MOUWAHID مراسلہ: 16 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2009 Chishti Qadri sahib nay IS post main humaaray khilaaf kuch hawaalay day ker kaha k daikho g yeh in k ganday aqaid hain......jabkeh woh khud humaaray ulama ka fatwa b paish ker rahay hain keh''' Hum nay in tamam aqaid say B'raat ka ilaan kia....Aur humaaray Ulma nay b..ab jab in ko main nay in ki Fiqah say isi tarah k ganday aqaid dikhai to inon nay kaha k us k lia aik new thread start kero udhar aap ko jawab mil jaya ga.........Isi lia main nay yeh thread start ki hai....Allah say dua hai k woh mujhay Haq Haq kehnay ki toufeeq ata farmaya....(Ameen) Chishti Qadri ka aitraz NO:6 Fiqah Hanfi ka fatwa! Isi tarah main aik aik aitraaz paish kerta jaon ga aap un ka jawab daitay jain..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 16 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 16 اگست 2009 Janab Mouwahid Sb.aap nain likha keh aap nain aur aap k Ulma nain bra'at ka izhar kia...Tu janab aap nain is k lia aik risla post kia tha.Jab keh main nain aap sa araz ke thee keh apnay kisi Mufti ka fatwa yahan scan karwa k laga dain keh aap un Ulma aur un ke abarton say bra'at ka izhar kartay hain aur aap k lafzon k mutabiq aap un ke in abaton ko joti ke nok par rakhta hain.Wahhabi mazhab main aap ke kya haisiat hay???Apnay kisi Mufti ka fatwa scan karwa k yan laga dain..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 16 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 16 اگست 2009 Main nay tumhaari post main tum ko jawab dia tha........Idhar mairi post ka jawab do!AUr fatwa kisi aam Alam ka nahi dia tha Zubair Ali Zai(Allah un ki hifazat keray) un ka dia hai.Aur haan tum nay phir wohi jootay ki nouk waali baat ki hai....To sun lo jo baat Quran HAdees say saabit nahi woh mairay jootay ki nouk per hi hai......... Ab zara mairi post ka b jawab day do! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 16 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 16 اگست 2009 Janab Mouwahid Sb.aap nain likha keh aap nain aur aap k Ulma nain bra'at ka izhar kia...Tu janab aap nain is k lia aik risla post kia tha.Jab keh main nain aap sa araz ke thee keh apnay kisi Mufti ka fatwa yahan scan karwa k laga dain keh aap un Ulma aur un ke abarton say bra'at ka izhar kartay hain اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 17 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 17 اگست 2009 (ترمیم شدہ) 2 all my sunni brothers and sisters mujhe sirf ye jan'na hai ke najdioun ka "ek usool" wala formula kahan gaya?!?!?! aur agar Tab'i ke qoul ko hujjat mante hain to Imam-e-Azam Abu Hanifa ke shan mein apni gandi zubanein kyun daraaz karte hain? inke shekhulqul ne to likha hai ke jo Aima-e-Deen ka be-adab hai wo us ke nazdeek "CHOTA RAFZI" hai. Ab batao tumhe tumahre shekhulqul ke mutabiq "CHOTA RAFZI" kahein ya tum apne shekhulqul ko bhi jooti ki nouk per rakhte ho? Edited 17 اگست 2009 by sh@h!d اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 17 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 17 اگست 2009 Ab aap k admin moderater sahib kahan gay hain.....Unhoon nay apni aankhain band to nahi ker leen.....Maira topic kuch aur tha aur tum loaug topic say hut ker baat ker rahay ho. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 17 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 17 اگست 2009 tumhara zubair alizai keh raha hai ke ahl-e-yazeed ke khilaf "Salf Saliheen yahi Sahaba Karam, Taba'een, Taba Taba'een aur muhaddiseen" ke hawale pesh kiye ja sakte hain. to batao tum unko hujjat mano ge ya nahi? aur agar apne shiekhulqul ki baat ko hujjat mante ho to Aima-e-Deen ki shan mein gustakhiyaan band karo. warna "CHOTAY RAFZI" ka title khanda peshani se qabool karo kyun ke ye title kisi brailvi ka nahi balke tumhare apne sheikhulqul ka diya hua hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 17 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 