Toheedi Bhai مراسلہ: 12 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 12 نومبر 2009 KING ABDULLAH OF SAUDI LIFTS HANDS FOR DUA INFRONT OF THE NOBLE PROPHET DEAR ALL, LOOK AT THIS IMAGE BELOW. IS IT SHIRK? WHY ARE ALL OFTHE IMAMS AND ULAMA FACING THE MUWAJAHA WITH THE KING? IF NOT, THEN WHYARE MUSLIMS STOPPED FROM THIS AND EVEN PHYSICALLY HARMED AT THEMUWAJAHA? ISN'T IT TIME THAT KING ABDULLAH CHANGED THE POLICIES FOR EVERYONE? 3 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
qasimali55570 مراسلہ: 12 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 12 نومبر 2009 king abdullah making dua KING ABDULLA DARBARE RISALT MAIN, HATH UTAYE DUA MANG RAHE HAIN UNHOO NE NABI PAK SAW SE KYA KYA MANGA YA TO ALLAH PAK HE JANTE HAI MAGER MANG RAHE HAIN,,,,,,PLZ MUST SEE IT ,PLZ MUST SEE IT PLZ MUST SEE ITPLZ MUST SEE IT اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahrozkhan76 مراسلہ: 13 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 13 نومبر 2009 SHADATTE HUSSAIN WAHABYIAT YA DEOBANDIYAT KA IK NYA ROOP,ESTAGFERULLAH اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 16 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2009 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 16 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2009 (ترمیم شدہ) @ RANA Rasool Allah ne rozay ki haalat mein aik boorhay ko to biwi ke bosay ki ijazat daydi magar aik jawan ko mana kar diya... KIONNN????? Edited 16 نومبر 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 16 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 16 نومبر 2009 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 Rana sahib sab se pehlay to ye baat apne zehen mein betha lein ke mera taaluq kisi bhi maslak se nahi hay..na hi mein kisi ki himayat kar raha hoon..doosri baat ye ke chahay ghalat kaam koi saudi kare ye deobandi kare ahle hadees kare ghlat ghalat hi hota hay..hum kisi ke ghalat kaam ki nishaandahi karke apne gunaho se bari nahi ho sakte ..ye sirf aik shaitani dhoka hay.. rahi baat king abdullah ke fel ki..aap logon ke pass koi bhi suboot nahi hay ke king abdullah Roza e Rasool par keh kia raha hay..ho sakta hay ye durood shareef parh raha ho..ya eesaal e sawab kar raha ho..kam az kam itna zaroor hay ke wo wahan par maang nahi raha hy..agar maang raha hota to phir to wo aap ke aqaeeday jaysa hi hota ..aur har kissi ko wahan azaadi hoti.. jo sakhti wahan ke hukkaam roza e Rasool par karte hein.wo bilkul theek karte hein..kionke agar wo aesa na krein..to Allah maaf kare phir wohi haal hoga jo..data darbaar ..lal shabaz qaladar aur doosray mazaron ka hota hay..phir jo toofaan e badtameezi wahan hogi ..jo sajde aur tawaaf aur chooma chaati hogi.. to phir meray Rasool ki dua ka kia hoga jo wo maag kar gaey hein..Ke Aey Allah meri qabar ko melagah na banana..ye hukkaam Allah hi ki taraf se hein takay Roza e Rasool doosray mazaron ki tarah mela gah na ban gaey.. saudi king roza e Rasool par kuch maang nahi raha hay..usko pata hay meri limits kia hein yahan par....saudi king ki misaal us boorhay ki hay jo apni biwi ka bosa rozay mein lay lay to is say aagay nahi barhay ga..magar aik jawan ko is liye mana kia kay wo jazbaat mein aagay barh jaey ga..aur roza kharab kardega apna..yahi misaal aam awaam ki hay.. shaed ke teray dil mein utar jaey meri baat.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 aray jahil..jo daawa karta hay to daleel bhi usko hi deni parti hay..tum logon ne dawa kia hay ke king abdullah Rasool Allah se maang raah hay..lihaza tum log hi ab sabit karo ye baat ke wo maang raha hay.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 2 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 18 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2009 mein ne apna moqaf wazeh kar diya hay..jo samjhne walon ko samjh aa giay hoga..aap log khud hi kehte ho ke jo kuch bhi mazron par ghalat kaam hota hay wo ahmed raza ka maslak nahi hay.unke afaal ko bralvion ka aqeeda na samjha jaey..righttt!!!! to jo log yahan pakistan aur india mein khurafaat macha rahe hein ..kia aap chaahtay ho ke Rasool Allah ke roze par bhi yahi khurafaat ho..aur unko khuli shoot day di jeye..aap logonke sath yahi problem hay ke apne gunahon ka iqaraar karne ke bajaey wohi gunaah doosron ke dikhana shroo kardete ho..ye faraar ka acha tareeqa hay.