Jump to content

kia hamare liye ALLAH kafi nahi


Malang

تجویز کردہ جواب

Malang sahib

 

aap nay yeh topic start kar diyya hay again jo kay pehlay close kar diyya gaya tha

 

Anyways aap yeh two pamphalets parh lain aur phir faisla kar lain keh siraf naam ya siffat kay ishtrak say shirk laazim aata hay ya nahin

 

agar aata hay to phir aap ko Wahabion ki khud saakhta touheed Quran o Ahdees say nahin millay gi uss kay liye phir aap ko un ki books say hi faida hasil karna parray ga aur gumrahi kay daldal main phnas kar Ieman ki daulat ko khair baad kehna parray ga

 

 

 

 

Aap Ja al Ahq ka yeh chapter bhi parh lain jis main Anbiyya ALLAH (as) aur Auliyya ALLAH (ra) sya Amdad ka saboot paish kiyya gaya hay

 

Shaid aap ki aur aap jaisay kissi aur ki tusalli ho jaye

 

http://dawateislami.net/library/literature...vno=6&year=2004

post-367-1169491006.jpg

post-367-1169491165.jpg

Link to comment
Share on other sites

(ja) Mujataba Bhayi...

aap ney buhut achi posts ki hain.. ager aub bhi malang ko samajh na aaye tu aisay malang key liye Hospitals bhi mojod hain..

 

Bughz-o-Taa'sub key baghair ager koi bhi read kerey tu usay samajh aaye gi.. key Zati aur Atayi mein Shirk ka suwal hi paida nhin hota..

Link to comment
Share on other sites

kafi pehle baat hoi thi iss bare ma aik bhai na topic post bhi kia tha lakin kisi waja se wo band ho gaya to ma na socha kiun na ma karoon ye kaam

 

(bis)

 

(salam) Sab Momino ko

 

Allah (azw) hi se mangna jayaz or gher ullah se jo Allah (azw) ke mehbooob bandy hain unsy mangna( unhy wasila banana) na jayaz or shirk hai to phir mujh ko ye batao ki duniya bari ya akherat.....akherat na?

 

Jab akherat me wasila jayaz to phir is duniya me kese najayaz....?

 

Jab roz e jaza ke din huzur (saw) ka wasila thamo gy tab kya shirk nahi karogy....??

 

 

Tab dekhyngy us din tum direct waly kya karty ho...agar waqai itny sachchy ho apni baton me to kar do reply ki nahi thamyngy us din bhi wasila or yahi nara hoga us din bhi tumhara.

.......kia hamare liye ALLAH kafi nahi

Link to comment
Share on other sites

yaaar ustad ma na yahan waseele ki baat nahi ki isss baat ko to ma bhi manta hoon k wasele se mangna jaiz  he lakin un loogoon se mangna meri nazar ma jaiz nahi lakin ye duya zaroor mangi ja sakti ha k  ALLAH in loogoon k zariye se de dena  or ye nahi kaha ja sakta k ALi hejweri muje beta do

3116[/snapback]

 

 

means aap wasily ke munkir nahi hain bus sirf wasily ki is surat se inkar karty hain ki kisi se mutlaq ye kehna ki " mujhy ye ata kar do / meri bigdi bana do/ meri ye hajat puri kar do " shirk-najayz hai??

 

to phir zara in ahadees par ghor karyein...jinmy mutlaq madad mangny ka hukm sarkary madina (saw) de rahy hain, YA PHIR BIBI HAJRA KA YE KEHNA KI HELP US IF U CAN OFFER ANY HELP . bhai mere sirf lafzon ke itlaaq se shirk nahi aata jabki niyat ye ho ki in sab ko Allah (azw) hi se milta hai (JIN KO MILTA HAI UNHI SE MANGTY HAIN ALLAH KE BANDY SAMAJH KE) ......

 

Bukhari shareef

Narrated Ibn Abbas: When Abraham had differences with his wife), (because of her jealousy of Hajar, Ishmael's mother), he took Ishmael and his mother and went away. They had a water-skin with them containing some water, Ishmael's mother used to drink water from the water-skin so that her milk would increase for her child. When Abraham reached Mecca, he made her sit under a tree and afterwards returned home. Ishmael's mother followed him, and when they reached Kaba', she called him from behind, 'O Abraham! To whom are you leaving us?' He replied, '(I am leaving you) to Allah's (Care).' She said, 'I am satisfied to be with Allah.' She returned to her place and started drinking water from the water-skin, and her milk increased for her child. When the water had all been used up, she said to herself, 'I'd better go and look so that I may see somebody.' She ascended the Safa mountain and looked, hoping to see somebody, but in vain. When she came down to the valley, she ran till she reached the Marwa mountain. She ran to and fro (between the two mountains) many times. They she said to herself, 'i'd better go and see the state of the child,' she went and found it in a state of one on the point of dying. She could not endure to watch it dying and said (to herself), 'If I go and look, I may find somebody.' She went and ascended the Safa mountain and looked for a long while but could not find anybody. Thus she completed seven rounds (of running) between Safa and Marwa. Again she said (to herself), 'I'd better go back and see the state of the child.' But suddenly she heard a voice, and she said to that strange voice, 'Help us if you can offer any help.' Lo! It was Gabriel (who had made the voice). Gabriel hit the earth with his heel like this (Ibn 'Abbas hit the earth with his heel to Illustrate it), and so the water gushed out. ..................................." (2.127) (Book #55, Hadith #584)

