Jump to content

Mushrik Kaun???


Mujtaba

تجویز کردہ جواب

السلام علیکم ورحمتہ اللہ

 

جناب سعیدی صاحب آپ کے جواب میں کچھ الجھنیں موجود ہیں اگر آپ وضاحت فرما سکیں تو آپ کی نوازش ہوگی۔

 

جیسا کہ ہم نے صحیح حدیث پاک پیش کی جس میں نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے کہ قیامت اس وقت تک قائم نہیں ہوگی جب تک میری امت کے بعض قبیلے مشرکین سے مل جائیں گے اور یہاں تک میری امت کے بعض قبیلے بتوں کی پوجا کریں گے

 

آپ کا موقف یہ ہے کہ یہ واقعہ اس وقت پیش آئے گا جب ایک ہوا چلے گی جس سے جن کے دل میں ذرہ برابر بھی ایمان ہوگا ان کو اٹھا لیا جائے گا

اس کے بعد ذو الخصلہ کے بت کی پوجا شروع ہوگی۔

 

میرے دوست کیا آپ (اپنے موقف کے مطابق) یہ پوری حدیث پاک بمعہ حوالہ پیش فرماسکتے ہیں ?

 

نیز چند سوالات کی بھی وضاحت فرمادیجیے گا۔

 

ایک صحیح حدیث پاک میں ارشاد ہے کہ یہ امت یہود اور نصاری کی اتباع کرے گی ۔

 

ایک اور صحیح حدیث پاک میں ارشاد ہے کہ یہود کے اکہتر فرقے ہوئے اور نصاری بہتر فرقوں میں بٹ گئے اور اس امت کے تہتر فرقے ہوں گے جس میں صرف ایک فرقہ جنتی ہوگا باقی جہنمی۔

 

تو یہود اور نصاری کی اتباع سے کیا مراد ہے ?

اور لوگ کن اعمال کی وجہ سے فرقوں میں تقسیم ہوں گے جو انہیں جہنم میں لے جائے گا ?

نیز اس کی بھی وضاحت فرمادجیے کہ شعیہ حضرات کس کی امت میں سے ہیں ?

اور کیا شعیہ حضرات کے عقیدے شرک اور کفر والے نہیں ہیں ?

 

Link to comment
Share on other sites

Nasir Noman@

ی

ایک صحیح حدیث پاک میں ارشاد ہے کہ یہ امت یہود اور نصاری کی اتباع کرے گی ۔

 

نیز اس کی بھی وضاحت فرمادجیے کہ شعیہ حضرات کس کی امت میں سے ہیں ?

 

اور کیا شعیہ حضرات کے عقیدے شرک اور کفر والے نہیں ہیں

 

Yeh ittibah aqahid meh nahin balkay tehzeeb meh, culture meh, rehan sehan kay tareekay meh, lebaas meh, kafi had thaq soch meh be hogi.

 

Shia kay aqahid kuffria toh hen magar shirkia nahin, har Shia kafir nahin, bilkhasoos jahil Shia awaam jin ko Shia mazhab kay aqahid ka kuch pata nahin, keyun kay majority un logoon kee heh joh sirf naam say Shia hen amal aur aqahid meh baqiyoon kee tera jahil hen esay logoon ko kaffir kehna zulm heh gumra aur bidati hen.

 

Mukhtasar, joh shia, Abu Bakr Sadeeq kee Sadaqat ka, Quran kay complete honay ka, aur Sahabah ka behtreen Ummat honay ka, Azwaj e RasoolAllah ka Ahli Bayt honay ka, Khulafah e Rashidah kee Khilafat e haq ka munkir, Ammi Aysha kee pakizgi ka munkir, Sahabah kee Jammat ko gali galoch, woh bila shak o shuba kaffir, murtad aur wajib ul qatal heh, shar'tan kay us ko hujjat e ihtimam kee jahay.

 

Esay Shia, Wahabi, Deobandi, Barelwi, be hen jin ko apnay firqeh kay aqahid ka kuch pata nahin, woh Allah ko Ila, RasoolAllah ko Nabi, Farishtoon per imaan, Kitaboon per imaan, qiyamat kay din per imaan, aur qadr per imaan rakhtay hen yehni acha bura Allah kee taraf say heh. Esay logoon ko Kaffir, Mushrik kohi bee nahin keh sakta keyun kay yeh bunyadi aqahid hen jin kee waja say insaan musalman hota heh aur esay log Shia meh be hen joh is leyeh Shia hen kay woh Shia kay gar meh peda huway, esay Deobandi be hen joh Deobandiyoon kay gar meh peda huway aur jab un ko Ismail Dehalvi, Ashraf Ali Thanvi, aur Qasim Nanotavi kee ibarat perh ker sunahee jahen toh begher BARELWI {yehni meri} wazahat kay, woh toba toba, astaghfirullah, mazallah, aur abdeedah ho jatay hen, aur esay Wahabi be dekhay hen joh Wahabiyoon kee galiyan joh Imam Abu Hanifah rehmatullah alayhi tallah ko deeh jaateen hen sun kay, apnay moon per thapar mar letay hen {Imam Abu Hanifah Tabi'Tabiyoon meh say thay}.

 

Har firqeh meh mutasib, jahil, ghaali, awaam, maulvi hen, kissi ko kohi haq nahin punchta kay woh chand ghaali logoon kay aqahid ko mad e nazr rakh ker puri jammat, puray group ko Kaffir kahay. Kohi be fard apnay aap ko kissi firqeh say mansoob keray woh us waqat taq kaffir nahin jab taq us meh kuffria aqahid pahay nah jahen.

 

Agar kissi Shia kay aqahid uper pesh kerda list walay nahin aur woh jahil heh toh ussay Kaffir kehna zulm heh, keyun kay Islam kay arqaan, bunyaadi aqahid, Allah per imaan lana, RasoolAllah per imaan lana, farishtoon, kitaboon, qiyamat kay din per, {yehni Imaan e Muffasil aur Imaan e Mujmal}:

 

* IMAN MUFASSAL Transliteration: Aamantu bilLahi wa Malaikatihi wa Kutubihi wa Rusulihi wal Yawmul Akhirihi wal Qadri khairihi wa sharrihi minALlahi Ta’ala wal ba’sihi Ba’adal Mawt.

 

Translation: "I believe in Allah, in His Angels, His Scriptures, His Prophets, the Day of Judgement, and in the fact that every thing good or bad (in the world) is pre-destined by Allah the Exalted, and in the resurrection after death."

