Jump to content

Reply To Wahabi: Surah Al Hajj {22} Verse 73


RadiatingAli

تجویز کردہ جواب

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Surah 25 Verse 17: "The day He will gather them together as well as those whom they worship besides Allah, He will ask: "Was it ye who let these My servants astray, or did they stray from the Path themselves?"

 

Tafsir Ibn Abbas: "(And on the day) which is the Day of Judgement (when He will assemble them) i.e. those who worship idols (and that which they worship instead of Allah) of idols (and will say) Allah will say to the idols; and it is said: He will say to the angels: (Was it ye who misled these my slaves) from My obedience and commanded them to worship you (or did they (themselves) wander from the way) and worshipped you out of their own whims?"

 

Aap kee tamam tafasir Tafsir Ibn Abbas kay dahiray meh hen, Ambiyah kay naam joh Idols banahay gahay thay, aur un kay poojnay waloon ko, aur phir jin kay idol banahay gahay thay sab ko jamah keray ga, aur teenoon meh fesla ker deh ga, aur joh Mindunillah hen woh Jahanum ka eendan baneh gay.

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

Meh nay farz ker kay yeh sawaal poochay thay, jin ka jawabat denh:

 

* Ibrahim Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya?

* Ibrahim alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

* Isa Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya?

* Isa alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

Allah tallah nay Quran meh farmaya Mindu'nillah jahanum ka eendan hen, is leyeh meh nay sawalat keeyeh tum nay jawab nahin deeyeh.

 

Yeh sawalat tarp rahay hen jawab kay leyeh, magar Wahabi zahir ka piyala peeh leh ga magar jawab to the point nahin deh ga. :lol:

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Aur aap kay Shokani joh Khariji thah, us nay bee yahee likha heh kay Mushrikeen e Makkah aur un kay Idols donoon jahanumi hen, aur yahee baat Allah tallah nay Quran meh farmahi:

 

* Surah Al Anbiya [21] 98: “Verily ye, and the gods that ye worship Mindunillah [against Allah], are FUEL for Hell! to it will ye (surely) come!

 

Shokani nay bee ayat kee tafsir meh aap kay khilaaf fesla deeya aur likha kay Mushrikeen aur un kay Asnaam Idols jahanum meh jahen gay, sabat huwa kay us kay mutabiq Mindunillah Ambiyah o Awliyah nahin balkay IDOLS AUR UN KAY MAN'NAY WALAY HEN.

 

Meh nay pehlaya bataya thah aur phir bata raha hoon jis ka jawab kissi wahabi nay nahin deeya aur deh sakta bee nahin. Min ka mafoom "joh" doon ka mana qata/khilaf, aur mindunillah ka mana, joh Allah say qata, joh Allah kay khilaaf, nah Nabi Allah kay khilaaf hen aur nah Awliyah e Kamileen, Allah kay mukhalifeen Idols aur Mushrikeen hen, is leyeh mindunillah wohi hen.

 

Baqi kissi Wahabi meh rat'ti bar toh sharm hogi, kissi ba gherat maan nay ek Wahabi toh jana hoga jis meh itni gherat ho kay meray sawaloon ka jawab deh, das dafa lal'kar chuka hoon kay Wahabiyo jawab doh magar maan mar rahi heh jawab detay huway. Yeh sirf chaar sawal hee nahin mot'h heh Wahabiat kee, Deobandiat kee, khudkashi heh Najdiat kee, sawaloon kay jawab deh ker toh dekho, mujjay wahdahu la Shareek kee kasam tum per be donoon meh say ek baat roshan ho jahay gee, khud bee apnay aap ko Kaffir tasleem ker loh gay, ya apnay mazhab kay aqeedeh ko batal tasleem ker loh gay. Wahabi apni maan aur behan say ham-bistri toh ker sakta heh magar Muhammed Ali Razawi kay sawaloon ka jawab jistera banta heh kabi nahin deh ga.

