Jump to content

Soor Khana Kyon Haram Hai?


unknown

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...

Soor khana kyon haram hai iss ky Mut'aliq meine koi fatwa read nahi kiya laikin aik baat zaror hai JAB ALLAH AUR USS KY RASOOL (saw) NE KUCH HARAM QARAR DAI DIYA TU USS MEIN HUM LOGON KO KYON KISS LIYE AISY WAISY KEHNE KI HASIYAT HASIL NAHI.

So mein app say yahi kahon ga ky Jab Allah Azawajal ya Uss ky Pyare Nabi (saw) ne kuch Halal o Haram farma diya tu humein koi haq hasil nahi ky hum yeh kahain ky kyon haram hai.

Thank You :)

Link to comment
Share on other sites

Jawab tu Ghulam e Mustafa Bhai Nay Day Dia Masha Allah.

Laikan Agar Non Muslim ko jawab daina hay tu araz hay keh Khinzeer jisay pig,pork and bore b kaha jata hay,is main aik parasite hota hay jisay Taenia solium kehtay hain.Jab koi human being is ka meat use karta hay tu is parasite k eggs human body main enter ho jatay hain.After entrance yeh human body ko invade karta hay jis ke wajah say aik disease hoti hay jis ko CYSTICERCOSIS kehtay hain.(Agar kisi bhai ko is disease k baray main details chahiyay tu Insha Allah Main araz kar don ga.).Yeh disease sometime severe cases main Neurocysticercosis ka cause ban jati hay jis ke wajah say Epilepsy,Seizures,Blindness,Tumor like growth ban jati hain Brain main.

In sab cheezon ke asal wajah yeh Pig hay.Is liyay agar kisi Non Muslim nay yeh question kia hay tu us ko yeh bata dain,Aur agar more details chahiyain tu insha Allah main gosh guzar kar don ga.

 

WaSalam

Dr.Ali Hasnain Bhutta

Chishti Qadri

Link to comment
Share on other sites

(wasalam)

apnay swal k jawab k liye Is Post ko read karen.

 

Khinzeer jisay pig,pork and bore b kaha jata hay,is main aik parasite hota hay jisay Taenia solium kehtay hain.Jab koi human being is ka meat use karta hay tu is parasite k eggs human body main enter ho jatay hain.After entrance yeh human body ko invade karta hay jis ke wajah say aik disease hoti hay jis ko CYSTICERCOSIS kehtay hain.(Agar kisi bhai ko is disease k baray main details chahiyay tu Insha Allah Main araz kar don ga.).Yeh disease sometime severe cases main Neurocysticercosis ka cause ban jati hay jis ke wajah say Epilepsy,Seizures,Blindness,Tumor like growth ban jati hain Brain main.

Good Info..

JazakAllahu khaira

Link to comment
Share on other sites

JazakAllah Chishti Qadri bhai app ne buhat acha answer diya.

Meine apne Walid e Muhtaram say bhi iss baray mein pocha tha tu unhon ne bataya ky Pig mein Shahwat buhat zyada hoti hai aur jinn Countries for example USA, UK etc... mein yeh khaya jata hai unn logon mein bayhayaye buhat zyada hai.

so maybe yeh bhi aik wajha ho ky iss ky khane say insaan mein bhi buhat zyada bayhayaye bharti hai iss liye Islam ne iss ko haram qarar diya ho.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...