True Islam مراسلہ: 19 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 19 اکتوبر 2009 Q: Kya Hazrat Ali (RadiAllahuAnh) ko maula-e-kainat? Maula Mushkil Kusha? Maula Madad keh sakta hain? kya hadees se sabit hai? please bayan farma dein. A: Hazrat Ali (RAdiAllahuAnh) ko Maula kehne main koi harj nahin jabke AQEEDA durust ho, kyun ke hadees-e-paak main aata hai Tarjuma : "Jis ka Main(SalAllahuAlaiheWaSallam) Maula hoon Uska Ali bhi Maula Hai" aur Muhaddiseen ne isko Hadees ko Hasan kaha hai, aur, Quran Majeed main Surah Tehreem main tamaam Musalmaanon ko NabiPaak (SalAllahuAlaiheWaSallam) ka Maula aur Nabi Paak(SalAllahuAlaiheWaSallam) ko tamaam musalmaanon ka maula kaha gaya hai. To read more answers plz visit www.truecolorsofislam.com اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