 

Toh esa shakhs musalmaan heh, aur us woh la'ilmi kee bina per agar kissi ayaat e Quran kay upper imaan nahin rakhta toh ussay kaffir nahin keh saktay, agar ussay Quran say daleel dee jahay aur woh phir be munkir ho toh phir kohi fatwah lag sakta heh, jesa kay aksar logoon ko yeh pata nahin kay Jibraeel alayhis Salam Rasool hen, un kee ek hee rat hoti heh kay Rasool Bashr hota heh Farishta nahin ho sakta jab Quran say dalahil deeyeh jahen toh foran maan leta heh, abh us ko ilm nahin thah kay Qurna ka yeh farmaan heh toh us nay inqaar keeya, is ka matlab yeh nahin kay ham ussay us kee la ilmi kee bunyaad per Kaffir ka fatwah thok maren, is'see tera Shia, Wahabi, Deobandi, Barelwi meh esay logh hen jin ko Quran ka itna ilm nahin pera nahin aur agar un say sawaal keeya jahay toh ghaliban ek nah ek es'si baat nikal sakti heh joh directly Quran kay khilaaf ho, magar us kee la ilmi, kee bunyaad per ussay Kaffir nahin kaha ja sakta, han agar ussay ba khabar keeya jahay aur dalahil deeyeh jahen aur phir be woh Quran kay khilaaf apna aqeedah rakhay toh Kuffr meh shak nahin. Shia awaam ka bee yahee haal heh balkay Deobandiyoon Wahabiyoon aur Barelwiyoon kee awaam ka be yahee haal heh ilm ke kami kee bina per kohi nah kohi esi baat ker detay hen joh kuffr ho, aur un esoon kee islah kerni chahyeh, takfir nahin. Is leyeh Shia mazhab kee puri jammat kee takfir jahalat heh, jis jis shakhs kay aqahid kuffria hen aur woh kissi be jammat say talliq rakhta ho woh kaffir heh, jammat say munsalik honay ka matlab yeh har giz nahin kay aap un kay aqahid say puri tera ba khabr hen aur phir be mantay hen, agar ba khabr ho ker kohi manta heh toh woh Kafir heh.

 

Mukhtasar, jin kay bunyaadi aqahid darust hoon, yehni Imaan e Mufassil aur Mujmal per imaan ho woh musalmaan hen, aur agar la ilmi kee bina per kissi khaas aqeedeh kay munkir hen toh hujjat e ihtimam kee jahay agar tobah keray toh theek warna kaffir kehna shar'an jaiz heh aur qata talluqi kerni chahyeh.

 

Muhammed Ali Razavi

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

YE UMMAT KIA KAR RAHI HAY ???

 

TAAZEEM YA SHIRK

 

 

Meray is sawal ka jawab doh:

 

* Shirk e Akhbar Aqahid kee bunyaad per lazam ata heh ya Amaal kee bina per?

 

Soch ker jawab dena, aur tumaray sawaal ka jawab mukhtasar hazar heh:

 

"In'na mal amalu min niyaat, {amaal ka daro madar niyat per heh}"

 

Tum pehlay Shirk kee definition seekh loh phir muj say baat kerna, tum meray 3 sawalat ka jawab dosray thread meh doh, khadam ko maloom heh kay tummeh Shirk kee definition maloom nahin. Is leyeh tum say Shirk aur Tawheed per baat kerna bewaqoofi heh.

Link to comment
Share on other sites

جناب علی صاحب سوال ہم نے سعیدی صاحب سے کیا تھا لیکن جواب آپ نے دیا ہے

لیکن آپ نے جو جواب دیا ہے اس پر غور فرمائیں کہ آپ کیا کہہ رہے ہیں ?

 

کیا تہذیب لباس رہن سہن اور سوچ میں مشابہت اختیار کرنے سے فرقے وجود میں آتے ہیں ?

 

اور وہ بھی بہتر فرقے بن جائیں گے (یہود اور نصاری کی طرح ) ?

 

غور فرمائیں ہمارے سوال پر اور اپنے جواب پر ?

 

جناب علی صاحب شعیہ حضرات کے حوالے سے آپ کی پوسٹ پڑھی

ہمارا سوال یہ نہیں ہے کہ زیادہ لوگ یہ عقیدے رکھتے ہیں یا کم لوگ یہ عقیدے رکھتے ہیں

بلکہ سوال صرف اتنا ہے کہ کیا شعیہ حضرات شرک نہیں کرتے ?

شعیہ حضرات کے عقائد کے بہت حوالاجات پیش کئے جاسکتے ہیں

لیکن ہم یہاںصرف ایک حوالہ پیش کر رہے ہیں

جناب وضاحت فرمائیں گے کہ یہ عقیدہ رکھنے والا کیا کہلائے گا ?

post-1849-12543362465086.jpg

post-1849-12543362582638.jpg

Link to comment
Share on other sites

 

نیز ہمیں اس کا حوالہ بھی درکار ہے

 

 

جیسا کہ ہم نے صحیح حدیث پاک پیش کی جس میں نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے کہ قیامت اس وقت تک قائم نہیں ہوگی جب تک میری امت کے بعض قبیلے مشرکین سے مل جائیں گے اور یہاں تک میری امت کے بعض قبیلے بتوں کی پوجا کریں گے

 

آپ کا موقف یہ ہے کہ یہ واقعہ اس وقت پیش آئے گا جب ایک ہوا چلے گی جس سے جن کے دل میں ذرہ برابر بھی ایمان ہوگا ان کو اٹھا لیا جائے گا

اس کے بعد ذو الخصلہ کے بت کی پوجا شروع ہوگی۔

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

ایک صحیح حدیث پاک میں ارشاد ہے کہ یہ امت یہود اور نصاری کی اتباع کرے گی ۔

 

Hadith e RasoolAllah heh kay meri Ummat Yahood o nasara kay naqsh e qadam per chalay gee agar woh samp kay bil meh hath dalen gay toh Ummat e RasoolAllah be un kay peechay chal ker yahee keray gee ... yeh hadith rehan sehan lebas weghra kee nakal kay baray meh heh ...

 

yahoodiyoon kee 71 christians kay 72 aur Ummat e RasoolAllah 73 firqoon meh batay gee, yeh hadith aur jis kee meh nay wazahat kee thee pichli post meh kohi talluq nahin. 73 Firqoon ka ikhtilaaf aqahid per hoga jistera christian kay 71 yahoodiyoon kay 71 ka aqahid kay maslay per heh ...

 

Aur joh tum nay Shia kee kitab ka refference deeya heh us say tumari ilmi oqaat ka pata chal gaya heh ... Tum pehlay Urdu perna seekh loh phir kitabeh perna ...

 

Be Misl o misaal RasoolAllah aur Fatimah tuz zuhra ko likha gaya heh, yehni makhlooq meh donoon ka kohi ham sar nahin, jistera Allah wahdahu la shareek heh is tera insanoon meh RasoolAllah jesa Bashr kohi aur nahin aur Auratoon meh Fatimah radi Allah tallah anha kee tera aurat kohi ur nahin jis say in do azeem hastiyoon ko compare keeya ja sakkay.

