Jump to content

Need A Answer

aliumar

تجویز کردہ جواب

mera nam ali umar hai aur mai associate engineer hon

pehlay mai brailvi muslak say taaluq rakhta tha lakin office mai meray aik sathi jo kay tablighi jmaat say taaluq rakhtay thay wo mujay aksar tableeg kartay thay mai jo kay pehlay inko gustakh samajta tha in kay ikhlaq aur deen ki mehnat say taaluq ki waja say kafi impress hoa is kay ilawa inhoo nay mujay kuch books bhi parnay kay liay deen jin mai ulma-e-deoband par lgay janay walay ilzamaat kay jwab thay mai nay jab in books ko read kia tu mujay pata chala kay deoband par lgay janay walay ilzamaat ghalat hain aur sirf muslak kay taasub ki bina par ulma-e-deoband par ilzam lgay gai hain aur ye bhi kay ulma-e-deoband suchay aashiq-e-rasool saw hain jis ki waja say mai nay deobandi muslak ko qabool kar lia aur ulma-e-deoband ko pure muslim samjta hon

aj jab mai net per web searching kar raha tha tu ye site mili tu may nay socha kay chalo ap logo say is baray mai kuch poch lon kay ap ka is baray mai kia mooqaf hai kay ap jo ilzaam ulma-e-deoband par lgatay hain ulma-e-deoband tu khud aisay aqeeday rakhnay walay ko kaafir samajtay hain phir bhi ye ilzamaat kuon???

Link to comment
Share on other sites

janab ali umer sahib , app jiss tarah brelvi se deobandi hoye. ussi tarah main deobandi se brelvi hoa hoon. mujah jub in baatoon ka maloom hoa to main ne sirf aik taraf ki nahi sunni balkah donoon taraf ko parha, balkah main ne wo sub kitabain jin per ullama ahlesunnat ko etiraaz hai deobandi ullama per wo main ne deobandi maktaboon se buy karain.

mera tajurbah yehi hai keh deobandi ullama ne sirf sirf jhoot se kaam lia hai. in kitaboon main. jiss ko inhoon ne kufur likha wohi in ka aqeeda hai. jiss ko ye loog shirk kehtay hain wohi kaam ye loog kartay hain. jin ko ye biddat kehtay hain wohi kaam ye kartay hain. sirf deobandi awaam ko bewakoof banatay hain.

in sub jhoot ko dekhna hai to iss session ke har topic ko araam se mulahiza karain. app ko pata lag jaye ga.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

jnab ali umer sahib , brelviyoon ka diyobndiyoon ke saath ikhtlaf noor o basher ya ilm e gaeb , ya hazer o nazer wagerah ke masaloon per naheen , han ji

brelviyoon aour diyobandiyoon ka akhtlaf diyobandiyoon ki kuferiya ibarat per hai. aap se araz hai keh main niche aik kitab ka link de raha hoon , ager diyobandiyoon ke paas is ka koi jawab hai to , is forum main dein. khalil rana

http://www.islamieducation.com/ur/%DA%A9%D8%AA%D8%A8/husam-ul-huramain-key-100-sal.html

Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

jnab ali umer sahib , brelviyoon ka diyobndiyoon ke saath ikhtlaf noor o basher ya ilm e gaeb , ya hazer o nazer wagerah ke masaloon per naheen , han ji

brelviyoon aour diyobandiyoon ka akhtlaf diyobandiyoon ki kuferiya ibarat per hai. aap se araz hai keh main niche aik kitab ka link de raha hoon , ager diyobandiyoon ke paas is ka koi jawab hai to , is forum main dein. khalil rana

http://www.islamiedu...ey-100-sal.html

asal mai masla tu ye hai kay mai nay aalahazrat ki kitabain bhi read karin hain aur ulma-e-deoband ki jwabi kitabain bhi parin hai is kay bad hi kuch faisla kia tha

mai zara misaal say samjata hon aalahazrat nay hassam ul harmain mai kaha hai kay molana ashraf ali thanvi hazoor saw kay ilm ko janwroo kay ilm jitna batatay hain

lakin jab molana ashraf ali thanvi ko ye baat btai gai tu molana nay jwab dia kay mai hazoor saw kay ilm ko kinaat mai sab say zida janta hon

aur is kay baad aik kitaab bhi likhi jis ka nam basat ul binnan tha aur us mai bataya kay mera hargiz wo aqeeda nahhi jo molana ahmad raza nay likha hai bulkay meri ibarat ka wrong matlab molana ahmad raza nay nikala hai