 

Tafasir pesh ker kay mujjay daraho mat, meh nay tehqeeq ka falooda nikal ker, shikanji bana ker, sharbat bana ker in chaar sawaloon meh daali heh, jis ko Allah kee taraf say hidayat heh woh in kay jawab likhtay hee haq aur batal ko pehchaan jahay ga, aur jis nay marna hee kuffr o ilhad meh heh, us kay leyeh LAAKH dafa Quran bee pera jahay toh kaafi nahin.

 

Jab Wahabiat kay aba o ajdad nay RasoolAllah kay ilm meh keeray nikalna shoroon ker deeyeh, aur yeh gustakhana tareeka apnaya toh Allah tallah nay un kay mutaliq farmaya:

 

Surah Tawbah {9} Verse 66: "Make ye no excuses: ye have rejected Faith after ye had accepted it. If We pardon some of you, We will punish others amongst you, for that they are in sin."

 

Aur tum joh Ambiyah alayhis Salam, Allah kay jaleel ul qadr Ambiyah ko Ibrahim alayhis salam ko Isa alayhis salam ko Mindunillah tehra rahay ho aur jahanum ka eendan tehra rahay ho, Allah kee lanat kaffiro, tum per Allah kee lanat, tum Kaffir ho chukay ho, mujjay meray Rab kee kasam tum Kaffir ho chukay ho, agar tumaray dil meh rati bar bee imaan thah toh is say bee haath doh bethay ho, tum Kaffir ho chukay ho Imaan lanay kay baad.

 

Khariji'at kee nishani, Allah kay nabi kay gustakh, Zul Khawaisirah Kaffir nay RasoolAllah kay khilaaf awaaz buland kee aur kuffr baqa aur kaha insaaf kero Allah kay Nabi tum nay insaaf nahin keeya. Aur tum Kaffir, murtad Allah kay Nabiyoon ko abh Jahanum ka eendan bee tehranay lagay, kaffiro tumari itni jurrat, Allah tummeh gharq keray jin auraatoon kay rehmoon nay tummeh jana Allah un meh keeray dalay, ameen.

 

Meray bass meh nahin warna mera rab gawa heh tum logoon ko meh doond ker, tikka tikka boti boti keroon, sirf us din say daro jab tum teen char mujay mil gahay toh.

 

Muhammed Ali Razavi

Edited by RadiatingAli
Link to comment
Share on other sites

Baqaul aap kay Ambiyah alayhis Salam Mindunillah hen, aur Allah farmata heh Mindunillah jahanum ka eendan hen, is per sawalaat hen

 

* Ibrahim Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya?

* Ibrahim alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

* Isa Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya?

* Isa alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

Abh toh kohi ba-gherat jawab deh, kuch toh sharm kero, kohi toh halali hoga jis kee gherat abhi baqi hogi, wohi aa ker jawab deh deh.

Link to comment
Share on other sites

Pehlay to Ali sahib ko pata hona chahiya keh Nabi k moajazay jo hotay hain woh Allah ki taraf say hotay hain.....Ali sahib chalo mujhay batao jin ko tum ghous,data,gharib nawaz,ganj bakhash,falaan falaan,,,,,,,kehtay ho unhoon nay koun si makhlooq paida ki hai?

 

Aur yaad rahay keh Hazrat Isa Alaih salam ko b Allah nay mindonillah hi kaha hai.....Quran ki ayat main nay di thi laikin phir say idhar day daita hoon!

 

79479862.jpg

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

Shokani Kharji thah woh murtad mara, tumari baat kee taheed Musalmaan ker rahay hen is leyeh Kaffiroon ko hujjat mat banaho.

 

tumne to Ibn Kathir ko bhi biddati aur na jane kia kia bola hay jabke tumhare pir karam shah azhari to unki tafseer ka urdu turjuma bhi kar chuke hein...non sence

Link to comment
Share on other sites

YA Allah madad bhai aap nay theek kaha......jo b in k maslak k khilaaf bbat keray ga yeh us ko aisay hi alqabaat dain gay..........

