Malang مراسلہ: 22 دسمبر 2006 Author Report Share مراسلہ: 22 دسمبر 2006 Haq baat nikal hi gayi malang tumhary mu se ab zara ye batao ke jo mazar par ja kar ahle mazar se mangty hai to kya tum ko ilm e ghyb diya hai khuda ne jo tum inky dilo ka haal or niyat jaan ke un par shirk or biddat ke fatwe lagaty ho? ma kitne hi ese logoon ko janta hoon jo k wahan ja kar ahle qabar se mangte hain issi liye ma na koi fatwa nahi lagaya ore na hi tum keh sakte ho k ma na fatwa lagaya ha allah ALLAH tum ko hidayat de ainda se ALLAH ka a bara daal dena pyare aaqa or rasool itna hi payaar ha to darood bhi behjoo ainda se bhi laga dena dua ki maqbooliyat bar jayegi allah inko zariya bana ke humari hajat puri kar dega to shirk kaha raha?? ma na iss tarha k loogoon k liye ye baat ki hi nahi tum sab kuch jante ho k ma na kin logoon k liye baat ki ha lkin phir bhi tum mera time waste kar rahe hoo kya aaj tak aapny is duniya me kisi se mada nahi mangi ? kya kisi se udhar nahi manga ? kya kisi dost se koi madad nahi li ? kya apni ammi se ghar ja kar khana nahi manga ?? manga na ? kyo manga ? rizk dene wala to allah hai phir ma se khana kyo manga? dost se madad kyo mangi? tumhare ye sawal sabit karte hain k tum jahil ho lakin in sawaloon k jawab ma aik alag thread ma doon ga parh lena allaah hi dene wala hai or woh bina zariye ke bhi de sakta hai par uski ye adat e mubarka hai ki wo zariye paida karta hai...jaisy sary farsihton jibraeel, israfeel, israeel ko duniya ka nizam chalany ka kaam diya waisy hi sary nabi, saruy buzurg sary wali, sab swaleheen allah ki bargah me apny qurb ki binah par dua maqbool karany ki taqat allah ke izn se rakhty hain.... agar tum behas karne ka mood la kar na ayo ore thande dil ore ache bache ban kar parhoo to tum ko pata lage ga ka ma bhi ye hi kehna chah raha hoon ore ab mere agle thread tak zara chup rehna Link to comment Share on other sites More sharing options...
faizan_e_raza مراسلہ: 23 دسمبر 2006 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2006 bohat bohat shukriya ap ka iaz bhai muje jese hi zarori kamoon se fursat milti ha ma ye kitaab parhoon ga ore agar koi baat na samajh ayi to mail karoon ga Mr.Malang jab tum ko kitab parhne ke le kha jata hai to tum kehte ho ke fursat mila gi to parho ga, Akhir is ka kya matab hai? agr tum baat ko samjhna jahate ho to tum ko in kitabo ka mutala karan hi parega aur is ke le waqt nikalna ho ga warna hamari is taweel discussion ka kuch hasil nahi ho ga Tumhare aik aitraz ka jawab: wasai to yeh jawab Hamre payre Bhai Sag-e-attar de juke hai Al-e-hadees ke sheikh ka name nazir hussain dehlivi hai.madaris ke moulvi ka name baqar,rustam ali abne ali ashgar,gulam hussain ibne moulvi hussain ali hai in ka tazkara bopali ki kitaab abjadul uloom ki 3rd jilad mein kia gaya hai mousanif in ke bara mein kiya khai gai? IS KI PARAVI MAAT KARNA: aik bacha apni maa se kehta hai maa mein ne apne dost se shart lagai hai,wo kehta hai ke kawa(crow) kala hota hai mein ne kha ke nahi kawa safaid (white) hota hai Maa ne kha baita tuo to shart har jai ga is le ke kawa kala hi hota hai baita forun jawab deta hai maa mein manoo ga hi nahi to shart kis tarah haroo ga har giz is tarah mat karna....... ma tumhare liye aik alag thread ma ye cheezain karoon ga k madad sirf ALLAH hi se kiun .. to tab tak wait karoo abhi ma diusre bhayoon ki di hoyi kitabain parh raha hoon jab taq aik topic close na ho us waqt taq aap koi naya topic start nahi kare gai yeh baat aap ko pehle hi baat de gai hai Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 دسمبر 2006 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2006 ma kitne hi ese logoon ko janta hoon jo k wahan ja kar ahle qabar se mangte hain issi liye ma na koi fatwa nahi lagaya ore na hi tum keh