 

Tashbih partial hoti heh, juzzi hoti heh qulli nahin hoti, Ali sher jesa heh is ka kohi is ka matlab yeh nahin kay Ali Sher heh, sher say tashbih taqat kay leyeh dee gaee heh sher bahadur powerful hota heh. Kitab meh heh, Yeh woh do zateh hen jo khaliq e qaynaat kee tera be misl o be nazeer hen, yehni Allah kee Misal o Nazeer kohi nahin Laysaka misli shay heh, nah ambiyah us jesay hen na kohi aur, woh ulluhiyat meh khaliqiyat meh be misl o nazeer heh, aur RasoolAllah aur Fatimah Zuhra be makhlooq meh be misl o nazeer hen jistera Allah ka kohi shareek nahin is'see tera makhlooq meh be in do pakeeza hastiyoon ka kohi shareek nahin.

 

Awal tum ko urdu nahin aati, agar khud ko kuch nahin aata toh kissi aur peray likhay say pooch kay ibarat ka kia matlab heh.

 

Moonh lotay kee tera utha ker aa jatay ho, jahalat aur himakat kee be had hoti heh.

 

MUhammed Ali Razawi,

Link to comment
Share on other sites

نیز ہمیں اس کا حوالہ بھی درکار ہے

 

 

جیسا کہ ہم نے صحیح حدیث پاک پیش کی جس میں نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے کہ قیامت اس وقت تک قائم نہیں ہوگی جب تک میری امت کے بعض قبیلے مشرکین سے مل جائیں گے اور یہاں تک میری امت کے بعض قبیلے بتوں کی پوجا کریں گے

 

آپ کا موقف یہ ہے کہ یہ واقعہ اس وقت پیش آئے گا جب ایک ہوا چلے گی جس سے جن کے دل میں ذرہ برابر بھی ایمان ہوگا ان کو اٹھا لیا جائے گا

اس کے بعد ذو الخصلہ کے بت کی پوجا شروع ہوگی۔

 

Peechay perh kay likha kia heh, meh nay itna time wesay nahin lagaya thah kay bar bar ek hee point ka jawab doon thora time sirf kero tumaray is hadith per mehnay tafseel say likha heh ...

 

Aur kohi Aur thread bana loh us meh sawal kero yahan per pehlay dissusion chal rahi heh tum nay darmiyan meh aur tang mari ... thread me mazeed tang mat maro Wahabi per jawab reh gaya heh joh us nay deeya nahin ...

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

Meray is sawal ka jawab doh:

 

* Shirk e Akhbar Aqahid kee bunyaad per lazam ata heh ya Amaal kee bina per?

 

Soch ker jawab dena, aur tumaray sawaal ka jawab mukhtasar hazar heh:

 

"In'na mal amalu min niyaat, {amaal ka daro madar niyat per heh}"

 

Tum pehlay Shirk kee definition seekh loh phir muj say baat kerna, tum meray 3 sawalat ka jawab dosray thread meh doh, khadam ko maloom heh kay tummeh Shirk kee definition maloom nahin. Is leyeh tum say Shirk aur Tawheed per baat kerna bewaqoofi heh.

 

Achi baat hay jo ji chahay karo khuli aazadi hay bas niyat achi rakhoo...Ali tumharay hath par to saray log bet kar lingay...aesay log bhi dekhay hein jo khawateen ko dekh kar subhan Allah boltay hein..Masha Allah kia husun hay..niyat achi hay na bhai unki..wo Allah ki tareef kar raha hay ..kia khoob takhleeq hay..aur Mufti Ali ka fatwa bhi unke pass aa giya..

 

aur ye clear kardo ke aqaed se kia murad hay..sirf quran o hadees say..coz mein ne quran o hadees parha to mujhe sirf amal ki baat nazar aati hay wahan par..ye aqaid waghaira ka confusion hamara apna create kia hoa hay..ye shirk akbar hay , ye shirk jalli hay aur pata nahi kia kia masle masail peda kar diye hein..

 

jab Rasool Allah  (saw) ne aik baat clear kardi ke sajda karna kisi ko bhi Allah ke ilawa chahay tazeemi ho ya ibadat ki niyat se ho total haram kar diya, to phir hum kion faaltu mein masle create kar rahay hein ke tazeemi jaiz hay ya na jaiz hay hum ibadat ki niyat se nahi kar rahay, yar stop ka matlab hay stop ruk jao..bas uljhanein na paida karo...

 

Aur Yousuf  (as) ko jo sajda hoa usko hujjat koi banana chahata hay to usko chahiye ke wo Khana Kaaba ke bajaey Bait ul Maqdas ki taraf muh karke namaz parhay..

 

Aur shirk ki defination sab se ziyada clear yahi hay ke jisko Allah ne mushrik Quran mein bola hay wo kia amal karte thay jis wajah se Allah unko mushrik keh raha hay..to bhai hum har us amal ke karne walon ko mushrik samjhte hein...

 

aur Rasool Allah  (saw) ke zamane mein koi bhi mushrik kafir Allah ka inkaar nahi karta tha uska yaqeen yahi tha jo tum logonka hay..wo butoon ko jokay actual mein pichlay kisi zamane mein koi saint hotay thay unko Mabood samjh kar nahi poojtay thay sirf unko Allah ki nazdeeki ka zarya samjhte thay..

 

أَلاَ لِلَّهِ ٱلدِّينُ ٱلْخَالِصُ وَٱلَّذِينَ ٱتَّخَذُواْ مِن دُونِهِ أَوْلِيَآءَ مَا نَعْبُدُهُمْ إِلاَّ لِيُقَرِّبُونَآ إِلَى ٱللَّهِ زُلْفَىۤ 

 

Is it not to Allah that sincere devotion is due? But those who take for protectors other than Allah (say): "We only serve them in order that they may bring us nearer to Allah."

 

jis tarah se tum log faut shuda saints ko Allah ki nazdeeki ka zarya samjhte ho unko pukaarte ho same yahi act unka tha..usko Allah ne shirk kaha hay..jab Allah ne apni kitaab mein har cheez clear kardi to kion yahan wahan ki sun kar uljhan barhain aur shirk mein lag jain..

 

وحاصل الكلام لعباد الأصنام أن قالوا: إن الإله الأعظم أجل من أن يعبده البشر لكن اللائق بالبشر أن يشتغلوا بعبادة الأكابر من عباد الله مثل الكواكب ومثل الأرواح السماوية، ثم إنها تشتغل بعبادة الإله الأكبر، فهذا هو المراد من قولهم: { مَا نَعْبُدُهُمْ إِلاَّ لِيُقَرّبُونَا إِلَى ٱللَّهِ زُلْفَى }.

 

 تفسير مفاتيح الغيب ، التفسير الكبير/ الرازي (ت 606 هـ) مصنف و مدقق

The whole talk of the worshipers of idols that they said: The greatest god for the worship of decent human beings but human beings must work the worship of the slaves of God's blessings, such as planets, such as the heavenly spirits, and then she works the worship of God the Great, this is what is meant by saying: (we only near to Zulfa not Allah).