Link to comment
Share on other sites

(bis)(saw)

kya aap ne kabhi hifzul eman padhi jo thanwi ki likhi hai agar nahi to aap us kitab ko padhe aur mujhe bataye ki kya us us kitab mein gustakhi nahi ki nabi kareem (saw) ke ilm ko janwaro ki tarah nahi bataya aur phir faisla kare aur agar nahi kar sakte to kisi samjhdar sunni aalim se ja kar mile allah (azw) aap ko hidayat de agar aap ki qismat mein hai to ameen (saw).

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

bismillah.gifsaw.gif

kya aap ne kabhi hifzul eman padhi jo thanwi ki likhi hai agar nahi to aap us kitab ko padhe aur mujhe bataye ki kya us us kitab mein gustakhi nahi ki nabi kareem(saw) ke ilm ko janwaro ki tarah nahi bataya aur phir faisla kare aur agar nahi kar sakte to kisi samjhdar sunni aalim se ja kar mile allah(azw) aap ko hidayat de agar aap ki qismat mein hai to ameen saw.gif.

bismillah.gif

mai nay hifzul iman bhi pari hai aur hassam ul harmain bhi is kay bad hi mai nay koi faisla kia tha kay hifzul iman mai nabai saw.gif ka ilm naooz billah janwaroo jaisa nahi hai bulkay janwaroo say mushabhat say bachaya gya hai

even kay molana ashraf ali nay bad mai basat ul binnan mai ye baat bhi likhy hai kay nabi saw.gif ka pori kinaat mai sab say ziada ilm hai aur mera har giz aisa ganda aqeeda nahi hai

Edited by aliumar

post-2606-12599383886625.gif

post-2606-12599383566736.gif

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

bismillah.gif

salam.gif

agar aap is ibarat ko thora sa peechay say prh latay tu shayad baat ap ki samaj mai ajati kay yahan par molana ashraf ali thanvi hazoor saw.gifkay ilm ki quantity par baat nahi kar rahay balkay aik misaal day kar aik masla samja rahain kay aik shaks jo kay hazoor saw.gifko alim-e-gaib (yahan par molana ashraf ali thanvi ilm-e-gaib par baat nahi kar rahay )kehta hai

ab yahan par molana ashraf ali thanvi yahan par is shaks say poch rahay hain kay tum jo hazoor saw.gifko alim-e-gaib keh rahay ho tu kis waja say keh rahay ho complete ilm ki waja say ya baaz ilm ki waja say

complete ilm ki waja say aap hazoor saw.gif ko alim-e-gaib nahi kah saktay kuon kay complete ilm tu ap bhi nahi mantay (molana ahamad raza khan nay bhi apni kitaab dolat al makia mai likha hai kay hazoorsaw.gif ko complete or total ilm nahi tha ) lakin agar baaz ilm ki waja say keh rahay hain (yahan par molana thanvi hazoorsaw.gif kay ilm aur janwaroo kay ilm mai comparison nahi kar rahay) tu baaz ilm tu insanoo , janwaroo , aur taqreeban har makhlooq ko pata hai lihaza tumharay asool kay mutabiq tu har aik ko alim-e-gaib kaha jay (yahan par gor karain kay molana thanvi hazoorsaw.gifkay ilm ko janwaroo jaisa nahi bata rahay hain bulkay yahan par molana us mushabhat say bacha rahay kuon kay har makhlooq ko kuch na kuch tu pata hi hai )

2: jab molana ashraf ali thanvi say pocha gya kay molana ahmad raza ap ko kafir kehtay hain kia ap nay waqai hazoorsaw.gifki tuheen ki hai tu molana nay jwab dia kay mera itna ganda aqeeda nahi hai meray nazdeek hazoor saw.gifka ilm poori kinaat mai sab say ziada hai

3: kisi ki baat ka wo matlab lena chaiay jo wo khud bian karay ye nahi kay apnay say us par ilzaam lgaya jay