sakte ho k ma na fatwa lagaya ha ALLAH tum ko hidayat de ainda se ALLAH ka a bara daal dena itna hi payaar ha to darood bhi behjoo ainda se bhi laga dena ma na iss tarha k loogoon k liye ye baat ki hi nahi tum sab kuch jante ho k ma na kin logoon k liye baat ki ha lkin phir bhi tum mera time waste kar rahe hoo tumhare ye sawal sabit karte hain k tum jahil ho lakin in sawaloon k jawab ma aik alag thread ma doon ga parh lena agar tum behas karne ka mood la kar na ayo ore thande dil ore ache bache ban kar parhoo to tum ko pata lage ga ka ma bhi ye hi kehna chah raha hoon ore ab mere agle thread tak zara chup rehna 2906[/snapback] Achcha mujhy maloom nahi tha ki aisa koi rule hai ki allah ko ALLAH block letters me hi likha jaye warna rab tabarak o tala naraz ho jayega.....waisy i can understand ye dard us chot ka hai jo aap par hui thi bidaA ke mamly mein...hota hai igo hurt hoto aisa hi hota hai...kisyani billi small letters ko nochy haan aagy sy me lagaya karunga mujhy ye feature use karna aata nahi tha iis site par sliye nahi use kiya....shukriya suggestion ke liye.. rahi baat jahalat ki to wo meri nahi aap ki hai jo quran ke munkir ban bethy ho....quran to farma raha hai shahidon ko murda na jano wo zinda hain or unko rizk diya jata hai par iska tum shaoor nahi rakhty....jab shaeed zinda to nabi-wali to unsy ba darjy afzal hain..ye to jahail se jahail shakhs janta hai tumny data ali hijweri ko murda keh ky apni jahalat ka saboot pesh kiya hai jiska mujhy zara bhi tajjub nahi...jo dekha nahi wo hota nahi to phir kisny dekha rab ko kisny dekha jannat dozakh ko kisny dekha hai katiben kiramen ko kandho par mojood hain ki nahi .......nakar do sari undekhi cheezon ko... data sahab ko logo ko dete huey nahi dekha to dete nahi ye kehna to jahalat ki had hai...kya tumko nahi maloom zinda or murda to un logo ke liye hai jo zinda hain par jo is duniya se parda kar gaye unki zindagi to hamesha ke liye hai or allah ke liye kya zinda or kya murda jis ki chahy dua qubool kary jab tak zinda they unki duaien maqbool hoti thi jab is duniya se parda kar liya tab kyo unki duayein qubool nahi karega....... unki zindagi or tasarruf ka haal humsy behtar hai ki allah ke izn se jahan chahein ayein or jaha chahy jaein....jis ki chahy madad kary allah ke izn se... dua ke zariye ya phir biz zaat khud pohoch kar.....agar hayat e owliya ka saboot chahiye to shah wali ullah mohaddis dehlwi se saboot de raha hu...insha allah kuch toufique mileny ka guman hai tumahry iman ke liye.... hayat_e_owliya___proof_from_shah_wali__mohaddis_dehlvi_RA.mp3 Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Mohammadah مراسلہ: 23 دسمبر 2006 Report Share مراسلہ: 23 دسمبر 2006 ma tumhare liye aik alag thread ma ye cheezain karoon ga k madad sirf ALLAH hi se kiun .. to tab tak wait karoo abhi ma diusre bhayoon ki di hoyi kitabain parh raha hoon 2907[/snapback] *malang kehta hai madad sirf allah HIIIIIIIIIII se mango.... **HUZUR ne taleem di ki jab kahi junlge me kisi museebat me phas jao to pukaro " aey allah ke bando meri madad karo ki allah ke farishty hoty hain jo insani shakl me aa kar tumhari madad karty hain......." *malang kehta hai madad sirf allah HIIIIIIIIIII se mango...... Sahaba bad wisaly rasool nara lagtaty hain YA MOHMMADAH...(HELP US MOHMMAD *malang kehta hai madad sirf allah HIIIIIIIIIII se mango..... **Imam bukhari ki hadees ye batati hai ki Bibi Hajra ne madad ke liye us awaz ko pukara jo unhy us waqt sunai di....means Gibreel aleh salam se. Ab kya kary malang ki suny ya huzur , sahaba ki suny ya malang ki bibi Hajra ki sunnat par amal kary ya malang ki baat many faisla koi bhi shakhs kar sakta hai jo JAHIL nahi hai wama alena illal balagh..... Link to comment Share on other sites More sharing options...
