Jump to content

ahmad raza

Malang

تجویز کردہ جواب

muje sab se zayada dukh ap ki in galioon se howa ha jo ap ne dusree madhab k ulama ko deen hain ma na ap ko ye kaha tha k iss ko thande dimaag se parhain ore ap ne agar jawab dena tha to un hala jaat ka dete jo k ma na peash kiye hain ore jin kutab ma "ALA HAZRAT " ne shia wali batain kin ore ap loogoon ne ulta muje un k bare ma dimaag saaf karne ki bajaye ulama deoband k bare ma batana shuru kar siya chaloo ye aik achi baat ha k jab kisi deo bandi se baat ho gi to us ko ye de doon ga ap loogoon ki in batoon se sabit hota ha k 2noo group deobandi ore barelvi aik jese hain wo aik dusre k liye kaam karte hain  jese k iss ma dikhaya gaya ha lakin kahin se bhi hum loogoon ko bura nahi keh sakte agar ap k pas koi ilam ha to muje un cheezoon k bare ma batain jin ma ala hazrat na apne ap ko shia sabit kiya ha ore in kitaboon k purane adeshans  ma dekhain ore na hi muje us deobandi alim se dilshaspi ha jo brelvi bana phir bhi gumrahi par hi ha  ore mashallah se jahan sege atar na kaha ha k agar baat ikhlaqiyaat se bhair ho gi to post delet ho jaye gi to mehbani far ma kar un bhai ki post delet karain jin ho na iklhaqiyaat se bhair bat ki ha na k meri kiun k abi tak ma na aik bhi bura lafz nahi kaha

2848[/snapback]

acha.... tu tum kehtey hain key MUJTABA bhayi ney apni posts mein galiyan di hain?...

yeh batao KIS KO GALIYAAN DI HAIN? shiyon ko? ya Deobandiyon ko? ya Ahle Hadeeson ko? ya Mododiyon ko?

iss liye meherbani ferma ker apna introducation kera du. key kis jamaat/maslaq sey related hoo..

lagta hai deobandi tu nhin hoo.. phir Ahle Hadees ho gey.. shayed.. mager aik hairat hai MALANG AHLE HADEESOUN mein........... :unsure:

anyway.. TUM NEY APNEY IMAGES READ KIYE HAIN? ya kaheen sey utha ker bus post ker diye?

pehlay apney images read ker lu.. ager inko delete kiya jaye tu sub sey pehlay tu tumharey images delete kiye jayein gey..

KEY BEYSHAK HAMAREY NAZDEEK tu SHIA KAFIR HAIN... AUR AALA HAZRAT (ra) ney hi iss per sub sey pehlay fatwa diya..

ager kisi jamaat sey apna ta'aluq zahir ker du.. tu phir tumhein tumharey ghar ki khabar bhi zaror dein gey.. :rolleyes:

aur yeh jo tum ney BHOONDA qisam ka ILZAM Aala hazrat (ra) per lagaya hai.. UN KEY NASB ko ley ker.. NAD-E-ALI, YA ALI MADAD ko ley ker aur PANJTAN ko ley ker.. kesa 3rd class ILZAM hai Shia kehney keliye..

Hazrat Shah Wali Ullah (ra) ney NAD-E-ALI ko Jaiz kaha hai..

aur yeh AIK AUR BUHUT BARA ILZAM.. (jis ney yeh book likhi uss ko apni aaqbat ka kuch hosh na tha) KEY AALA HAZRAT ney Shah Abdul Aziz Muhadis Dehlvi (Aleh Rahma) per kufr ka fatwa diya aur un key khandan per..

OPEN CHALLENGE HAI TUMHEIN KEY ISS ILZAM KO SABIT KERO.. WERNA APNI AAKHIRAT KI BARBADI KA SAMAAN TYAR KER LU

MAIN NEY DAR-UL-ISLAM waley ILZAM ka jawab post kiya hai.. uss ka jawab tum ney nhin diya??

Ismail Dehlvi ki laj rakh lu.. aur uss ka ba daleel jawab post kero.. aur iss DAR-UL-ISLAM AUR DAR-UL-HARB per main ney BOOK ka link bhi diya hai.. usay bhi perh lu..

aur phir sahi jawab dey ker apney DEHLVI sahb ko sacha sabit kero.. key uss ney sub sey pehlay HINDUSTAN ko DAR-UL-HARB keh ker MUSLIMS key khilaf jihad kiya... aur jo Sayid Ahmad aur Ismail Dehlvi ka topchi tha.. woh bhi khair sey NON MUSLIM..

mazeed detail sey bad mein bat hogi... pehlay apney DAWA ko sacha sabit kero..

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 58
  • Created
  • Last Reply

2850[/snapback]

(ja) Mujtaba bhayi,

Tu malang ji. yeh jo Image Mujataba bhayi ney post kiya hai.. iss mein tum TAQVIYAT-UL-EMAN ka bhi jawab du key yeh ISMAIL DEHLVI ki kitab hai.. aur iss mein Sarkar (saw) ki shadeed gustkahi hai..

