Jump to content

Hadees Online


faizan_e_raza

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(saw)

 

Hazrat e Syeduna Abudarda Radi Allahu Anhu Riwayat karte hain k Noor k Paikar,tamam Nabiyun k Sarwar,2 jahan k Tajwar,Sultan e Bahr o Bar (saw) ny Irshad Farmaya:

 

"MEEZAN E AMAL MAIN HUSN E AKHLAQ SAY WAZNI KOI AUR AMAL NAHIN"

 

(Aladab ul mufrid,Bab e Husn al khulq,Alhadees 273,page 91,Madina tul ooliya Multan)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

Hazrat e Syeduna Ibn e Amro Radi Allaho Anhu say Riwayat hai k Aaqa (saw) ny Farmaya:"Har Amal ka aik Josh Aur har Josh ki aik inteha hai to jis ki inteha meri sunnat per ho gee wo Hidayat yafta ho ga aur jis ki inteha meri Sunnat k khilaf ho gee wo halakat main mubtila ho ga.(Almasnad al imam Ahmad Bin Hanbal,Raqam 6976,jild 2,page 661)

Link to comment
Share on other sites

Hazrat Abu Umama Radiallah Ta'ala Anho say Riwayat hai kay Tajidar-e-Madina (Salallaho Ta'ala Alehi Wassalam) ka guzar aik ultay sonay walay par huwa Aap Salallaho Ta'ala Alehi Wassalam nay pair mar kar Farmaya utho yeh Jahanumyuon ka Laitna hai.

Hawala: Faizan-e-sunnat, page:852

Topic Sonay jaghnay ki Sunnatain aur Aadab

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

Meethay Meethay Aaqa Madinay Walay Mustafa (saw) ka Farman e Khushbudar hai k "Auratoon ka Apnay Ghar k Andar Namaz parna,Sehan main Namaz parnay say Behtar hai aur unka Tehkhanay main Namaz parna Ghar k andar parnay say Behtar hai"(Abu Dawud)

Link to comment
Share on other sites

فرمانِ مصطفیٰ (saw) : جو شخص ہر ماہ تین دن صبح سویرے شہد چاٹ لیا کرے اِس کو کوئی بڑی مصیبت نہیں پہنچتی۔۔ابنِ ما جہ۔۔۔

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

Meethay Meethay Aaqa (saw) Farmatay hain:

 

Main Shab e Meeraj aisi Qoom k pass say guzra jo apnay chehroon aur seenun ko tanbay k nakhunun(Nails) say cheel rahay thay.Main ny Pucha,Ay Jebra'eel(Alaihussalam) ! Ye kon log hain?? Kaha,Ye logon ki Geebat kartay aur un ki izzat kharab kartay thay.

 

(Sunnan Abu Dawud Shareef jild 2 page 313)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

Hazrat e Syeduna Anas bin Malik (ra) say Riwayat hai k Allah (azw) ko ye Baat Sab say Ziada Pasand hai k wo Banda e Momin ko Biwi Bachun k Saath Dastar Khawan per Baith kar khata daikhay Q k jab Dastar Khawan per sab jama'a hotay hain to Allah (azw) unko Rahmat ki nigah say daikhta hai aur juda honay say pehle pehle Un sab ko Bakhsh daita hai.(Tanbehul Gafeleen page 343)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

Farman e Mustafa (saw) hai:Jo shaks meri Ummat tak koi islami baat puhnchaye ta k us say Sunnat Qaim ki jaye ya us say badmazhabi dur ki jaye to wo Jannati hai.

 

(Hulyat ul Ooliya jild 10,page 45,Hadees 14466 Dar ul kutab ul ilmia Bairut)

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

Meethay Aaqa (saw) ny irshad farmaya:jo Wazu k baad 1 Martaba Surah Qadar parhay to wo Sideeqeen main say hai aur jo 2 martaba parhay to Shuhda main shumar kia jaye aur jo 3 martaba parhay to Allah (azw) Maidan e Hashr main usay apnay Anbiya k saath rakhay ga.

 

(kanz ul A'amal jild 9,page 132 Hadees 26085 Dar ul kutab ul ilmia Bairut)

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...