Edited by aliumar
Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

آپ نے شاید میری پھلی پوسٹ درست طریقے سے نھیں پڑھی جس میں اس بات کی وضاحت کی تھی کے مولانا تھا نوی یھاں پر نبی کریم saw.gifکے علم کی مقدار کا تعین نھیں فرما رھےاورنا ھی مولانا یھاں پر اس بات کی وضاحت کر رھے ھیں کے آیا نبی کریم کو علم غیب تھا یا نھیں بلکے مولانا اک بات سمجھا رھے ھیں کے نبی کریم saw.gifکی زات پر عالم الغیب کا اطلاق درست ھے یا نھیں

مولانا تھانوی نے یھاں پر دو دلیلیں دیں ھیں کے جو شخص حضورsaw.gif کی زات پر عالم الغیب کا اطلاق کرتا ھے اور آپ کو عالم الغیب کھتا ھے (مثلاً زید)وہ یا تو اس لیے کھتا ھے کےاس کے نزدیک حضورsaw.gif کو بعض غیب کا علم ھے -یا اس لیے کے آپ کو کل غیب کا علم ھے - دوسری شق تو اس لیے باطل ھے کے آنحضرت saw.gifکو کل غیب کا علم نا ھونا دلائل عقلی و نقلی سے ثابت ھے (اور خود احمد رضا بھی مانتے ھیں )اور پھلی شق (یعنی بعض غیب کی وجا سے حضورsaw.gif کو عالم الغیب کھنا)اس لیے باطل ھے کے اس صورت میں لازم آٰے گا کے ھر انسان بلکے حیوانات تک کو “عالم الغیب“کھا جاٰے -کیونکے غیب کی بعض باتوں کا علم تو سب کو ھے -کیونکے ھر جاندار کو کسی نا کسی ایسی بات کا علم توضرور ھے جو دوسرے سے مخفی ھے -پس اس شق کی بنا پر چونکے سب کو عالم الغیب کھنا لازم آتا ھے اور ایسا عقلا ً، نقلاً،باطل ھے اسی لیے حضورsaw.gif کو بعض علوم غیبی کی وجا سے عالم الغیب کھنا باطل ھو گا

Link to comment
Share on other sites

Ali Umer Sab,

Ap say mairi guzarash ha kay agar ap Pir Mahr Ali Shah Sab ki books parlyn tou shayad ap deoband barelvi batoon main na parain. Aur baki ap ko ibarat ka masla ha tou ap ko parshan hony ki zarurat nahe ha.

maira ap ko aik nutral sa mashwara ha ka ap Deoband ki site par jain aur barelvion ki site par

khud study karain jo haq lagay maan lyna.

Baki Jadul Mukhtar sab nay aik baat joth kahi ha kay wo doeband say barelvi howay hain. Ala Hazat Ahmed Raza nay kaha ha k koe deoband wahabi barelvi nahe hosakta (malfoozat_ tou Mukhtar say sab joth kahta ha shayad ap ko impress karnay k liya.

KHALIL RANA SAB.

KIYA AP FIKA KA ASOOL BIYAN KARSAKTAIN HAIN KI MUFTI KO KAB FATAWA LAGANA CHAHEYA KISSI IBARAT PAR TAKAY HAMARI INFORMATION MAIN BE IZAFA HO AUR HAM THANVI SAB KAY MUTALAK KOE FAISLA KARSAKAIN

Edited by hanfigroup
Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

آپ نے شاید میری پھلی پوسٹ درست طریقے سے نھیں پڑھی جس میں اس بات کی وضاحت کی تھی کے مولانا تھا نوی یھاں پر نبی کریم saw.gifکے علم کی مقدار کا تعین نھیں فرما رھےاورنا ھی مولانا یھاں پر اس بات کی وضاحت کر رھے ھیں کے آیا نبی کریم کو علم غیب تھا یا نھیں بلکے مولانا اک بات سمجھا رھے ھیں کے نبی کریم saw.gifکی زات پر عالم الغیب کا اطلاق درست ھے یا نھیں

