Jump to content

AalaHazrat ke Shair par Etiraaz ka jawaab


True Islam

تجویز کردہ جواب

Answers

by

Allama Syed Muzaffar Shah Qadri

at

Q: Alahazrat (RehmatullahAlaih)ki Naat ke is sher ki matlab o tashreeh farma dijye

Paish-e-nazar woh naubahar sajdey ko dil hai be karar Rokei sir ko rokei haan yahi imtehan hai

A: Sahaba-e-Karaam (RadiAllahuAnhumAjmaeen) ne khud Syed-e-Aalam (SalAllahuAlaiheWasallam) ki bargaah main aapko Sajda karne ki ijazat talab ki, magar Syed-e-Aalam (SalAllahuAlaiheWasallam) ne mana farmaya... Sabiqa Ummaton main sajda-e-tazeemi mashroo tha,khud Quraan Majeed main : farishton ka Hazrat Adam (AlaihSalaam) ko sajda karna aur Hazrat Yousuf (AlaihSalaam) ke waalidain ka unko SAJdA karna saabit hai. magar is Ummat-e-Marhooma ko mana kar diya gaya.

Imam-e-AhleSunnat (RehmatullahAlaih) ka ye shair sahaba ki khwahish ka pas manzar bayan kar kar raha hai

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

To read other such answers and to ask your questions Visit :

www.truecolorsofislam.com

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...