fight with nafs مراسلہ: 25 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2009 esal e sawab k hawalay say sahaah sitta mai say ahadees chaheyain english mai aur aisi ahadees b jin mai walidain k ilawa degar musalmano ko esal e sawab ka frmaya gya ho اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 25 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2009 Yeh Articles Check Kerein.. InshaAllah Kafi Hawalajat Mil Jayen Gey. Ethal at-Thawaab Ja-Al Haq Chapter Fatiha, 3 days, 10 days and 40 days اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
wasim raza مراسلہ: 26 اگست 2013 Report Share مراسلہ: 26 اگست 2013 Hum niyaz fatiha Q karte hai ? Hadiyatul Hara Main Bab 13 Page 68 » Hazrat Abu Zar. Gaffari Radiallahu anho Riwayat Karte Hain Hazrate Ibrahim Radi Allaho Taala Anho Farzande Hazrate Muhammed Mustafa. ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺍﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ka Visal Huwa tisra (3rd) din Tha Huzur ﻢﻠﺳﻭ ﻪﻴﻠﻋ ﻪﻠﻟﺎﻯﻠﺻ k pas Khusk Khajoor Doodh Aur Jaw ki Roti Badi Taadaad Me Layi Gayi. Sarkar ﻪﻴﻠﻋﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ne Apne Nazdik Rakhwaya. 1martaba sure FATIHA Aur 3 Martaba Sure EKHLAAS Padha Aur Farmaya Maine Baksha Es Ka Sawab Apne Bete Ibrahim Ko , Phir Huqm Farmaya Tajdare Madeena ﻪﻴﻠﻋﻪﻠﻟﺍ ﻰﻠﺻ ﻢﻠﺳﻭ Ne K Logo k Darmiyan Taqseem Kardo. < Yeh kitab Hazrate Mulla Ali Qarii Alaihirehmatula hil baari Ki Hai Jo10 vii Sadi k Buzurg Hai Aur Es Kitab ParArab shareef k 27 Ulema ki Dastakhate (sign ature) Hai Aur Taqreez Par Imame AhleSunnat Ki Mubarak Dastakhat Hai > اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