 

Ali sahab jis ayat ko lay ker aap itna uchal rahay ho.....yeh ayat (Surah Anbia 98) musharkeen-e-Makkah k lia naazil hoi...Matlab jin laat uza ko woh poochatay thay woh sub jahnum main daalain jain gay......Aur woh b yaqeenan dalay jain gay jinhoon nay kaha k mairay baad mairi ibaadat kernaa......mujhay ghous-e-azam maanana....mujhay data bana laina......mujhay dastgeer bana laina,,,,,......Aur in sub k lia Allah ko na pukaarna!Aur jis jis nay khudai ka dawa kia hai.....woh b isi main shamil hain.... .kionkeh is say agli ayat is ki wazahat ker daiti hai........Zara usay b padh laina tha!

.18644710.jpg

Edited by Faisi
Link to comment
Share on other sites

Meh nay Fast Reply ka option istimal keeya aur tafseelan jawab likha magar jab post keeya toh yeh message ayah:

 

[#20310] Your secure key, used to verify you are posting the topic, did not match the one submitted. Please go back, reload the form, and try again.

 

Aur sara likha huwa zaya ho gaya jab back botton press keeya toh, abh inshallah kal.

Link to comment
Share on other sites

<br /><br /><br />

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/9057-reply-to-wahabi-surah-al-hajj-22-verse-73/page__view__findpost__p__56282

 

jawab diya ja chuka hay ..ab mein aap ko montessori ke bachay ki tarah nahi bataonga..opar tafseer parh lo aur is ko samjh lein..isi mein aapka jawab hay ..ali sahab ne to sahib tafseer par fatwa laga diya ..yahi fatwa mein kisi mutabir ahle sunnat ke aalim ka dekhna chahata hoon..

Link to comment
Share on other sites

  bismillah.gif

saw.gif

 

 

 

 

http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/9057-reply-to-wahabi-surah-al-hajj-22-verse-73/page__view__findpost__p__56282

 

jawab diya ja chuka hay ..ab mein aap ko montessori ke bachay ki tarah nahi bataonga..opar tafseer parh lo aur is ko samjh lein..isi mein aapka jawab hay ..ali sahab ne to sahib tafseer par murtidd ka fatwa  laga diya ..yahi fatwa mein kisi mutabir ahle sunnat ke aalim ka dekhna chahata hoon..

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(salam) 2 all sunnis

 

(azw)(ja) ALI Bhai ... aap bohat umda tareeqay say najdioun ki dhulai kar rahay hain. ALLAH (azw) PYARE AAQA (saw) kay sadqe aap kay ilm-o-amal mein barkatoun kay sath izafa farmae ... Aameen. aur jo aap nay sawalat puchay hain, jin ko Chishti Qadri Bhai nay urdu mein bhi likha hai. najdi uska jawab dene say katra rahay hain.

 

aur yeh koi nai baat nahi pehle bhi jab kabhi najdioun say aise sawalat kiye gae to inho nay aise hi dramay kiye hain.

 

seedha jawab kabhi nahi dein ge. bas yehi kahein ge keh "is mein jawab hai, samajh lo" asal mein yeh bhi in ki chaal hai logoun ko gumrah karne ki keh jawab to ban nahi parta to sirf logoun ko dhoka dene ke liye kehte hain ke jawab de diya.

 

Halan keh aap ne bilkul sahi kaha hai ke najdi zehar ka piyala pi le ga magar in sawalat ka seedha jawab nahi de ga ....

 

 

YEH RAZA KAY NAIZAY KI MAAR HAI, KEH AA'DA KAY SEENAY MEIN GHAAR HAI

KISAY CHARA JOI KA WAAR HAI KEH YEH WAAR WAAR SAY PAAR HAI

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

Brailvion ki yeh puraani aadat hai jub jawab dia jai toh us ko suntay hi nahi...Haalankeh main nay in ko pehlay hi jawab day dia tha....Laikin yeh thehray muqalad..... :rolleyes:MAin aik baar phir say replay idhar paste ker daita hoon!

