Jump to content

Wahabi Kon Hain...


Abu.Huzaifa

تجویز کردہ جواب

Chalo tum nay to hum per itnay saaray ilzaam laga dia jin ka jawab Hum pehlay hi day chukay hain!

 

Maira sirf aik sawal hai?

 

Tum jo din raat Madina Madina kertay rehtay ho to batao-

 

1.Kia Masjid-e-Nabwi  (saw)k Imam k peechay tumhari namaz ho jaati hai?

Edited by MOUWAHID
Link to comment
Share on other sites

58028431.jpg

 

 

 

 

Yeh to asool aap lougoon hain kion k Muqalid to aap hain....

 

Asool No:1 aur 2 b aap ka hi hai ....agar nahi to batao kia Imam Ahmad Bin Hanbal(ra) Aglay zamaanay k bazurag nahi ?tum un ko kion nahi maantay?Ya Imam Shafi(ra) ko kion nahi maantay?Kia yeh loug naik nahi thay ya mujtahid nahi thay?Ya Imam Maalik ko kion nahi maantay?In sub ka jawab umeed hai jald day dain gay!

 

Link to comment
Share on other sites

Aakhri baat :-

 

   Tumhari is tamam guftagoo say yeh saabit hota hai k duniya main sirf muqalid hi haq per hain aur jo in k khilaaf hain woh jahil gumrah aur batil parast hain......Aur gustakh b!

 

To batao kia Sahaba Karam (ra) nay kis ki muqaladi ikhtiar ki?Taba Taba'een nay kis ki muqaladi ikhtiar ki?Charoon Aima Arba kis ki taqleed kia kertay thay?Jao main tum ko challange kerta hoon tum kabi bi saabit nahi ker saktay k in main say koi muqalid tha!

 

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

MASHALLAH AZAWAJAL ALLAH ki shan dekhye .. beeso wahabio nay meri thread parhi lakin jawab deni ki aik hi ko taufeeq howi(baqiya ulma ke paas gayee hen jawab lene ;) ) aur is aik sb ne bhi jawab sab ka nahi dya sirf aik do qout ka dene ki koshish ki hai( main pochta baqiya say tu ittefaq haina aap ko) jo keh yeh har bar har thread main karte aye hen ...aur yeh jawab bhi nahi

maine poori thread main hawale jat dye hen inhonay safai main hawale jat nahi dye balke in ke ulma ki byan kirda ayat paish kardi hai is ka bhi tu saboot dain yeh ayat wahabioo ke mazhab par nazil howi he?

main saaray wahabioo ko chalange karta hoon meri is post keh aik aik qoute ka radd karain .. halekh aik do ki koshih say sabit hota hai in ke paas jo in ki fiqghh wa nazryat wa aqauid par hawale dye gye hen aur jo degar batain hen un sab say tu inhain ittefaq hai sirf aik do say nahi aur baqyah wahabia ke nazdeek tu aik do par bhi nahi jis wajah se inhonay jawab nahi dya .,...

inhonay kaha ahlul hadaith ka lafz tabeen ke liye istimal howa hai yeh hum ne mana hai .. zaroor lakin firqee ka inkar kya hai kunke firqa is liye nahi howa keh jin ko ahlul hadith kaha gya hai woh sab muhdiseen thhe aur yeh bat bacha bacha janta hai hadith ki kuch books parh kar koi muhadith nahi hosakta .. yeh tu us waqt nahi howa tu ab kese hoga.... aur woh in keh baqool ahlul hadith thhe ahle hadith thodi thhe ;)

..) tamam guftugoo qoute ka jawab hi nahi dya tu meri tamam batain parhi bhi nahi hain ( halakeh ap parhne ka kahte hen agar parhi hai tu phir kya howa?:D ) aap ne bus aik do parh kar wahi purana metrail send kardya,... halekh jitni dair aap yahan tashreef farma thhe is ke dasoo jawab de sakte thhe

... taqleed par behas karne say pahle ap yeh bataoo keh ahlesunnat ke nazdeek taqleed say kansi talqeed murad hai haqeeqi ya urfi fatawa razawiya jild 1 main alahazrat nay tafseelan likha hai aur shaksi ki bhi hasiyat byan karain kisi maslak ke osool ya firoo par behas karne se pahle us ki detail maloom hona zaroori hai warna aap ki koi baat qabil e qabool hi nahi hosakti...

muje maloom hai yeh jawab main aik hi bat karainge jis ka hum radd karte howe aye hen .. aur us jawab main aksar se zada alfaz galyoon ke hongee..

