Jump to content

غیب کا علم صر ف اﷲ کو ہے


kismat0345

تجویز کردہ جواب

post-3924-12637058025057.gifpost-3924-1263705790028.gifغیب کا علم صر ف اﷲ کو ہےpost-3924-12637057818494.gif

 

 

Janab e Muhtaram,me Ap se ek sawal karna chaho ga umeed he ap jawab irsal kar den gae,mera Sawal ye he ke Kya jo kuch ap ke Ilm me he or Jo kuch mere Ilm me he kya woh sub Hazoor salalaho Alehe Wasalam ke Ilm ke barabar he?agr nahi he to Janab ap log behs kyo shoro kar dete ho Hazoor ke Ilm ke matalaek,Hum or ap ke lye itna Jana kafi he Hazoor Salalaho Alehe wasalam ka Ilm hum sub se Zyada or bohat Zyada tha,Paemana to woh napae jo paemane ke uper ho, jo khak e Pao bi nahi woh Paeman e ki bat kare,Taajub he!

Link to comment
Share on other sites

post-3924-12637397735965.gifpost-3924-12637397852418.gifpost-3924-12637397957999.gif

 

 

Janab ap zara mazeed wadha hat far mae gae,Al Ghardh ap kahna kya chahte hen is taraf khol kar bat karen,Ahle Sunna wa Jammat me koi ye nahi kah ta ke Hazoor por nor mustafa salalalu alehe wasalamعالم غيب he per ap ko jo kuch bi Ilm hasle he woh tamam Anbya karam,Awlya or Malaika se bi bar kar he bus Bad e Khodae Buzrog ap hi hen kisa mukhtasr,ab ap log Pae mana lye pher te hen ke Rasool Allah ko iska Ilm tha or Iska na tha,to sawal yehe Janab ap ne Pae mana kis bunyad per bana dya he, jab ke Ap ka Ilm Hazoor ke Ilm ko chooh bi nahi sakta to pher napna kesa?

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

BISMILLAHIR Rehmanir Raheem

 

Assalaam alaikum

 

Bhai Main Nay QUran Pak Ki Ayat Aur Hadees -e- Mubarka Isliye Parhi Hain kAY Jo Bhai Gum Rah Ho Gaye hain Un Ko Hidayat Mil Jaye Naa Kay tanqeed-munazra Agar Koi Baat Bori Lagi Ho to maaf karna laken main apni taraf se thori likh raha hon yeh to quran wo hadees hay aur mera aqeed ye hai kay allah aap (s.a.w) ko ghaib say agah karta thay jaise kay ayat main irshaad hota hai

 

"YEH GHAIB KI KHABRAY JO HAM AAP KI TARAF WAHI SE POONCHATAY HAIN"

(aale imran-44)

 

to bhai allah agha kartay thay .

 

hazrat ayesha (R.A) Par jab tohmat lagaye gaye to aap(s.a.w) wahi ka intazaar kar tay rahe aur hazrat ayesha (r.a) ko kah kay agar to nay yeh kiya hai to toba karlain...

jab aap (s.a.w) ghaib jaantay hotay to phir yeh kehna naa hota........ sir haq aap kay saamnay tasleem karain yaa naa karain aap par hai.

 

allah ham sab ko hidayat day ..ameen..

Link to comment
Share on other sites

Hazrat Ayesha RadiAllahu Anha par lagti jhooti tohmat ko bar bar uchal kar Nabi AlaihisSalatuWassalam k Khudadad Ilm e Ghaib par tanqeed karne wale aur Allah ki is Ata ko naqis sabit karne wale ye bataen k Kia Huzoor (AlaihisSalaam) ne us waqt ye farmaya tha k Allah ne mujhe fulan cheez ka Ilm nahi dia k kon Haq par hai kon nahi...? Kisi cheez ka Izhar na karna aur Wahi ka intazar karna, iska matlab yeh nahi k Huzoor AlaihisSalaam ko sirre se Ilm hi nahi dia gaya tha, balke Irada e Ilahi hi yehi tha k Hazrat Ayesha Siddiqa RadiAllahu Anha ki paaki ki gawahi khud KalamuLLAH de.

 

Khud aap ne hi keh dia hai k Allah ne apne Mahboob ko jab Ghaib ki khabra bata di hai to ab kiun Huzoor AlaihisSalaam ki Ilm par tanqeed karte hen? Aaj ye mas'ala utha rahe hen kal ko aur wakiaat le aenge k Huzoor ko to fulan ka bhi Ilm nahi tha Allah ne unko fulan k Ilm se mehroom rakha.... Allah hamain Huzoor AlaihisSalaam ki azmaton k baare men sahih Aqaaid janne aur samajhne ki tofeeq de.