 

Ali sahab jis ayat ko lay ker aap itna uchal rahay ho.....yeh ayat (Surah Anbia 98) musharkeen-e-Makkah k lia naazil hoi...Matlab jin laat uza ko woh poochatay thay woh sub jahnum main daalain jain gay......Aur woh b yaqeenan dalay jain gay jinhoon nay kaha k mairay baad mairi ibaadat kernaa......mujhay ghous-e-azam maanana....mujhay data bana laina......mujhay dastgeer bana laina,,,,,......Aur in sub k lia Allah ko na pukaarna!Aur jis jis nay khudai ka dawa kia hai.....woh b isi main shamil hain.... .kionkeh is say agli ayat is ki wazahat ker daiti hai........Zara usay b padh laina tha!

 

18644710.jpg

 

 

 

 

 

 

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Mera Computer kharab ho gaya thah, new leeya heh, aur phir online aya hoon.

 

Awal, Quran kee sab say motbar Tafsir Quran kee Tafsir Quran say heh, phir Quran kee Hadith say aur phir baqiyoon ka darja. Is leyeh meh nay Quran kee Tafsir ko Quran kay asool ko mad e nazr rakh ker yeh sawal keeyeh they joh la'jawab rahay aur inshallah rahen gay:

 

* Ibrahim Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya?

* Ibrahim alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

* Isa Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya?

* Isa alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

Is leyeh aap yeh shor mat keren kay Surat 21 ayat 98, meh Ambiyah ka zikr nahin, agar aap un ko Mindunillah mantay hen toh phir Quran kee Tafsir Quran kay sath kay Asool kay mutabiq aap ka yahi aqeedah hoga kay Ambiyah Alayhis Salam Jahanumi hen. Aap in sawaloon ka jawab motbar asool ko mad e nazr rakh ker denh.

 

Meh nay bataya kay Ambiyah alayhis Salam Mindunillah nahin hen, nah woh jahanum meh jahen gay, balkay jahanum meh woh but'h jahen gay jin kee ibadat Mushrikeen kertay thay, ya Yahood, Isaee kertay thay ya hen, woh but'h jis ko Catholic church waloon nay banaya huwa heh woh but'h joh Maryam alayhis salam kay banahay huway hen. Allah tallah nay jahanum kee aag kay eendan kee tafseel farmatay huway farmaya:

 

* Surah Al Baqarah {2} Verse 24: "But if ye cannot- and of a surety ye cannot- then fear the Fire whose fuel is men and STONES,- which is prepared for those who reject Faith."

 

* Surah At'Tehreem {66} Verse 6: "O ye who believe! save yourselves and your families from a Fire whose fuel is Men and STONES, over which are (appointed) angels stern (and) severe, who flinch not (from executing) the Commands they receive from Allah, but do (precisely) what they are commanded."

Jahanum kee aag ka eendan mard aur pathar hen yenhni woh idols woh stone made idols jin ko log poojtay thay.

 

Najdi\at ka aqeedah, Ambiyah Mindunillah hen:

 

Faisi Wrote:

 

Aur Mushrkeen-e-Makkah nay Hazrat Ibraheem ka b but banaya hoa tha.....Us k baaray main aap ka kia khiyaal hai....Aur HAzrat Isa b Mindonillah hain .....Yeh to main nay Quran say saabit ker dia hai.....

 

Ahle Sunnat wal Jammat ka aqeedah heh kay Ambiyah Alayhis Salam Mindunillah nahin hen un kee life meh un ko Mindunillah nahin banaya gaya, balkay un kay dunya say rukhsat ho janay kay baad logoon nay un ko Mindunillah bana leeyah, yehni un kay but'h bana ker Ambiyah say mansoob keeyeh aur un ko martba e rab taq puncha deeya. Mushrikeen nay un kay but'toon ko khuda banaya aur in kay butoon kee ibadat kee. Ambiyah meh say kohi be Mindunillah nahin.

