Bismillah مراسلہ: 13 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 13 جنوری 2010 yeh jitnay bhi lafz likhay hain kya koi inn ka matlib detail mein bata sakta hai?waissay to amtor pe pata hi hota hai lekin main exactly samjana chahta hoon in ka matlab, jazakallahou khaira!Fatwa,Mufti,Alim,shariat, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 14 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 14 جنوری 2010 yeh jitnay bhi lafz likhay hain kya koi inn ka matlib detail mein bata sakta hai?waissay to amtor pe pata hi hota hai lekin main exactly samjana chahta hoon in ka matlab, jazakallahou khaira!Fatwa,Mufti,Alim,shariat, WaAlaikumussalam!Meray Naqis ilm k mutabiq:Fatwa: Kisay Maslay per sh'ari HukmMufti : Kisay maslay per shari hukam denay wala Mustanad Aalim-e-DeenAalim : Jo baghair kisi ki madad se khud Kitabon se Masail-e-Shari Akhz kar skta ho (Nikal sakta ho)Shariat : wo Qanoon jo Allah aor us k Rasool صلی اللہ علیہ وسلم nay bandon k liay Muqarar farmae , aor in ki pabandi har muslman ko karni zroori hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