True Islam مراسلہ: 3 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 3 اکتوبر 2009 Answers by Allama Syed Muzaffar Shah Qadri at www.truecolorsofislam.com Q: Alahazrat (RehmatullahAlaih)ki Naat ke is sher ki matlab o tashreeh farma dijye Paish-e-nazar woh naubahar sajdey ko dil hai be karar Rokei sir ko rokei haan yahi imtehan hai A: Sahaba-e-Karaam (RadiAllahuAnhumAjmaeen) ne khud Syed-e-Aalam (SalAllahuAlaiheWasallam) ki bargaah main aapko Sajda karne ki ijazat talab ki, magar Syed-e-Aalam (SalAllahuAlaiheWasallam) ne mana farmaya... Sabiqa Ummaton main sajda-e-tazeemi mashroo tha,khud Quraan Majeed main : farishton ka Hazrat Adam (AlaihSalaam) ko sajda karna aur Hazrat Yousuf (AlaihSalaam) ke waalidain ka unko SAJdA karna saabit hai. magar is Ummat-e-Marhooma ko mana kar diya gaya. Imam-e-AhleSunnat (RehmatullahAlaih) ka ye shair sahaba ki khwahish ka pas manzar bayan kar kar raha hai ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- To read other such answers and to ask your questions Visit : www.truecolorsofislam.com اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