ibn e hakeem مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 sihaba kiram nay kia khoob biddat e hasana ka ahtmam kia. must read book (biddat ka mutalla) AL MADAD YA SHAH E ABRAR MADINAY WALAY. 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanfi-Barelvi مراسلہ: 15 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 15 جنوری 2014 Hazrat Umar R.A ny farmaya ... " Yeh achi biddat hai "" kiya yaha biddat sy murad lagvi biddat tha jaisa k tafseeer ibn e kaseer mein hai .....jawab darkar hai ...... 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanfi-Barelvi مراسلہ: 17 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 17 جنوری 2014 Any one can asnswer this ?/ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 17 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 17 جنوری 2014 السلام علیکم .اسی حدیث عمر کی شرح کرتے ہوے امام عسقلانی نے بدعت کی ٥ اقسام بیان کی ہیں 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Hanfi-Barelvi مراسلہ: 17 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 17 جنوری 2014 Aur yeh jo tafseer ibn e kaseer mein likha hai k , k biddat ka itlaq kabi lugat k lehaz sy hota hai .... is ka matlab kiya hai ... is ibarat mein ,,,, اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 18 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 18 جنوری 2014 Aur yeh jo tafseer ibn e kaseer mein likha hai k , k biddat ka itlaq kabi lugat k lehaz sy hota hai .... is ka matlab kiya hai ... is ibarat mein ,,,, Ibn Kaseer keh raha heh kay Hazrat Umar ka biddat kehna lughvi mafoom meh heh shar'ri nahin. Yehni woh jammat meh parnay ko Sunnat manta heh aur Hazrat Umar kay qawl ko lughvi mafoom meh leh raha heh. Agar Shar'ri leh toh phir mafoom yeh banta heh kay jammat meh parna Sunnat nahin balkay baad ki ijaad heh. Halan kay agar hadith ko pera jahay toh sabat hota heh kay masjid meh mukhtalaf jammateh ek ek imaam kay peechay per rahay thay aur Hazrat Umar nay un ko ek imam kay peechay jama keeya aur phir jab aahay toh dekha toh farmaya naimatul biddah. Is context meh dekha jahay toh Hazrat Umar ka yeh farmana Shar'ri fatwah heh. Jis amal ko Hazrt Umar nay naimatul biddah farmaya heh woh jammat meh pernay ko nahin balkay mukhtalaf jammatoon ko jammah kernay ko naimatul biddat farmaya heh. Aur zahir baat heh kay yeh achi baat heh kay ek naya trend set keeya gaya joh pehlay nahin thah. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafaye مراسلہ: 19 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 19 جنوری 2014 Aur yeh jo tafseer ibn e kaseer mein likha hai k , k biddat ka itlaq kabi lugat k lehaz sy hota hai .... is ka matlab kiya hai ... is ibarat mein ,,,, ادھر شرعی بدعت سے مراد بدعت مذمومہ ہے جس کے بارے میں حدیث شریف میں آیا کہ "ہر بدعت گمراہی ہے ". لغوی بدعت سے مراد بدعت حسنہ ہے جس کے بارے میں آیا "جس نے اسلام میں اچھا طریقہ نکالا اس کے لئے اس کا ثواب ہے". مفتی احمد یار خان صاحب نے لکھا ہے کے صحابہ کے عمل کو بدعت کہنا مناسب نہیں ادب اسی میں ہے کے اسکو سنت صحابہ کہا جائے 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MuhammedAli مراسلہ: 20 جنوری 2014 Report Share مراسلہ: 20 جنوری 2014 salam alayqum wa rahmatullah wa barkaat,Meray English articles meh joh biddat kay mozoo per hen Biddat ka har pehloo wazia ker deeya gaya heh. Biddat kee Sunni aur Wahhabi tareef aur us meh joh farq heh woh be wazia kr deeya heh. Sirf lafzi farq heh, jissay ek group lughvi biddat kehta heh dosra biddat e hasana kee kism janta heh, jissay wahhabi biddat kehta heh woh ahle Sunnat kee tareef meh biddat e zalala heh. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