 

Allah tallah nay Isa alayhis salam say sawal keeya kay kia tum nay apni Ummatiyoon ko kaha thah kay mujjay aur meri maan ko Allah kay khilaaf khuda mano, yeh istera heh jesay meh ek wahabi say sawaal kerta hoon, kia tum nay kaha apnay dostoon say kay woh tummeh wahabi chor ker tummeh barelwi man, sawal ka jawab kay mutabiq phir haqiqat ko samja jahay ga, agar aap kehtay hen kay jee meh nay kaha thah toh sabit ho gaya kay aap Barelwi hen, aur agar aap nafi ker denh kay meh neh esa nahin kaha toh phir aap kay dostoon ko aap ka Barelwi kehna darust nahin aur aap Barelwi hoon gay bee nahin. Is'see tera Isa alayhis salam say sawal huwa heh aur agar woh iqrar kertay hen kay jee meh nay kaha thah toh phir toh aap ka aqeedah aur mazhab sabat heh kay woh Mindunillah hen, aur agar woh nafi ker denh aur is buhtaan say apnay aap bari kahen toh phir un ko Mindunilah kehna aap kee ziyadti hogi:

 

Surah Al Maidah {5} Verse 116: "And behold! Allah will say: "O Jesus the son of MARY! Didst thou say unto men, worship me and my mother as gods in derogation of Allah.?" He will say: "Glory to Thee! never could I say what I had no right (to say). Had I said such a thing, thou wouldst indeed have known it. Thou knowest what is in my heart, Thou I know not what is in Thine. For Thou knowest in full all that is hidden."

 

Isa alayhis Salam, bilqul nafi ker denh kay, aur deghir Quran kee ayaat meh Allah tallah nay Isa alayhis salam kay Nabi bar haq honay ka zikr keeya heh. Is leyeh un kay mutaliq yeh aqeedah rakhna kay woh Mindunillah hen, kuffr say kam nahin, Isa alayhis salam kabi be Allah kay khilaaf khuda nahin thay aur nah hoon gay, yeh Mindunillah woh but'h hen jin ko Isa'hiyoon nay baad meh banaya, aur yahee but'h joh Mindunillah hen jin ko bana ker Isa alayhis salam o Ambiyah ka naam un per chispan ker deeya gaya.

 

Faisi Wrote:

 

"Ali sahib aap pehlay jo ayat mai nay aap k saamanay paish ki hai us ko padh laitay...........Jis main wazah tour per Hazrat Isa (Alaih SAlam) ko Mindonilah kaha gaya hai........Aur tumhaari baat sahi hai k HAzrta Isa (Alaih Salam) ka but Jahnum main jaya ga!Aur agar HAzrat Isa(Alaih Salam) ko MindoNillah nahi maano gay to tum brailvi hazrat ko maananaa padhay ga k Isai lougoon ka aqeedah apnay Nabi k baaray main sahi hai!"

 

Aap yeh mantay hen kay Isa alayhis salam kee zaat e muqadsa Mindunillah heh, aur saath hee Hazrat Isa alayhis salam kay joh IDOLs banahay gahay hen un ko jahanum meh behij deeya. Sawal yeh heh agar Isa alayhis slaam kee zaat Mindunillah heh toh sirf but'h jin kee pooja hoti heh woh jahanum meh keyun jahen gay, keyun kay Allah tallah nay toh Mindunillah ko jahanum be dalnay ka bataya heh.