 

 

:) AGAR AISA HOTA TO KYA HUZUR YE TALEEM FARMATY KI MUTLAQ YE KEHNA KI AY ALLAH KE BANDO MADAD KARO

 

:) AGAR AISA HOTA TO KYA SAHABA YE MUTLAQ FARMATY KI YA RASOOL ALLAH MADAD KARO

 

:) AGAR AISA HOTA TO KYA BIBI HAJRA MUTLAQ YE FARMATI JIBRAEEL ALE SALAM SE KI MADAD KARO HUMARI AGAR MADAD KAR SAKTY HO TO.....

 

 

INNAL AMAALO BIN NIYAAT..........

types_of_Tawassul.JPG

Link to comment
Share on other sites

2a79xdu.jpg

 

4hirmlu.jpg

3076[/snapback]

 

 

meri sabika post me iska jawab diya ja chuka hai bibi hajra ka saaf saaf jibraeel alehsalam se madad mangna, sahaba ka ya mohmmadah ka nara lagana, or huzur (saw) ka ummat ko taleem farmana ki Allah ke farsihton se madad mango.......

 

JIS AYAT SE TUM ISTADLAL PAKAD RAHY HO WO MUSHRIKON/ KAFIRON KE LIYE UTRI THI OR BUTON OR BATIL MABUDON KE BARE ME UTRI THI TUMNY UNHY NABIYON WALIYON OR MOMINO PAR LAGA KE BUKHARI SHAREEF KI IS HADEES KI ZAD ME AA CHUKY HO ISLIYE TAUBA KARO.... :unsure:

BUKHARI_SHAREEF.JPG

Link to comment
Share on other sites

2mq6oa8.jpg

[

3076[/snapback]

 

 

Huzur (saw) Allah (azw) ki ata se ghareeb nawaz hain or Khwaja Moinudden Chishti (ra) Allah or Allah ke rasool ki ata se......

 

IS SY PEHLY KI POST ME SHAYAD AAP MISHKAT SHAREEF KA HAWALA SUN CHUKY HAIN JISMY HUZUR KA FARAMANA KI ALLAH MUJHY ATA KARTA HAI OR ME UMMAT KO.

 

SURE TAUBA SUNIYE........

009_059.mp3

009_074.mp3

Edited by ya mohmmadah
Link to comment
Share on other sites

359lkox.jpg

2w6tb36.jpg

3076[/snapback]

 

 

RED MARKING PAR ZARA DHAYAN CHAHTA HU....

 

 

:) AB KYA KEHNA HAI AAP KA YAHA HUZUR (saw) KHUD KEH RAHY HAIN ZAMEEN KE KHAZANO KI KUNJIYA MERE HAATHO ME DE DI GAYIN...

 

:( AB LAGAO FATAWY IS UMMAT PAR SHIRK KE....KI SARI UMMAT SHIRK KAR RAHI HAI SAB MAZAR PARAST HO GAYIN HAIN....

 

:( OR SAMAJH LO KI IS KY BAAD TUM HUZUR (saw) KI AHADEES E MUQADDASA KO JHUTLANY WALY HO JAOGY....

ZAMEEN_KE_KHAZANY.JPG

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...
  • 3 months later...

Brother Ek Simple Aaqle Daleel Hai Aaqal Waloon k leyae

 

Allah (azw) Ney Ap (saw) say farmaya K Aa Nabi (saw) Farma Doo K Meray Leyae Allah (azw) hi kafi hai

 

BUTTTTTTT

 

Hazrat-e-Abou Bakr (ra) Ney Farmaya K Meray Leyae Allah Aor Us Ka Rasool Hi Kafi Hai

 

Too Yeah Wahabi Deobandi Un Par Kiya Fatwa Lagain Gay???????????????

Link to comment
Share on other sites

Too Yeah Wahabi Deobandi Un Par Kiya Fatwa Lagain Gay???????????????