 

 

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

علی صاحب دوبارہ دیہان فرمائیں کہ لکھنے والے نے دو ذات نہیں بلکہ وہ ذوات لکھا ہے

 

نیز خلق کائنات میں نہیں لکھا بلکہ خالق کائنات کی طرح لکھا ہے

 

اور جو مفہوم آپ بیان کرنا چاہ رہے ہیں اگر لکھنے والے کا یہ مفہوم ہوتا تو اس کی عبارت یوں ہوتی کہ خلق کائنات میں بے مثل اور بےنظیر ہیں

 

جبکہ لکھنے والے نے لکھا ہے کہ خالق کائنات کی طرح بے مثل اور بے نظیر ہیں

 

نیز ایک اور حوالہ پیش خدمت ہے

post-1849-12543850335247.jpg

post-1849-1254385135355.jpg

post-1849-12543851554891.jpg

Link to comment
Share on other sites

Achi baat hay jo ji chahay karo khuli aazadi hay bas niyat achi rakhoo...Ali tumharay hath par to saray log bet kar lingay...aesay log bhi dekhay hein jo khawateen ko dekh kar subhan Allah boltay hein..Masha Allah kia husun hay..niyat achi hay na bhai unki..wo Allah ki tareef kar raha hay ..kia khoob takhleeq hay..aur Mufti Ali ka fatwa bhi unke pass aa giya ...

 

Achay kamoon kay leyeh achi niyat, aur agar ek musalman acha kaam begher achi niyaat yehni kushnudi e illahi say keray toh woh phir be qabool nahin, dosra achay kaam us waqt qabool hotay hen jab aqahid darust hoon, Shirkia, Mushrikana nah hoon. Warna Mushrik yehni Shirk e Akhbar kay murtaqib ka kohi amal acha amal qabool nahin hota. Ghair Shara'ee kaam achi niyat say bee keeya jahay toh phir be bura hee jana jahay ga aur is kee sazza hogi.

 

aur ye clear kardo ke aqaed se kia murad hay..sirf quran o hadees say..coz mein ne quran o hadees parha to mujhe sirf amal ki baat nazar aati hay wahan par..ye aqaid waghaira ka confusion hamara apna create kia hoa hay..ye shirk akbar hay , ye shirk jalli hay aur pata nahi kia kia masle masail peda kar diye hein..

 

Aqaahid jama {plural} heh Aqeedeh kee, beleife, nazriyat, Islam kay doh pehloo hen Amaal aur Aqahid, Allah one heh yeh hamara aqeedah heh, Muhammed Allah kay Nabi aur aakhiri Rasool hen yeh hamara nazriya, beleife, aqeedah heh, Qayamat ahay gee, ye aqeedah heh, aqeedeh ka talluq zuban say iqrar aur dil say yaqeen kay saath heh, zuban say iqrar keeya Allah ek heh, dil meh yaqeen huwa kay Allah ek heh, weghera weghera ...

 

Yeh saray maslay aap kay zehn meh hen aur haqiqat say in ka kohi talluq nahin.

 

Meh apnay question ka jawab khud deh doon:

 

* Shirk e Akhbar Aqahid kee bunyaad per lazam ata heh ya Amaal kee bina per?

 

- Shirk e Akhbar kay leyeh zeroori heh kay aqeedah badlay, agar kohi Allah ko ek manta heh aur us kay saath kissi ko shareek, nah zaat meh na sifaat meh na afaal meh tehrata heh toh woh kabi Mushrik nahin ho sakta. Aur agar kohi Allah per imaan rakhta heh aur Allah kay saath, yeh be manta heh kay Allah ka beta {son} heh toh woh Mushrik ho gaya, keyun kay us ka Aqeedah e Tawheed badla aur us nay Allah kee Wahdaniyat meh ek aur Shareek bana leeya, yehni Allah ka beta.

 

- Amaal per Shirk {Akhbar} lazam nahin ata, agar Shirk {akhbar} amaal kee bunyaad per lazam ata aur Aqahid kee bunyaad per nahin toh phir Khana Kabah kay samnay kharay ho ker Ibadat e Illahi meh mehav honay walay saray Mushrik hotay, joh Imam e Namaz kay peechay kharay ho ker ibadat e Illahi ker rahay hotay woh be Imam-e-Namaz kay poojari tehrahay jatay, agar qabr ko juk ker choomnay say Sajdah muraad leeya jahay toh phir Hajr e Aswad, {black stone} joh Kabah meh laga heh, us ko choomna Shirk akhbar hoga. Alhasil Amaal, actions, ko dekh ker yeh kabi nahin keh saktay kay yeh Mushrik heh, keyun kay Shirk akhbar hamesha aqahid badaltay hen toh lazam ata heh, yehni jab kissi ko Allah tallah kee Zaat o Sifaat o afaal, meh shareek meh qulli tor per shareek keeya jahay toh phir Shirk lazam hoga. Abh agar kohi kissi Aaloo {patato} jee Aalu, jis kay chips banatay hen, abh agar kohi us Aalu ko khuda bana leh, us ko Allah ka Shareek bana leh, us kay mutaliq yeh aqeedah rakhay kay yeh Aalu Allah ka Zaat ka hissa heh, ya kohi kissi shakhs kay baray meh yeh aqeedah rakhay kay yeh aadmi utna dekh sakta heh jitna Allah dekhta heh, ya kohi aadmi kissi makhlooq ko lyke e ibadat, yehni Allah kay siwa kissi aur makhlooq ko ibadat kay qabal, ya Allah kay saath kissi aur ko be Ibadat kay qabal samajta ho toh cha'hay woh us Aalu jis ko us nay khuda ka hissa mana heh, us per peshaab keray, us kay chips bana ker dalda gee meh fry ker kay salt, ketchup, aur chat-pat masala daal ker begher chabahay khaa jahay tab bee Mushrik, Kaffir hoga. Cha'hay woh aadmi yeh aqeedah rakhay kay joh XP Allah kay barabar dekhta heh us ko Allah tallah nay mat'ti say peda keeya, us meh rooh phonki, kuch be aqeedah rakhay us kay Mushrik yehni Kafir honay meh farq nahin peray ga, keyun kay us nay Makhlooq maan ker XP ko Allah kee Sift e Baseer meh Shareek tehraya.

 

Shirk Amaal say nahin Aqahid say lazam ata heh, aur zeroori nahin kay us kee Tazeem kee jahay toh Shirk hoga, abh agar zaat o sifaat o afaal e illahi meh kissi ko shareek bana leeya jahay aur us kee tazeem nah bee kee jahay balkay us ko gali deeh jahay tab bee Shirk e Akhbar lazam ahay ga esa shakhs Kaffir murtad ho jahay ga.

 

Aur aap ka pesh kerda link, jis meh logh kissi kee kabr ko choom rahay hen, weghera abh meri wazahat kay mutabiq aap khud fesla keren kay woh murtaqib e Shirk e Akhbar huway ya nahin.

