SanaAli مراسلہ: 3 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 3 نومبر 2009 meri frient nay bataya kay un ki bhabi toilet bowl mein vomit kurti hain un ko bar bar samjhao nahin sunnti tu aisa kurna kaisa hai coz meri nazdeek tu bohut hi kharab baat hai aap sab ka kya khayal hai اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
SanaAli مراسلہ: 8 نومبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 8 نومبر 2009 meri frient nay bataya kay un ki bhabi toilet bowl mein vomit kurti hain un ko bar bar samjhao nahin sunnti tu aisa kurna kaisa hai coz meri nazdeek tu bohut hi kharab baat hai aap sab ka kya khayal hai meri samjh naihn araha kay kahan say koi solid proof don us ko kay aisa kurna theek hai yaa nahin aap kisi ko bhi javab nahin ata meri tarah yaa ignore kur rahay hain sab اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 10 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 10 نومبر 2009 meri samjh naihn araha kay kahan say koi solid proof don us ko kay aisa kurna theek hai yaa nahin aap kisi ko bhi javab nahin ata meri tarah yaa ignore kur rahay hain sab Sister mazrat Chahti Hoon late Reply Per... Meri naqis raye men us jaga vomiting nahi kerni chahiye aik jaga sayyidi aala hazrat ne to ja-e-najasat per thooknay ko bhi mamnoo farmaya hay ap farmatay hain k musalman ki zaban jis se Allah or us k habeeb ka mubarak ziker hota ho us zaban se nikla hoa luab ja-e-najasat per nahi thookna chahiye(mafhoom batarahi hoon mazmoon sahi yad nahi abhi)or vomiting men umooman khanay k ajza bhi hotay hain is liye is tarah toilet bowl men vomiting se bachna hi munasib lagta hay,unhain chahiye k wash room men jahan kapray waghaira dhotay hain us jaga vomiting ki jasakti hay. wesay ye meri naqis raye hay ap chahain to is baray men kisi mustanad mufti se maloom kerlain ta k ap un islami behan ko sahih proof k sath samjha saken. jazakillahu khaira Wassalam ma'al Ikram اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