deobanddefender مراسلہ: 7 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 7 ستمبر 2009 Tamam Jawabat Topic Sey Related na honey Ki Wajah sey Delete ker diye Gaye hain.. imHanfi sahib.. Ager Aap Key Pas Topic Sey Related Jawab Hai Tu Woh Post Kerein.. Suwal Per Suwal Post Kerney Ki Ijazat Nhin Hai.. Aur Qadri Attari bhayi.. Ager Topic Sey Related Post Honey Ki Bajaye Kisi Aur Taraf Bat Ko Mora Ja Raha Ho Tu Us Post Ka Reply Kerney Ki Bajaye, Report Key Button Sey Mein Humein Aagah Kiya Kerein... yeh kaho k hamein deobanddefender ki post ka jawab nahi aata isi liye hum ne uski post delete kardi... buzdil kazzaab dajjaal logo اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Abdur Rehman مراسلہ: 8 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2009 deobanddefender sahab aap jab koi naya mozo kholna chahay tu topic check kar lia karain phir baray shoaq say naee baat karain. kaun dajl o faraib say kaam liata hai yei insaf pasand qarieen is forum pay bayshumar topics parh kar khud faisla kar saktay hain. koi naee baat ho tu zaror likheay ga اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Salar Raza مراسلہ: 8 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 8 ستمبر 2009 yeh kaho k hamein deobanddefender ki post ka jawab nahi aata isi liye hum ne uski post delete kardi... buzdil kazzaab dajjaal logo Yeh Munh Aor Masoor Ki Daal , Balkay yeh Munh Aor Kawwe Ki biryani Saif bhai isko lambi lambi chorne aor hero banane ka shoq hai , bura na maneye ga . isme kitne dumm hai main paltalk per dekh chuka hoon. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
deobanddefender مراسلہ: 17 ستمبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 17 ستمبر 2009 Yeh Munh Aor Masoor Ki Daal , Balkay yeh Munh Aor Kawwe Ki biryani Saif bhai isko lambi lambi chorne aor hero banane ka shoq hai , bura na maneye ga . isme kitne dumm hai main paltalk per dekh chuka hoon. AB BATAO AALA HAZRAT KAWWA BIRYANI KAWWEY K CHOOZEY ROAST QABAR SHAREEF MEIN BHI KHATEY HONGEY????? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sybarite مراسلہ: 19 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 19 ستمبر 2009 AB BATAO AALA HAZRAT KAWWA BIRYANI KAWWEY K CHOOZEY ROAST QABAR SHAREEF MEIN BHI KHATEY HONGEY????? Nahi janab, Alhamdulillah Ala Hazrat ne Firqa-e-Zaaghiya Mardoodiya Deobandiya ka radd hi kya hai. Humare maslak mein kawwa khana sawab nahi, balkay sirf aik khaas kism ka zaagh halaal hai, aur halaal ke maani ye bhi nahi ke uss ke khanay se sawab hoga. Aaiye ab aap ko tafseel bhi samjha don. Aap ne jo scan paish kiya uss mein wazeh tour per Kawway ki aik khaas kism ki baat ki jaa rahi hai, jo ke sirf dana hi chugta hai, maslan jaisay ki murghi chugti hai, ye kawwa fiqh-e-Hanafi mein jayaz hai so isay jayaz hi likha hai. Yaad rahay halaal ko halaal likha hai, SAWAB nahi likha. Jab ke aap ke Zaaghiya Mardoodiya Gangohi ke fatwa ke mutabiq "Zaagh-e-Maroofa" jo aam bastiyo mein paya jata hai usay khana na sirf Halaal balkay Sawab likha hai. Sawab kamanay ka iss se asaan rasta mere khayal mein deobandiyo ke liye aur koi na hoga iss liye forun Kawwo ki nasal'kashi shuru kar dijiye, thori humari bhi jaan chootay gi in kawwo ki kaye kaye se. Behr'haal deobandiyo ki kawwa'khoori per aik tafseeli topic alehda se moujod hai. http://www.islamimehfil.info/index.php?/topic/2094-kawwa-khana-kaisa/ Ab mazeed agar Deobandiyo ki kawwa khoori per guftugo karni ho tu iss topic per kijiye ga. Aik hi masla alag alag topic mein discuss karna be'waqoofi hai jis ki ijazat nahi di jaa sakti. Iss liye ab iss topic mein aap ki Kawwa'khori per mabni posts baghair warning delete kar di jai gi. Koi naya masla ya naya aiteraaz paish karna hai tu zaroor post kijiye ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zeenat Khan مراسلہ: 27 اکتوبر 2017 Report Share مراسلہ: 27 اکتوبر 2017 Kawwa, Billi ,Chuha , Khana Deovbandiyo ke DNA Me Hi Hai... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 27 اکتوبر 2017 Report Share مراسلہ: 27 اکتوبر 2017 (ترمیم شدہ) دیوبندی امام مولوی رشید احمد گنگوہی( ہندوستان کےصوبہ اُتر پردیش میں ضلع سہارنپور میں ایک گاؤں گنگوہہ ہے اسی کی نسبت سے ان کو گنگوہی کہا جاتا ہے)۔ ان مولوی صاحب نے فتاویٰ رشیدیہ میں زاغ معروفہ(دیسی کوا) کو کھانا ثواب لکھا ہے۔ ان کا سوانح نگار لکھتا ہے کہ جس زمانہ میں آپ نے دیسی کوے کی حلت (حلال ہونے)کا فتوی دیا اُس پر جہلاء میں شورو غوغا اُٹھا ہے تو آپ نے بارہا فرمایا مجھ کو کیا خبر تھی کہ اس میں حق تعالیٰ نے اس قدر اجر رکھا ہے مگر ایک دوسرے دیوبند مولوی مؔحمد احسن نانوتوی نے اسی دیسی کوے کو حرام لکھا ہے اَب دیوبندی آپس میں فیصلہ کرلیں کہ کون صحیح کہہ رہا ہے Edited 27 اکتوبر 2017 by Khalil Rana اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana مراسلہ: 27 اکتوبر 2017 Report Share مراسلہ: 27 اکتوبر 2017 (ترمیم شدہ) Edited 27 اکتوبر 2017 by Khalil Rana اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