 

page79.gif

Link to comment
Share on other sites

Assalam-o-Alaikum,

 

mujhay kuch ziyada to maaloom nahin, laikin itna kahoonga keh Hamara Imaan us waqt kaamil hoga jab hum tamaam Quranor tamaam Sahih Ahadees ko puri tarah maaneingay, Firqay / Masalik isiliye janam le rahay hain keh Quran mein her aik APNAY maslak k mutabinq Aayatein nikalta hai or us ka hawala deta hai, isi liye hum yeh kehtay hain keh kisi per bhi Faroee Ikhtilaaf ki bunyad per koi Kufr-o-Shirkka fatwa nahin hona chahiye, hum aik doosray ko samajhnay ki koshish karein, niyyatein jaannay ki koshish karein, un k diye gaey Hawalon kopuri tarah study karein ta'akeh Haq baat tak pohonch sakein. her Zaeef hadees ko agar Zaeef keh ker chhod dein to phir Zaeef Ahadees ki darjah-bandi kiyun ki gaee hai?? taqreeban 41 Zaeef Ahadees k darjay hein, in sub ko aik hi darjay mein rakh diya jata keh yeh Zaeef hein lehaza yeh sub rejected hein...

 

kuch hawalajat pesh kernay ki Jisarat ker raha hoon, leikin mein Debate nahin ker sakta.

 

post-4084-12637910732453.jpg

 

post-4084-12637911102506.jpg

 

post-4084-12637909861213.jpg

 

post-4084-12637910187142.jpg

 

post-4084-12637910525534.jpg

Edited by Ghulam-e-Ahmed
Link to comment
Share on other sites

post-3924-12638330328197.gifpost-3924-12638330394601.gifpost-3924-12638330474795.gif

 

ALLAH TA'ALA ne apnay PIYARE NABI (SallAllahoAlaiheWasallam) ya deegar Ambiya-e-Kiram (Alaihim-us-Salaam) ya Sahaba-e-Kiram (RidwanullahAlaihimAjmaeen) ya Auliya-e-Kiram (Rehmatullah-e-Ta'laAlaih) ya deegar nufoos ko kya ata kya?? kaisay ata kya?? kitna ata kya?? yeh sub wazeh tor per ya pooray tor per hum sub ko nahin bataya... humein bhi jo kuch pata chala AQAA Alaih-es-Salaam k tufail se, jitna bataya gaya utna hi pata chala hai. hum aisi baaton per kyun jhagartey hein jin k baray mein humein Qataee tor per ma'aloom nahin?? aap jis baat ko sahih samajhtay hein us per rahein hum ya doosray jin aqaeed per hein humein bhi un per rehnay dya jaey, kufr-o-shirk k fatway in Faroee ikhtilafat ki wajah se kyun? ya kisi per zabardasti kyun? farmaya ( mafhoom ) "jis k dil mein ra'aee k daaney k baraber bhi Imaan hoga us ko bhi Aap (SallAllahoAlaiheWasallam) dozakh se nikaal ker le aaeinge ALLAH k Izn se" (hawala Sahih Bukhari)

 

ALLAH Ta'ala hum sub per rehem-o-karam farmaey - aameen.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

post-3924-12638330328197.gifpost-3924-12638330394601.gifpost-3924-12638330474795.gif

 

 

Janab aap jo kio bhi hain main aap sa sawal karna chahon ga ka kya aap na Arabi grammer parhi hain wahan Alif Lam ka matlab kya hai aap ko maloom hona chahiya ka Alif Lam jas safat ka sath lagta hai os ka matlab hota hai ka Kul ya Khas.Mera khayal nahi hai ka ko Allah ka alim ka khas aur kul ilm ka barabar kasi ka ilm manta ho.

Link to comment
Share on other sites

post-3924-12637058025057.gifpost-3924-1263705790028.gifغیب کا علم صر ف اﷲ کو ہےpost-3924-12637057818494.gif

 

 

ap ka thanvi sahab apni kitaab main as baat ki tardeed kar raha hain."Baz UlomeGhaibiya main Huzoor Alihsalam ki kya takhsees hai.asa Ilem ghaib tu Zaid wa Bakr Har Sabi wa Majnon balka jami hawanat wa bahaim ka liya bhi hasil hai.(HafzulImaan pg 8)

ab mujha batian ka ya Sahab tu Hawanat tak ka Ilmeghaib man raha hian ab in par kya fatwa hai.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Sag,

 

thanks kay ap nay Dolat makiya ka hawala diya, once again thanks. es kitab main lekha ha kay Ulma Doeband aur Ahlehadess ka ageeda ilm Ghaib bilkul darust ha. scan page attach karaha hoo. tum nay sahe kaha tha kay jahloon ko eskitab ki samah nahe, agar hoti tou jan lety kay ahmed raza nay deoband kay aqeeda ko darast lekh aur khud apna aqeeda darust karlyta, magar jahal tou jahal hota ha.

2sari baat, tum nay ghalat lekha kay Ulma haraman ka aqeed ilm ghaib ahmed raza wala ha. GHATUL MAMOOL book kabi tumnay pari ha, yakeenan nahe tumhary bap dada nay bi nahe pari hogi. kuch taruf main karwa dyta hoon

 

Jab ahmed raza nay apna aqeed ilm ghaib ka Ulma Haraman kay samnay pesh kiya tou unhoon nay es kay rad main GHATUL MAMOOL lekhi, jis main ahmed raza ki Quran ki tafseer aur ilm ghaib kay aqeeda ko Mardood kaha.

