Jump to content

Kia ye sach ha


bella

تجویز کردہ جواب

(salam)

 

yei molvi moin sahab koi aur shaks hain Hazrat Ghareeb Nawaz Moin uddin Chisti Ajmeeri rahmatullah alaih hargiz nahee aur in kay jo bhee baydaleel ilzamat hain wo im pay daikh lain aap ko kafi jawabat mil jaiay gain.

 

:)

 

(wasalam)

 

humary ghareeb (ra)  nawaz to 533 Hijri san me paida heuy thy jabki alahazrat to 1272 Hijri san me paida huey....or ye jo bhi sahab hain jinhony Deobandis ke tareefein ki hain bawajood un Deobandis ke kufriya ibarto par muttaleh hony ke to ye sahab bhi unhi me se hain Ahle Sunnat ka insy koi lena dena nahin... fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...
مراسلہ: (ترمیم شدہ)

Jab Deobandiyo ka Ghous-ul-Azam Gangohi terha tu yaqeenan ye Ajmairi bhi koi ghar ka hi hoga. Janab al'bella ya lasbela ya jo bhi hain.. zara tafseel se in hazrat ka tau'ruff karwa saktay hain aap?

 

Barelvi kay Ala Hazrat Imam Ash'Shah Ahmed Raza Khan (ra) kia hain wo mujy batanay ki zarurat nahe, i will try to trace these books

Edited by Sybarite
Apnay baap ka ihteraam aap karein ya na karein lekin humare akabireen ka naam izzat se lene ki aadat daal lijiye. Ainda warning bhi nahi di jaye gi.
Link to comment
Share on other sites

Barelvi kay Ala Hazrat Imam Ash'Shah Ahmed Raza Khan (ra) kia hain wo mujy batanay ki zarurat nahe, i will try to trace these books

 

Matlab ke aap ne khud bhi ye books nahi parhien, kahi se scan utha kar yaha chaap dya hai bus. Aur miya jee, aap tu abhi kunway ke maindak ki manind hai. Abhi aap ne apnay deobandi mullao ki kitabein nahi parhien sahi se, abhi aap ko yehi nahi maloom ke Pir Karam Ali Shah sahib ne deobandiyo per kya fatwa dya aur kehtay hain ye na batao woh na batao.

 

Aur waisi bhi aap ne apnay ilmi auqaat ka muzahira yaha bhi kar diya. Aap ne jo meri post quote ki hai uss mein kahi bhi Ala Hazrat (ra) ke baray kuch nahi likha, tu phir ye baat karne ki tu koi tukk hi nahi banti. Mein ne tu post mein Ala Hazrat (ra) je baray mein kuch likha hi nahi. Mein ne tu baat ki thi Gangohi ki, aur iss Gangohi ko Ghous aap deobandi hi mantay hain. Ab aap ko jawab na soojha tu jal bhunn kar Ala Hazrat (ra) ki taraf aa gaye. Jawab na huwa kare tu khamoosh raha karein, issi mein izzat bachi rahi gi warna aisa hi tamasha banwatay rahein gay aap apna:lol:.

 

Kitabien trace baad mein kijiye ga pehlay zara jin hazrat ka aap ke mullay ne hawala diya hai unn ka tu ta'arruff karwaiye ke ye janab Moinuddin Ajmairi hain kaun?

Link to comment
Share on other sites

Aur ye jis deobandi website se aap dhana'dhan kitaabein parh kar bawlay howay jaa rahay hain uss ke administration se zara kahiye ke website ko theek kare. Kuch kitaabein mujhay bhi download karni hai waha se;), filhaal tu tamaam download links per 403- Forbidden aa raha hai.

Link to comment
Share on other sites

Bella miya, humein maloom hai ke aap mein itni tehzeeb hai hi nahi ke aap kisi Ahle'Sunnah ke alim ka naam tameez se likhien. Aap ki jo post edit ki gai hai uss mein editing ka reason bhi define kya huwa hai, so ye bekaar ka roona band kijiye, aur aap se jis baat ka mutaliba kya jaa raha hai ussay poora karne per mehnat kijiye.

 

Humein umeed hai ke aap jald hi hawalajaat ke saath bataye gay ke ye Moinuddin Ajmeri kaun hain.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...