 

Aur aakhar meh, Maslak e Ahle Sunnat ko pesh kerta hoon, Sayyidi Ala Hazrat Imam e Ahle Sunnat nay farmaya heh kay ziyarat e qaboor ka yeh tareeka kay logh un kee kabroon ko choomeh chaateh, aur sar rakh ker beth jahen weghera kee harkateh jaiz nahin, balkay ziyarat e kaboor e Awliyah ka tareeka yeh heh kay kohi ba adab kharay hoon, jesay aap us waqat adab say kharay hotay thay jab woh Wali hayaat thay, ya aap un kay hayat hotay huway aap un kee khidmat meh pesh hotay.

 

Awliyah-Allah kay mazarat per be'parda auratoon ka jana shar'an najaiz, bila waja mazarat e Awaliyah per charagha kerna, deeyeh jalana, un ko choomna, aur chipat ker rona, mazarat per chaad'ren charwana, sab jahalat kee rasmeh aur amal hen. Han agar kissi cheese kee zeroorat yehni light kee, ya handeray meh deeyeh kee toh jalana jaiz heh, magar shart yeh heh kay zeroorat ho.

 

Aur note keren Sajdeh kay leyeh matha, Naaq, donoon haathoon kee hatheliyan, donoon gutnay, aur pahoon jab taq zameen ko nah choowen Sajdah nahin keh saktay. Agar kohi zera chuka huwa ho toh ussay Sajdah nah tehra deeya keren ay samaj leeya keren, shaytaan nay aap logoon kay diloon meh gumrahi kay wastay baat daal deeh heh kay agar kohi zera juka ho toh Sajdah heh, agar kohi choom raha heh toh Sajdah mat samjen ussay joh dekhen wohi samjen yehni choomna, warna choomnay ko joh Sajdah samajta heh woh Biddat ka murtaqib hota heh keyun kay Sajdah kee kia heh woh meh nay bata deeya heh aur hadith say sabat heh. Aur mazeed note keren Sajdah hamesha ibadat kay leyeh nahin hota, agar ibadat kee nishaani Sajdah hota toh phir farishtoon aur Yaqoob alayhis salam kay Sajdoon per Shirk Fil ibadat ka fatwah lagta heh, Sajdah kee haqiqat niyat, aur aqeedeh per jaani jaati heh, jab Yaqoob alayhis Salam nay Sajdah keeya toh makhlooq maan ker, Farishtoon nay Adam ko sajdah keeya toh makhlooq maan ker, aur Allah kay muqarib abd maan ker, aur in kay Sajday ba niyat e tazeem say keeyeh gahay thay is leyeh Shirk Fil Ibadat kay murtaqib nahin thay. Aur joh kohi ghairullah ko Sajdah e Tazeemi ba niyat e ibadat kerta heh Mushrik heh aur Shirk Fil Ibadat ka murtaqib heh, joh kohi ghairullah ko Sajda e tazeemi Ila {god} ya Allah kay saath zaat o sifaat o afaal meh shareek maan ker kerta heh woh be Mushrik aur Shirk Fil Ibadat ka murtaqib heh.

 

"jab Rasool Allah (saw) ne aik baat clear kardi ke sajda karna kisi ko bhi Allah ke ilawa chahay tazeemi ho ya ibadat ki niyat se ho total haram kar diya, to phir hum kion faaltu mein masle create kar rahay hein ke tazeemi jaiz hay ya na jaiz hay hum ibadat ki niyat se nahi kar rahay, yar stop ka matlab hay stop ruk jao..bas uljhanein na paida karo..."

 

Ahle Sunnat Wal Jammat, toh ghairullah ko Sajdah e Tazeemi, O Ibadat kay qahil nahin, balkay total haram mantay hen, aur Imam Ahmad Raza Khan Barelwi Rehmatullah Alayhi Tallah nay Sajdah e Tazeemi kay Haram honay per ek mudal'lil risala likha thah jis ka naam yaad nahin. Ghaliban thora research keren toh mil jahay ga.

 

Ham nah is pehas meh peray kay jaiz heh ya najaiz heh, yeh aap kee karam nawazi heh kay apnay mazhab kee perwaan kee khatar Mushrik, Shirk, Biddat, Kaffir, kay mantar pertay rehtay hen aur bila waja Musalmanoon ko Kaffir, Mushrik banatay rehtay hen. Is leyeh ham ko Quran o Sunnat ko mad e nazr rakh ker ikhitlaaf ko Quran o Sunnat kee roshini meh samjana perta heh, taqay aap Musalmanoon ko Kafir Mushrik keh ker khud kaafir nah hoon, aur joh Sajdeh ker rahay hen woh ghairullah ko Sajdeh ker kay murtaqib e haram nah hoon balkay Shariat e Muhammedi per chalen jis meh ghair Khuda ko Sajdah qat'an jaiz nahin.

 

Hamara aap per yeh ihsaan heh kay ham aap ko Takfir Baynil Muslimeen say bachatay hen return meh gali, Mushrik, Kaffir, Barelwi Mushrik, Kabar Parasti Barelwi kay ilfaaz say nawaza jata heh, halan kay Allah ka farmaan kia heh, heh yahoodiyo aur christians apnay mazhab meh had'h say agay mat baro, yehni Isa'hiyoon nay Isa alahis salam ko khuda bana deeya, Yahoodiyoon nay Isa alahis salam ko mazallah astagh firulllah Haram kee ulaad, rape balkay Mishnah peri jahay toh likha heh kay mazallah astaghfirullah Maryam alayhis salam kay saath ijtimahi ziyadti huwi aur us ka nateeja Isa alayhis salam hen, Allah nay donoon sides ko had say barnay say mana farmaya, yehni Isa'hiyo Isa alahis Salam Allah nay Nabi, abd hen betay nahin, Allah La shareek heh, woh lamya'lid wa lamyu'lad heh {na jana gaya heh aur nah janta heh} aur Yahoodiyoon ko bataya kay woh Allah kay Nabi hen woh mojzay kertay thay un kee pedaish mojza e illahi thee aur joh buhtaan tum nay un kee walidah per lagaya woh batal heh, balkay woh toh dunya kee tamam auratoon say behtreen thee us waqt, abid, saleh, mominah, jistera Allah nay un ko had say bernay say roka. Ahle Sunnat Wal Jammat aur khadam tarjuman e Ahle Sunnat aap Deobandiyoon Wahabiyoon ko rok raha heh kay had'h say mat baro aur Mushrik keh ker musalmanoon kee Takfir nah kero, balkay joh Haram heh ussay haram bataho aur haram per amal kernay walay ko Mushrik mat kaho, aur joh aap ka point kay ghairullah ko ijazat nahin us ko qabool kertay hen magar Takfir ka rad kertay hen, aur keyun kay aap kay mukhalif jahil awaam hen jin ko deen ka kuch pata nahin Shariat ka kuch pata nahin ham un ko be roktay hen kay logo Sajdeh nah kero ghair e khuda ko yeh Nabi nay haram farmaya heh.