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 (jo sakhti wahan ke hukkaam roza e Rasool par karte hein.wo bilkul theek karte hein..kionke agar wo aesa na krein..to Allah maaf kare phir wohi haal hoga jo..data darbaar ..lal shabaz qaladar aur doosray mazaron ka hota hay..phir jo toofaan e badtameezi wahan hogi ..jo sajde aur tawaaf aur chooma chaati hogi) islam 1450 saal pehly aya wahabi najdi islam dusmano ki madad se 75 saal qabal sar zamin moqadas per qabaz howay ab ya ha wahabi jo sabaat kar skay ke roza sharif per muslaman 1375 saal tak shirk ya toofan e badtamizi hota raha? jis ko roknay ke liye najdi aaye hain? wahabiyo jhot bolo to kam az kam kohi dalil bi to do? yad kro 1898 meh najdiyon ne roza mubarak per humla kar ke wahan se moqadas tabokar chori kar liye thay kiya yeh toofan e badtamizi nahi thee?aur tum ko ager is baat ka patta nahi to malom karo ke saud ko kiyon turky lay ja kar kiyon qatal kiya giya tha? 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 (jo sakhti wahan ke hukkaam roza e Rasool par karte hein.wo bilkul theek karte hein..kionke agar wo aesa na krein..to Allah maaf kare phir wohi haal hoga jo..data darbaar ..lal shabaz qaladar aur doosray mazaron ka hota hay..phir jo toofaan e badtameezi wahan hogi ..jo sajde aur tawaaf aur chooma chaati hogi) islam 1450 saal pehly aya wahabi najdi islam dusmano ki madad se 75 saal qabal sar zamin moqadas per qabaz howay ab ya ha wahabi jo sabaat kar skay ke roza sharif per muslaman 1375 saal tak shirk ya toofan e badtamizi hota raha? jis ko roknay ke liye najdi aaye hain? wahabiyo jhot bolo to kam az kam kohi dalil bi to do? yad kro 1898 meh najdiyon ne roza mubarak per humla kar ke wahan se moqadas tabokar chori kar liye thay kiya yeh toofan e badtamizi nahi thee?aur tum ko ager is baat ka patta nahi to malom karo ke saud ko kiyon turky lay ja kar kiyon qatal kiya giya tha? Wahan ke hukkaam ne jo bhi sakhti wahan ki hay uski taaid tumharay is fatwe se bhi hote hay..jo rules tum logon ne aurto par apply kia hay samjho usi rule se unho ne sab ke sath sakhti ki hay..in saudis se pehlay wahan par mazar par chadar charhai jati thi aur wo sab kuch hota tha jo yahan indo pak mein hota hay???..usko sabit karo..chahay kisi ki bhi hukomat wahan par rahi ho.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 1 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 23 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2009 Mein kisi albani ko nahi maanta ke uske kehne se koi cheez zaeef ya qawi nahi ho sakti..haan jis muhaddis ne ye hadees bayan ki hay uski sanad mein agar zof hay to pesh karo..aur ye bhi batao ke tum log is hadees ko maante ho ya nahi.. Tum logon ne Aurto aur mardo ke liye alag alag mazari shariyat kion banai hoi hay..kia aurto ki mazari shariyat alag hay aur mardo ki alag hay.. sab baton ka jawab ye hay ke ye sabit karo ke ye baddshah yahan par shirk kar raha hay..tab hi tumhari baton ka jawab diya ja sakta hay.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 23 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 23 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 25 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 25 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Nadeem Ahmed مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Report Share مراسلہ: 16 اکتوبر 2012 Mein kisi albani ko nahi maanta ke uske kehne se koi cheez zaeef ya qawi nahi ho sakti..haan jis muhaddis ne ye hadees bayan ki hay uski sanad mein agar zof hay to pesh karo..aur ye bhi batao ke tum log is hadees ko maante ho ya nahi.. Tum logon ne Aurto aur mardo ke liye alag alag mazari shariyat kion banai hoi hay..kia aurto ki mazari shariyat alag hay aur mardo ki alag hay.. sab baton ka jawab ye hay ke ye sabit karo ke ye baddshah yahan par shirk kar raha hay..tab hi tumhari baton ka jawab diya ja sakta hay.. yani apkay nazdeek ye Shirk nhn kur raha na ?? to phir wahabi log hum ahl e sunnat ko aesa kurnay pay mushrik kiyun kahtay hain , aap iska jawab de dain Sirf dodge kurna choro aur ab jawab do . ye wahabio ka purana shewa ha k baat se hut jatay hain - laikin ab apnay daam main khud phans gayey ho tum . chalo shabash jawab do. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