 

Dosra yeh kia stupidity heh kay agar ham Isa alayhis Salam ko Mindunillah nahin maneh gay toh Isa'hiyoon ka aqeedah theek heh, Isa'hiyoon ka aqeedah aap kay aqeedeh kay mutabiq darust hota heh, zera Quran peren, ap ka Aqeedah Amibyah alayhis slaam Mindunillah hen, aur Mindunillah kay baray meh Allah ka farmaan heh:

 

* Surah Al Furqan [25] verse 3: “Yet have they taken mindu’nillah [Against Allah] gods that can create nothing but are themselves created; that have no control of hurt or good to themselves; nor can they control death nor life nor resurrection.“

 

* Surah Al Hajj {22} Verse 73: "O men! Here is a parable set forth! listen to it! Those on whom, besides Allah, ye call, cannot create (even) a FLY, if they all met together for the purpose! and if the FLY should snatch away anything from them, they would have no power to release it from the FLY. Feeble are those who petition and those whom they petition!"

 

Abh agar baqaul aap kay Isa alayhis salam Mindunillah hen toh yeh ayat peren:

 

* Surah Al Imran {3} Verse 49: "And (appoint him) an apostle to the Children of Israel, (with this message): "'I have come to you, with a Sign from your Lord, in that I make for you out of clay, as it were, the figure of a BIRD, and breathe into it, and it becomes a BIRD by Allah's leave: And I heal those born blind, and the lepers, and I quicken the dead, by Allah's leave; and I declare to you what ye eat, and what ye store in your houses. Surely therein is a Sign for you if ye did believe; ..."

 

Awal is say sabat hota heh kay Isa alayhis salam Mindunillah nahin hen agar hotay toh kuch be nah bana saktay, makhi be nah bana saktay, magar aap ka aqeedah heh kay woh Midnunillah hen, aur unoon nay parinda bana deeya, toh phir aap ko Isa alayhis salam ko khuda maan ker Isa'hi hona chahyeh nah, keyun kay mindunillah woh heh jis ko khuda kay muqabileh meh khuda banaya gaya ho, aur agar woh Allah kay kalam kay khilaaf kuch sabat ker deh toh phir us kee khudai sabat hoti heh, is leyeh aap Wahabiyat say niklen aur Isa alayhis salam kee pooja shoroon ker denh khoob sajday keren aur 'Lord's Prayer' aur bible gali gali koochay koochay peren.

 

Y.A.M Wrote:

 

http://www.islamimeh...dpost__p__56282

 

jawab diya ja chuka hay ..ab mein aap ko montessori ke bachay ki tarah nahi bataonga..opar tafseer parh lo aur is ko samjh lein..isi mein aapka jawab hay ..ali sahab ne to sahib tafseer par murtidd ka fatwa laga diya ..yahi fatwa mein kisi mutabir ahle sunnat ke aalim ka dekhna chahata hoon..

 

Jee aap nay jawab nahin deeya, aur joh deeya woh woh ada deeya, awal sawal yeh thah kay kia Hazrat Ibrahim alayhis Salam kee zaat e muqadsa Mindunillah heh ya un kay naam say joh but'h banahay gahay thay, aur meh is meh izafa kerta hoon, ya Ibrahim alayhis salam zaat e muqadsa be mindunillah hen aur un kay naam say joh but'h banahay woh be mindunillah hen. Aap kee taraf say pehlay dosray sawal ka jawab nahin aaya balkay aap nay Tafsir directly pesh kee jis meh likha heh kay IDOLS AUR jamadat jahanum meh dalay jahen gay ... meray pehlay aur tesray sawal ka jawab hazam, dosra aap nay daleel pesh keren kay kay Nabi Mindunillah heh aur kis daleel say, aur Tasweer/Idol Mindunillah heh toh kis daleel say, aur agar donoon kay Mindunillah honay kay leyeh ek hee ayaat heh toh phir donoon kay jahanumi honay kay leyeh be ek hee ayaat heh.

 

Aur baray shok say, meh nay Ibn Kathir ko, Biddati, Jahanumi, likhta hoon, aur agar us ko ek dafa ihtimam e hujjat ker sakta aur phir us kay baad be Allah kay Quran ko tasleem nah kerta toh Kaffir be likhta, Reh gaya Shokani toh woh Ibn Taymiyah ka ham maslak Mujassimi aur Mushrik aur Allah kay but'h ko man'nay wala thah esa har shakhs kaffir murtad heh.