* ya TU ISS GUSTAKHI KO GHALAT SABIT KERO (jo tumharey ulema bhi na ker sakey)

* ya Iss kitab hi ko ghalat sabit kero key yeh Ismail dehlvi ki nhin hai (jo key na mumkin hai)

* ya Iss in baton ko ghalat sabit kero key yeh kitab mein mojod nhin hain.. (another impossible)

* aur ager yeh sub nhin ker saktey tu phir BULAND BANG DAWA KERO key yeh batein NABI (saw) KI YEH GUSTAKHI HAI aur Jis Ney Likhi Hain Woh GUSTAKH-E-RASOOL hai aur GUSTAKH-E-RASOOL kafir hai..

yeh Tumhara aik aur jawab aagaya.. Ismail Dehlvi per KUFR key fatwa wala..

Link to comment
Share on other sites

ma us waqat tak kuch nahi kahon ga jab tak ap meri sari posts na parh lain ore jab tak ye sabit na kar dain k jo sare hawale mana diye hain wo galat hain pehle ye kaam karna ap ka kaam banta ha kiun k ma na pehle post ki ha or jahan tak ap ne kahan ha k mujtaba bhai na kis ko galiyaan di ma ye nahi kehta ka kis ko di hain bal k di hi kiun ore na hi ma ye janta hoon k ludhyanvi sahab kon hain ore na hi muje un ki laaj rakhne ki zaroorat ha muje kahin se ye pages mile the ore ma na in ma hawala jaat dekhe to ap loogoon ko such batane k liye yahan post kar diye agar ap in ko jhota sabit kar dain to ma ap ki baat man loon ga bal k ap ne in ko jhota sabit karne ki bajaye dosree loogoon k bare ma muje batana shuru kar diya

Link to comment
Share on other sites

yaar ma tum loogoon ko kitni dafa bataon k muje in deobandiyoon se kuch lena dena nahi ha tum mera time waste karne k bajaye muje wo hawala jaat ko galat sabit karoo k wo galat hain ore wo ala hazrat ki kitaboon ma sa nahi hain baat khatam tum loogoon ma na thande dimaag se parhne ko issi liye kaha tha k tum loog gusa kha kar ye time wasting kaam na shuru kar do ore wo hi kia tum ne muje wo hawala jaat galat sabit karne ki bajaye tum ne muje deobandyoon ki gusktakihyaan bata k time waste kia ore ulta muje bolna shuru kar diya agar tum muje ye hawala jaat ussi waqat galat sabit kar dete to itna time waste hone se bach jata ore ma tumhari baat ko agar sahi hoti maan leta lakin tum ne muje aik bhi hawala galat sabit nahi kia han ye aik achi baat ha k kuch ulama na kaha k ye shiyoon k saath nahi ha banda lakin tum muje ye hawala jaat galat sabit kar k mere dimaag se ala hazrat k khiaaf bara bugz nikaal do

dusri baat ye ala hazrat k saath tum ko agar aqeedat ha to rehmatullah ali likhoo ye razi ALLAH hu tala anhu kiun iss baat ki bhi wazahat kar doo to ma tumhara shukar guzaar hon ga mehrbani kar k muje deobandiyoon k bare ma na batao ore ye hawala jaat galat sabit kar do ma tum ko ore tum ye kese keh sakte ho ma na iss kitaab par etmaad kar liya ???? tum loog ese hi kisi baat ko jane bina to khud yaqeen kar rahe ho ore keh muje rahe ho

Link to comment
Share on other sites

Dear Malang,

yeh tumhari apni ghalti hai.. key tum ney aisay post ki..

tum yeh images post kertey aur kehtey key mujhay in ki haqeqat batao.. key kiya yeh such hai key nhin..

phir tumhein sahi reply milta.. tum ney direct images post kiye jin mein Aala Hazrat (ra) ki shadeed gustakhi hai...

tumhein jawab diya tu hai.. tum hamarey replies ko perho.. aur jo deobandiyon ki bat hai usay side per dalo.. aur uss mein sey jo jawab diya gaya hai woh nikaloo..

aub zara jawab ghor sey sunoo..

HINDUSTAN DAR-UL-ISLAM tha aur hai....

iss key liye pehlay tum Dar-ul-Islam aur Dar-ul-Harb ki tareef janu.. jis key liye main ney book ka link post kiya tha tumhein..

ILZAM yeh tha key chonkey Aala Hazrat (ra) ney hindustan ko Dar-ul-Islam kaha hai iss liye woh angraizon key ejent they..

aur iss ka jawab yeh diya gaya hai key JIS BOOKLET mein unhoon ney HINDUSTAN ko Dar-ul-Islam qarar diya hai woh booklet unhoon ney 1888 mein likha.. aap ka wisal 1921 mein howa.. aur woh BOOKLET aap key Wisal key 6 sal bad 1927 mein PHELI BAR chapa.. aub koi AQAL MAND yeh bat tasleem nhin ker sakta key ager ANGRAIZON ki Khushnodi key liye unhoon ney wisal sey 34 sal pehlay BOOKLET likha aur Chapa Wisal key 6 sal bad.. ager ANGRAIZON ki khushnodi maqsood hoti tu koi wajah na thi key yeh BOOKLET un ki zindagi mein chap jata..

BUHUT HAI ITNA JAWAB? aub mazeed detail key meri pichli post check kero aur uss mein mojod link sey pori book read ker lu.. tumhara yeh Aitraz khatam..

