Jump to content

Kia Ye Bhi Hazir O Nazir Hein

Ya Allah Madad

تجویز کردہ جواب

Jee Maulana Ilyaas Qadiri be Hadhir Nadhir hen aap ko inqaar heh?

Pehlay Hadhir Nadhir kay mafoom ko samjen, phir sawal keren. Har insaan o janwar Hadhir be heh aur Nadhir be heh, Hadhir ka matlab mojood hona aur Nadhir ka mafoom dekhna sunna, is lihaz say, aap be hadhir Nadhir hen, magar ikhtilaaf Hadhir Nadhir honay per nahin, ikhtilaaf darja e kamal taq Hadhir Nadhir honay per heh, meri baat ko samjay hen ya nahin, batayeh ga phir mazeed samjahoon ga.

Aur Allah tallah Hadith e Qudsi meh farmata heh, Ankh ban jata hoon jis say dekhta heh, qaan ban jata hoon sunta heh, hath ban jata hoon deta heh ,,, mukhtasar. Yeh Awliyah e Kamileen sifaat e Karamatia hen joh Allah un ko ata kerta heh jab woh Allah ka qurb hasal ker letay hen. Hazrat Khizr alayhis salam ka waqia joh Wali e Kamil thay, Hazrat Sulayman alayhis Salam kay Ummati aur Wali e Kamil ka waqia, takht e balkees ko lana, Hazrat Umar ka Madinah meh Masjid kay Minbar per beth ker pahar kay peechay fojh kee khabr dena ,,, Karamat e Awliyah per Ibn TAymiyah kee kitab pero.

Link to comment
Share on other sites

جناب آپ ڈاکٹر وکیل سے مدد مانگیں جائز

موبائیل ہیلپ لائیں(مدد گار لائیں) ملائیں جائز

15پولیس مدد گار

مدد طلب کریں جائز

ہم اپنے پیر کی بارگاہ می جاکر عرض کریں

مرشد گناہوں سے بچنے میں مدد کریں

سنت پر عمل کرنے مدد کریں

میں سدھرنا چاہتاہوں میری مدد کریں

میں علم دین سیکھانا چاہتا ہوں میری مدد کریں

میں باادب بننا چاہتا ہوں

اللہ عزوجل کا حقیقی عاشق اور خوف خدا والا بننا چاہتا ہوں مدد کریں

آقا کے غم میں تڑپنے والا دل رکھنا چاہتاہوں میری مد د کریں

تو کیا اعتراض ہے

پہلے تو نجدی کہتے تھے جی جو فوت ہوگیا اس سے مدد نہ مانگوں

کیا اب زندوں سے مدد بھی مانگا ناجائز ہوگیا

نہ خوف خدا نہ شرم نبی

یہ بھی نہیں وہ بھی نہیں

Chalo achi baat hay aap ne meri badgumani door kardi ..mein to samjha tha ke Ilyas sahab bhi ab hazir o nazir ban gaey hein.tarraqi karte karte..

mujhe sirf ashkaal is baat ka tha ke jo sahab apni jaan ki hifazat ke liye gurad rakhtay hein..unse bhi madad talab ki ja rahi hay..

Link to comment
Share on other sites

YAM Sahib.

Aap Sey Chand Suwalat Hain. Bat Ko Taveel Na Kejiye Ga. Mukhtasar Jawab Chahye.

Tawakul Ki Tareef Kerein Quran o Hadith Ki Roshni Mein?

Haramain Shareefain Mein Bhi Koi Security Ka Intezam Hota Hai? Ager Hota Hai Tu Kiya Allah (azw) Apney Ghar Ki Hifazat Nhin Ker Sakta? Aur Najdiyon Ka Aub Allah (azw) Ki Madad Sey Bhi Yaqeen Uth Gaya Hai?

Nez Aaj Kal Jo Her Jaga aur Masajid Mein Bhi Bomb Blasting Ho Rahi Hai. Tu Her Namaz Sey Pehley Madadgar Police Bhi Wahan Hoti Hai ya Phir Masjid Ki Intezamiya Apney Bandey Pehrey Key Liye Therati Hai.. Ghair Muqalideen aur Deobandiyon Ki Masajid Per Bhi Yahi Sorat-e-Hal Hai. Tu Unko Allah (azw) Ki Madad Per Yaqeen Nhin Jo Allah Key Ghar Per Bhi Ghair Ullah Madadgar Kharey Kiye Hotey Hain?