مولانا تھانوی نے یھاں پر دو دلیلیں دیں ھیں کے جو شخص حضورsaw.gif کی زات پر عالم الغیب کا اطلاق کرتا ھے اور آپ کو عالم الغیب کھتا ھے (مثلاً زید)وہ یا تو اس لیے کھتا ھے کےاس کے نزدیک حضورsaw.gif کو بعض غیب کا علم ھے -یا اس لیے کے آپ کو کل غیب کا علم ھے - دوسری شق تو اس لیے باطل ھے کے آنحضرت saw.gifکو کل غیب کا علم نا ھونا دلائل عقلی و نقلی سے ثابت ھے (اور خود احمد رضا بھی مانتے ھیں )اور پھلی شق (یعنی بعض غیب کی وجا سے حضورsaw.gif کو عالم الغیب کھنا)اس لیے باطل ھے کے اس صورت میں لازم آٰے گا کے ھر انسان بلکے حیوانات تک کو “عالم الغیب“کھا جاٰے -کیونکے غیب کی بعض باتوں کا علم تو سب کو ھے -کیونکے ھر جاندار کو کسی نا کسی ایسی بات کا علم توضرور ھے جو دوسرے سے مخفی ھے -پس اس شق کی بنا پر چونکے سب کو عالم الغیب کھنا لازم آتا ھے اور ایسا عقلا ً، نقلاً،باطل ھے اسی لیے حضورsaw.gif کو بعض علوم غیبی کی وجا سے عالم الغیب کھنا باطل ھو گا

janab Ali umer sahib ! chalain aik second ke lye app ki baat ko sahi maan letay hain kah thanvi ne yahan baat samjanay ke lye aik misal se samjaya hai. kah baaz gaib ka ilm har kisi ko hota hi hai. chahay wo janwar ho, pagal ho, bacha ho, insan ho etc. matlab koi na koi baat doosray se makhfi hoti hai. to app se kuch sawal hai iss per.

kisi na kisi se koi baat ka makfi hoa yani app kuch essi baat jantay hain jo main nahi janta ya main essi baat janta hoon jo app nahi jantay. to kia mujh per or app per baaz ilm e gaib ka itlaaq ka dawah karna jaiz hai. ???

Quran o Hadees ki Sirf aik nas se sabit kar sakhtay hain keh insan, janwar, pagal ko baaz ilm e gaib hota hai ?? ye na kehna nabi kareem sallallaho alaihi wasallam bhi to insan hain. yahan insan se murad ummat ki baat ho rahi hai.

app ki akhiri baat ko bhi aik second ke lye maan letay hain keh iss wajah se nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ko alim ul'gaib nahi keh sakhtay. kyon kah baaz to janwar , pagal , insan etc ko bhi hai. iss per bhi sawal hain.

Allah Azzawajal Quran E Pak main irshad farmata hai ::

إِنَّ اللَّهَ سَمِيعٌ بَصِيرٌ

بیشک اللہ سنتا دیکھتا ہے

Undoubtedly, Allah sees, hears. ( surah e luqman : ayat 28 )

doosri jagah Allah Azzawajal Irshad farmata hai ::

إِنَّ اللّهَ كَانَ سَمِيعًا بَصِيرًا

بیشک اللہ سنتا دیکھتا ہے

Verily Allah hears sees. ( surah nisa : ayat 58 )

فَجَعَلْنَاهُ سَمِيعًا بَصِيرًا

تو اسے ( انسان کو ) سنتا دیکھتا کردیا

We made him hearing, seeing. ( surah insan : ayat 2 )

kia kehtay hain janab phir to ma'az Allah azzawajal app iss ayat ka inkar hi kar dain. kyon insan bhi to dekhta sunta hai or Allah azzawajal bhi to dekhta sunnta hai. kia kehtay hain ??? iss tarhah ki or bhi ayaat hain. or haan yahan ye mat kehna keh tum ne Allah azzawajal or nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ko mila dia .......... main sirf sawal kia hai.

kyon keh hamaray pass nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke ilm gaib jannay ki Quran o Hadees se daleelain mojood hain. app ko jannay ki zaroorat ho nahi hogi. or agar zaroorat ho to keh di jiye ga.

wesay aik baat hai ahlesunnat wa jamaat nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke ilm gaib jannay per daleelain detay hain. deobandi ke hakeem ul ummat ne to maan bhi lia or sirf nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke lye hi nahi balkah janwar, pagal, insan sub ke lye baaz ilm e gaib ka alim maan lya.

rahi baat hamaray baaz or deobandi baaz ki to janab hamaray baaz ki had to hum jantay hain. ali umer sahib zara app iss baaz ko difine kar sakhtay hain ?? keh app ke baaz ki had kitni hai.

hazrat umer radi Allah anhu ne farmaya ::

"" aik martaba rasool Allah sallallaho alaihi wasallam aik maqam oer kharay hoye or app sallallaho alaihi wasallam ne hamain tamam makhlooq ki pedaish ke baray main bataya hatta kah jannati apnay tihkanay per jannat main dakhil ho gaye or jahannumi apnay tihkahany per jahannum main poohanch gaye. jiss shaks ne iss ko yaad rakha uss ne yaad rakha or jiss ne bhool gaya so wo bhool gaya. "" ( bukhari , jild 1, page 453 )

ye hamaray baaz ki had hai. isi tarhah apnay hakeem ul ummat ke baaz ki had zara likh sabit kar dain. ??

