Bismillah مراسلہ: 2 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2009 Abdul Rauf Raufi saab jo k naat khawan hain, wo aksar apni naaton kay saath duff ya kuch is tarah ki sound wala ala istimaal kartey hain, kya koi bata sakta hai keh un ki iss tarah duff kay saath pari hui naatein sunana jaiz hai ya nahi? jawab kay liey shukrya![/size] اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 2 اکتوبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 2 اکتوبر 2009 (ترمیم شدہ) doosra sawal yeh hai keh, kya aurtein owais qadri ya aur naat khawan ki naatein tv aur internet ya cd ya casset kay zariey sun sakti hain? yani keh naatein sun sakti hain? Edited 2 اکتوبر 2009 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 11 نومبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 11 نومبر 2009 (ترمیم شدہ) Duff kay saath naat parnay kay mutaliq Ameer-e-Ahlesunnat Damat BarkaTumul Aliya nay yeh jawab diya , kya koi islami bhai mujhe explain kar sakta hai un ka jawab? kyon kay unhon nay farmaya hai keh duff kay saath naat parna to jaiz hai lekin SUR nahi banana chahiey, mujhey yahan pe confusion hai keh naat kay saath duff ka istimaal karein gay to sur to ban hi jaey ga na, mazeed agar koi roshni daal day to... Edited 11 نومبر 2009 by Bismillah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 Is Topic Mein Post # 4, 8 aur 9 Check Kerein. InshaAllah Aapko Jawab Mil Jaye Ga. Mojodah Jitni Bhi Daff Key Sath Naatkhuwani Hai Woh Na Jaiz Hai. Kiyon Key Is Mein Baqaida Sur Hai. Yani Bey Tarteebi Sey Nhin Bajaya Jata Balkey Aik Makhsoos Andaaz Mein Bajaya Jata Hai Jesay Gaanoo Mein Moseeqi Hoti Hai. doosra sawal yeh hai keh, kya aurtein owais qadri ya aur naat khawan ki naatein tv aur internet ya cd ya casset kay zariey sun sakti hain? yani keh naatein sun sakti hain? Yeh Suwal Ameer-e-AhleSunnat Sey Aik Muzakrey Mein Pocha Gaya Hai. کیا عورت نامحرم نعت خواں کی آواز میں نعتیں سُن سکتی ہے؟ جواب Yeh Topic Suwal Jawab Section Mein Move Kiya Ja Raha Hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