Sarkar-e-Madinah (saw) Aur Sahaba-e-Karam Bhi Apney Sath Hifazti Samaan Rakhtey They. Tu Allah (azw) Key Nabi (saw) Aur Unkey Sahaba (raa) Key Barey Mein Kiya Kaho Gey?

Aik Hadith-e-Pak Ka Mafhoom Hai. Aik Sahabi (ra) Ney Bargah-e-Risalat (saw) Mein Arz Ki. Ya Rasool Allah (saw) Main Safar Mein Namaz Perhon tu Apney Aunth Ko Younhi Chaur Doun Aur Allah (azw) Per Tawakul Keron? Sarkar-e-Madinah (saw) Ney Irshad Fermaya. Aunth Ko Bandh Lu aur Phir Allah (azw) Per Tawakul Kero. (Ager Hawala Chahye Ho Tu Likho. InshaAllah (azw) Hawala Bhi Post Ker Doun Ga)

Jab Wahabi Allah (azw) Ko her Jaga Hazir o Nazir Aur Madadgar Mantey Howey Bhi Tawakul Nhin Rakhtey. Tu Yahan Kis Moun Sey Posting Ker Rahey Hain?

Ameer-e-AhleSunnat (dba) Allah ki Ata Kerdah Taqat Sey Hazir wa Nazir Bhi Hain Aur Madadgar Bhi Hain. Allah (azw) Apney Auliya Ko Taqat Ata Fermata Hai Madad Kerney Ki. Aur Baqi Sath Guards Aur Security, tu Yeh Tawakul Key Hergiz Khilaf Nhin Hai. Haqeeqi Bachaney Wala Allah (azw) Hai.

آپ اپنے گھر کے میں گیٹ پر تالہ لگاتے ہیں

اپنی گاڑی یا موٹرسائیکل کو سڑک پر کھڑا کرکے تالہ لگاتے ہیں

کیا آپ کو رب پر توکل نہین

ملک کے باڈر پر فوج رکھی جاتی ہے

کیا اللہ پر توکل نہیں

اسلامی سرحدوں پر صحابہ پہرا دیا کرتے تھے کیا ان کا اللہ پر توکل نہیں

مسجد نبوی میں استوانہ حرث موجود ہے جہاں

صحابہ ڈیوٹیاں دیتے تھے کیا معاذ اللہ سرکار کو بھی اللہ پر توکل نہیں تھا

Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

YAM Sahib.

Aap Sey Chand Suwalat Hain. Bat Ko Taveel Na Kejiye Ga. Mukhtasar Jawab Chahye.

Tawakul Ki Tareef Kerein Quran o Hadith Ki Roshni Mein?

Haramain Shareefain Mein Bhi Koi Security Ka Intezam Hota Hai? Ager Hota Hai Tu Kiya Allah (azw) Apney Ghar Ki Hifazat Nhin Ker Sakta? Aur Najdiyon Ka Aub Allah (azw) Ki Madad Sey Bhi Yaqeen Uth Gaya Hai?

Nez Aaj Kal Jo Her Jaga aur Masajid Mein Bhi Bomb Blasting Ho Rahi Hai. Tu Her Namaz Sey Pehley Madadgar Police Bhi Wahan Hoti Hai ya Phir Masjid Ki Intezamiya Apney Bandey Pehrey Key Liye Therati Hai.. Ghair Muqalideen aur Deobandiyon Ki Masajid Per Bhi Yahi Sorat-e-Hal Hai. Tu Unko Allah (azw) Ki Madad Per Yaqeen Nhin Jo Allah Key Ghar Per Bhi Ghair Ullah Madadgar Kharey Kiye Hotey Hain?

Sarkar-e-Madinah (saw) Aur Sahaba-e-Karam Bhi Apney Sath Hifazti Samaan Rakhtey They. Tu Allah (azw) Key Nabi (saw) Aur Unkey Sahaba  (raa) Key Barey Mein Kiya Kaho Gey?

Aik Hadith-e-Pak Ka Mafhoom Hai. Aik Sahabi (ra) Ney Bargah-e-Risalat (saw) Mein Arz Ki. Ya Rasool Allah (saw) Main Safar Mein Namaz Perhon tu Apney Aunth Ko Younhi Chaur Doun Aur Allah (azw) Per Tawakul Keron? Sarkar-e-Madinah (saw) Ney Irshad Fermaya. Aunth Ko Bandh Lu aur Phir Allah (azw) Per Tawakul Kero. (Ager Hawala Chahye Ho Tu Likho. InshaAllah (azw) Hawala Bhi Post Ker Doun Ga)

Jab Wahabi Allah (azw) Ko her Jaga Hazir o Nazir Aur Madadgar Mantey Howey Bhi Tawakul Nhin Rakhtey. Tu Yahan Kis Moun Sey Posting Ker Rahey Hain?