17 اگست 2009 Wa Alaikum Salam Janab Shahid Sb.aap nain buhat acha answer dia hay in ko.Inhon nain Fatwa e Aalamgeeria ke jin abarton par aitraz kia hay un ka jawab Insha Allah in ko buhat jalad mil jay ga.In ke kuch baton ka jawab Navid Khan Bhai nain pehlay dia hay Hanfi Mazhab k 2 usool walay topic main.Laikan DEEDA E KOR KO KYA NAZAR AAY KYA DAIKHAY..... In ko aqeeday bab is nacheez nain in k samnay rakhay tu pehlay in ka jawab sunya keh.. Yeh books humari he nahi.. In Ulma jin main Molvi Waheed Zaman,Nawab Siddiq Hassan bhoopalvi.In k Shaykh Ul Kull Molvi Nazeer aatay hain un sab ko apna man nay say inkar kar dia.Aur kaha keh yeh un sab abarton ko apni jooti ke nok par rakhtay hain. Yeh hay in ke asliat janab... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 17 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 17 اگست 2009 Sahaba Karam main jab kisi maslay ka ikhtalaaf hota tha to woh kaha say apnay hal talaash kertay? Is sawaal ka jawaab b do aur jo maira asal sawaal tha us ka jawab bi do. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 18 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2009 jo sawal maine post # 7 mein kiya hai uska kiya jawab dete ho tum loug? aur sath mein ye bhi batana ke tum apne sheikhulqul ke kehne ke mutabiq "CHOTAY RAFZI" ho ya Aima-e-Deen ke gustakhi karne se taeeb hotay ho? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 18 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 18 اگست 2009 (ترمیم شدہ) jo sawal maine post # 7 mein kiya hai uska kiya jawab dete ho tum loug? aur sath mein ye bhi batana ke tum apne sheikhulqul ke kehne ke mutabiq "CHOTAY RAFZI" ho ya Aima-e-Deen ke gustakhi karne se taeeb hotay ho? Aima-Deen ki gustakhi koun ker raha hai ....Yeh tum khud hi daikh lo..App k baday Hadaya main un loogoon per lanat ker rahay hain jo Imam Abu HAnifa(ra) say ikhtailaf rakhatay hain.........Zara apni books ko b khoul ker padh lia kero...... Tumharay baday her us banday per lanat ker rahay hain jo un k qoul ko rad keray....To batao kia char Aima main ikhtailaf nahi tha? Aik aur sawal ka jawab b day do tumharay badoon ko main kia kahoon bada rafzi ya chota rafzi? Edited 18 اگست 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 18 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2009 ab chotay rafzioun ko "Ilmi Ikhtilaaf" aur "be-adabi/ gustakhi" ka farq bhi samjhana pare ga?!?!?! aur ye hawala scan karne ke liye thanx. "LA'NAT HO HAMARE RAB KE BAQADAR SHUMARIAT KE CHOTAY RAFZIOUN PER" اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 18 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 18 اگست 2009 (ترمیم شدہ) Khud ko tum kuta kehtay ho aur baatain tum Quran-o-HAdees ki kertay ho.......Aik kutay ko yeh zaiban nahi daitay.........Mujhay batao kabi kuta b momin hoa hai?Agar hai to koun say kuta momin hai? Aap maan rahay ho k aap her us banday per lanat ker rahay ho jo k aap k imam ki baat ka rad kerta hai.....Abi b tum loug gustakh nahi to phir koun hai........Aur haan aap ka topic say hut ker baat kernay say zahir ho gia k aap kay akaabir ki books main b ganday aur baatil aqaid hain.......Warna sub say pehlay us ka jawab daitay! Edited 18 اگست 2009 by MOUWAHID اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 19 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 19 اگست 2009 chotay rafzi ki patloon geeli ho gai. ab apni asal jon mein aa gaya hai yani bander ban gaya hai, ab sirf qalabazian lagae ga. jawab nahi de ga baat ka. chotay rafzi se sawal to main ne topic se related hi kiya tha. sab dekh sakte hain ke chotay rafzi ne jo scan post kiye thay apne moaqaf ki daleel ke tor per main ne to sirf un ki wazahat chahi thi. lekin chotay rafzi ne nachna shuru kar diya. abhi bhi chotay rafzi se mera wohi sawal hai post # 7 wala. yes or no mein jawab do. agar apne abbu zaibra zai ki mante ho to to bhi marte ho agar nahi mante to tumhare dada abbu