Ayubi مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Assalam-o-Alaikum umeed he ap sub ba-fazl-e-ILAHI kheriat se hon ge ajkal namaz men shlwar ko morna 1 masla ban chuka he, meri 1 dafa 1 sahab se is mamley par baat hoi to men Ata-ul-Mustafa Sahab k kitabchey k mutabiq Bukhari Sharif ka hawala dia but un sahab ne kaha k ye hawala ghalat he bukhari men kahin bhi is cheez ka zikar nahi he. kia koi bhai meri is mamley men madad farmaen ge. JAZAKALLAH اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayubi مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2009 JAZAKALLAH,apka bohat shukria k ap ne mere arz namey pr tawajja di, lekin bad qismati se mera matlooba maqsad abi mukammal nahi ho saka he. kia koi bhai mujhey neetchey die gaey Ata-ul-Mustafa Sahab k hawala jaat k scan page muhayya kar saktey hen?agar ye sarey na bhi ho saken to jo mumkin hon bara-e-KHUDA wo post kar dijie. JAZAKALLAH 1) Hadis#6 (+ is k netchey Hazrat Abu Bakar Radhi ALLAH-o-Anho ka waqeya) 2) Hadis#10 3) Sawal #3 k jawab men jo Umda-tul-Qari ki ibarat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2009 (ترمیم شدہ) Nahi Hazrat,Aik Tu Main Ata Mustafa Sb.K Baray Main Kuch Janta B Nahi Keh Yeh Kon Hain.Dosra Scan Pages Kisi Aalim Ya Kisi Library Say He Mil Saktay Hain.Hum Tu Khud Student Hain Isi Lia Yeh Fatwa Pehlay Mojood Tha Main Nay Yahan Add Kar Diya. Hazrat Is Fatwa Main Jo Hawala Jaat Hain Agar Unhon Nay Woh Ghalat Likhay Huay Hain Tu Aap Is Cheez Par Kuch Bat Kar Saktay Hain.Otherwise Plz Contact With Any Mufti Sb.Jazak Allah Edited 28 دسمبر 2009 by Sag e Madinah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayubi مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2009 (ترمیم شدہ) Nahi Hazrat,Aik Tu Main Ata Mustafa Sb.K Baray Main Kuch Janta B Nahi Keh Yeh Kon Hain.Dosra Scan Pages Kisi Aalim Ya Kisi Library Say He Mil Saktay Hain.Hum Tu Khud Student Hain Isi Lia Yeh Fatwa Pehlay Mojood Tha Main Nay Yahan Add Kar Diya. Hazrat Is Fatwa Main Jo Hawala Jaat Hain Agar Unhon Nay Woh Ghalat Likhay Huay Hain Tu Aap Is Cheez Par Kuch Bat Kar Saktay Hain.Otherwise Plz Contact With Any Mufti Sb.Jazak Allah Janab men kon hota hon aiteraz karney wala, hamari itni hesiat kahan k Ulama ki baton ko ghalat sabit karen (MA'AZALLAH). aiteraz mujhey nahi mere 1 deoband class fellow ko he isi lie men ne potcha tha. wese ap ki ittela k lie arz he k Ata-ul-Mustafa Sahab, Sahib-e-Baha-e-Shariat Hazrat Allama Moulana Amjad Ali A'azmi k Farzand hen JAZAKALLAH Edited 28 دسمبر 2009 by Ayubi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam e Azhari مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Report Share مراسلہ: 28 دسمبر 2009 Mufti Ata-ul-Mustafa A'zami Shehzaade hen Huzoor Muhaddis e Kabeer Allama Zia ul Mustafa A'zami. aur Allama Zia ul Mustafa A'zami Shezaade hen Huzoor Sadr ush Shariah Allama Amjad Ali A'zami. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 29 دسمبر 2009 Report Share مراسلہ: 29 دسمبر 2009 Shukariya Hazrat Information Dainay Ka.Janab Hawala Jaat Hadees Sharif Main Mojood Hon Gay.Aap Plz Kisi Mufti Sb K Pas Jayn Aur Un Say Yeh HawalaJaat Ka Poochain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ayubi مراسلہ: 29 دسمبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 29 دسمبر 2009 Mufti Ata-ul-Mustafa A'zami Shehzaade hen Huzoor Muhaddis e Kabeer Allama Zia ul Mustafa A'zami. aur Allama Zia ul Mustafa A'zami Shezaade hen Huzoor Sadr ush Shariah Allama Amjad Ali A'zami. JAZAKALLAH, thanx to rectify me اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