Link to comment
Share on other sites

Ali Umer Sab,

Baki Jadul Mukhtar sab nay aik baat joth kahi ha kay wo doeband say barelvi howay hain. Ala Hazat Ahmed Raza nay kaha ha k koe deoband wahabi barelvi nahe hosakta (malfoozat_ tou Mukhtar say sab joth kahta ha shayad ap ko impress karnay k liya.

janab hanafi group sahib ! pehlay to tum yahan iss hawala ka scan do yahan phir to baat hogi.

doosra agar karachi main kehtay ho na to kabhi milna phir tumhain bhi main milwaoon ga deobandioon se un se soochna. main sirf imprees karnay ke lye kaha hai ya. ye such hai.

Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

saw.gif

Janab Umer ali sb aap ko Muhatarm Khalil Ahmad Rana sb nein aik link diya tha parhne k liye ,lekin aap us taraf tawajo hi nahi kar rahey,Muhatarm Khalil Ahmad Rana sb nein farmaya tha k agr deobandiyo nein is kitab ka jawab likha hai to humein bhi bata dijiye.or is mein Kitab Hifzul iman ki behas bhi hai.

page-n.gif

page-nid01.gif

page-nid02.gif

page-nid03.gif

page-nid04.gif

page-nid05.gif

\

page-nid06.gif

page-nid07.gif

page-nid08.gif

page-nid09.gif

page-nid10.gif

page-nid11.gif

page-nid12.gif

page-nid13.gif

page-nid14.gif

page-nid15.gif

page-nid16.gif

Link to comment
Share on other sites

CHISTI SAB,

Hawal tou main insha Allah doonga. baki main ap say bar bar kahraha hoon mujy deoband barelvi say kuch gharz nahe ha. AGAR HAQ BAAT KARNA DEOBANDIYAT HA TO MAIRI ADMIN SAY REQUST HA KAY WO MAIRA ID HANFIQROUP DOEBANDI KARDAIN.

ADMIN SAB MAIRI AP SAY REQUST HA KAY ESFORM PAR HAQ KI BAAT KARNA AGAR DEOBANDIYAT HA THEN I AM WILLING TO CHANGE MY ID. BUT CHISTI SAB AP KO MAIN NAHE BAGNAY DOONGA AP GHALAT BIYANI KATAY HO.

AP UMDER SAB KO BARELVI BANAYEN YAN DOEBANDI HE WO RAHE I DO NOT CARE. MAIN WO MANO GA JO HAQ HA

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

janab Ali umer sahib ! chalain aik second ke lye app ki baat ko sahi maan letay hain kah thanvi ne yahan baat samjanay ke lye aik misal se samjaya hai. kah baaz gaib ka ilm har kisi ko hota hi hai. chahay wo janwar ho, pagal ho, bacha ho, insan ho etc. matlab koi na koi baat doosray se makhfi hoti hai. to app se kuch sawal hai iss per.

kisi na kisi se koi baat ka makfi hoa yani app kuch essi baat jantay hain jo main nahi janta ya main essi baat janta hoon jo app nahi jantay. to kia mujh per or app per baaz ilm e gaib ka itlaaq ka dawah karna jaiz hai. ???

Quran o Hadees ki Sirf aik nas se sabit kar sakhtay hain keh insan, janwar, pagal ko baaz ilm e gaib hota hai ?? ye na kehna nabi kareem sallallaho alaihi wasallam bhi to insan hain. yahan insan se murad ummat ki baat ho rahi hai.

app ki akhiri baat ko bhi aik second ke lye maan letay hain keh iss wajah se nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ko alim ul'gaib nahi keh sakhtay. kyon kah baaz to janwar , pagal , insan etc ko bhi hai. iss per bhi sawal hain.

