Jump to content

Itaba-E-Rasool Hi Kion?


MOUWAHID

تجویز کردہ جواب

ALHUMDULLAH Azawajal IN Ayat par Ahlesunnat wal jamat ka amal hai aur ittebah e rasool hi say hum ne jumla taqled ijtihad qayas sabit kye hen ittebae rasool quran main apni taraf say taweelat karne ka nam nahi hai...

note ..is thread main aik bari galti yeh ki gayi hai huzoor ka durood pora nahi likha gya hai yeh kisi hadith se ya quran ki ayat say sabit nahi keh durood short cut main likhoo ...

...aur yeh radd ka secation hai ya dawah kya jata hai .? tu aap ne yahan kya dawah kya hai agar barelvi in ayat ka inkar karte hen tu humari kutub se dikhain ? keh humare kisi alim ne is ka inkar kya hai? note: jo maine sawal pocha hai muje us ka jawab chahye ...

....agar aap quran wa hadith par amal karte hen tu mere pichle sawalat jo degar thread main kye gye hen un ka jawab jo matloob thha kun nahi dye gye ..

note: jawab ke ilawa koi aur disscussion qabil e qabool nahi hoogi..

Link to comment
Share on other sites

( abu zaid nami wahabi ka aitraz )

شریف صاحب آپکے ٹی وی چینل ؛ مسجد اور جلسے جلوسوں میں جو دن رات خود ساختہ درود ’صلو علی الحبیب’ االصلواہ والسلام علیک یارسول اللہ وغیرہ وغیرہ پڑھا جاتا ہے اسےابوحنیفہ سے صحیح سند سے ثابت کریں کیونکہ آپ ابوحنیفہ کے مقلد ہیں کہ آپکا خودساختہ پڑھا جانے والا درود ابو حنیفہ بھی پڑھتے تھےیا ان کو یہ خود ساختہ درود آتا نہیں تھا۔

 

kitna jahilo wala sawal hai  :angry:

 

pehle tum sahreef bhai k sawal ka jawab do phir hum se sawl karna :angry:

 

or jis durood par tum nein aitraz kiya hai us ka tarjama bhi karna ok. :angry:

Link to comment
Share on other sites

awwalan tu ap me se kisi ne bhi jawab nahi dya ......balke har bar guftugo ko dosre rukh par lanay ki koshih karte hen... khair aap keh sawal ka jawab bilul asan hai ... hum ahlesunnat wal jamat huzoor se mohabbat karte hen aur yeh baat aap aur ap keh aima bhi achi tarah say jantay hain jabhi unohay hum par mubalga arai ka ilzam lagaya .... aur jabhi woh barweeh aur aap alihisalam se releted degar lawzmat ka radd karte hen... hum huzoor se muhabbat aap keh kahne par nahi kartee ....lihaza ap ke is sawal ka yahan koi taluq nahi banta..keh ap is tarah ka koi sawal karke humain bound karain... sawal ka aik tareeqa hota hai aap hameesha shartya sawal karte hen jis ka matlab tu yeh howa keh hum aap ko dikhane ke liye huzoor ko mante hen aur yeh galat he yeh ap bhi jante hen

............raha taqleed tu taqleed yeh kahan kahti hai huzoor ko na manoo imam ko manoo...ya imam sb nay mana kya ho keh mera farman manoo aur quran hadith na maanooo jis trah aap quran wa hadith ko samjhne ke liye apni aqal ki pervi karte hen ...isi tarah hum us door keh aima ki pervi karte hen jinhoone husool e hadith wa fiqh main waqt lagaya sahaba ki suhbat main waqt guzara jinhain yeh faham.. hai

aap tu apni apne ulma ka bhi farman mante hoo. agar hadith par amal hai tu aap main sab hi kyon rafa yadain karte hen ...? jab keh hona yooh chahye jis ko rafa yadain ki dalel samjh aye woh rafa yadain karain jis ko is ke ilawa ki samjh aye woh yeh karain... aisa kyon nahi hai ? ab aap kahte hen sab ko samjh ayee tu yeh sabit karain zahir si baat hai kisi aik bandee hi ka moqqaf haina baaqi sb tu hadith faham hain nahi... tu yahan tu andhi taqleed hoi ya nahi.... gaur farmaain.........????

Link to comment
Share on other sites

Agar aap ko waqai Aap  (saw) say mohabbat hai to phir aap muqalid kion hain!Aur aik umati ki pairvi kion kertay hain...Umeed hai is ka jawab dain gay.  :)

 

wahabis munkir e Quran hain...Ummati ki perwi ka Hukam Quran e pak se sabit hai par Wahabis ki Qismat mein Aql o Shaoor kahan warna Aisa Jahilana Aitraaz na karty..  :lol:

 

Suer Nisa 4.59.JPG

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
  • 2 weeks later...
  • 2 weeks later...

Ahle -hadees sahab app ko kis nay kaha k Brailvi Nabi (Sallalhu alyhe Wasallam) ki pairavi Nahin karte ? kia yeh baat humari kisi KItab say sabit hay ? ya app apna shetani dimag chala rahe hain ? bar bar woh he sawal jis ka jawab hum uper dete a rahe hain shayad Wahabi Log main Aqal naam ki koi chez nahi hay

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...