 

Aap ko hamara favour kay ham aap ko Takfir say roktay hen aur asool batatay hen kay is waja say Mushrik nahin, aur jahil sajdah kernay walaoon per hamara ihsaan kay ham un ko batatay hen kay tum nay bee Awaliyah Allah kee muhabbat meh had e shariat ko phalang ker, Shari'at e Muhammedi kee boundary tor dali aur Biddat aur gumrahi kay rastay per gamazaan ho. Ek taraf Deobandi aur Wahabiyoon kee extremist aur ghaali jamateh aur dosri taraf jahil awaam kay ginti ghaali had e shariat ko ker ghair khuda ko Sajdah e tazeem kernay walay chand danay, aur darmiyaan meh Ahle Sunnat Wal Jammat kay Ulamah favour donoon per heh imaan o Islam donoon ka ham bacha rahay hen, magar gali kin ko joh haq baat ko sara ker donoon ko kuffr say bacha rahay hen. Abhi Mouwahid aa raha hoga aur likhay ga, tum BARELWI apnay aap ko MUSALMAN sabat kero, hamesha maar churanay walay ko perti heh larnay walay bilqul theek kharay hotay hen kapray girabaan churanay walay ka phata hota heh, wah ray dunya tuj say insaaf kee tawaqoh nahin.

 

RasoolAllah ka farmaan heh kay ek jammat haq kay leyeh larti rahay gee hatta kay qayamat a jahay gee, jahan taq Islami kee tareekh jaati heh Kharijiat aur musalmanoon kee Takfir aur Mushrik kehnay walay nazr atay hen, Hazrat Ali radiallah tallah anh ko Kharijiyoon nay Mushrik tehraya us waqt say leh ker aaj taq Ahle Sunnat ko Mushrik kehnay walay chalay aa rahay hen, magar yeh karwan e Ahle Sunnat ta qiyamat haq baat biyaan keray ga, chahay khadam ko sandaloon say maar hee keyun nah peray, Mushrik, Kaffir, ka label keyun nah lagay, meray Nabi Muhammed sallalahu alayhi was salam kee judgement say ikhtilaaf kernay wali zulkhawaisiri nasal farmaan e RasoolAllah kay mutabiq dajjal kay zamanay taq aati rahay gee. Jin Kharijiyoon nay Allah kay Nabi per ihtiraaz aur kaha kay insaaf kero heh Allah kay Nabi aap nay insaaf nahn keeya, jin Kharijiyoon nay Ali radiallah tallah anh jesay jaleel ul qadr Sahabi ko Mushrik bana deeya, aur un kee nasal ham jesay jahil aur hamra Ulamah o Mushaikh e azaam ko chor denh, muhaal heh. Ham nay apnay uqabir Sahabah kee tera, Ibn Abbas kee tera Hujjat ihtimam kerni heh joh toba ker leh ga Allah tallah us ko maaf farmahay ga baqiyoon nay gharq hona heh.

 

Bas ham nay haq kee sar bulandi deen kee sar bulandi, kay leyeh wohi kuch biyaan kerna heh joh sabat aur wazia heh, joh haram heh ham ussay haram biyaan keren gay joh Shirk heh ussay Shirk biyaan keren gay, joh kuffr heh ussay kuffr biyaan keren gay, us ka murtaqib kohi bee ho, apnay aap ko Barelwi kahay, Deoabandi kahay, Shia kahay kuch be kahay, joh hokam ham nay wesa biyaan kerna heh. Jistera aap Deobandi Wahabi Takfir Baynil Muslimeen kernay per majboor hen is'see tera ham haq baat biyaan kernay per majboor hen.

 

"Aur Yousuf (as) ko jo sajda hoa usko hujjat koi banana chahata hay to usko chahiye ke wo Khana Kaaba ke bajaey Bait ul Maqdas ki taraf muh karke namaz parhay..

 

Aur shirk ki defination sab se ziyada clear yahi hay ke jisko Allah ne mushrik Quran mein bola hay wo kia amal karte thay jis wajah se Allah unko mushrik keh raha hay..to bhai hum har us amal ke karne walon ko mushrik samjhte hein..."

 

Allah nay un ko Mushrik un kay aqahid kee bunyaad per be farmaya heh, keyun kay woh ek say ziyda khuda mantay thay aur un ko khuda maan ker, tazeem, praise, kertay thay:

 

* Surah Al Maidah {5} Verse 73: ”They do blaspheme who say: Allah is one of three in a Trinity: for there is no god except One Allah. If they desist not from their word (of blasphemy), verily a grievous penalty will befall the blasphemers among them.”

 

* Surah Al An'am {6} Verse 19: "Say: "What thing is most weighty in evidence?" Say: "(Allah) is witness between me and you; This Qur'an hath been revealed to me by inspiration, that I may warn you and all whom it reaches. Can ye possibly bear witness that besides Allah there is another Allah." Say: "Nay! I cannot bear witness!" Say: "But in truth He is the ONE ALLAH, and I truly am innocent of (your blasphemy of) joining others with Him."

 

* Surah At-Tawbah {9} Verse 31: ”They take their priests and their anchorites to be their lords in derogation of Allah, and (they take as their Lord) Christ the son of Mary; yet they were commanded to worship but One Allah. there is no god but He. Praise and glory to Him: (Far is He) from having the partners they associate (with Him).”

 

* Surah Yusuf {12} Verse 39: "O my two companions of the prison! (I ask you): ”Are many lords differing among themselves better, or the One Allah, Supreme and Irresistible?”

 

* Surah An Nahl {16} Verse 51: "Allah has said: "Take not (for worship) two gods: for He is just One Allah. then fear Me (and Me alone)."

 

* Surah Fussilat {41} Verse 6: “Say thou: "I am but a man like you: It is revealed to me by Inspiration, that your Allah is one Allah. so stand true to Him, and ask for His Forgiveness." And woe to those who join gods with Allah,-”

 

Aap ka dawah kay Mushrikeen sirf ek Allah hee ko mantay thay Quran kee ayaat kay mutabiq batal heh, balkay woh Allah kay saath sath auroon ko be khuda mantay thay, aur khuda maan ker un kee pooja, tazeem, un kay geet gatay thay ...

 

Baqi meray pass time nahin sab aap kay damagh aur feham ka fatoor heh.

 

Muhammed Ali Razawi

Link to comment
Share on other sites

- Jila Ul Auyoon - ka refference say Baqar Majlisi ka Mushrik hona sabat hota heh, aur joh kohi Ali radiallah tallah anh ko mansub e Rubuwiyat per faiz samajta heh manta heh Mushrik Kaffir heh.

 

= Jila ul Auyoon ka refference Shirkia aur Mushrikana heh, jis ka matlab yahee heh kay musanaf e kitaab Mushrik thah aur joh is Ali radiallah tallah anh ko Rab manta heh woh Mushrik Kaffir heh, magar joh Shia nahin mantay ya jin kay ilm meh nahin un ko kaffir nahin keh saktay, yeh is'see tera heh kay agar meh tumari behan kay saath zina keroon toh saza mujjay hogi ya sari dunya kay Sunniyoon ko be.