 

Meray sawalat ka jawab clearly, to the point denh, agar yeh jurrat nahin ker saktay toh phir rasta napen.

 

Faisi Wrote:

 

Ali sahab jis ayat ko lay ker aap itna uchal rahay ho.....yeh ayat (Surah Anbia 98) musharkeen-e-Makkah k lia naazil hoi...Matlab jin laat uza ko woh poochatay thay woh sub jahnum main daalain jain gay......Aur woh b yaqeenan dalay jain gay jinhoon nay kaha k mairay baad mairi ibaadat kernaa......mujhay ghous-e-azam maanana....mujhay data bana laina......mujhay dastgeer bana laina,,,,,......Aur in sub k lia Allah ko na pukaarna!Aur jis jis nay khudai ka dawa kia hai.....woh b isi main shamil hain.... .kionkeh is say agli ayat is ki wazahat ker daiti hai........Zara usay b padh laina tha!

 

Abh apna pansi kay phanday meh pansa toh Asbab e nuzul ko pakr leeya, jab ham asbab e Nuzul kee baat kertay hen toh phir tum khabeeso kehtay ho Quran meh yeh likha heh ham asbab e nuzul ko nahin mantay. Chalo tum nay abh Asbab e Nuzul kee baat cheri toh jurrat ker aur ek be is ayaat ko joh tum Awliyah Allah kay khilaaf istimaal kertay ho, sabat kero kay kissi Sahabi, Tabi, Nabi, kay leyeh utri ho, yaad rakhna jawab Tafsir aur Asbab e Nuzul say dena:

 

* Surah Nahl [16] verses 17: "Is then He, Who creates as one who creates not? Will you not then receive admonition? [20]. Those whom they invoke against Allah have not created anything, but are themselves created. [21]. (They are) dead, lifeless, and they know not when they will be raised up."

 

* Surah Fatir [35] verse 40 states: “Say: "Have ye seen (these) Mindu'nillah 'Partners' of yours whom ye call upon. Show Me what it is they have created in the (wide) earth. Or have they a share in the heavens? Or have We given them a Book from which they (can derive) clear (evidence)?- Nay, the wrong-doers promise each other nothing but delusions.“

* Surah Al Furqan [25] verse 3: “Yet have they taken mindu’nillah [Against Allah] gods that can create nothing but are themselves created; that have no control of hurt or good to themselves; nor can they control death nor life nor resurrection.“

 

* Surah Al Hajj {22} Verse 73: "O men! Here is a parable set forth! listen to it! Those on whom, besides Allah, ye call, cannot create (even) a FLY, if they all met together for the purpose! and if the FLY should snatch away anything from them, they would have no power to release it from the FLY. Feeble are those who petition and those whom they petition!"

 

Wahabiat apnay mazhab ko Asbab e Nuzul ko mad e nazr rakh ker kabi bee sach sabat nahin ker sakti. Tum logoon kay kohi asool nahin jab pans gahay toh Asbab e Nuzul aur Tafasir ko pakar leeya jab woh tumaray mazhab kay khilaaf ho, Tafsir ho, kuch be ho bas chor detay ho.

 

Tawheed ka munkir, kohi be ho apnay aap ko Nabi kahay, wali kahay, Ghaus, kuch be label deh joh logoon ko kahay kay meri ibadat kero, mujjay khuda mano, us ka IDOL ho ya nah ho, woh Mindunillah meh say heh, jahanumi heh. Magar joh Allah ka muqarib ho, joh Allah ka nek, Abid, abd, ho us ko mindunillah tehrana, joh Allah kee ibadat keray, joh Allah ko ek maanay, nah zaat sifaat o afaal meh us ka kohi shareek manay, us ko Allah ko Mindunillah man'na agar woh mindunillah mani janay wali zaat Nabi kee heh, toh phir Kuffr heh, Wali, heh toh gustakhi heh aur Allah Allah ka us per ilaan e jang heh.

