Faisi مراسلہ: 14 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 14 اکتوبر 2009 Quran main aik Mouwahid ka zikar hai.....Jis ki dawat Ahlulhadeeth ki tarah hai! Surah Yaseen! Kia aaj kay Ahlulhadeethon ki yeh dawat nahi? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 18 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 18 اکتوبر 2009 Salam Ahlul-Hadeeth Naam tu tum ne 1888 mein register kerwaya wahabi jee. tu us se pehle tauhed ki dawat dene wala koi nahi tha?? Alhumdulilah Hum ahle Sunnat ALLAH k ilawa kisi ko ma'bood nahi mantey . اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 20 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 20 اکتوبر 2009 (ترمیم شدہ) Brailvion per afsoos hai keh woh apna youm-e-wiladit bhool rahay hain.....To kia main yeh keh doon keh aap k alahazrat b to angraizoon k dour ki paidaish hain.........!Humaari tareekh Allah Allah! Kia Imam Bukhari(Ra) nay Fatiha khalaf-ul-Imam RafaYadain aur Ameen Biljehar per books nahi likhin.....Imam Bahaki(ra) nay Fatiha Khalaf-ul-Imam per book nahi likhi? Edited 20 اکتوبر 2009 by Faisi اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 20 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 اکتوبر 2009 mere bhai aap tapp kiyon gaye hein ?? naraz na ho mere bhai . kaho kia mein jhoot bool raha hoon ? kia aap logon ne 1888 mein angriaz se apne naam Ahlul hadith register nahi kerwaya ??? Imam e Bukhari Shafa'ee they . aap ghair muqalled hein. jitne bade bade imam guzre hein sab Muqalled:). اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 20 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 20 اکتوبر 2009 Agar saaray imam muqalid thay to unon nay Taqleed ka rad kion kia? Ap apnay maslak per kisi muhadas ki likhi hoi book dikha dain!Aur yeh b saabit kerna hai tum nay keh Imam Bukhari(ra) k masail Imam Shafi kay khilaf nahi thay!Matlab donoon k aik jaisay masail thay! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 21 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 اکتوبر 2009 mashaALLAH Jahalat her aik baat se tapak rahi hai mr ahle hadees made in 1888 saab. Konse Imam e Taqleed ka radd kia hai ? jo khud muqalled hein woh radd karen ge? aap ne lagta hai apne molvi saab ki baat sun ker yahan likh di hai . ager koi hawala hai tu lao ? imam e bukhari ne Imam e Shafaee k against konsa fatwa de dia Mr BulFazool saab ?? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 21 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 21 اکتوبر 2009 Agar tum apnay daway main sachay ho to is baat ko saabit kero k Imam Bukhari(RA) nay apni kisi book main apnay ap ko muqalid kaha ho!Keh main Imam Shafi(RA) ka muqalid hoon! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Talib e Ilm مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Janab Wahabi sb mujhe samjh nahi aa rahi aap is thread mein sabit kia karna chahtey ho ?? aap nein kaha hai k Imam Bukhari nein Imam Shafi k khilaf fatwa diya hai to janab us ka hawala bhi to saath do?? or rahi baat masail mein Imam Bukhari ka hum se ikhtilaf to janab is se yeh sabit nahi hota k imam bukhari sunni nahi they.ahle sunnat k charo ayema mein masail mein ikhtilaf hai aqaid mein nahi is liye agr ko hambli,shafi or malki hai to woh ahle sunnat wa jamat se kharij nahi ho jata sunni hi rehta bashartey k aqaid sunniyo waley hon. abh agr koi imam shafaee ka mukalid hai to zahir hai k us ka hum se masail mein zaroor ikhtilaf hoga lekin woh sunni hi rahey ga.isi tarha imam bukhari ka hum se ikhtilaf hai ( sirf masail mein )or imam bukhari aap k ho hi nahi saktey kiun k aap log gair mukalid ho lekin imam bukhari shafaee mukalid they mazeed wazahat k liye aap isi section mein thread dekh saktey ho imam bukhari k mutalik. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Talib-e-Ilam sahib pehlay aap apnay daway ko saabit kero keh Imam Bukhari(RA) muqalid thay! Tumharay kehnay say kia hota hai!Tum poori Bukhri sharif padho aur phir us main say koi aik satar aisi dikha do jis main Imam Bukhari(RA) nay kaha ho k main Imam Shafi ka Muqalid hoon!Jao tum sub brailvi HAnfi Deobandi party ko is baat ka Qayamat tak challange hai!Aik AhlulHAdeeth ka! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Tum nay jo humaaray akabreen k hawalay paish kia hain un say to un ka mouqaf saabit hi nahi hota zara ghour say padhana...... :rolleyes:Aur haan mairay challange ko qabool kero agar tum main jurat hai to ........Aur haan yeh challange tum ko hi nahi balkeh poori brailviat ko hai! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 22 اکتوبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Chishti sahib hum kisi aima ka mazhab per nahi chaltay balkeh us mazhab per chaltay hain jo mazhab Allah nay apnay piyaray HAbeeb Jinab-e-Muhammad per naazil kia hai..........Aur haan Bukhaari shareef,Mouta Imam Maalik,Musnad Ahmad,Abu dawod,Sunan ibn-e-Majjah e.t.c kabi khoul ker padhi hai?kia us main Aima Karam nay apni baatain likhi hoi hain......?pehlay is baat ka jawab do.....!Jaahil Brailvi! Aur haan sharam to tum ko aani chahiya jo Nabi k hotay hoa aik umati ko apna rehbar maantay ho! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Chishti sahib main aap ki tehreer idhar post ker raha hoon is main batain gay keh kahan NAwab sahib nay maan hai k imam Bukhaari muqalid thay....Mujhay un ka mouqaf underline ker k batao! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Wahabiyon Ko Jab Koi Bat Apney Mazhab Key Khilaf Nazer Aati Hai Tu Safaid Din Ko Bhi Yeh Raat Kehna Shurow Ker Detey Hain. Aqal Per Aisa Perdah Pera Hai Key Muhaditheen Unko Hanafi, Shafa'e, Maliki, Hanabali Kehtey Hain. Mager Inka Molvi Kehta Hai Key Woh Tu Aisay Hi Tabqaat mein Shumar Kerney Key Liye Likha Gaya Hai. Werna Woh Ghair Muqalid Hi They Sab. Tu Yeh Apney Molvi Ki Andhi Taqleed Mein Kehtay Hain Wah. Buhut Acha Jawab Hai. Allah Humein Aisey Molviyon Ki Andhi Taqleed Sey Bachaye Aur Allah Ney Jin Per Apna Fazal wa Inaam Kiya Humein Un Imamon Ki Taqleed Kerney Ki Taufeeq Ata Feramey.. Aur Kal Qayamt Key Din Humein Inhi Imam wa Muhaditheen-e-Karam Key Sath Uthaye. Aameen Bijahin Nabiyil Aameen Sallallahu Alaihi Wassalam Faisi Sahib. Nawab Siddique Hassan Ney jo Likha Hai.. MAZHAB MEIN IKHTILAF HAI Iska Kiya Matlab Hai? Ya Aapko Yeh Ibarat Hi Nazer Nhin Aayi? Ager Aapki Benayi Kamzoor Hai Tu Aap Perhney Likhney Wala Kam Bilkul Na Kerein Aur Apni Najdiyat Ko Mazeed Sharmindagi Uthaney Sey Bachayen. Aur Aap Key Aik Aalim Ney Imam Bukhari Ko Imam-e-Shafa'e Ka Muqalid Man'ney Sey Inkaar Kiya. Mujtahid Sabit Kerney Ki Koshish Ki. Uska Jawab Yahan Mojod Hai.. Aap Iska Jawab Tafseelan Tehreer Ferma Dein. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Faisi مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 23 اکتوبر 2009 MAZHAB MEIN IKHTILAF HAI Sag-e-Atar main phir say tum ko challange kerta hoon keh ye ilfaaz nawab sahib nay kia hain saabit kero! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 25 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 25 اکتوبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