faizan_e_raza مراسلہ: 27 دسمبر 2006 Report Share مراسلہ: 27 دسمبر 2006 Mr.Malang ki janib se lagai gai aitirazat wa ilzamat ka tafseeli wa tahqeeqi jawab Mujtaba bhai ki janib se jawabat parhne ke le zail mein link diya jarahai Mujtaba Bhai http://www.islamimehfil.info/forum/index.p...owtopic=923&hl= Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 31 دسمبر 2006 Author Report Share مراسلہ: 31 دسمبر 2006 jab taq aik topic close na ho us waqt taq aap koi naya topic start nahi kare gai yeh baat aap ko pehle hi baat de gai hai YE BAAT to ap ko un uncle ko samjhani chahiye thi jin hoo na ye kaam shuru kia ha ma na to sirf sign banaye they lakin unhoo na ye kaam shuru kar diya aaa *malang kehta hai madad sirf allah HIIIIIIIIIII se mango.... **HUZUR ne taleem di ki jab kahi junlge me kisi museebat me phas jao to pukaro " aey allah ke bando meri madad karo ki allah ke farishty hoty hain jo insani shakl me aa kar tumhari madad karty hain......." *malang kehta hai madad sirf allah HIIIIIIIIIII se mango...... Sahaba bad wisaly rasool nara lagtaty hain YA MOHMMADAH...(HELP US MOHMMAD *malang kehta hai madad sirf allah HIIIIIIIIIII se mango..... **Imam bukhari ki hadees ye batati hai ki Bibi Hajra ne madad ke liye us awaz ko pukara jo unhy us waqt sunai di....means Gibreel aleh salam se. Ab kya kary malang ki suny ya huzur , sahaba ki suny ya malang ki bibi Hajra ki sunnat par amal kary ya malang ki baat many faisla koi bhi shakhs kar sakta hai jo JAHIL nahi hai wama alena illal balagh..... yaar ma tumhari kisi baat par yaqeen nahi karta kiun k tum ne kisi baat ka hawala nahi diya jab tum hawala k saath muje ye baat samjhao gay to ma na sirf us par yaqeen karoon ga bal k ye kahoon ga k han tum na baat muje samjha di ha ab ma iss par yaqeen karta hoon to baraye mehrbani hawala zaroor peash karain kiun k ap muje islah k liye har waqat hazir parain gay jese k un hoo na kaha k ye hawale SAB K SAB sahi hain ma na yaqeen kar liya Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 31 دسمبر 2006 Report Share مراسلہ: 31 دسمبر 2006 yaar ma tumhari kisi baat par yaqeen nahi karta kiun k tum ne kisi baat ka hawala nahi diya jab tum hawala k saath muje ye baat samjhao gay to ma na sirf us par yaqeen karoon ga bal k ye kahoon ga k han tum na baat muje samjha di ha2926[/snapback] Dear Malang.. Tum apney iss Dawey mein jhotey hoo.. Dekho tumharey aik aik aitraz ka jawab ba daleel diya gaya.. jo Scan pages tum ney add kiye us mein jitney Aitrazat hain. her her aitraz ka jawab ba daleel diya gaya.. laikin tum ney NA UN KO MANA NA UN KA RAD KIYA.. AUB MAZEED koi BAT KERNEY SEY PEHLAY IN JAWABAT KEY MUTA'ALIQ BATAO.. http://www.islamimehfil.info/forum/index.p...owtopic=923&hl= Link to comment Share on other sites More sharing options...
Malang مراسلہ: 31 دسمبر 2006 Author Report Share مراسلہ: 31 دسمبر 2006 ab in pat baat karne se kia faida jab tum ne ye kaha k ye hawale theek hain ore ma na maan liye baat yahan khatam ho gai hoi ya nahi uncle ore ye ala hazarat ki shaan ma behoda si gustakhi thi Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 1 جنوری 2007 Report Share مراسلہ: 1 جنوری 2007 ab in pat baat karne se kia faida jab tum ne ye kaha k ye hawale theek hain ore ma na maan liye baat yahan khatam ho gai hoi ya nahi uncle Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب