار دینا صریح جھوٹ ھے۔

Link to comment
Share on other sites

براھین قاطعہ میں لکھا ھے کہ

 

شیخ عبدالحق روایت کرتے ھیں کہ

 

مجھکو دیوار کے پیچھے کا بھی علم نہیں(براھین قاطعہ،ص۵۱)۔

 

حالانکہ شیخ عبدالحق اِس روایت کے راوی ھرگز نہیں ھیں۔

 

مدارج النبوۃ،ج۱،ص۷ میں شیخ نے لکھا کہ (ایں سخن اصلے ندارد)۔ یعنی یہ

 

بے اصل روایت ھے۔ برسبیل تنزل اس بات کی اشعۃ للمعات،ج۱ص۳۹۲ میں

 

تاویل کی (یعنی بے دانیدن حق سبحانہ)۔یعنی عطائی علم کے بغیر۔۔۔

 

تیسری جگہ شیخ نے اس کو برسبیل تنزل متشابہات میں شمار کیا ھے اور

 

تواضع وانکساری کے قبیل سے شمار کیا ھے اور ایسی باتوں پر خوش

 

ھونے سے روکا ھے(مدارج النبوۃ،ج۱ص۸۲۔۸۳)۔

 

الغرض شیخ اس روایت کا راوی ھرگز نہیں بلکہ منکر ومؤول ھے ۔ آپ کو

 

راوی قرار دینا صریح جھوٹ ھے۔

 

 

Molana Sahib Aik bar phir bahut hi shaandaar post ...

 

Allah Pak aapko hamesha Khush rakhay ... Aameen

 

Saeedi Sahib aap ki wja say meray ilm main roz izafa hota hay ... Aor main is per aapka tah-e-dil say shukar guzar hoon

 

(azw)(ja)

Link to comment
Share on other sites

براھین قاطعہ میں لکھا ھے کہ

 

شیخ عبدالحق روایت کرتے ھیں کہ

 

مجھکو دیوار کے پیچھے کا بھی علم نہیں(براھین قاطعہ،ص۵۱)۔

 

حالانکہ شیخ عبدالحق اِس روایت کے راوی ھرگز نہیں ھیں۔

 

مدارج النبوۃ،ج۱،ص۷ میں شیخ نے لکھا کہ (ایں سخن اصلے ندارد)۔ یعنی یہ

 

بے اصل روایت ھے۔ برسبیل تنزل اس بات کی اشعۃ للمعات،ج۱ص۳۹۲ میں

 

تاویل کی (یعنی بے دانیدن حق سبحانہ)۔یعنی عطائی علم کے بغیر۔۔۔

 

تیسری جگہ شیخ نے اس کو برسبیل تنزل متشابہات میں شمار کیا ھے اور

 

تواضع وانکساری کے قبیل سے شمار کیا ھے اور ایسی باتوں پر خوش

 

ھونے سے روکا ھے(مدارج النبوۃ،ج۱ص۸۲۔۸۳)۔

 

الغرض شیخ اس روایت کا راوی ھرگز نہیں بلکہ منکر ومؤول ھے ۔ آپ کو

 

راوی قرار دینا صریح جھوٹ ھے۔

janab ap key jawab sey maloon hota hey k ap ko serf ravi per ikhtelaf hey......... ap bhi manty hain k Hazzrat Muhammad PBUH ko devar key pechy ka ilm nahi tha ....... iagar is bat sey kata nazar k yea hadees hey k nahi ........ or shekh ney is ko insono sey tashbhi di hey jesy ap ko or mery ko devar key pechy ka ilm bager ata key nahi mil sakta........

Link to comment
Share on other sites

Seg,

 

Agar main tum ko jahloon ka sardar kahoon then it will be worng because this credit goes to Ahmed Raza.

 

1) tum nay ghalat jaga ghalat baat start kardi, so listen. Rashid ahmed Gangohe nay jo nakal kiya wo Abdul Haq Muhadas dahlvi ki book say kiya hawala kay liya BARELVI maktaby ki publish book ka hawala post karaha hoo. book Abdul Haq Muhadas dahlvi ki ha aur mutrajam Barelvi. AB KUCH SHARAM HOGI NA TUM MAIN TO DOOB MARNA

 

2) agar main lekh doon kay barelvion ka andazay biyan darust nahe tou kiya tum maan loo gay, Jahloo ye ahmed raza ki sooch ha kay andazay biyan darust ha ya nahe. JO MASLA HA US PAR BAAT KAR KIYA AHMED RAZA NAY ACCEPT KIYA YA NAEH.

 

is attachmend mey App ney Farmaya sey kia murad hey kia Hazzrat Muhammad PBUH ney kaha tha kia mey devar key pechy k ilm nahi janta agar ata na kia jay

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...