 

Meh aakhar meh ek dafa phir sawal kerta hoon aur izafa kerta hoon:

 

* Ibrahim Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya ya nabi aur idols/tasweer donoon mindunillah hen?

* Ibrahim alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

* Isa Alayhis Salam Idol hen, ya woh tasweer,mati ka putla joh un kee yaad meh banaya gaya ya nabi aur idols/tasweer donoon mindunillah hen?

 

* Isa alayhis Salam kee Tasweeri-but'h jahanum meh jahay ga, ya Hazrat Ibrahim Alayhis Salam kee zaat e muqadisa?

 

* Allah farmata heh mindunillah kuch nahn bana saktay, agar jissay mindunillah manay jahay woh kuch bana deh toh Mindunillah heh ya nahin?

* Allah farmata heh Mindunillah murda hen be jaan hen un ko khabar nhn kab utha'hay jahen gay, Ambiyah o jin o Bashr ko maloom heh qayamat kay din utha'hay jahen gay, kia esa jan'nay wala Mindunillah heh?

* Allah farmata heh kia ham nay Mindunillah ko Kitab deeh heh jis say woh sabot pesh kertay hen {yehni Allah nay Mindunillah ko nahin deeh} agar Mindunillah say Kitab sabat ho jahay toh phir woh mindunillah hen?

* Allah farmata heh Mindunillah kee ko good or hurt, chot, zarb, dard nahin deh saktay, agar kohi deh sakta ho toh Mindunillah heh ya nahin?

* Allah farmata heh Mindunillah kay pass zindgi aur mot'h ka kohi control nahin, agar Allah tallah kee ata say Farishta aur Ibrahim, Isa say yeh sabat ho jahay toh kia woh Mindunillah hoon gay?

 

Wahabiyo jurrat ker kay jawab doh, yeh nahin sirf ek sawab ka jawab, balkay saray sawaloon ka jawab doh, ghor o fikr, soch bichar kay baad dena.

Link to comment
Share on other sites

  • 11 years later...

Internet par browsing kay doran Mirza Jhelumi saab nay MINDUNILLAH par kuch kaha is kay jawab mein Khadim nay yeh mukhtasir likha heh. Insha-Allah yeh material is thread ki tamam behas ko sulja deh ga aur Sunni/Wahhabiyun wasteh ikhtilaf/mozoo ko samajnay mein asaani kar deh ga.

-----------------------------------------------------------------------------------
Mindunillah:

Quran mein Mindunillah unneh kaha gaya heh jin ko Arab/Yahoodi/Christian Mushrikeen nay darja Ilah/Rabb deeya huwa thah. Magr Allah nay mindunillah unneh tehraya joh jahannum ka eendan baneh gay. KAHA aur TEHRAYA mein farq samjen.

Asool samaj lenh shahid aap ko bi meri tara Wahhabiat say toba ki tofeeq mil jahay:

Har woh jissay TEHRAYA gaya heh ussay KAHA bi gaya heh.
Har woh jissay KAHA gaya ussay TEHRAYA nahin gaya.

Har woh jissay TEHRAYA gaya woh jahannum ka eendan heh.
Har woh jissay kaha gaya woh jahannumi nahin.

Haqiqat mein aur Allah subhanahu wa ta'ala kay mutabiq mindunillah woh heh jissay Mushrikeen nay bayana/kaha aur Allah nay TEHRAYA heh. Jissay Quran mein kaha magr tehraya nahin gaya woh mindunillah nahin.

Wahhabi/Deobandi KAHAY jani wali ayaat pesh keren gay magr aik ayaat aisi pesh nahin kar saktay jis mein Allah (subhanahu wa ta'ala) nay Nabi, Waliyun ko Mindunillah tehraya heh keun kay tehrahay janay walay jahhanum ka eendan hen.
-----------------------------------------------------------------------------------

Is kay ilawa Englsih mein Tafseel say likh raha hoon kay Mindunillah kon hen, kesay bantay hen aur kesay pechanay jahen gay.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...