 

KIAY TUM ES BOOK KAY INKARI HOO HO GHATUL MAMOOL ULMA HARAMAN NAY NAHE LEKHI. AGAR NAHE TO ACCEPT KARO KAY AHMAD RAZA KA AQEED DARUST NAHE THA.

 

mujy dolat makiya par bahas nahe karni, JUST TELL ME DO YOU ACCEPT GHATUL MAMOOL OR NOTlaugh.gif JAHAL KOON FAISLA KHUD PARNY WALAY KARLAY GAY

Link to comment
Share on other sites

 

 

 

unsure.gif what is dolat makiyah ?

U cant even read the name of book properly , i bet u would have never seen or read this book in ur life...

And where r the sca pages?????? invisible scans pages ?

And wat is GHATUL MAMOOOL?? book written in deoband or what???

 

LOL ,

who even dnt know the name ov book r talking abt Alahazrat ra.gif

 

Shame shame shame

 

Sharam tum ko Magar nhi aati

 

and

 

Ulma haraman ka aqeed ilm ghaib ahmed raza wala ha. GHATUL MAMOOL

 

 

Fact about Ghayat-ul-Mamool

 

if you mean the late Mufti of Medinah Shaikh As Sayyid Ahmad Barzunji Rahmatulaah Aley...he ratified the fatwa of kufr on the deo-bandi "ulema" mentioned in Sayyidi Ala Hazrat's fatwa and only differed with Sayyidi Ala Hazrat on the issue of Uloom i Khamsa and knowledge of all possible things possessed by the Prophet Sall Allaahu Aleyhi Wa Sallam in his work Ghayatul Mamool. The Shaikh said that he had certified and had written a favourable review of Husam ul Haramain!! ohmy.gif

 

So Deobandi the rag has been pulled from under your smelly feet...Shaikh Barzunji Rahmatulaah Aley actually certified the fatwa of kufr on your elders and the only reason you quote him is because you try to show that his disagreeing with Ala Hazrat means that he was against Ala Hazrat whereas the opposite is true. You see these type of Ulema can differ with each other, because they are of a high calibre, and yet they still have adab whereas you people differ with the whole ummah and have no adab...showing the ummah that you are a deviant sect.

 

 

And remeber that Difference of Opinion among Ulama is Rahmat ..

 

Hope this will be enough to expose ur filthy dewbandi religion.

Link to comment
Share on other sites

Fact about Ghayat-ul-Mamool laugh.giflaugh.giflaugh.giflaugh.giflaugh.gif

 

jahal insanoo Proferssor Masoud ki book ko rafar karta hoon Ahmed Raza Ulma Hajaz ki nazar main. jis main usnay es book ki taed ki ha. that it is written by Ulma Haraman. jis main Sayyid Ahmad Barzunji Rahmatulaah Aley nay ahmed raza ki tafser ko mardood aur gumrah kun lekha. kaho tou kuch page scan kardoon. i do not know how to upload pls some one uplaod this page refere below link

 

http://www.razanw.org/modules/alahazratbooks/item.php?itemid=241&page=66

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

laugh.giflaugh.giflaugh.giflaugh.gif

 

 

 

Manfi Sb.aap ke tu apni bat he jhooti nikal aai.Jo link aap nay dia hay woh hum attach kar daitay hain aur is ka faisla qarieen par chortay hain keh kon sacha aur kon jhoota.Syedi AlaHazrat par jhoot bandhtay ho.

Aur jis tarah yeh jhoot tum nay bola hay isi tarah Hazrat Masood Ahmed Naqshbandi Sb k baray main bol rahay ho.Zara us kitab ka link tu do.Abhi sab kuch pata chal jay ga.

 

Khair jhoot k b kya paaon hotay hain????

post-2632-12666524420985.gif

Link to comment
Share on other sites

OH Sag tou b Ahmed Raza ki tara jahal ha aur es main kuch shak b nahe.

 

many jo page upload karnay k liya kaha tha, ab es ko ghor say par. akhairi pahra main.( AB WAHABION KA YE KAHNA KAY HAZRAT MOHAMMAD SAW MAHAZ ITNA HE JANTAY THY JITNA WAHI KAY ZARIYA BATAYA GIYA YE BAAT DARUST HA) ghur say para tara bara b manta ha kay wahabi doeband ka aqeeda darust ha.

 

TUM NAY DARUST KAHA THA KAY DOLAT MAKIYA KI JAHALOON KO SAMAJ NAHE ATI AGAR ATI TOU TUM DOEBAND KAY ILME GHIAB KAY AQEEDA KO DARUST MANTAY.

 

Baki GHATUMAMUL ki baat tum gool kargay. tum nay kaha kay ye Ulma Haraman nay nahe lekh JA PAHLY PROFESSOR Masoud ki book Ahmed Raza Ulma Hajaz ki nazar main study kar jis main SAF SAF LEKHA HA kay this book written by Ulma Madina aur aprox 12 ulma main es par tafreez bi ki. ja ab apna moon kala karlayna.

 

ab main tumhari kisi fazool baat ka jawab nahe doon ga. yan professor ko apna akabar na mann yan book man kay ulma haraman ny likhi ha.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...