Dosrey Aitraz: key Aala Hazrat (ra) (Naoz Billah) Shia they.. aur iss ki daleel mein un ka Nasb bataya gaya. Nad-e-Ali aur Ya Ali Madad aur Panjtan pak bataya gaya..

Iss ka jawab yeh hai.. key yeh buhut 3rd class ilzam hai.. koi bhi banda sirf bap dada key naamon ki wajah sey SHIA nhin banta.. aur YEH NAAM TU AHLE BAIT WALEY HAIN.. tu jis ko AHLE BAIT sey BUGHZ hoga wohi yeh kahey ga... SHIA ban'ney key liye shia key aqaid honey zarori hain.. aur UN AQAID per SUB SEY PEHLAY AALA HAZRAT ney hi KUFR ka FATWA diya hai.. DEKHO un ki BOOK Rad-ul-Rafza.. jis ki batein MUJTABA bhayi ney oper post ki hain... AGER CHEY woh deobandiyon ki zabani bayan hoyi hain.. LAIKIN BOOK Aala hazrat ki thi..

Nad-e-Ali ko Hazrat Shah Wali Ullah (ra) ney jaiz kaha hai.. iss liye ager Nad-e-Ali perhney wala SHIA hai tu phir Hazrat Shah Wali Ullah (ra) key barey mein tumhara kiya fatwa hoga?

aur baqi jo Mula Ali Qari (ra) wala hawala diya gaya hai.. uss ko dekhna perey ga. kiyon key mujhay yaqen nhin hai. jo Musanif itney ILZAMAT bey dalel laga sakta hai uss key liye jhota hawala likh dena koi mushqil bat nhin hai..

Ya Ali Madad kehna jaiz hai.. key ASAL MADAD GAR ALLAH (azw) hai aur YEH UN KI DI HOYI TAQAT ATA sey Madad kertey hain.. aur koi bhi Nabi Wali, Allah ki di hoyi taqat sey madad kerta hai..

aur ALLAH (azw) ki madad zati hai.. jub key anbiya aur auliya ki madad ATAYI.. iss liye SHIRK ka suwal hi paida nhin hota..

ager koi yeh kahey key ALLAH ney kisi ko taqat hi nhin di.. tu woh QURAN-e-Pak ki aayat ko jhutlata hai.. Dekho Surah Al-Imran.. Hazrat Esa (as) Saf Saf keh rahay hain key "MAIN SHIFA DETA HOON MADAR ZAT ANDHON AUR KORH KEY MARZOON KO AUR MAIN MURDEY ZINDA KERTA HOON ALLAH KI ATA SEY"

beherhal yeh MADAD wala aik alag topic hai.. jis key liye ager bat kerni hoo tu ALAG sey topic bana'na..

Lu yeh SHIA waley Bhondey ILZAM ka jawab aagaya hai..

AIK ILZAM YEH HAI KEY UNHOON NEY HAZRAT SHAH ABDUL AZIZ (ra) aur un key KHANDAN per kufr ka Fatwa lagaya hai..

yeh bat JHOOT aur BOHTAN-E-AZEEM hai.. iss ka bad tareen sila kitab ka musanif zaror paye ga..

Iss ka jawab yeh hai.. key YEH BAT SABIT KERO key KONSI BOOK MEIN AALA HAZRAT ney in SHAKHSIYAT PER FATWA LAGAYA?

ISMAIL DEHLVI per Fatwa wali bat ka jawab yeh hai key Uss ney Hazoor (saw) ki Shadeed Gustakhi ki iss liye Ulema ney uss per KUFR ka Fatwa lagaya..

KUFR KEY FATWON wali Machine key ilzam ka jawab yeh hai. key YEH BHI AALA HAZRAT (ra) per bohtan-e-azeem hai..

AALA HAZRAT Fatwa laganey sey pehley buhut zayada AEHITYAT kiya kertey they.. aur un ki aehtiyat ka aalam ager tumhein bataon tu tum hairan reh jao gey..

JIN JIN DEOBANDI AALIMOUN PER AALA HAZRAT NEY FATWA LAGAYA.. fatwa laganey sey pehlay unko khatot likhey.. un ko apni kufriya EBARAT ka jawab denay ko kaha.. wazahat kerney ko kaha.. munazira kerney ko kaha..

Laikin woh deobandi Ulema kuch jawab nhin detay they.. ISS LIYE AALA HAZRAT (ra) ney un per KUFR ka fatwa lagaya..

THEEK HAI MALANG SAHIB? filhal itney AITRAZAT key jawab buhut hai kiya?

pehlay IN ILZAMAT KO GHALAT MAN LU phir deger key jawabat bhi hum dein gey..

aub yeh bat key (ra) kiyon likha ja raha hai.. tu iss ka jawab tumhein alehda thread mein doun ga.. Read ker lena...

Link to comment
Share on other sites

to sari baat ye ha k wahan jitne bhi hawale likhe hain wo sab k sab galat hain right

2861[/snapback]

Jee abhi aapko shayed bat samajh aayi hai...