Allah Azzawajal Quran E Pak main irshad farmata hai ::

إِنَّ اللَّهَ سَمِيعٌ بَصِيرٌ

بیشک اللہ سنتا دیکھتا ہے

Undoubtedly, Allah sees, hears. ( surah e luqman : ayat 28 )

doosri jagah Allah Azzawajal Irshad farmata hai ::

إِنَّ اللّهَ كَانَ سَمِيعًا بَصِيرًا

بیشک اللہ سنتا دیکھتا ہے

Verily Allah hears sees. ( surah nisa : ayat 58 )

فَجَعَلْنَاهُ سَمِيعًا بَصِيرًا

تو اسے ( انسان کو ) سنتا دیکھتا کردیا

We made him hearing, seeing. ( surah insan : ayat 2 )

kia kehtay hain janab phir to ma'az Allah azzawajal app iss ayat ka inkar hi kar dain. kyon insan bhi to dekhta sunta hai or Allah azzawajal bhi to dekhta sunnta hai. kia kehtay hain ??? iss tarhah ki or bhi ayaat hain. or haan yahan ye mat kehna keh tum ne Allah azzawajal or nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ko mila dia .......... main sirf sawal kia hai.

kyon keh hamaray pass nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke ilm gaib jannay ki Quran o Hadees se daleelain mojood hain. app ko jannay ki zaroorat ho nahi hogi. or agar zaroorat ho to keh di jiye ga.

wesay aik baat hai ahlesunnat wa jamaat nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke ilm gaib jannay per daleelain detay hain. deobandi ke hakeem ul ummat ne to maan bhi lia or sirf nabi kareem sallallaho alaihi wasallam ke lye hi nahi balkah janwar, pagal, insan sub ke lye baaz ilm e gaib ka alim maan lya.

rahi baat hamaray baaz or deobandi baaz ki to janab hamaray baaz ki had to hum jantay hain. ali umer sahib zara app iss baaz ko difine kar sakhtay hain ?? keh app ke baaz ki had kitni hai.

hazrat umer radi Allah anhu ne farmaya ::

"" aik martaba rasool Allah sallallaho alaihi wasallam aik maqam oer kharay hoye or app sallallaho alaihi wasallam ne hamain tamam makhlooq ki pedaish ke baray main bataya hatta kah jannati apnay tihkanay per jannat main dakhil ho gaye or jahannumi apnay tihkahany per jahannum main poohanch gaye. jiss shaks ne iss ko yaad rakha uss ne yaad rakha or jiss ne bhool gaya so wo bhool gaya. "" ( bukhari , jild 1, page 453 )

ye hamaray baaz ki had hai. isi tarhah apnay hakeem ul ummat ke baaz ki had zara likh sabit kad

bismillah.gif

دیکھیں مولانا اشرف علی یھاں پرحضورsaw.gif کے علم غیب پر بحث نھیں کر رھے ھیں بلکے مولانا اشرف علی یھاں پر سوال کرنے والے کو مثال دے کر سمجھا رھے ھیں کے جس اصول پر آپ حضورsaw.gif کو عالم الغیب کہ رھے ھیں اس اصول پر لا زم آ تا ھے کے اور مخلوقات کو بھی عالم الغیب کھا جاٰے اب آپ خود فیصلا کریں کے یھاں پر مولانا تھا نوی حضورsaw.gif کو دوسری مخلوقات سے برابری سے بچا رھے ھیں ( علم غیب ایک علیحدہ بحث ھے ) ‌

آپ نے کچھ دوسرے سوالات بھی کیے ھیں میں اپنی ناقص عقل کے مطا بق ان سوالات کے جواب دینے کے کوشش کر تا ھوں

آپ کے پھلے سوال کے مطابق اگر کسی انسان کو کسی ایسی بات کا پتا ھےجو دوسرے کو پتا نا ھو تو کیا اس پر بعض علم غیب کا اطلاق ھو گا یا نھیں

اس کا سادہ سا جواب ھے کے غیب کی بات جب تک غیب رھتی ھے جب تک کسی کو پتا نا ھو جب پتا چل گٰی تو غیب نا رھا اگر ایک انسان کو ایک بات کا نھیں پتا لیکن بعد میں اس کو کسی زریعے سے بات پتا چل گٰی تو پھر علم غیب تو نا ھوا