 

- Choda Staray - do/woh, say farq nahin perta, tashbih juzi hoti heh qulli nahin, ibarat kee murad wohi heh joh biyaan kee pichli post meh. "Khalq e qaynat meh be misl o nazeer" aur "khalq e qaynat kee tera be misl o nazeer" meh farq sirf itna heh kay ek jumla tashbiyah heh, aur dosra jumla tashbiyah ka mafoom begher tashbih kay heh.

 

= Yeh Urdu grammar kee bareekiyan aap kee aqal kay level kay leyeh nahin. Ilmi yateemi ka ilaaj, agar khud nah pata ho toh jin ko pata heh un say poocho, yeh Y.A.M heh aap kee jammat ka fard is'see say pochlo agar khud itni urdu nahin aati toh. Quran meh Nabi nay farmaya, "... Meh tum jesa Bashr hoon ..." abh agar is say tashbih qulli ka mafoom leeya jahay toh phir matlab yeh hoga kay ap shakal o soorat qad kay lehaaz say be ham jesay hen aur yeh muhaal heh RasoolAllah ka har bashr jesa shakal o soorat meh hona. Ibarat meh Tashbih juzi heh yehni partial likeness, aur yeh partial likeness 14 Sitaray kitab meh be heh. Tum ko

 

- Meh nay kissi jaga nahin likha kay Ummat 72 firqooh meh amaal kee waja say ba'tay gee, pichli posts response kay leyeh perh loh.

 

Muhammed Ali Razawi

Link to comment
Share on other sites

جناب سعیدی صاحب جب آپ نے ہمارا موقف مان لیا تو پھر آپ کے دلائل پر مزید جرح کی ضرورت نہیں

 

ہاں البتہ آپ سے اور آپ کے دیگر بریلوی صاحبان سے ایک گذارش کرنا چاہیں گے کہ

کم از کم اپنے پیروکاروں کو بھی یہ بات سمجھائیں کہ یہ امت پچھلی امتوں کی طرح مجموعی طور پر شرک میں مبتلا نہیں ہوگی

البتہ بعض فرقے یا بعض قوم کے لوگ شرک میں مبتلا ہوسکتے ہیں

 

اور لفظ بعض کی تشریح میں یہ بھی فرمادیجیے گا کہ تعداد لاکھوں سے بھی زائد ہوسکتی ہے

 

تاکہ کم از کم آپ کے عقیدے کے پیروکار بریلوی مسلک کے اختلافی عقائد پر دیگر علما کرام کا موقف بھی سننے اور سمجھنے کی کوشش بھی کریں کہ کس کا عقیدہ درست ہے

کیوں کہ بریلوی مسلک کی اکثریت اسی دھوکہ میں مبتلا ہے کہ یہ امت شرک کرہی نہیں سکتی

 

باقی رہی یہ بات کہ کون اکثریت میں ہے اور کون اقلیت میں ہے

تو اس کا فیصلہ عوام کو خود کرنے دیں

 

مختصر عرض یہ ہے کہ الیکشن میں ہر سیاست دان بعض لوگوں کی بھیڑ دیکھ کر لوگوں کے سامنے یہی دعوی کرتے ہیں کہ ہماری اکثریت ہے اور یہ الیکشن ہم ہی جیتیں گے

لیکن اکثر اوقات الیکشن کے نتائج اس سوچ کے برعکس ہی آتے ہیں

 

انٹر نیٹ کا زمانہ ہے اور دنیا گلوبل ولیج کی طرح ہوچکی ہے

اور لوگ بہت آسانی سے اکثریت اور اقلیت کا اندازہ لگاسکتے ہیں

پاکستان انڈیا میں بھی اور اس کے علاوہ سعودی عرب ملائشیا انڈونیشیا عرب امارات بنگلہ دیش وغیرہ میں لوگ باآسانی دیکھ سکتے ہیں کہ کون سے عقائد اجماع اور سواد اعظم ہیں اور کون سے عقیدے والے بعض لوگ ہیں ?

 

آپ کوشش کریں کہ لوگوں تک حقیقت پہنچائیں

 

اللہ تعالیٰ ہم سب کو دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطا فرمائے آمین

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

bismillah.gif

 

AAP BRELVI LOG PATA NAHI KONSI AKSARYAT PAR KHUSH FEHMI MEIN MUBTILA HEIN..JAB AAP LOGONKO KO MAZARON KI KHURAAFAT DIKHAI JATI HAY KE DEKHO YE BRALVI KIA KAR RAHA YHEIN..TO AAP LOG FORUN PALAT JATAY HO KE YE AALA HAZRAT KA MASLAK NAHI HAY..AUR JAB AKSARYAT DIKHANI HOTI HAY TO IN SAB KHURAAFAT WALONKO BHI COUNT KAR LAYTAY HO..HUM SAWAD E AZAM HEIN..HAMARI AKSARYAT HAY..MERAY BHAI AKSARYAT INHI KHURAFAT WALONKI HAY PAKISTAN MEIN JOKE AAP KE SAGE HEIN..HAAN IN MAZARAAT PAR JO SHIRK AUR KUFUR HO RAHA HAY YE LOG TO HEIN HI AAP KI JAMAAT KE ..INKO MILA KAR TO AAP KI AKSARYAT KO MAANNA PAREGA..

Link to comment
Share on other sites

AAP BRELVI LOG PATA NAHI KONSI AKSARYAT PAR KHUSH FEHMI MEIN MUBTILA HEIN..JAB AAP LOGONKO KO MAZARON KI KHURAAFAT DIKHAI JATI HAY KE DEKHO YE BRALVI KIA KAR RAHA YHEIN..TO AAP LOG FORUN PALAT JATAY HO KE YE AALA HAZRAT KA MASLAK NAHI HAY..AUR JAB AKSARYAT DIKHANI HOTI HAY TO IN SAB KHURAAFAT WALONKO BHI COUNT KAR LAYTAY HO..HUM SAWAD E AZAM HEIN..HAMARI AKSARYAT HAY..MERAY BHAI AKSARYAT INHI KHURAFAT WALONKI HAY PAKISTAN MEIN JOKE AAP KE SAGE HEIN..HAAN IN MAZARAAT PAR JO SHIRK AUR KUFUR HO RAHA HAY YE LOG TO HEIN HI AAP KI JAMAAT KE ..INKO MILA KAR TO AAP KI AKSARYAT KO MAANNA PAREGA..