Aala Hazrat (ra) ka ishq-e-rasool dekhna hoo tu un ka naatiya dewan HADAIQ-E-BAKHSHISH perho.. jis ko perh ker DEOBANDIYON AUR AHLE HADEES HAZRAT ney bhi kaha key YEH buhut bara Aashiq tha..

aur DEOBANDI AALIM ASHRAF ALI THANVI (jis per aala hazrat ney kufr lagaya tha) NEY JUB AALA HAZRAT KEY WISAL KI KHABAR SUNI TU INLILAH perhi.. kisi ney pocha.. Inhoon ney tu aap per kufr ka fatwa lagaya hai.. aap INA LILAH perh rahay hain.. tu Ashraf Ali Thanvi ney kaha "KEY JO BAT INHON NEY SAMJHI HAI USS HISAB SEY INHON NEY KUFR KA FATWA SAHI LAGAYA HAI. AGER MAIN IN KI JAGA HOTA AUR YAHI SAMAJHTA TU MAIN BHI KUFR KA FATWA LAGATA"

acha... Shayed tumharey zehn mein yeh bat hoo key KUFR key in makhsos ulema per Aala Hazrat ney fatwey kiyon lagaye?

tu iss key liye tum yeh book read kero.. tumhein her uss aitaraz ka jawab mil jaye ga (jo deobandi ya deger kertey hain in kufr key fatwon per) aur sath hi tumhein un aalimoun ki baton ka pata bhi chal jaye ga.. key konsi batein in aalimoun ney likhi jis base per AALA HAZRAT ko fatwa lagana pera..

HUSSAM UL HURAMAIN KEY 100 SAL

Link to comment
Share on other sites

MAlang ji

aap kay PEER BHAI nay Aalahazrat Imam Ahmed RAza Khan (ra) ki aik book ka hawala diyya hay page 34 par Duwaamul Aish ka

yaar aik kaam to kar do hawal to tum nay day diyya main tumhain uss book ka purra naam batata hoon

tum uss book kay naam ka matlab bata do

agar khud nahin bata saktay to apnay uss PEER BHAI jis ki woh book hay uss say pooch laina

nahin to tumharay muhallay main uss musannif ka koi PEER BHAI ho ga jissay tum apnay mazhab ka aalim kehtay ho uss say hi pooch kar brahe meharbaani bata diana

taakeh mujhay book dhoondnay mian asaani ho

uss book ka naam hay

Dawam-ul-A'ish Min-al-A'aiimma-ta Min Quraish

"دوام العیش من الائمۃ من قریش"

yaar jaldi bata daina

Link to comment
Share on other sites

yaar ma tum ko kitni dafa bataon k ma kisi peer ko nahi janta ore tum pir per peer ki rat laga rahe hoo acha ore wese bhi agar ma tum ko iss k naam bata doon to tum kia karoo ga yaar tum jazbaat se kaam le rahe ho tum ko aqal se kaam lena chahiye is tarha se loog bhag jaya karte hain

DAWAM means regularly

A'ish means living

Min al A'iimata means from the nations

Min Quraish means from Quraish

then the closest meaning of these arabic words is

regular life of quraish

ok give me the link where you are going to talk about raziallah ho anhu

Link to comment
Share on other sites

wese yaar tum loogoon ne kahin bhi nahi kaha k ye hawale galat hain tum ne baat tal matol ma hi nikaal di ha  :(

2867[/snapback]

Dear,

bat tal matol mein nhin hoyi.. balkey clear hoyi hai...

tum ney jo hawaley PANJTAN PAK, YA ALI MADAD, AUR NAD-E-ALI waghera key diye.. humein un per koi Aitraz nhin hai.. key yeh batein bila shuba hamarey nazdeek jaiz hain.. aur In ka kerney wala hergiz SHIA nhin..

aur ager tum kehtey hoo key SHIA hai tu phir IMAM-E-AAZAM (ra) bhi tumharey fatwey sey nhin bachein gey aur deger bey shumar MUHADESEEN..

jo tum ney shurow mein hawala diya HAZRAT SHAH ALE RASOOL (ra) key barey mein aur Mufti Ahmad Yar Khan key barey mein hawala diya.. uss ka jawab tumhein buhut jald dein gey..

AUR JO MAIN NEY KAL POST KI THI.. JIS MEIN TUMHAREY BUHUT SEY AITRAZAT KA JAWAB DIYA GAYA... PEHLAY us ka reply kero.. aur JAWAB DO key aub un key barey mein tumhari kiya raye hai??

Ghair-e-Sahabi key liye Radi Allah Anhu likhney wali bat ka jawab yahaan read kero..

http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=918

Link to comment
Share on other sites

Malang jab tak main apnay replies complete na kar loon

uss topic main kuch mat likhnaa

abhi tum filhaal apni uss takleef ka ilaaj karo

keh Ghair e Sahab ko Raddi ALLAH Anhu (ra) likh saktay hain ya nahin

http://www.islamimehfil.info/forum/index.p...st=0entry2875

mAin kuch replies kal wednesday ko post karoon ga uss say pehlay uss topic mian kuch mat likhna

Link to comment
Share on other sites

Mr.Malang

Tomahre eitirazat ka jo jawabat diye gai hain un ko to sukun se paraho etirazat per etirazat mat karo

Waise yeh bari namakool baat hai ki jis kitab ke image ko tumne post ki hai tumhe us ke bara mein khud nahi pata

mein yeh aik link de rah houn aur umeed karta houn ke tum is ko zaroor parho gai yeh tumhre etiraz ka jawab ki hi aik kari hai

http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...graaz/index.htm

is link ko parhne se tum ko pata chale ga ke koun angraiz ka mukalif tha aur koun nahi

Link to comment
Share on other sites

wese sachi baat too ye ha k tum ma sa kisi aik na bhi ab tak han ya na keh kar ye nahi kaha k wo hawale sahi hain ya kisi na na keh k ye nahi kaha k wo hawale galat hain jab k ab tak tal matool se kaam liya ja raha ha jab faizan bhai ab ap ne ye link diya ha to jab time mile  ga tab parh leta hoon

2887[/snapback]

Mr. Malang Whats ur problem?

jub main ney pehlay hi kaha hai key jo jawab diye ja chukay hain UN KEY BAREY MEIN BATAO.. phir tum unka kiyon nhin batatey?