حتیٰ کے حضورsaw.gif کو بھی جو غیب کی باتیں پتا چلی تھیں وہ بھی وحی کے زریعے یا کشف یا الھام کے زریعے ھی پتا چلی تھیں

علم غیب تو وہ ھوتا ھے جو بغیر کسی زریعے کے پتا چلے

باقئ آپ نے جو دوسرا سوال کیا ھے اس میں آپ نے خالق کو مخلوق کے ساتھ قیاس کیا ھے جو کے خود ایک غلط بات ھے کیونکے خالق کو مخلوق کے ساتھ کسی بھی صورت میں قیاس نھیں کیا جا سکتا

باقی آپ نے موضوع سے ھٹ کر علم غیب پر ایک دلیل دی ھے جو کے زیرِ بحث نھیں ھے اس لیے میں اس کا جواب نھیں دوں گا کیونکے علم غیب ایک علیحدہ مو ضوع ھے

Edited by aliumar
Link to comment
Share on other sites

Assalam'u'Alalikum

Awal to me Ap hazrat Ahle Sunnat bohat mashkur ho ke Ap log ne meri Ankh kholdi Allah ki panah Kya ye sub kuch karte rahe ye Deosbandi Ulloma me Waki heran ho ke in ko Allam e deen samjo ya Allam e munkar deen samjo,mera Husne Zan to inke bare me khatam hochoka he lakin Sawal he Ap logo se chonke Ap hazrat kafi Ilmi tahqeeq rakh te hen muje sirf Itna bataye kya Kol Ulloma Deoband ka hall ye he ya koi Akbar me in se mukhtalif he yani jes ke Aqaed or Aamal Ahle sunnat se Mutabaqat rakh te hen yani jesi tasni fat ko me mutabar samjo,umeed Ap meri guzaresh pe kuch bayan farmae gae,

Ab zara Umar Ali sab se ek sawal karo to Ap yaqeenan bora na mane gaye,

Agr me ye kaho Ke kis Deobandi ka Ilm jins ke mutalek Asa hi he jesa Kisi Hijre(guy) ka hota ya he,me yahan Ilm ka muazana adadi bartari se nahi kar raha ho laki ye kahna chata ho ke Hijre(guy) ko bi jinsi Ilm hasal jesa ke kisi Deobandi ko he pher is me Deobandi ko to khasiat nahi hovi mardan gi ki,Ab ap muje bataye Ap ko mera sawal kesa laga ya meri ye tashreeh Deobandi ke lye kesi lagi ,Khoda ko Hazar Nazr kar ke Jawab de jeyega.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

bismillah.gif

دیکھیں سعیدی بھائ آپ نے اپنی پوسٹ میں کھا ھے کے شاہ اسمعیل نے اپنی کتاب تقویۃ الایمان میں از خود علم غیب کو شرک کھا ھے بات آپ نے ٹھیک کھی ھے اور یھی بات علما دیو بند بھی کھتے ھیں لیکن اس کے بعد آپ نے دو حوالے دے کر ثابت کرنے کی کوشش کی ھے کے علما دیو بند شروع میں اخبار الغیب اور اطلاع الغیب کے منکر تھے لیکن آپ کے علماء کی وجا سے علماء دیو بند نے اپنا عقیدہ تبدیل کر لیا حالا نکے ایسی بات بالکل بھی نھیں ھے علماء دیو بند شروع ھی سے اخبار الغیب اور اطلاع الغیب کو مانتے آٰے ھیں‌ لیکن از خود کسی بات کی خبر ھو جانا یا از خود کسی بات پر مطلع ھو جانا اس چیز کو علماء دیو بند شرک سمجھتے ھیں

باقی آپ نے ایک اور بات کی ھے کے علماء‌دیو بند کو کافر مولانا احمد رضا نے نھیں بلکے ان سے پھلے علماء نے کھا حالانکے ساری دنیا کو پتا ھے کے امام التکفیر کون تھا (میں نے الدلایل القاھر ہ بھی پڑی ھوئ ھے)

باقی آپ نے کھا ھے کے علما ء دیو بند نے مولانا اشرف علی کو بچانے کے لیے مختلف چالیں چلی ھیں

اور اس کے لیے آپ نے مختلف حوالے بھی دیے ھیں اور یے بات ثابت کرنے کی کوشش کی ھے کے علماء دیوبند چالباز بھی تھے حا لانکے ایسی بات بالکل بھی نھیں ھے

