Jump to content

Abdul Rauf Raufi Naats


Bismillah

تجویز کردہ جواب


Abdul Rauf Raufi saab jo k naat khawan hain, wo aksar apni naaton kay saath duff ya kuch is tarah ki sound wala ala istimaal kartey hain, kya koi bata sakta hai keh un ki iss tarah duff kay saath pari hui naatein sunana jaiz hai ya nahi? jawab kay liey shukrya!
[/size]

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Duff kay saath naat parnay kay mutaliq Ameer-e-Ahlesunnat Damat BarkaTumul Aliya nay yeh jawab diya , kya koi islami bhai mujhe explain kar sakta hai un ka jawab? kyon kay unhon nay farmaya hai keh duff kay saath naat parna to jaiz hai lekin SUR nahi banana chahiey, mujhey yahan pe confusion hai keh naat kay saath duff ka istimaal karein gay to sur to ban hi jaey ga na,

mazeed agar koi roshni daal day to...

 

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

(wasalam)

Is Topic Mein Post # 4, 8 aur 9 Check Kerein. InshaAllah (azw) Aapko Jawab Mil Jaye Ga.

 

Mojodah Jitni Bhi Daff Key Sath Naatkhuwani Hai Woh Na Jaiz Hai. Kiyon Key Is Mein Baqaida Sur Hai. Yani Bey Tarteebi Sey Nhin Bajaya Jata Balkey Aik Makhsoos Andaaz Mein Bajaya Jata Hai Jesay Gaanoo Mein Moseeqi Hoti Hai.

 

doosra sawal yeh hai keh, kya aurtein owais qadri ya aur naat khawan ki naatein tv aur internet ya cd ya casset kay zariey sun sakti hain? yani keh naatein sun sakti hain?

 

Yeh Suwal Ameer-e-AhleSunnat (dba) Sey Aik Muzakrey Mein Pocha Gaya Hai.

کیا عورت نامحرم نعت خواں کی آواز میں نعتیں سُن سکتی ہے؟

 

جواب

Yeh Topic Suwal Jawab Section Mein Move Kiya Ja Raha Hai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...