Jump to content

Madad Ki Zarorat


piyarpiyarpiyar

تجویز کردہ جواب

AS SALAAM WA ALAI KUM WHA RHEMA TUL LA HI WA BARA KATO HO(salam)

 

AS SALATU WAS SALAAM ALAI KA YA NOOR ALLAH

WA ALA WA AS HABIKA YA NABI ALLAH

 

DOSTO BHAIYO ME WAJAHAT ATTARI

 

MAI NE YE FORUM DEKHA TO ACHA LAGA OR KCUH OMEED BHANDHI KHE SHAYAD AB BOHAT SE MASLE HAL HOJAI

SAB SE PEHEL ME AIK BAAT ARZ KARTA CHALO KE YAHA IS FORUM ME MUJHE AIK CHEEZ KI SHADEED KAMI NAZAR AII

OR WO HE (INTERODECTION SECTION) KA NA HONA JIS KI WAJA SE MUJHE YAHA HELP SECTIONE ME APNA TARRUF KARANA PARA. KHER

MERA AIK AJEEB MASLA HE JO SHAYAD AAJ SE PHELE KISI NE YAHA ESA SAWAL NA KIYA HO.MUJHE HELP KI SAKHT ZARORAT HE OMEED HE HELP HOGI

YE MASHA ALLAH EHLE SUNNAT KA FORAM HE.YAHA HAR TARHA KE LOG ATE HAI HAR AQIDE OR HAR MASLAK KE

MUJHE ESE LOGO KI MADAD CHAHIYE JO EHELE SUNNAT BERELVI KE BARE ME THIK THIK MALOMAT RAKHTE HO

(ALEMEDEEN HO TO ZIADA BHETAR HE)OR JO KH IKH TILAFI MASAIL KA JAWAB DE SAKTE HO.MUJHE ESE LOGO KI

ISLIYE ZARORAT HE KE AIK OR FORUM HE JAHA BOHAT BARI TADAAD ME LOG ATE HAI US FORUM KA ADMIN EHLE SUNNAT SE HI HE OR KAFI OR LOG BHI ZIADA TAR AQAID KE TOOR PAR EHLE SUNNAT HAI

JIN ME SE AKSAR ILM KE LEHAAZ SE BOHAT PICHE HAI OR WO TOTLY ISLAMI FORAM BHI NAHI HE DARA SAL

WAHA KAFI LOG MOKHALIF PARTI KE BHI AGAI HAI JO KH KAFI MALOMAAT RAKH TE HAI UNKE LIYE JAWABI KARWAII KARNE K LIYE ESE LOGO KI ZARORAT HE JO KE ILM RAKH TE HO WARNA BOHAT SE LOGO KA ZEHEN BHATAK SAKTA HE.PLZ MERE KOI HELP KARE YE MASLA KISI FORAM KA NAHI BALKE HAMARE DEEN KA MASLA HE

AGAR AAP CHAHAI OR MUJHE IYJAZAT HO TO ME US FORAM KA NAAM YAHI LIKH DO YA PHIR KOI MADAD KARNA CHATA HO TO US KO PM KAR DO. PLZ JALD JAWAB DIJIYE GA

Link to comment
Share on other sites

wasalam.gif

Welcome on Islami Mehfil Janab Wajahat Attari Sahab....

 

DOSTO BHAIYO ME WAJAHAT ATTARI

MAI NE YE FORUM DEKHA TO ACHA LAGA OR KCUH OMEED BHANDHI KHE SHAYAD AB BOHAT SE MASLE HAL HOJAI

SAB SE PEHEL ME AIK BAAT ARZ KARTA CHALO KE YAHA IS FORUM ME MUJHE AIK CHEEZ KI SHADEED KAMI NAZAR AII OR WO HE (INTERODECTION SECTION) KA NA HONA JIS KI WAJA SE MUJHE YAHA HELP SECTIONE ME APNA TARRUF KARANA PARA. KHER

 

Insaan bari jaldbaaz makhlooq hai...(Quran e kareem)

Introduction Suggestion & Feedback Section already mojood hai..aapny shayad dekha nahin...

 

http://www.islamimeh...tions-feedback/

 

MERA AIK AJEEB MASLA HE JO SHAYAD AAJ SE PHELE KISI NE YAHA ESA SAWAL NA KIYA HO.MUJHE HELP KI SAKHT ZARORAT HE OMEED HE HELP HOGI

YE MASHA ALLAH EHLE SUNNAT KA FORAM HE.YAHA HAR TARHA KE LOG ATE HAI HAR AQIDE OR HAR MASLAK KE

MUJHE ESE LOGO KI MADAD CHAHIYE JO EHELE SUNNAT BERELVI KE BARE ME THIK THIK MALOMAT RAKHTE HO

(ALEMEDEEN HO TO ZIADA BHETAR HE)OR JO KH IKH TILAFI MASAIL KA JAWAB DE SAKTE HO.MUJHE ESE LOGO KI

ISLIYE ZARORAT HE KE AIK OR FORUM HE JAHA BOHAT BARI TADAAD ME LOG ATE HAI US FORUM KA ADMIN EHLE SUNNAT SE HI HE OR KAFI OR LOG BHI ZIADA TAR AQAID KE TOOR PAR EHLE SUNNAT HAI

JIN ME SE AKSAR ILM KE LEHAAZ SE BOHAT PICHE HAI OR WO TOTLY ISLAMI FORAM BHI NAHI HE DARA SAL

WAHA KAFI LOG MOKHALIF PARTI KE BHI AGAI HAI JO KH KAFI MALOMAAT RAKH TE HAI UNKE LIYE JAWABI KARWAII KARNE K LIYE ESE LOGO KI ZARORAT HE JO KE ILM RAKH TE HO WARNA BOHAT SE LOGO KA ZEHEN BHATAK SAKTA HE.PLZ MERE KOI HELP KARE YE MASLA KISI FORAM KA NAHI BALKE HAMARE DEEN KA MASLA HE

AGAR AAP CHAHAI OR MUJHE IYJAZAT HO TO ME US FORAM KA NAAM YAHI LIKH DO YA PHIR KOI MADAD KARNA CHATA HO TO US KO PM KAR DO. PLZ JALD JAWAB DIJIYE GA

 

kai masail yahan discuss kiye ja chukey hain pelhy unhy dekh lein....Munazra & Radd e bad mazhab section mojood hai..jo masla is section me na ho to phir usy post karein yahan is forum par Insha Allah tasalli baksh jawab aapko mil jayega...alhamd.gif

 

http://www.islamimeh...dd-e-badmazhab/

fi_aman_allah.gif

Link to comment
Share on other sites

wasalam.gif

Welcome on Islami Mehfil Janab Wajahat Attari Sahab....

 

 

 

Insaan bari jaldbaaz makhlooq hai...(Quran e kareem)

Introduction Suggestion & Feedback Section already mojood hai..aapny shayad dekha nahin...

 

http://www.islamimeh...tions-feedback/

 

 

 

kai masail yahan discuss kiye ja chukey hain pelhy unhy dekh lein....Munazra & Radd e bad mazhab section mojood hai..jo masla is section me na ho to phir usy post karein yahan is forum par Insha Allah tasalli baksh jawab aapko mil jayega...alhamd.gif

 

http://www.islamimeh...dd-e-badmazhab/

fi_aman_allah.gif

 

 

 

(salam)

 

janab ha ye meri hi galti he kh mujhe intero dection section nahi mila

mene dekha to tha magar mujhe nahi mila tha to mene yaha apna interodection kara diya tha

 

or dosra masla jo mene bayan kiya tha k kisi foram pe uske Islamic section me mokhalif party k log akar apne dalail de rahe hai

wo he to aam forum islami foram nahi he magar magar aksariyat or admin sunni hi he magar itna ziada ilm nahi rakhti is liye koi khas jawab nahi de parahi .

 

mokhalif parti ki bato ki waja se jo ke wo (unke motabik sabot ke sath he)pesh kar rahi he jo ke kisi sahi aqide k admi ka zehen bhat kane k liye kafi he.mene ishi liye yaha ye masla chera tha ke jo log ese logo ko jawab de sakai wo plz help karai kio ke(waha us forum pe)kisi sahi aqide k ilm rakh ne wale sunni ki zarorat he ho to mebhi sunni atari qadri magar ilm nahi itna khas kh jawab de sako .aj kal wo HAMARE PIYARE ALA HAZRAT K TARJOMA KANZUL IMAN PAR )TANKEED KAR RAHE HAI OR KOI JAWAB DENE WALA NAHI ME AGAR UN KE DIYE GAI COMMNET YAHA LAKARR POST KAR DO TO ME JAWAB MUJHE MILE GA waha koi jawab dene wala nahi :( or ha mere par inferection lag choki he zakir naik ko bora bhala khene par is liye me kisi post me tankidi baat nahi kar sakta .shayad aap baat ko samaj gai ho ALLAH AAP KO JAZAI KHER DE K AAP NE MUJHE JAWAB DIYA

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...