بلکے فقا کی کتابوں میں ھے کے اگر کسی شخص کی بات میں سو احتمال کفر کے ھوں اور ایک احتمال نیکی کا ھو تو اس میں بھی نیکی والے احتمال کو لینا چاھیے

آُپ اس بات کو تناظر میں رکھتے ھوئے آپ خود غور کریں کے اگر مختلف علماء نے اس لفظ (ایسا) کو مختلف انداز سے بیان کیا اور مقصد سب کا ایک تھا کے عوام کو بتا یا جا ئے کے اس عبارت میں‌لفظ (ایسا) کو اگر مختلف زاویوں سے دیکھا جاٰے تو بھی دور دور تک اس عبارت میں کفر کا کوئ پھلو نظر نھیں آتا

اور ایک بات کے ایک شخص نے کوئ بات کھی اور کوئ دوسرا شخص کھے کے تو نے کفر بکا ھے تو اپنی بات کی وضاحت کرنے کا اس پھلے شخص کو حق ھے کے وہ اپنئ بات کی وضاحت کرے کے اس کا کھنے کا کیا مقصد تھا اب بتائے کے اتنی وضاحت کرنے کے بعد بھی دوسرا شخص اگر اس پر الزام لگائے کے نھیں تو نے واقعی کفر بکا تھا اب مجھے بتایے کے قصور کس کا ھے

بالکل اسی طرح جب مولانا اشرف علی نے اس بات کی وضاحت کر دی تھی کے میں نے اس عبارت میں بالکل بھی حضور saw.gifکے علم کو مخلوق کے علم جتنا نھیں کھا تو پھر بتایے کے قصور کس کا ھے

باقی آپ نے ایک انتھائ عجیب بات کی ھے کے جن علماء اور مشائخ عظام نے علماء دیو بندکی تکفیر نھیں کی اس کی اصل وجا آپ کے نزدیک یے ھے کے یے مشائخ عظام ان عبارات سے ناواقف تھے تو جناب یے بات تو آپ صرف اپنا دل کو تسلی دینے کے لیے کھ سکتے ھیں کیونکے میں نے تاریخ مشائخ عظام بھی پڑھی ھوئ ھے

اور عقل یے بات نھیں مانتی کے جو پیر مھر علی شاہ مرزا غلام احمد کے انکار ختم نبوت پر تو پورے برصضیر میں مرزایوں کو ناک و چنے چبوادے لیکن جب مولانا قاسم نانوتوی ختم نبوت کا انکار کرے تو پیر مھر علی شاہ خاموش رھے

اور ایسا ھو نھیں سکتا کے وہ لوگ گستاخ ھوں جن کے بارے میں شرقپور شریف والا شیر جس نے کھا تھا کے دیو بند میں چار نوری وجود ھیں

ایسا نھیں ھو سکتا کے پیر جماعت علی شاہ اپنے فرزند سید حسین شاہ کو دیو بندی مدرسے امینیا میں تحصیل علم کے لیے بھیجیں جھاں

‌پر وہ مفتی کفایت اللہ سے حدیث پڑھیں اور شیخ الھند سے دستار خلافت حاصل کریں

اس لیے میرے بھائ زرا غیر جانب داری سے غور کریں

Edited by aliumar
Link to comment
Share on other sites

Assalam'u'Alaikum

Bhai Ali Omar,Ap ne mere sawal ko (ignore)kyo kya, kya mere sawal me apko kisi tara ki koi bat temizi lagi,chale me apko usi sawal ko zara badal kar poch ta hon Ek Hijre(gay) ki mardangi asi he jesa jese kesi Deobandi ki he,ly jeye is Sawal me Ilm ka noskha nikal dya, Ab Ap muje bataye ke Ap ko ye sawal chop ta howa mehsos howa ya apne is per thande Dil or demagh se sochne ki ko shish ki,please Ap zaror bataen take me bi samaj sako ke Ap yah per gherat kis ko kahte hen or mera dosra Sawal Ahle sunna or Jammat se he kya Mehadh ek martaba Thanvi and Tole ne jo likhdya or bad me bar bar apni wadhahat ker ke bat bi unko bakhsha nahi gya or Kol ketne Ulloma o Haremaen ne inke khilaf fatwa sadr farmaya or kol iktna arsa laga is sari kar wai me,umeed he is martaba Ali umar bhai jald jawab ata kare gae.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...