Jump to content

Kharay Hokay Peeshab Karnay ka Hukam


fikar_e_akhirat

تجویز کردہ جواب

asalalamalkeum bhayeeo or behnoo

 

kya kharay hokay peeshab kerna bhi sunnat amal hay ?

 

agar nahee to phir bukhari shareef volume 1 kitab ul wuzoo main HAZRAT HUZEFA RA SAY EK HADEES MANQOOL HAY

 

K AP RA FARMATAY HAIN K EK DAFA EK QAUM K GHOORAY(KINARAY,RASTAY) PER RASOOL ALLAH SAW NAY KHARAY HOKAY PEESHAB KEYA OR PHIR WAZUU K LEYA PANI MANGAWAYA.

 

MAIN JANNA CHATA HUN K KYA YEH AMAL BHI JAIZ HAY ???

 

ALLAH HAFIZ

Link to comment
Share on other sites

Asalamalekum janab

 

 

Kitab k pichlay hisay say to yeh mukamal sabit hay k rasoolallah saw nay is amal ko jifa or badabi qarar deya

 

 

To phi rap saw say yeh amal sabit hi nahee or yeh khilaf e fitrat amal hay karaheeyat ka amal hay or phir rasoolallah saw khulq e azeem hain un say is amal ki tawaqoo kisi hal main bhi mumkin nahee

 

musanif farmatay hain k

 

Bb aisha ra ka mushahida daimi mushahida hay or hazrat huzefa ra ka mushahida ek waqti mushahida hay ……………..janab yeh bat to bilkul hi achanbay ki hay .

 

 

 

 

 

 

Thore c gustakhi karunga janab

 

 

 

Ap in musanif say zara yeh jakar poochain k in k walid e mohataram ko in ki walda nay kitni bar peshab kertay hoay dekha hay ??????

 

 

 

Don’t mind please ……PAIGHAMBAR SAW …ka mamla koi sada mamla nahee hay ap k musanif or ahadees nay to sab ko naozubillah suma naozubillah bay-amal or bay parda sabit kernay ki koshish ki hay .

 

 

 

Musanif ko saharam ani cahyea k usay rasoolallah saw ki missal denay say pehlay apnay walid walda ko bator missal samnay rakh ker un ki zindagee k baray main kuch bat kerni hogee us k bad usay agay bolnay ki ijazat hay .

 

 

 

 

 

Ek taraf inkar kertay ho dosree taraf iqrar kertay ho ajeeb log ho tom log .

 

Ek taraf ahadees pesh kertay hain k hazrat abu hurera ra farmaty hai k zano main zakham tha phir kehtay hai hadees zaeef hay or musanif nay hadees to likh de magar ba-hawala.

 

 

 

Qayas yeh bhi keya jasakta hay k kya poora ghoora hi najis theen.

 

 

 

Imam abdul azeem zaki ud din famrtaay hain SHAYAD……QAYAS ARAEE SAB SAY ACHA HATEEYAR HAY .

 

 

 

BHAI MERAY YEH SAB MAJOOSEYON KI DASTANIN HAIN INHAIN AP NA HI SHAMIL KERAIN TO BEHTAR HAY OR TAQLEED ACHEE CHEEZE HAY LEKIN US MAIN ALLAH KI DI HOE AQAL KA ISTEMAL BHI EK ACHA AMAL HAY .

 

 

 

IS AHADEES KA IQRAR DITHAEE KA AMAL HAY .

 

 

 

Itni azeem haste say esa amal munsalik kerna bhi gunah hay .

 

 

 

Allah hafiz

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...