musalman مراسلہ: 1 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2009 mein nein is forum ko aj hi join kia hai aur mein is baat par hairan hoon aur aap sab sey ye baat puchna chahta hoon k agar aap ko tableeg itni hi buri lagta hai tou bapa nein tableegh mein 4 maheeney kiun lagaey??? hairat ki baat hai k jis aadmi nein deen seekha jahan sey usi ko bura kehney laga??? agar yaqqen nahin aata tou agli post mein tafseel sey bataun ga k bapa nein kab kis jaga par aur kaisey waqt lagaya.. bapa ki kafi history mein khol chuka hoon aap sab sey jaldi share karoon ga agar ijazat di tou.. Link to comment Share on other sites More sharing options...
mameenkhn مراسلہ: 1 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2009 mein nein is forum ko aj hi join kia hai aur mein is baat par hairan hoon aur aap sab sey ye baat puchna chahta hoon k agar aap ko tableeg itni hi buri lagta hai tou bapa nein tableegh mein 4 maheeney kiun lagaey??? hairat ki baat hai k jis aadmi nein deen seekha jahan sey usi ko bura kehney laga??? agar yaqqen nahin aata tou agli post mein tafseel sey bataun ga k bapa nein kab kis jaga par aur kaisey waqt lagaya.. bapa ki kafi history mein khol chuka hoon aap sab sey jaldi share karoon ga agar ijazat di tou.. Zaroor share karen. Hamain inteezaar rahay ga Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 2 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 2 ستمبر 2009 mein nein is forum ko aj hi join kia hai aur mein is baat par hairan hoon aur aap sab sey ye baat puchna chahta hoon k agar aap ko tableeg itni hi buri lagta hai tou bapa nein tableegh mein 4 maheeney kiun lagaey??? hairat ki baat hai k jis aadmi nein deen seekha jahan sey usi ko bura kehney laga??? agar yaqqen nahin aata tou agli post mein tafseel sey bataun ga k bapa nein kab kis jaga par aur kaisey waqt lagaya.. bapa ki kafi history mein khol chuka hoon aap sab sey jaldi share karoon ga agar ijazat di tou.. ji haan ye bilkul sahi hay ke Ilyas Qadri ne tableegh mein 4 months lagaey hein..usne 4 months laga kar ye kaam seekha aur phir apna ye Madni qafla aur shab e juma waghera ka silsila shroo kia.. aap iski information share karein..takay doosre logonko bhi pata chal skey..tarekar sara wohi hay bas figures mein thora farq kia hay.. Link to comment Share on other sites More sharing options...
G.M.Attari مراسلہ: 16 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 16 جنوری 2010 maine is site ko aj he join kiya or main b wait kro ga k uno ne kab or q or kaisy tableegi jamat main shamoliyat ki Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 16 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 16 جنوری 2010 topic starter baat ka sboot to do Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qasim bhai مراسلہ: 23 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 23 جنوری 2010 mein nein is forum ko aj hi join kia hai aur mein is baat par hairan hoon aur aap sab sey ye baat puchna chahta hoon k agar aap ko tableeg itni hi buri lagta hai tou bapa nein tableegh mein 4 maheeney kiun lagaey??? hairat ki baat hai k jis aadmi nein deen seekha jahan sey usi ko bura kehney laga??? agar yaqqen nahin aata tou agli post mein tafseel sey bataun ga k bapa nein kab kis jaga par aur kaisey waqt lagaya.. bapa ki kafi history mein khol chuka hoon aap sab sey jaldi share karoon ga agar ijazat di tou.. BHAI APP KAY PASS KUCH SHARE KARNAY K LIAY HAY BHI YA NAHI ???? Link to comment Share on other sites More sharing options...
Arif Attari مراسلہ: 26 جنوری 2010 Report Share مراسلہ: 26 جنوری 2010 mein nein is forum ko aj hi join kia hai aur mein is baat par hairan hoon aur aap sab sey ye baat puchna chahta hoon k agar aap ko tableeg itni hi buri lagta hai tou bapa nein tableegh mein 4 maheeney kiun lagaey??? hairat ki baat hai k jis aadmi nein deen seekha jahan sey usi ko bura kehney laga??? agar yaqqen nahin aata tou agli post mein tafseel sey bataun ga k bapa nein kab kis jaga par aur kaisey waqt lagaya.. bapa ki kafi history mein khol chuka hoon aap sab sey jaldi share karoon ga agar ijazat di tou.. muslman bhai pehly to ap ko clear kar dain k alahazrat bapa nahi balkeh imam ahmad raza khan barelvi hain hain aoor hamaray bapa ko ameer ahlesunnat kaha jata hy.2ra ap k pass agar tableeg main time lagany ka koi saboot hai to wo dain ewain e apna aoor logon ka time waste kar rahy hain.mery bhai agar koi asa saboot hota to ap kab k paish kar chuky hoty. Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umm-e-Anwaar Raza مراسلہ: 9 فروری 2010 Report Share مراسلہ: 9 فروری 2010 Sab Se Pehli Baat K Mu'tariz Ne Aaala Hazrat Bapa Per Aik Buhtan bandha Hay Mu'tariz e Ghair Muhtaram Ko Ye tak Nahi Maloom K aala Hazrat Kis Shaksiyat K Liye istimal Kiya Jata Hay Or Baapa Kis Shaksiyat Ko Kaha Jata Hay isi Se Mu'tariz Ki Kam Ilmi ka Bakhoobi Andaza Hogya... Doosri Baat K Mu;tariz Shosha Chor Ker Apnay Doosray Bhai Bandon Ki Riwayat Nibhatay Hoay Bhag Gaya Or Bawajood Daleel Talab Kernay K Koi Daleel na Desaka... Lihaza is Fuzool Buhtan Walay Topic Ko Close Kiya Jraha Hay. Madani Channel K Baray Men Aitiraz Per Mabni Posts Aik New Topic bana Ker Wahan Move Kerdi Gai hain Ab Apnay Aitirazat Per Waheen A K Baat Karen: Madani Channel Se Bughuz Topic Closed Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب