Zubair مراسلہ: 26 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 26 اکتوبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
RadiatingAli مراسلہ: 27 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 27 اکتوبر 2009 Salam Alayqum Wr WB Sarfaraz Khan aur Gangohi donoon Kaffir hen, Gangohi nay apnay kuffr say toba nahin keey aur sarfaraz nay Ibarat e Akabir meh kuffriat ka difa keeya is leyeh woh be Kaffir heh. Yaad rakhyeh joh shakhs kuffria ibarat kay mutaliq ilm rakhta ho aur phir be un ka difa keray woh be ibarat kay likhnay waloon kee tera Kaffir heh. Kam say kam ibarat ko kuffria man'na chahyeh agar kohi ibarat ko kuffria manta heh aur ibarat kay likhnay waloon ko kissi waja say kaffir nahin kehta toh esa jaiz heh. Magar joh ibarat kay kufrria honay ka munkir heh woh Kaffir heh, shart yeh heh kay woh ibarat kay kuffria pehloon kay mutaliq ilm rakhta ho, aur in kay khilaaf dalahil e shariat say waqif ho. Muhammed Ali Razavi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 28 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 28 اکتوبر 2009 Kam say kam ibarat ko kuffria man'na chahyeh agar kohi ibarat ko kuffria manta heh aur ibarat kay likhnay waloon ko kissi waja say kaffir nahin kehta toh esa jaiz heh. WaAlaikumussalam Bhai aap Is jumlay ki zra wzahat kr dijiay...... KISI WAJA mein kon konsi Wujuhat dakhil hain? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
RadiatingAli مراسلہ: 28 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 28 اکتوبر 2009 Sayyidi Ala Hazrat nay Ismail Dehalvi kee takfir nahin kee thee is waja say kay us kay baray meh mashoor thah kay us nay toba kee thee kuffria ibarat say. Is leyeh Sayyidi al hazrt nay Ismail Dehalvi ko Kaffir to nahin kaha magar us kee ibarat e kuffria ko kuffria likha heh. Ya kohi aalim ibarat ko kuffria toh manay magar yeh kahay kay meh nay hujjat nahin kee is leyeh takfir nahin kerta meh falanh ko is waja say kaffir nahin kehta toh yeh be jaiz heh. Yehni toba Mashoor ho cha;hay sabat ho ya nah ho, dohim hujjat nah ker saka is leyeh kaffir nahin kehta shahid hujjat kerta samaj jata, meh nay hujjt nahin kee is leyeh kaffir nahin kehta. Khadam Ismail Dehalvi ko Kaffir manta heh aur us kee toba kay gawah nahin hen aur nah hee kohi motbar Deobandi ya Sunni ya Wahabi aalim esa huwa heh jis nay Ismail Dehalvi kee tobah kee tasdeeq ho, aur nah us kee tobah kee kissi Aalim nay tehreeri tor per gawahi pesh kee heh, essi halat meh khadam kee understandng kay mutabik tobah motbar nahin. Is leyeh us ko khdadam kaffir manta heh aur shariat meh gawah darkaar hen aur us kee tobah kee gawahi kohi nahin deh sakta nah deeh heh. Aur is;see tera khadam kay aqeedeh meh har woh Deobandi Wahabi kaffir heh joh kissi kuffria ibarat ka difa kerta heh. Muhammed Ali Razavi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