Jump to content

بغتة


Alteejani

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...

Assalam'u'Alaikum

 

Ap ka bohat bohat shokria mere bhai or Allah swa iska ap ko Jaz e Kher Ata kare,dar haqeeqat is manu se me bi maaruf ho per me ye chata tha ke muje koi khas mafhum bataye, is lafz ke ap tak mene jitna bi deghar ulloma karam ki tarjume ya tafseel pari he woh is mano se ziada nahi jis ka ap ne zikar kya,lakin bat kuch or nazr ati he agar zara ghor se un ayat ka mutalaa kya jaye to jo cheez samne ati he woh yehe ke Allah swa ne kisi Azab e Illahi ka naam "Baghten" rakha howa he or heme sirf lafz ka matlab samaj me araha he per us lafz ka asla mafhom ab bi ghaeb he ye lafz Quran shareef me 13 martaba aya he or isi hawale se jese Azab e Ilahi ka maae na nikal ta he,guzashta chand hameeno se ek bat ka bara shor he ke 2012 me koi afat ya Azab ane wala he,ye to baten Ahle kitab or najumeen kar rahe he,per chand din pehlay meri ek shakhs se bat howi chating ke zar ye usne ye kaha ke global tabdeeli ane wali he or woh 2013 me ke raha he ye shakhs musliman he or Ahle sunna or jamaat se he or taswaf se munsilaq he per oswaqat me us ki bat ko na samaj paya lakin bat me muje kuch inkashaf sa howa ke Ahadees or rowayatu se jo kuch samaj me ati he bat woh ye ke dunia qayamat se pehlay ek bar pori tara taba hojae gi or zamana peechae chala jae ga,talwar or ghor sawari ka zamana wapas ajae ga or ye baten Imam Mehdi ke zahor se pehlay hogi,Ahadees ke hawale se ye pata chalta he ke umat Muhammed sallalahu alehe wasalam ki kol omar 1500 baras he or hum ne 1430 baras guzar deye baki 70 baras ra gae he jis me Hazrat Essa a.s ke 40 sal he jab ap is dunya me wapas ae gae to 40 sal rahne ke bad ap ka inteqal hoga or ap ko hazor Sallalah u Aleh wasalam ke pehlo me dafna dya jae ga,or ap se pehlay Imam Mehdi ka zahor hona he jin ke bare me ye Ahadees he ke ap 5,7,9 sal tak Imamat anjam de gae meri apni calculation 9 sal per he yani 70 sal me ap 70-49=21 sal bach teh or in salo ko ap ya to pehlay samaj le ya baad me lelay per ek bat samaj me ati he ke an qareeb ek bhot bari tabahi ane wali he,or mene is Lafz ka ek Khas Tarjuma kia he in bato ki roshnime ke ye Lafz naam ke tor pe pesh howa he jis ka matlab "HOL NAKI" he kyo ke hol naki ek asi cheez ko kehte he ju achanak ae or tabahi machae,me mazeed is per bat kar na chata ho agar ap hazrat is me shareek ho.

Link to comment
Share on other sites


kehnay main koi galti ho jaey to maaf kijiey ga!

dekhiey hazrat merey khial say behtar yahi hai keh aap kissi Sunni Sahi Aqeeda kissi barey Alim-e-Deen kay paas jaey aur un kay samnay apnay issue & aur apni tamam tehqeeq un kay samnay rakhay, to wahan say yaqeenan aapko aapkay sawalon ka jawab milta hua nazar aeyga, yahan par yaqeenan koi alim to nahi hai iss liey aapko mukamal daleel kay saath jawab dena mushkil hai, to lehaza baraey karm aap kissi ALIM ki talaash kijiey aur(alim agar dawat-e-islami ka ho to kya baat hai) un kay samnay yeh baat rakhiey.
yeh main iss liey keh raha hoon keh kahin aap ki tahqeeq ya aapki baaton say kissii islmai bhai ya behan ko kissi kism ka waswasa na anay lag jaey.
jazakallahou khaira!

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Assalam'u'Alaikum

 

Bismillah bhai Allah ap ko jazae kher ata kare ,Allah ki kasam me bohat tarap raha ho in bato ko kisi Allem ke samne pesh karne ke lye,per koi nazre Iltafa to kare or roz ba roz ek nye cheez mere samne ati he,is site ko joint karne ka asal maqsad hi yehi tha ke ap logo se koi rehnumai mile,shaed ap ne mera pehla article dekha hoga jo Imam Mehdi ke hawale se tha per u se bi koi khas reponse nahi mila,halanke mene us hawale se ek Arabic me feature likha jo mene sirf Khalil Rana sahab ko jinki mere dil me bari izat he unko rawana kya, take muje kuch to pata chale ke meri rosh sahih he ya ghalat, per itne din guzar jane ke bad bi koi jawab nahi aya yahan pe Baghta ke hawale se sawal poch na meghaz bahana tha take bat agae bari jaseke lakin siwa ap ke or kisi ko fursat nahi howi,ab ap se ek guzaresh he ap ke nazdig koi Ahle sunna or jammat ka koi Alam din jo khas in baton me achi tahqeeq rakhta ho Khudaya mera un se rabta kara den,ho sake to bahtar he agar meri un se zati mulaqat ho jae ap mere member ship site per email chor sakte he ya is email per:[email protected] me apka bohat mumnoon honga.

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

jee meri padaesh Sharjah city ki he meri primery education Arabi me he then I completed in English,since 40 years I am staying in U.A.E ,10 years ago when I started to research on this subject,during the research I found veriest things,I am live in Karachi every 2 or 3 months I have to visit my family ,so I hope you will help me that I will appreciate your assistence until that you can approach to me on my personal mail,I am wondering why until yet Rana Khalil did not response to me,because the same article once I dispatched to Dr,Tahir Qadri and after few days he reponsed by rejection,he did not accept my theory on matter,and of course I also have remarks on his lecture due to Imam Mehdi arriving and the end of time,one think I like to add I to love present my research to Allem din on this matter, but he also must have good a research on this specific subject,please rush me an intellectual person,am waiting to you

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...