 

اور میں یہ سوچ کر حیران ہوں کہ نام نہاد اہلحدیث وہابی غیر مقلد فرقے کو کونسی اکثریت پر خوش فہمی ہے۔

 

آپ اور ابوزید و دیگر وہابی تقلید کرنے والوں کو مشرک کہتے نہیں تھکتے۔ مسلمانوں کے اگر تمام فرقوں کو جمع کر دیا جائے تو اُس میں تو غیر مقلد نام بھی مشکل سے ملے گا۔

 

اور خیر سے باقی تمام تو آپ کے نزدیک پہلے ہی مشرک ہیں تو سواد اعظم کی آپ کونسی خوش فہمی میں گرفتار ہیں؟

 

باقی مزارات کی خرافات تو وہابیہ کا تقیہ کلام بن چکا ہے۔ مزاروں پر سجدے، طواف یہ آپ لوگوں کو ایسی پٹی پڑھائی گئی ہے کہ زندگی میں کبھی مزار شریف پر جانا نہ ہوا ہوگا۔ بس وہی سنی سنائی باتیں اور چند اخبار کی بوسیدہ خبریں اور شرک بدعت و خرافات کی رٹ۔

 

مجھے بارہا مزارات پر جانے کی سعادت حاصل ہوئی ہے میں نے تو آج تک کسی کو سجدہ کرتے نہیں دیکھا۔ نہ ہی طواف کرتے دیکھا ہے۔ قبر کو چومنا یا اُس پر سر رکھنا یہ آپ کے نزدیک اگر سجدہ ہے تو پوری وہابیت کو اہلسنت کا چیلنج ہے کہ اسے سجدہ ثابت کردے البتہ ہم کو صحابی رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا عمل بھی پیش کرسکتے ہیں۔

 

یہ ناصر نعمان صاحب وہی ہیں جن کو اپنے عقیدے کا بھی صحیح نہیں پتہ۔ ان کا اسلامی محفل پر پہلا ٹاپک آج بھی موجود ہوگا۔ اُس میں دیکھیں۔ یہ سب سے پہلے تو صلح کلیت کا پرچار کرنے آئے۔ پھر پینترا بدلا اور دیوبندیوں کی حمایت کرنے لگے۔ پھر پینترا بدلا اور عقائد و معمولات اہلسنت کو شرک بدعت کہنے لگے۔ پھر عرب شریف پر سعودیوں کے ظالمانہ قبضے کو حق گردان کر غیرمقلدوں کی حمایت کرنے لگے۔ اور آخر میں کہا کہ بریلویوں کے عقائد پاکستان اور ہندوستان سے باہر کہیں بھی نہیں ہیں تو ہم نے ان کو پوری دنیا کی سیر کرادی اور اتنے لنکس پوسٹ کئے کہ کہاں کہاں میلاد منایا جاتا ہے اور کہاں کہاں ایسے عقائد موجود ہیں جن کو وہابی شرک و بدعت کہتے ہیں۔ مگر پھر بھی "میرا کوا سفید ہے" کے مصداق آج تک وہی راگ الاپ رہے ہیں۔

 

ابھی بعض کو لاکھوں میں پہنچا دیا ہے موصوف نے۔ اور پھر یہی لاکھوں کھربوں میں پہنچ جائیں گے اگلی پوسٹ میں۔ اور پیچھے بچیں گے پاکستان اور سعودیہ کے تھوڑے سے غیرمقلد۔

 

ایک اور بات بھی بتاتا چلوں۔ پاکستان کے جس ڈویژن سٹی سے میرا تعلق ہے۔ وہاں پر غیر مقلد اہلحدیث کے نام سے بھی بہت کم لوگ آشنا ہیں۔ میرے علم کے مطابق پورے سٹی میں صرف دو اہلحدیث مساجد ہیں اور زندگی میں صرف ایک بار اہلحدیث کے کسی جلسے کا بینر پڑھا ہوا ہے۔

 

یہ تو پاکستان کے ایک سٹی کی بات ہے جس میں سینکڑوں مساجد ہیں۔ اور اطراف میں تو لوگ غیرمقلدوں کو بھی وہابی دیوبندی کے طور پر جانتے ہیں کہ یہ دونوں ایک ہیں۔

 

تو جناب ناصر نعمان صاحب اور دیگر غیرمقلد پہلے غیر مقلدین کا سواد اعظم ہونا ثابت کردیں۔ پھر بات ہوگی کہ بعض میں کتنی تعداد آتی ہے۔ یا پھر آپ کے نزدیک کل مسلمان بعض ہیں اور مٹھی بھر غیرمقلدین سواد اعظم؟ تو اس پر ایک ہی شعر ذہن میں آرہا ہے۔

خرد کا نام جنوں رکھ دیا جنوں کا خرد

جو چاہے آپ کا حسن کرشمہ ساز کرے

Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم ورحمتہ اللہ

 

میرے دوست بات چیت ختم ہوچکی ہے بحث یہ نہیں تھی کہ جمہور امت کون ہیں

بلکہ بحث یہ تھی کہ یہ امت شرک نہیں کرسکتی ہے یا نہیں ?

اور یہ بات جناب سعیدی صاحب تسلیم کر چکے ہیں

تو اب یہ بات ختم ہوچکی ہے اور آپ بھی اپنے پیروکاروں کو یہ بات سمجھائیں کہ یہ امت بھی شرک میں مبتلا ہوسکتی ہے ہاں البتہ جمہور امت نہیں

اور جو لاکھوں افراد کے شرک میں مبتلا ہوجانے والی بات ہے تو پہلے پچھلی پوسٹ پڑھ لیا کریںاس کے بات جواب دیا کریں

لاکھوں ہم نے اس لئے کہا کہ شیعہ حضرات جو شرک میں مبتلا ہیں ان کے حوالے سے کہا تھا

اور لاکھوں افراد ہونے کے باوجود بعض میں اس لئے تبدیل ہوجاتے ہیں کیوں کہ جب ایک ارب افراد کو 99 لاکھ سے بھی تقسیم کیا تو بھی وہ 99۔0 % بنتا ہے

اور کسی بھی عدد کا 99۔0 % بعض ہی کہلائے گااکثریت نہیں کہلائے گا

امید ہے کہ آپ سمجھ گئے ہوں گے

 

 

اور رہی بات یہ کہ ہمارا پرانا ٹاپک اس فورم پر موجود ہے اور آپ لوگوں نے اس ٹاپک میں کیا کیا ثابت کیا ?

تو میرے بھائی یہ ٹاپک ضرور یہاں موجود ہوگا لیکن وہ 5 یا 6 پوسٹ نہیں موجود ہوں گی جو

Sybrite

صاحب نے ڈیلیٹ کیں تھیں

اور ہاں خاص طور پر وہ پوسٹ جس کے لئے پہلے

Sybrite

نے زور و شور سے دلیل مانگی تھی

اور دلیل کے جواب میں جب ہم نے اپنا موقف ثابت کردیا پوری دنیا کے مسلمانوں کے عید الفطر کے اجتماع ہم نے پوسٹ کیئے تھے

تو جناب نے ہماری پوسٹ ڈیلیٹ کردی

ہمارے پاس وہ ساری پوسٹ موجود ہیں اگر آپ کی خواہش ہے تو ہم ایک بار پھر حاضر ہیں وہ پوسٹ دوبارہ کرنے کے لئے

 

 

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...