Ameer-e-AhleSunnat (dba) Allah ki Ata Kerdah Taqat Sey Hazir wa Nazir Bhi Hain Aur Madadgar Bhi Hain.  Allah (azw) Apney Auliya Ko Taqat Ata Fermata Hai Madad Kerney Ki. Aur Baqi Sath Guards Aur Security, tu Yeh Tawakul Key Hergiz Khilaf Nhin Hai. Haqeeqi Bachaney Wala Allah (azw) Hai.

agar koi shaks bus mein nazle ki dawai bech raha ho aur khud uski naak beh rahi ho to kia koi us say dawai khareede ga..

Issue ye nahi hay ke guard nahi rakhna chaiye ya tawakkul ke khilaf hay issue ye hay ke tumharay aqeeday ke mutabiq aulia Allah ki taqat ka koi hisaab nahi wo sab kuch kar sakte hein hazir o nazir hein mushkil kusha hein aur na jane kia kia..

Ilyas sahab mein bhi tum log yahi quality samjhte ho..jo shaks maut se itna darta hay guard ke baghir bahir nahi nikalta wo kia kisi ki madad karega..koi beaqoof aesay ko madad ke liye pukare ga jo khud guard ka muhtaaj ho..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Main Yahan Sag e Attar Bhai Ka He Aik Point Post Karta Hon.Kya Kaho Gay IS K Baray Main??

Sarkar-e-Madinah (saw) Aur Sahaba-e-Karam Bhi Apney Sath Hifazti Samaan Rakhtey They. Tu Allah (azw) Key Nabi (saw) Aur Unkey Sahaba (raa) Key Barey Mein Kiya Kaho Gey?

Had Hay Tausab Aur Anad Ke Intiha Hay Janab..

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

waisay tu es forum per bohot saray topic hay jin per jawab dayna chata hoo lakin wakhat ki kami ki waja se muskil hora hay..... deobandion or wahabion kay baray may yaha bohot kuch likha jaraha hai or musalsal likha jaraha hay.... khair ya in ka HAQ hay lakin dosray ki baat bhi soni jiay ........ Frog in a Well na bana jiay.... anywayzzz

mujhay kuch sawal karnay hain ........... yaha per har un logo se joo es stikar "al-madad ya attar" ko support karahay hai....

*kia Moulana Iliyas ki gair hazari may bhi unko pokara ja sakhta hay .......... agar woo ba nafs se nafiz khud mojod hoo tu samjh ati hay baat lakin koe new karachi, landi, korangi se baith kar al madad ya attar ka wird karay ga tu sahi hoga kia woo sonh sakhay gay or kitnay logo ki pokar woo aik time may sonh sakhay gay 1, 10, 100, 1000, 10000, ya 100,000, Moulana kay madni muzakaray may jab sawal kia jata hay un se tu kafi goor se sontay or agar samjh nahi ati tu dobara sawal karnay k liay boltay hai tu kia door baithay mureedo ko aik dafa pokarna kafi hogi ya baar bar pokarna hoga ???

*bakol app logo kay Moulna iliyas sahab Olia Allah hain ya inkishaaf kisay howa kia Moulana iliyas sahab ne khud admit kia ya phir dawat-e-islami se taluk rakhnay walo ne khaina shoro kardia ???

mujhay jawab ka intizar rehay gaa.

Link to comment
Share on other sites

(saw)

Janab Qasim Bhai number tu yeh keh aap ka sawal he zara jahilana qism ka hay.agar Quran o Hadees say yeh sabit ho jay keh kisi ko door ya nazdeek say pukara ja sakta hay tu kya aap is ko maan jayn gay????

Aur rahi bat keh Madni muzakra main aik question ko bar bar repeat karnay ka tu janab Maulana Ilyas Qadri Sb.b humari tarah insan he hain.Woh koi dosri makhlloq nahi ya kya sawal ko 2 bar poochna koi aib hay????

Wali ke bat karnay say pehlay aap mujhay Wali Allh ke taareef batayn???

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...