Jump to content

Kia Ye Biddat Hasana Nahi Hain?


ibn e hakeem

تجویز کردہ جواب

  • 4 years later...

Aur yeh jo  tafseer ibn e kaseer mein likha hai k , k biddat ka itlaq kabi lugat k lehaz sy  hota hai  .... is ka matlab kiya hai ... is ibarat mein ,,,,

Ibn Kaseer keh raha heh kay  Hazrat Umar ka biddat kehna lughvi mafoom meh heh shar'ri nahin. Yehni woh jammat meh parnay ko Sunnat manta heh aur Hazrat Umar kay qawl ko lughvi mafoom meh leh raha heh. Agar Shar'ri leh toh phir mafoom yeh banta heh kay jammat meh parna Sunnat nahin balkay baad ki ijaad heh. Halan kay agar hadith ko pera jahay toh sabat hota heh kay masjid meh mukhtalaf jammateh ek ek imaam kay peechay per rahay thay aur Hazrat Umar nay un ko ek imam kay peechay jama keeya aur phir jab aahay toh dekha toh farmaya naimatul biddah. Is context meh dekha jahay toh Hazrat Umar ka yeh farmana Shar'ri fatwah heh. Jis amal ko Hazrt Umar nay naimatul biddah farmaya heh woh jammat meh pernay ko nahin balkay mukhtalaf jammatoon ko jammah kernay ko naimatul biddat farmaya heh. Aur zahir baat heh kay yeh achi baat heh kay ek naya trend set keeya gaya joh pehlay nahin thah.

Link to comment
Share on other sites

Aur yeh jo  tafseer ibn e kaseer mein likha hai k , k biddat ka itlaq kabi lugat k lehaz sy  hota hai  .... is ka matlab kiya hai ... is ibarat mein ,,,,

ادھر شرعی بدعت سے مراد بدعت مذمومہ ہے جس کے بارے میں حدیث شریف میں آیا کہ "ہر بدعت گمراہی ہے ". لغوی بدعت سے مراد بدعت حسنہ ہے جس کے بارے میں آیا  "جس نے اسلام میں اچھا طریقہ نکالا اس کے لئے اس کا ثواب ہے". مفتی احمد یار خان صاحب نے لکھا ہے کے صحابہ کے عمل کو بدعت کہنا مناسب نہیں ادب اسی میں ہے کے اسکو سنت صحابہ کہا جائے

Link to comment
Share on other sites

salam alayqum wa rahmatullah wa barkaat,

Meray English articles meh joh biddat kay mozoo per hen Biddat ka har pehloo wazia ker deeya gaya heh. Biddat kee Sunni aur Wahhabi tareef aur us meh joh farq heh woh be wazia kr deeya heh. Sirf lafzi farq heh, jissay ek group lughvi biddat kehta heh dosra biddat e hasana kee kism janta heh, jissay wahhabi biddat kehta heh woh ahle Sunnat kee tareef meh biddat e zalala heh.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...