fikar_e_akhirat مراسلہ: 23 دسمبر 2009 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2009 asalamalekum abdullah bin masood ra say marvee hay.rasoolallah saw nay farmaya...main tom ko ziyarat e quboor say man keya kerta tha ab tum un ki ziyarat ker saktay ho . q k yeh dunya main insan ko zahid banate hain or akhirat ki yad dilatee hain. ibn e maja or muslim k alfaz yeh hain k eyh mauth ki yad dilatee hain. mauth yad dilanay k leya aulia allah or naik logo ki qabrain makhsoos hain. rasoolallah saw nay bhi apni walda ki maghfirat talab ki the jis sau quran main mana keya gaya. or rasoolallah saw nay ziyarta e quboor ki ijazat marhamat farmaee.or is ki waja akhirat ko yad dilana bayan keya. akhirat ki yad dihani k leya kisi marnay walay ka walee hona zahid hona momin hona koi shart nahee.is leya rasoolallah saw nay sab say pehlay apni walda ki ziyarat ki . is leya imam nisaee or ibn e maja nay is per surkhe qaim ki or "ziyarat qabar al mushrik" or yahan yeh waqea zikar keya or yahan nabi saw ko apni walda ki ki maghfirat mangnay ki ijazat nahee de gae. or qabar per nabi saw nay irshad farmaya k qabroo ki ziyarat kero q k who mauth ki yad dilatee hain (nisaee) isk leya mozon jaga gor e ghareeban hay .murdoo k nam say shandar koothay or imartain nahee. in tameerat karnay walo ko inti bhi ghairat nahee ate k yeh muqamat rasoolallah saw ki nazar main kis yad dihanee k leya hain. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