fikar_e_akhirat مراسلہ: 14 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 14 اگست 2009 (ترمیم شدہ) asalamalekum http://www.youtube.com/watch?v=zI--vfObH_Q is k response main yeh dekhain SUN LEY AEY NAJDIYA, TU JUDA MAIN JUDA TU JAHANNUM CHALA MAIN MADINEY CHALA allah k nabi kya esa keh saktay hain ??????? who to saray alim k leya sarapa rehmat ban ke ae unhon nay farma deya k hazir ghaib tak phoncha dain . (kya yehi phonchanay k hukum deya tha) yad rakho jo shaks ksi dosray k leya acha nahee soch sakta who kabhee zindagee main kamyab honay wala nahee) is this the thing that rasool allah taught us thorugh quran . ap logon ko kya hogaya hay q friqa wareeyat mainpar gaeen hay allah k nazdeek har insan ki keemat ekjesi hay allah k nabi to jang k darmeeyan dushmanoo ko aman day kerun tak deen ki dawat detay apnay iikhlaq say . us k bad un ko agar qubool hota to apnay sath shamil ker letay or manzoor na hota to rawana kerdetay . baree hi ajeeb hay aj ki muslim ummat jo ek dosra ki tangoon ko khenchnay mainlagee hue hay . khuda k leya is jang ko khatam kerdain or logon ko jornay ki koshish kerain . isi man hamaree bhalee hay . yehi allah k matloob deen hay . who din bohat kareeb hay jis din kisi ki koi bat chupe na hogee . abhe sab k pas zaban hay ankh hay tamam naimat hay ..aj hamray pas bolnay k leya bohat kuch hay lekin allah ki raza k leya chup rehna nahee hay . yeh fasad hay is say roka jae . islah ki jae ...aqeedon ki jangbandee ki jaee . jo ek dosray ko sahe lagat hay who bat agay phonchaee jae jo ek dosray ko galat lagta hay us say roka jaee ...jabar say baree hokay . kya hay koi jo sirf allah ki raza k leya khamoshee ikhteyar ke lay ? Edited 14 اگست 2009 by fikar_e_akhirat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