ibn e hakeem مراسلہ: 24 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 24 ستمبر 2009 (ترمیم شدہ) janab e aali kia hazoor e paak ko jab qab e anwar main litaya gaya tha to kia imama shareef pehnay huye thay? or ager nahi pehnay huye thay hum sunni q imama pehannay ko jayiz qarar detay hian plz is ka saboot inayat farmadijiye Edited 24 ستمبر 2009 by ibn e hakeem اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 4 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 4 اکتوبر 2009 Aap is link par click kijiey aur ek vcd ki downloading shuru ho jaey gi jis ka size ghaliban 201Mb hai, aur is VCD ka naam hai << [/size]Mufti-e-Dawate-islami ki jab Qabar Khuli>>. iss mein ek mufti saab ko dafnaya gaya tha aaj say taqreeban 3 saal pehlay aur iss saal jab unki Qabar khuli to un ka jism bilkul sahi salamat tha aur un kay sar par Sabz Sabz Imama Sharif Bhi Tha. .Aap iss link par bhi click karein keh iss mein mufti saab nay aap kay sawal kay mutaliq ek sawal ka jawab diya hai jiss ko sunanay kay baad yaqeenan aapko samjh a jaey gi. <<Qabar main Imama>>agar mujhe kuch samjaney ya samjaney ya likhaney main koi ghalti ho gai ho to main allah azwajal say mafi mangata hoon keh allah azwajal mujhe maaf farmaey, ameenduaoon mein yaad rakhiey ga, jazakallahou khaira! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Bismillah مراسلہ: 4 اکتوبر 2009 Report Share مراسلہ: 4 اکتوبر 2009 waissey bhi aap to Babul Madina Karachi kay rehnay waley maloom hotey hain to aap wahan kay dawateislami kay muftian-e-karaam say kyon nahi pooch laitey, merey khial say aissa karney say aapko behtreen jawab mil jaey ga kyon keh yahan pe to yaqeenan koi bhi mufti nahi hai. beherhal mujhe kuch kehney sunanay mein galti ho gai ho to maaf kijiey ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