ka ata karda title tumhara muntazir hai. bas sirf 1 rasta hai najdi ke paas bhagne ka aur wo ye ke apne abbu aur dada abbu ko rakhein jooti ki nouk per. aur mujhe qawi umeed hai ke yehi karein ge ye kyun ke inka yehi wateera hai. shanakhti card bhi in ke liye hujjat nahi. :lol: اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 19 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 19 اگست 2009 tumhara zubair alizai keh raha hai ke ahl-e-yazeed ke khilaf "Salf Saliheen yahi Sahaba Karam, Taba'een, Taba Taba'een aur muhaddiseen" ke hawale pesh kiye ja sakte hain. to batao tum unko hujjat mano ge ya nahi? Haan un ka qoul humaaray lia hujat hai sirf woh jo Qura-o-Hadees k mutabiq ho...... aur agar apne shiekhulqul ki baat ko hujjat mante ho to Aima-e-Deen ki shan mein gustakhiyaan band karo. warna "CHOTAY RAFZI" ka title khanda peshani se qabool karo kyun ke ye title kisi brailvi ka nahi balke tumhare apne sheikhulqul ka diya hua hai. Aima deen ki shan main gustakhi koun ker raha hai yeh main nay pehlay hi bata dia hai........Jao apni books khoul ker padho........ اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 20 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 20 اگست 2009 agar tum kisi bhi baat ko Quran-o-Hadees ki kasoti per parakh sakte ho to batao aaj tak tum ne kitne masail nikale hain Quran-o-Hadees se. kyun ke apne muon mian mitho ban'ne ke liye tum ne dawa kiya tha ke ahl-e-yazeed mein har koi mohaqiq hai. apni tehqeeq se kuch yahan bhi share kare zara hamein bhi pata chale ke najdi kitne pani mein hai. aur apne Akabir wale ilzam ka jawab maine tumhe de diya tha. ab zara tum apne bhai chotay rafzi shahid nazir najdi ki taraf bhi dekho aur batao wo kiya kar raha hai? us ke baad agar apne shekhulqul ko agar mante ho to chotay rafzi shahid nazir najdi ko chota rafzi mano ya phir wohi purana formula ke shekhulqul jooti ki nouk per اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 20 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 20 اگست 2009 MAin nay jo sawal kia tha us ka koi jawab aap loug nahi day sakay .... Khair Chishti Qadri k doosaray aitraaz k jawab main Fiqah Hanfi say dleel daita hoon shaid koi jawab mil jaya..... Chishti Qadri Ka Aitraz: Fiqah HAnfi: Aur jaari paani ki tareef b sun lo..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 20 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 20 اگست 2009 Janab Mouwahid Sb.in sab cheezon ka saboot Fiqah e Hanfi say dainay ke bajay Quran o Hadees say dain.Kyon keh aap to hay he Ahle Hadees ho na.Aap k aitrazat ka jawab dair say dainay k lia maazirat laikan Insha Allah jald day dia jay ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 23 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 23 اگست 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 24 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 24 اگست 2009 Theek hai mujhay intezaar rahay ga! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 27 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 27 اگست 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
MOUWAHID مراسلہ: 1 ستمبر 2009 Author Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2009 Yeh mairay sawaaloon k jawab hain.......Tum phir wohi Waheed-u-Zamman waala shour macha rahay ho ..... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Commander_Faisal مراسلہ: 1 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2009 (ترمیم شدہ) http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=3482&st=100 Edited 1 ستمبر 2009 by commander_faisal اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kafeel Ahmed Khan مراسلہ: 1 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2009 (ترمیم شدہ) http://www.islamimeh...3482&st=100 Edited 1 ستمبر 2009 by Kafeel Ahmed Khan اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 1 ستمبر 2009 Report Share مراسلہ: 1 ستمبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