islam مراسلہ: 24 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2009 (ترمیم شدہ) Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! shawal kay rozon ki fazilat mein ata hai keh agar ramzaan kay pouray rozay rakhanay kay baad agar shawal kay mazeed 6 rozay rakhay jaey to pouray saal kay rozon kay barabar sawab milta hai, poochana yeh keh agar kissi kay ramzaan kay kuch rozay qaza ho gaey hon aur wo us nay shawal kay maheenay mein rakhay hon aur phir mazeed shawal kay 6 rozay to us ko bhi pouray saal kay rozon kay barabar sawaab milay ga ya ramzaan kay pourray rozay bina koi qaza huey/kiey rakhana lazmi hai? Edited 24 ستمبر 2009 by islam اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 6 فروری 2010 Report Share مراسلہ: 6 فروری 2010 Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh! shawal kay rozon ki fazilat mein ata hai keh agar ramzaan kay pouray rozay rakhanay kay baad agar shawal kay mazeed 6 rozay rakhay jaey to pouray saal kay rozon kay barabar sawab milta hai, poochana yeh keh agar kissi kay ramzaan kay kuch rozay qaza ho gaey hon aur wo us nay shawal kay maheenay mein rakhay hon aur phir mazeed shawal kay 6 rozay to us ko bhi pouray saal kay rozon kay barabar sawaab milay ga ya ramzaan kay pourray rozay bina koi qaza huey/kiey rakhana lazmi hai? Pehlay Ramazan shareef k qaza rozay pooray krnay chahiay us k baad nafli rozay rakhnay chahiay jabtak farz baaqi ho nwafil darja-e-qubooliat ko nahin phunchtay lihaza pehlay farz rozon ki qaza zroori hay اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 10 ستمبر 2010 Report Share مراسلہ: 10 ستمبر 2010 subkhanallah! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