 

Aqal hoti tu na khuda sey ladayi letay

Yeh ghatain usay, manzoor bedhaana tera

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

 

 

 

نواب صدیق حسن خان وہابی کا رسول اللہ صلی اللہ علیہ و سلم کو پکار کر حاجت طلب کرنا

نفح الطیب صفحہ 21

از تو میخواہم رسول اللہ مراد خویش را

چشم امیدم نمے گرد دبردے غیر باز

یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ و سلم اپنی مراد میں آپ سے پورا کرانے کا خواہش مند ہوں

اور مجھے امید ہے کہ کسی اور کے سامنے اپنی حاجت لے جانے کی ضرورت نہ پڑیگی

 

یا رسول اللہ زاءر را براءے کس چہ کار

برسر اغیار زوسنگ ترازوءے شما

یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ و سلم زیارت کرنے والے کو کسی سے کیا غرض

غیروں کے سر پر آپ کے ترازو کا بثہ مار

 

یہی نواب صدیق خان صاحب قبر قاضی شوکانی سے مدد طلب کر رہے ہیں

نفح الطیب من ذکر المنزل و الحبیب صفحہ 57

 

ہوس ماست حدیث از لب جاناں مددے

مدد اے طالع صدیق حسن خاں مددے

تو ہماری خواہش ہے محبوب کی زبان سے بات کرکے مدد کروـ

اے صدیق حسن خان کے نصیب مدد کیجےـ

 

زمرہ راءے در افتا و بار باب سنن

شیخ سنت مددے قاضی شوکان مددے

 

JIN WAHABION NAY YE BIDDAT EJAAD KI KEH GHAIR ALLAH SAY MADAD MANGNA SHIRK HAI LAGA'AIN WAHABION KAY SHAIKH E KUL PER FATWA.ISS TARHAH KAY SIRF YE HI ASHAR NAHI HAIN OR BOHAT HAIN. DEOBAND KAY QASIM MUL ULOOM QASIM NANOTVI KA QASIDAH PARH LAIN USS NAY BHI YA NABI ALLAH KEH KAR MADAD MANGI HAI. APP NAY KAHA WASIL AJAIZ HAI DIRECT MANGNA JAIZ NAHI YE HADEES PARHAIN.

 

It is similarly related from the Companion Malik al-Dar that the people suffered a drought during the successorship of 'Umar, whereupon a man came to the grave of the Prophet -- Allah bless and greet him -- and said: "O Messenger of Allah, ask for rain for your Community, for verily they have but perished!" after which the Prophet -- Allah bless and greet him -- appeared to him in a dream and told him: "Go to 'Umar and give him my greeting, then tell him that they will be watered. Tell him: You must be clever, you must be clever!" The man went and told 'Umar. The latter said: "O my Lord, I spare no effort except in what escapes my power!" Ibn Kathir cites it thus from al-Bayhaqi in al-Bidaya wa al-Nihaya and says: isnaduhu sahih; (i.e. its chain is authentic) Ibn Abi Shayba cites it in his Musannaf with a sound (sahih) chain as confirmed by Ibn Hajar who says: rawa Ibn Abi Shayba bi isnadin sahih and cites the hadith in Fath al-Bari. He identifies Malik al-Dar as 'Umar's treasurer (khazin 'Umar) and says that the man who visited and saw the Prophet -- Allah bless and greet him -- in his dream is identified as the Companion Bilal ibn al-Harith, and he counts this hadith among the reasons for al-Bukhari's naming of the chapter "The people's request to their leader for rain if they suffer drought." He also mentions it in al-Isaba, where he says that Ibn Abi Khaythama cited it.

UB BHI NA MANAY ITNI SAHI HADEES KO PARH KAR................................

Link to comment
Share on other sites

  • 2 years later...
  • 6 months later...

(bis)

 

(salam)Sab Momino ko

 

Allah (azw) hi se mangna jayaz or gher ullah se jo Allah (azw) ke mehbooob bandy hain unsy mangna( unhy wasila banana) na jayaz or shirk hai to phir mujh ko ye batao ki duniya bari ya akherat.....akherat na?

 

Jab akherat me wasila jayaz to phir is duniya me kese najayaz....?

 

Jab roz e jaza ke din huzur (saw) ka wasila thamo gy tab kya shirk nahi karogy....??

 

 

Tab dekhyngy us din tum direct waly kya karty ho...agar waqai itny sachchy ho apni baton me to kar do reply ki nahi thamyngy us din bhi wasila or yahi nara hoga us din bhi tumhara.

.......kia hamare liye ALLAH kafi nahi

 

 

bhai ap ko ruti k leai gandum ki zarorat hogi tu ap Allah sey gandum mangy gey ya zameen sey.............

Edited by Muhammad Atif Sha
Link to comment
Share on other sites

bhai ap ko ruti k leai gandum ki zarorat hogi tu ap Allah sey gandum mangy gey ya zameen sey.............

 

beta Deobandi Ja Kar ye faltu sawaal apny akabir se kyu nahin poochty Gandoom wali misal (par dhyan rakhna gandoom sun kar apky akabir kuch or na byan karny lag jayein isliye behtar hai ki aap koi or misal dekar poochiyega....:lol:) se ke ye kya bakwas likh di aapny swaneh qasmi mein or Tafseer e Usmani mein....kya Deo ke bando ke liye Allah kafi nahin??

 

 

 

6.jpg

7.jpg

Shabbir Ahmad Usmani ki Tafseer Iyyaqa Na budu---------.JPG

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...