Tafseel sey hum ney tumharey kafi Aitrazat key jawab diye hain.. un ka jawab do phir mazeed jawab lu..

meri pichli posts ko read kero aur sahi jawab du key jin AITRAZAT KA RAD KIYA GAYA HAI YEH SAHI HAI YA NHIN?

aur Faizan-e-raza wali post mein tumharey aik aur aitaraz ka jawab bhi aagaya hai..

iss liye apna aur hamara waqt zaya na kero.. aur jin key jawabat diye ja chukay hain un ko HAQ mano key yeh GHALAT aitrazat hain.. phir mazeed ka jawab hum dein gey..

werna phir saf zahir hai key TUM YAHAAN MASLEY KA HAL KERNEY NHIN aaye.. balkey inteshar pehlaney aaye hoo...

Link to comment
Share on other sites

agar allah al madad baqi sab.........to phir mere be deen malang bhai zara apny nifaq se humari ma bibi hajra ko to baskhsh do...un hony to allah ke siwa kisi or se madad mangi to kya farmaty hai malanGu......

Bukhari shareef

4) Narrated Ibn Abbas: When Abraham had differences with his wife), (because of her jealousy of Hajar, Ishmael's mother), he took Ishmael and his mother and went away. They had a water-skin with them containing some water, Ishmael's mother used to drink water from the water-skin so that her milk would increase for her child. When Abraham reached Mecca, he made her sit under a tree and afterwards returned home. Ishmael's mother followed him, and when they reached Kaba', she called him from behind, 'O Abraham! To whom are you leaving us?' He replied, '(I am leaving you) to Allah's (Care).' She said, 'I am satisfied to be with Allah.' She returned to her place and started drinking water from the water-skin, and her milk increased for her child. When the water had all been used up, she said to herself, 'I'd better go and look so that I may see somebody.' She ascended the Safa mountain and looked, hoping to see somebody, but in vain. When she came down to the valley, she ran till she reached the Marwa mountain. She ran to and fro (between the two mountains) many times. They she said to herself, 'i'd better go and see the state of the child,' she went and found it in a state of one on the point of dying. She could not endure to watch it dying and said (to herself), 'If I go and look, I may find somebody.' She went and ascended the Safa mountain and looked for a long while but could not find anybody. Thus she completed seven rounds (of running) between Safa and Marwa. Again she said (to herself), 'I'd better go back and see the state of the child.' But suddenly she heard a voice, and she said to that strange voice, 'Help us if you can offer any help.' Lo! It was Gabriel (who had made the voice). Gabriel hit the earth with his heel like this (Ibn 'Abbas hit the earth with his heel to Illustrate it), and so the water gushed out. Ishmael's mother was astonished and started digging. (Abu Al-Qasim) (i.e. the Prophet) said, "If she had left the water, (flow naturally without her intervention), it would have been flowing on the surface of the earth.") Ishmael's mother started drinking from the water and her milk increased for her child . Afterwards some people of the tribe of Jurhum, while passing through the bottom of the valley, saw some birds, and that astonished them, and they said, 'Birds can only be found at a place where there is water.' They sent a messenger who searched the place and found the water, and returned to inform them about it. Then they all went to her and said, 'O ishmael's mother! Will you allow us to be with you (or dwell with you)?' (And thus they stayed there.) Later on her boy reached the age of puberty and married a lady from them. Then an idea occurred to Abraham which he disclosed to his wife (Sarah), 'I want to call on my dependents I left (at Mecca).' When he went there, he greeted (Ishmael's wife) and said, 'Where is Ishmael?' She replied, 'He has gone out hunting.' Abraham said (to her), 'When he comes, tell him to change the threshold of his gate.' When he came, she told him the same whereupon Ishmael said to her, 'You are the threshold, so go to your family (i.e. you are divorced).' Again Abraham thought of visiting his dependents whom he had left (at Mecca), and he told his wife (Sarah) of his intentions. Abraham came to Ishmael's house and asked. "Where is Ishmael?" Ishmael's wife replied, "He has gone out hunting," and added, "Will you stay (for some time) and have something to eat and drink?' Abraham asked, 'What is your food and what is your drink?' She replied, 'Our food is meat and our drink is water.' He said, 'O Allah! Bless their meals and their drink." Abu Al-Qa-sim (i.e. Prophet) said, "Because of Abraham's invocation there are blessings (in Mecca)." Once more Abraham thought of visiting his family he had left (at Mecca), so he told his wife (Sarah) of his decision. He went and found Ishmael behind the Zam-zam well, mending his arrows. He said, "O Ishmael, Your Lord has ordered me to build a house for Him." Ishmael said, "Obey (the order of) your Lord." Abraham said, "Allah has also ordered me that you should help me therein." Ishmael said, "Then I will do." So, both of them rose and Abraham started building (the Ka'ba) while Ishmael went on handing him the stones, and both of them were saying, "O our Lord ! Accept (this service) from us, Verily, You are the All-Hearing, the All-Knowing." (2.127). When the building became high and the old man (i.e. Abraham) could no longer lift the stones (to such a high position), he stood over the stone of Al-Maqam and Ishmael carried on handing him the stones, and both of them were saying, 'O our Lord! Accept (this service) from us, Verily You are All-Hearing, All-Knowing." (2.127) (Book #55, Hadith #584)

bibi_hajra.doc

Link to comment
Share on other sites

محترم جناب ملنگ صاحب

آپ کی آخری پوسٹ پڑھی، معلوم ہوا کہ جناب میں ابھی کچھ سمجھنے کی حس باقی ہے، بہت خوشی ہوئی۔اسی بات نے مجھے یہ پوسٹ لکھنے پر مجبور کیا۔وگرنہ جو صفحات آپ نے اپ لوڈ کئے ہیں ان کے متعدد بار شافی جوابات دئیے جا چکے ہیں۔ آپ اگر برا نہ مانیں تو ایک اعتراضات کی مکمل لسٹ یہاں درج فرما دیں تا کہ آپ کونمبروار جوابات دئیے جا سکیں۔

ویسے آپ یہ فرمائیں کہ کہ آپ نے اب تک سیدی اعلٰی حضرت امام احمد رضا کی کون کون سی کتب کا مکمل مطالعہ فرمایا ہے۔۔۔۔ جن لوگوں نے ماضی میں سیدی اعلٰی حضرت کی کتب کا مطالعہ کیا ہے ان کے اکثر اعتراضات خود بخود دور ہوتے گئے۔اس کی بہت بڑی مثال مولانا کوثر نیازی کی ہے جو کہ بہت بڑے عربی دان عالم تھے۔اور ان کا یہ کہنا تھا کہ میں نے اپنی زندگی میں اتنی روٹیاں نہیں کھائیں جتنی کتابیں پڑھی ہیں۔اس لئے مجھے اب کچھ اور پڑھنے کی ضرورت نہیں۔مگر پھر انہیں حکیم محمد موسٰی امرتسری نے سیدی اعلٰی حضرت کے شہرہ ء آفاق مجموعہء فتاوی "فتاویٰ رضویہ"کا مطالعہ کرنے پر رضا مند کیا۔جب انہوں نے پڑھنا شروع کیا تو فتاویٰ رضویہ کے آغاز میں درج خطبہ پڑھا اور پڑھتے ہی انہوں نے فورا مذکورہ﴿حکیم محمد موسٰی امرتسری﴾ کو فون کیا اور کہا کہ میں تو آج تک بھولا ہی ریا، اصل علم تو یہاں ہے اور حقیقت میں طفل مکتب میں آج بنا ہوں۔بعد میں انہوں نے اس بات کا اقرار متعدد کانفرنسوں اور انٹرویوز میں بھی کیا۔

اس لئے آپ سے پہلی گزارش یہی ہے کہ کسی کی من گھڑت باتوں پر کان دھرنے سے بہتر ہے کہ آپ ان کی کتب کا ازخود مطالعہ فرمائیں۔کسی ایک پیراگراف میںسے صرف ایک جملہ لکھ دینے کا مطلب یہ ہوتا ہے کہ"لا تقربوالصلٰوة"﴿نماز کے قریب نہ جاو﴾ لکھ دیا جائے اور "وانتم سکٰریٰ"﴿جب تم نشے کی حالت میں ہو﴾ چھوڑ دیا جائے۔اعتراضات کرنے والے عموما ایسا ہی کرتے ہیں۔لہذا امید ہے کہ آپ ازخود تحقیق کریں گے۔

آپ کی تحریر سے معلوم ہوتا ہے کہ شاید آپ کے ذہن میں سیدی اعلٰی حضرت کا شیعوں کے بارے میں موقف واضح نہیں ہے تو اس سلسلے میں گزارش ہے کہ آپ سیدی اعلٰی حضرت کی درج ذیل کتب کا مطالعہ فرمائیں تو ذہن صاف ہو جائے گا ان شآء اللہ۔

http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...afzah/index.htm

http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a..._dari/index.htm

http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...laina/index.htm

ویسے بھی عالم اسلام کی ایک ایسی شخصیت جس کے علم پر دنیا بھی علماء حیران و ششدر ہیں اس پر ایسے اعتراضات ہوا ہی کرتے ہیں لیکن آپ جیسے افراد کو معترضین کی بات پر بلا تحقیق کان دھرنا بہت ہی افسوس کی بات ہے۔ امام احمد رضا پر تاحال تینتس ۳۳ پی ایچ ڈی ڈگریز رجسٹرڈ ہو چکی ہیں جن میں انیس ۱۹ ڈگریز جاری بھی کی جا چکی ہیں۔آپ ان پی ایچ ڈی مقالات کا مطالعہ کریں اور دیکھیں کہ دنیا بھر میں ریسرچ اسکالرز کیا کہہ رہے ہیں۔۔۔۔۔۔جن کتب کے اوپر آپ نے حوالے دئیے ہیں وہ بھی اگر آپ مکمل مطالعہ فرما لیں تو بہتر ہے۔ان کے لئے لنک درج ذیل ہے۔

http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...islam/index.htm

http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...iimah/index.htm

اگر کتاب میں سے کوئی بات سمجھ نہ آئے تو مجھ سے رابطہ فرمائیں

[email protected]

ya

[email protected]