Edited by Graphics_Champion
Link to comment
Share on other sites

MASHALLAH AZAWAJAL ALLAH ki shan dekhye .. beeso wahabio nay meri thread parhi lakin jawab deni ki aik hi ko taufeeq howi(baqiya ulma ke paas gayee hen jawab lene wink.gif ) aur is aik sb ne bhi jawab sab ka nahi dya sirf aik do qout ka dene ki koshish ki hai( main pochta baqiya say tu ittefaq haina aap ko) jo keh yeh har bar har thread main karte aye hen ...aur yeh jawab bhi nahi

maine poori thread main hawale jat dye hen inhonay safai main hawale jat nahi dye balke in ke ulma ki byan kirda ayat paish kardi hai is ka bhi tu saboot dain yeh ayat wahabioo ke mazhab par nazil howi he?

main saaray wahabioo ko chalange karta hoon meri is post keh aik aik qoute ka radd karain .. halekh aik do ki koshih say sabit hota hai in ke paas jo in ki fiqghh wa nazryat wa aqauid par hawale dye gye hen aur jo degar batain hen un sab say tu inhain ittefaq hai sirf aik do say nahi aur baqyah wahabia ke nazdeek tu aik do par bhi nahi jis wajah se inhonay jawab nahi dya .,...

inhonay kaha ahlul hadaith ka lafz tabeen ke liye istimal howa hai yeh hum ne mana hai .. zaroor lakin firqee ka inkar kya hai kunke firqa is liye nahi howa keh jin ko ahlul hadith kaha gya hai woh sab muhdiseen thhe aur yeh bat bacha bacha janta hai hadith ki kuch books parh kar koi muhadith nahi hosakta .. yeh tu us waqt nahi howa tu ab kese hoga.... aur woh in keh baqool ahlul hadith thhe ahle hadith thodi thhe wink.gif

..) tamam guftugoo qoute ka jawab hi nahi dya tu meri tamam batain parhi bhi nahi hain ( halakeh ap parhne ka kahte hen agar parhi hai tu phir kya howa?biggrin.gif ) aap ne bus aik do parh kar wahi purana metrail send kardya,... halekh jitni dair aap yahan tashreef farma thhe is ke dasoo jawab de sakte thhe

... taqleed par behas karne say pahle ap yeh bataoo keh ahlesunnat ke nazdeek taqleed say kansi talqeed murad hai haqeeqi ya urfi fatawa razawiya jild 1 main alahazrat nay tafseelan likha hai aur shaksi ki bhi hasiyat byan karain kisi maslak ke osool ya firoo par behas karne se pahle us ki detail maloom hona zaroori hai warna aap ki koi baat qabil e qabool hi nahi hosakti...

muje maloom hai yeh jawab main aik hi bat karainge jis ka hum radd karte howe aye hen .. aur us jawab main aksar se zada alfaz galyoon ke hongee..

post-1759-12523050009425.jpg

post-1759-12523050116096.jpg

post-1759-12523050195705.jpg

post-1759-12523050277714.jpg

post-1759-12523050344383.jpg

Edited by Kafeel Ahmed Khan
Link to comment
Share on other sites

Main Last warning deta hoon Keh imam sb ki shan main tabrra band karrooo......

khair mouwahid nay pahle tu is thread par tasleem kya keh jwab nahi dya gya hai lakin kafeel ko jawab kifalat kargya tu us ne apne taur par pori koshish ki jab ke humare member nay ahle hadith ka pocha hai keh kya yeh sabit hai keh wahabioo par yeh fit ata hai ? is ka jawab humain mosol nahi howa ....? quran wa hadith ki roshni main sabit karain...

...khair mozo say hat jana ap ki adat hai shayad mouwhid sb hi ap ko yad diladain ke inhonay mazi main aise hi bachkana sawalat kye thhe meri thread par aur aj tak woh thread open hai senkro wahabiya na bakhud mowhid sb ko bhi tufeeq na howi meri us thread par jawab dene ki khair mujhe jawab chahye un sare qoutes ka ...replay nahi chahye jis main adhi mubrakbad hoo adhi tareef ho jo hum karain tu shaksyat parsti aur ap karain tu abbu ammi ki misalain dene lag jayen...

