Bismillah مراسلہ: 14 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 14 جنوری 2010 (ترمیم شدہ) Faizan-e-attar.com par jitni bhi kitabein hain kya wo sab parna jaiz hai? kyon keh un mein say bohat si Ameer-e-Ahlesunnat ki nahi likhi hui hain.jaissay kay iss website pe faiza-e-attar website say kitabein li gai hain. mazrat chahta hoon kissi aur website ko share karnay kay liey, jaissey hi malsa hal ho jaey ga in sha Allah foran link remove kar doon ga. Edited 5 جون 2013 by Usman Razawi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 15 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 15 جنوری 2010 On 1/15/2010 at 7:26 AM, Bismillah said: Faizan-e-attar.com par jitni bhi kitabein hain kya wo sab parna jaiz hai? kyon keh un mein say bohat si Ameer-e-Ahlesunnat ki nahi likhi hui hain. jaissay kay iss website pe faiza-e-attar website say kitabein li gai hain. mazrat chahta hoon kissi aur website ko share karnay kay liey, jaissey hi malsa hal ho jaey ga inshallah foran link remove kar doon ga. another website WaAlaikumussalam yeh kesa suwal kia hay aapnay????????? kia Molana Ilyas Qadri k elawa doosray Ulama-e-Ahl-e-Sunnat ki kitabain parhna Najaiz hay????????????????????????????????????????? ya k baaqi Ulama-e-Ahl-e-SUnnat ki kutab parhnay k laiq nahin samjhtay aap???????? Faizaneattar per tmam kutab Ulama-e-AHl-e-Sunnat ki hain jo k parhni chahian. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 16 جنوری 2010 Author Report Share مراسلہ: 16 جنوری 2010 (ترمیم شدہ) maaf kijiey ga Usman Razawi saab aur deegar tamam users say bhi maafi ka talibgaar hoon agar meri wajah say kissi ko koi azeeat phonchi ho, merey yeh kehnay ka matlab nahi tha keh auron ki kitabein parna jaiz nahi hain, main darsal Ameer-e-Ahlesunnat damat barkatumul aliya ki kitbain parnay ka adi hoon to shaed iss liey zehan main sawal aya, main darasal sawal theek say nahi pooch paya, mazrat chahta hoon, darasal mujhey aur likhanay walon kay aqaid ka pata nahi, to iss liey hifazat kay liey pooch lia, mujhey galith mat samjiey ga, mera maqsad kissi ka dil dukhana nahi tha aur na koi galith baat karna tha, main bas kuch aissa hi hoon keh aksar sawal theek say nahi pooch pata, lekin bar haal mujhey merey sawal ka jawab mil gaya, Edited 16 جنوری 2010 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 16 جنوری 2010 Author Report Share مراسلہ: 16 جنوری 2010 main iss post ko ediit nahi kar pa raha uper wali link ko kaissa remove karon? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 16 جنوری 2010 Author Report Share مراسلہ: 16 جنوری 2010 darasal main ek website ki kitabein doosri website pe share karta hoon aur amtor par Ameer-e-Alhesunnat ki hi kitabein share karta hoon, aur log jin kay main aqaid janta nahi, to main darta hoon keh main koi aissi kitab na share kar doon jiss mein aissa kuch likha ho jo keh ahlesunnat kay nazdeeq sahi na ho. kyon keh merey khial say kuch log kehnay ko to sunni hotay lekin un kay aqaid mein farq hota hai. bas sirf yahi baat thi. tamam users say bhi maafi ka talibgaar hoon agar meri wajah say kissi ko koi azeeat phonchi ho, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