ان شآء اللہ آپ کی تشفی کر دی جائے گی۔

والسلام

Link to comment
Share on other sites

DAWAM means regularly

A'ish means living

Min al A'iimata means from the nations

Min Quraish means from Quraish

then the closest meaning of these arabic words is

regular life of quraish

mAIn nay tum say uss book ka naam ka matlab poocha tha

kahir um nay kcuh matlab to batanay ki koshish ki agar cheh matlab saheeh nahin bataya

Uss Kaazzab Abbu jehal musannif ko to iss ka matlab nahin pata ho ga

kiunkeh jissay chitwan ka matlab nahin aata ussay Arabic kay alfaaz ka matlab kaya khaak aaye ga

khair uss book

Dawam-ul-A'ish Min-al-A'aiimma-ta Min Quraish "دوام العیش من الائمۃ من قریش" ka matlab yeh hay

Zindagi ka Dawaam iss Amar main keh Khulfa Qauraish main say hon

Title.jpg

Link to comment
Share on other sites

bidat bidat.... bhai malang pehly zara is lafz ko bolna to seekh lo humsy phir isko use karna O.K. isy yu pronounce karty hain BidaA......bol ke dekho ha shabash paro bolo BidaA.....oh ho biddat nahi chalo kher choro tumsy nahi hoga free time me practice karna OK or ha agar na aaye to ammi se madad mang lena bachpan me to khub bolna sikhaya hoga aap ko oh ho par ye to shirk ho jayega hai na Gher ullah se Madad .......ufffffff jayein to jayin kahan........

wasila_ya_shirk.JPG

2892[/snapback]

yaar tume lagta ha ab urdu bhi samajh nahi ati madad to ALLAH hi karta ha lakin dusroon kko zariya bana deta ha jese us waqat hazrat jbreal ko bana diya tha mere yahan YA ALLAH MADAD BAQI SAB SHIRKO BIDAT kehne ka maqsad un loogoon k liye ha jo k mazaroon par ja kar kehte hain k ya ALi hijwery hame bacha de de ore wagera wagera jab k un ko wahan mazaar par ja kar ye dua karni chahiye ka O ALLAH ham ko iss ALI HIJWERY k sadqe hum ko bacha de da jab k un k to ab naam bhi change kar diya gaya ha ab loog un ko DATA kehte hain jis ka matlab ha dene wala jab k ye galat ha DATA sirf ALLAH ha ore wo hi dene wala ga

bohat bohat shukriya ap ka iaz bhai muje jese hi zarori kamoon se fursat milti ha ma ye kitaab parhoon ga ore agar koi baat na samajh ayi to mail karoon ga

bidat bidat.... bhai malang pehly zara is lafz ko bolna to seekh lo humsy phir isko use karna O.K. isy yu pronounce karty hain BidaA......bol ke dekho ha shabash paro bolo BidaA.....oh ho biddat nahi chalo kher choro tumsy nahi hoga free time me practice karna OK or ha agar na aaye to ammi se madad mang lena bachpan me to khub bolna sikhaya hoga aap ko oh ho par ye to shirk ho jayega hai na Gher ullah se Madad .......ufffffff jayein to jayin kahan........

hehehe muje lagata ha bhai ap ya to meri tarha malang ho hi ho ore ya jan bojh kar karte ho muje bidat bolna ata ha ore muje kisi se sekhne ki zarorat nahi ore jesa k ma keh chuka uper

mAIn nay tum say uss book ka naam ka matlab poocha tha

kahir um nay kcuh matlab to batanay ki koshish ki agar cheh matlab saheeh nahin bataya

Uss Kaazzab Abbu jehal musannif ko to iss ka matlab nahin pata ho ga

kiunkeh jissay chitwan ka matlab nahin aata ussay Arabic kay alfaaz ka matlab kaya khaak aaye ga

khair uss book

Dawam-ul-A'ish Min-al-A'aiimma-ta Min Quraish "دوام العیش من الائمۃ من قریش" ka matlab yeh hay

Zindagi ka Dawaam iss Amar main keh Khulfa Qauraish main say hon

hehehe itne jo ap ne us bande k bare ma bure ilfaaz kahe hain agar utni dua di hoti to ho sakta ha wo puri ho jati :P lakin ap jazbaat ki roh ma beh nikle :P chalain ma na aik site ma ye book ore iss ka matlab deakh liya tha lakin time na hone ki bina par likh nahi saka yahan

Link to comment
Share on other sites

yaar tume lagta ha ab urdu bhi samajh nahi ati madad to ALLAH hi karta ha lakin dusroon kko zariya bana deta ha jese us waqat hazrat jbreal ko bana diya tha mere yahan YA ALLAH MADAD BAQI SAB SHIRKO BIDAT kehne ka maqsad un loogoon k liye ha jo k mazaroon par ja kar kehte hain k ya ALi hijwery  hame bacha de de ore wagera wagera  jab k un ko wahan mazaar par ja kar ye dua karni chahiye ka O ALLAH ham ko iss ALI HIJWERY k sadqe hum ko bacha de da jab k un k to ab naam bhi change kar diya gaya ha ab loog un ko DATA kehte hain jis ka matlab ha dene wala jab k ye galat ha DATA sirf ALLAH ha ore wo hi dene wala ga

2898[/snapback]

Chaloo acha howa tafseel tum ney khud bata di werna hamara time zaya hota..