.... not is main kharjia ka bhi ziker hai zara kharjia keh aqauid utha kar mulahaza karlain jo wahabiya keh wahi in ke hain bus nam change hai... ghee aur banaspati ka faraq hai cheez wahi hai...

.... khair dobara main wahi replay past karta hoon ..... agar in sab keh qoute keh jawab bilkul wazih kardiye gaye ....tu ap ke sath mazeed riyaet kardi jayeegi warna aap bahtar samjhte hen bagir kisi dalel keh kisi ke imam ko bura bhala kahna durust hai ya nahi ...

dosri bat imam e azam keh khilaf bahjatul asrar say dalel laoo? kunke is ke rawi aise muatbar hain jese sihah e sittah jab ke gunyatul talbeen ke aap ko har jagah mukhtalif nuskhe milnge aur is main wahbioo nay tarmeemat bhi ki hain.. jese noman aloosi nay roooh ul maini main ki thhi .. aur nasir ul bani nay sihah e sittah main ki ASTAGFIRULLAH .. hadith o ko phelanay ka naam par badalne ki tahreek ko ahlehadith kahte hen...

.........

janab huzoor gaus e pak ki kitab se yeh b sabit kardain k biddatio se kaun murad hai ? aur ahlehadis se murad kaun hain?... ahlehadith muhadisen ki jamat ko kahte hen jinho ne ilme hadith sikhne me arsa lagaya ho aur is ki sharait osol ki kitab men mojod hen jin ki ap taqleed karte hen , kya aap ki jamat men yeh khososiyat hai ?

post par kisi hawale ko ap ne galat sabit nahi kya ?

aur ganiyatul taliben se hawala dene se yeh sabit hota hai aap degar irshadat se muttafiq hen?

jab yeh pahlo b mukammal howa tu isse sabit yehi hota hai kitab men aur is post ki roshni me biddati kaun sabit howa?

kya aap har hadith par amal karte hen

hadith e ureena ke bare men ap ka kya moqqaf hai jo bukhari shareef men hai?

aur bologat men raza`at k bare men ap ka moqqaf kya hai hazrat aisha sidiqa wala ya degar umm ol mumene wala? halakeh bukhari men hadith mojod he

kya ilme osol e hadith ki perwi karna taqled hai ? nahi tu quran wa hadith se sabit kijye ?

kharji firqe ki tarekh aur in ke aqauid aur najd k bare men hadith se tashrehat aur kitab ul tuhed ke bare men moqaf wazih karain... naiz ibne wahab najdi k bare men moqaf b wazih karain...

note: in sab sawalat k jawabat dena lazmi hen aap k gruop ke jitne b member hen koi b jawab deta hi nahi agar dosri thread men jawab ki koshish b ki jati hai tu sirf aik line par aisa kun?

aur humare aqaiud par jitni hadith e sahiha hen un ke bare men ap kese rad karte hen kya hadith se? defeniation karte hen kun? kya yeh quran wa hadith k khilaf nahi hai ye apna qayas nahi ? aur agar apne ulma ki raye pesh karte hen tu kya yeh taqleed nahi ..?

aur aap ki saari kitaboo men jahan jahan logvi tareefat ayi hen ya apni ara ayi hen kya yeh quran wa hadith se sabit hen agar yeh sab nahi tu ahlehadith kahlane ki ap haqdar hen zara tafakur karain ...

...taqleed e urfi aur haqeeqi men kya faraq he ,? quran wa hadith se sabit karain..?

halakeh aap logo ko shaikh zubair wa degar ki full support hai ... phir bhi jawab nahi dya jata aap ki tarf se.. aur akhri sawal

nasir ul bani aur ibne taymiah aur ap ke degar aima k bare men apne ulma ki dastakat karwain aur phir un se likhwain k hum in ki taqled nahi karte na hi in ki sari batain mante hen sirf in ki woh batain jo quran hadith e saiha se sabit ho warna degar batoon k jurm me in par wahi ilzam lazim ayeega jo degar jamat par aur osol ki kutub k hawale se majrooh afrad par ata hai ...

umaid hai itne sawalat kafi honge...note: in sawalat k jawabat mukammal aur tasalli bakhs na dene ki sorat me aap k maslak par kya ilzam warid hosakta hai woh ap ko qabol hoga aur wahi ap ka b moqqaf hoga kun aap apne takhayul men haqq ki jang larre hen is liye is muamle ko clear krna zaroori hai ,isi liye ap yahan ate hen replays aur post karte hen .

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...