Jump to content

Naat-e-Rasoolصلی اللہ تعالٰی علیہ وسلم


Aisha

تجویز کردہ جواب

  • 1 month later...
  • 7 months later...

lol

Waah bhai aap ko nahin ma'aloom ?

Subhan Allah, kahaan rahty hain aap ?

Ye na'at Shazada-e-Aala Hadrat Huzoor Mufti-e-Azam-e-Hind Shah Muhammed Mustafa Raza Khan Aal-e-Rehman Jeelani Miyan (ra) ki likhi huee hay, aur un ka hee takhalus "NOORI" hay.

W'ssalam

Link to comment
Share on other sites

lol

Waah bhai aap ko nahin ma'aloom ?

Subhan Allah, kahaan rahty hain aap ?

Ye na'at Shazada-e-Aala Hadrat Huzoor Mufti-e-Azam-e-Hind Shah Muhammed Mustafa Raza Khan Aal-e-Rehman Jeelani Miyan (ra) ki likhi huee hay, aur un ka hee takhalus "NOORI" hay.

W'ssalam

JazakAllah Khair bhai...

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...
Bakhte KUFTA NE MUJHE ROZE PE JANE NA DIYA

 

 

Bakhte Kufta ne mujhe Roze pe jane na diya

Chashm o dil seene kalejay se lagane na diya

 

Ah qismat mujhe dunya k ghamoo ne roka

Ha'ay taqdeer k Taiba muje jane na diya

 

Paoon thak jaate agar paoon banata sar ko

Sar k bal jata magar zof/zok ne jane na diya

 

Sar to sar jaan se jane ki mujhe hasrat he

Mot ne ha'ay mujhe jaan se jane na diya

 

Sharbat e Deed ne or aag laga de dil mein

Tapsh e dil ko barhaya he, bujane na diya

 

Ab kahaan jae ga Naksha Tera mere dil se

Tehh me rakha he, Ise dil ne gumane na diya

 

Sajda karta jo mujhe is ki ijazat hoti

Kya karoon Izn mujhe is ka Khuda ne na Diya!

 

Mere a'amal ka badla to Jahannum hi tha

Mein to jaata, mujhe Sarkar saw.gif ne jane na diya

 

Mere a'amal e sayah ne kiya jeena dobar

Zahr Khata, Tere saw.gif Irshad ne khane na diya

 

Nafs e badkar ne dil par yeh qiyamat tori

Amal e naik kiya b to chupane na diya

 

Or Chamakti si Ghazal koi parho Ay Noori

Rang apna abhi jamne Shu'ara ne na diya

 

 

(salam)

(sa)

my favourite naat shareef.......

Jazakillaho khairan Kaseera 4 sharing this naat.......

Talabgaar e Madina......

Link to comment
Share on other sites

آہ قسمت۔۔! مجھے دنیا کے غموں نے روکا

ہائے تقدیر۔۔! کہ طیبہ مجھے جانے دیا

 

Jazakillaah for sharing, Sis...

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...