Ahle Sunnat Wal Jamaat ka bhi yahi aqeedah hai key Zati Madad sirf Allah hi kerta hai.. aur Allah key siwa koi zati madad nhin kerta.. aur NABI WALI waghera jo bhi Madad kertey hain.. woh ALLAH (azw) ki di hoyi taqat sey yani Atayi madad kertey hain.. iss liye Shirk ka tu suwal hi paida nhin hota..

aur Hazrat Ali Hijweri DATA, Allah ki ata sey hain... aur koi bhi momin ager jaker yeh kehta hai key DATA MUJHAY DEY DU. tu uss ko malom hai key yeh ALLAH ki di hoyi taqat sey humein ata kerein gey.. Bilkul aisay hi jaisay hum Doctor, Police, Wakeel waghera key pas jatey hain.. aur kehtey hain MERI MADAD kero..

ager bat samajh mein aagayi hai tu Signature change ker lu.. aur Muslimano per jhoot sey ghalat FATWA laga ker apni Aakhirat kharab na kero...

Link to comment
Share on other sites

Haq baat nikal hi gayi malang tumhary mu se ab zara ye batao ke jo mazar par ja kar ahle mazar se mangty hai to kya tum ko ilm e ghyb diya hai khuda ne jo tum inky dilo ka haal or niyat jaan ke un par shirk or biddat ke fatwe lagaty ho? jab humary pyare aaqa or rasool ne ye farma diya ki amalo ko daromdar niyat par hai to jis ne jaisy niyat ki us par waisa hi hukum lagy ga jo data samajh ke is tarah mangy ki allah beti dena chahy or ahle mazar khud apni ata se beta dengy ya vis versa......to usny bila shuba shirk kiya par agar niyat ye hai ki faael e haqeeqi to allah hi hai par inkey wasily se dua ki maqbooliyat bar jayegi allah inko zariya bana ke humari hajat puri kar dega to shirk kaha raha??

kya aaj tak aapny is duniya me kisi se mada nahi mangi ? kya kisi se udhar nahi manga ? kya kisi dost se koi madad nahi li ? kya apni ammi se ghar ja kar khana nahi manga ?? manga na ? kyo manga ? rizk dene wala to allah hai phir ma se khana kyo manga? dost se madad kyo mangi?

allaah hi dene wala hai or woh bina zariye ke bhi de sakta hai par uski ye adat e mubarka hai ki wo zariye paida karta hai...jaisy sary farsihton jibraeel, israfeel, israeel ko duniya ka nizam chalany ka kaam diya waisy hi sary nabi, saruy buzurg sary wali, sab swaleheen allah ki bargah me apny qurb ki binah par dua maqbool karany ki taqat allah ke izn se rakhty hain....

agar quran se iska saboot chahiye ki allah ke izn se usky muqarrib bandy hajat rawa karty hain beta dete hain...to batla dena al hamdo lillah tasalli baksh jawab de diya jayega!!!

allah aap ko neki de or nek taufique!!!

Edited by Sag-e-Attar
Link to comment
Share on other sites

Chaloo acha howa tafseel tum ney khud bata di werna hamara time zaya hota..

Ahle Sunnat Wal Jamaat ka bhi yahi aqeedah hai key Zati Madad sirf Allah hi kerta hai.. aur Allah key siwa koi zati madad nhin kerta.. aur NABI WALI waghera jo bhi Madad kertey hain.. woh ALLAH (azw) ki di hoyi taqat sey yani Atayi madad kertey hain.. iss liye Shirk ka tu suwal hi paida nhin hota..

aur Hazrat Ali Hijweri DATA, Allah ki ata sey hain... aur koi bhi momin ager jaker yeh kehta hai key DATA MUJHAY DEY DU. tu uss ko malom hai key yeh ALLAH ki di hoyi taqat sey humein ata kerein gey.. Bilkul aisay hi jaisay hum Doctor, Police, Wakeel waghera key pas jatey hain.. aur kehtey hain MERI MADAD kero..

ager bat samajh mein aagayi hai tu Signature change ker lu.. aur Muslimano per jhoot sey ghalat FATWA laga ker apni Aakhirat kharab na kero...

2900[/snapback]

yaar muej tunmhari batain sari jahiloon wali lagti hain issi liye ma tumhare saath time waste nahi karna chahta agar wo data ALLAH ki taraf se hain to wo qabar ma kijun hain wo bahir nikal kar kiun nahi dete phir loog un hi se mang liya karain agar ALLAH ne ye kaam dusree loogoon ko diye hon to bat hikia ha phuirore kisi se nahi inshallah ma tumhare liye aik alag thread ma ye cheezain karoon ga k madad sirf ALLAH hi se kiun .. to tab tak wait karoo abhi ma diusre bhayoon ki di hoyi kitabain parh raha hoon

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...