Qadri Sultani مراسلہ: 14 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 14 اگست 2009 Janab e Aali aap nain Camphor aur thyme ko aik he family main rakh dia tu janab zara jo ooper families main nain likhy hain is ko zara dhayan say daikhain.Aur Camphor mint main na jayn sirf camphor ke bat karain.Yeh atu aik compound ban jata hay is tarah janab. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
fikar_e_akhirat مراسلہ: 15 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 15 اگست 2009 walekuasalm jazakallah for ur positive response janab ap nay yeh kaha k menay ab natrual preservative ka topic start kerdeya to arz yeh hay k yeh main pehlay bhi k eh chuka hun or ab bhi yehi keh raha hun k jo bhi ap k mufti sahab k sath hua us ki wujoohat main say koi bhi ek waja hosaktee hay . menay natural preservation ki jo post ap ko likhi the us ki detail bhi da deta hun isleya main bar bar keh raha hun k ap meri posts pertay hi nahee. AB BOHAT IMPORTANT POINT ARAHA HAY IS KO NOTE DOWN KERLAIN . The time for the reduction of an embalmed body to be reduced to a skeleton varies greatly. An unembalmed adult body buried six feet deep in ordinary soil without a coffin normally takes ten to twelve years to decompose fully to a skeleton, given a temperate climate. AB AP YEH MAT KAHEEYA GA KHUDA K WASTAY K YEH JHOOT HAY. THIS IS PURE CHEMSITRY BHAI .YEH ALLAH KA NIZAM HAY . yeh meri 2nd post hay but topic ki 3rd post hay zara phir say ek bar dekh lejeya ga. kher bhai agar ap ka yeh aqeeda hay k ap alam e barzakh k baray mains ab jantay hain or yeh usi k tehat hoa hay to yeh sab batil aqeeda hay . murday ko qabar main na azab deya jata hay na hi sawab yeh tamam faisaly roz e mehsher k din hi paish aengay . mujh is bat ka andaza us waqt hua jab ap nay puri koshih ki defend ki or akhir main yeh keh deya k mufti sahab ka chera qibla rukh hi tha . main ap ko daleel k sath keh sakta hun quran say sabit kerskta hun jo ahadees hain un k batil honay k bhi suboot day sakta hun . c u later inshallah allah hafiz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 15 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 15 اگست 2009 Janab shukar hay aakhar aap nain yeh tu maan lia keh yeh Allah ka nizam hay.Aur yeh sab Allah ke nishanion main say aik nishani hay. Laikan aap nain aagay Azab e Qabar ka inkar kar dia.Aap completely Munkar e Hadees ho gay.Kutab e Siha Sitta main pata nahi kiti Ahadees e Saheea mojood hay Azab e Qabar k baray main. Aap mujay pervezi lag rahay ho.Is lia main aap say is topic main behas nahi karon ga.Agar zyada shoq hay tu aik separate topic banayn us main daikh laitay han yeh sab kuch. humaray Pyaray Nabi e Kareem apni marzi say koi bat nahi farmatay jaia keh Quran e Pak main mojood hay.Laikan aap nain is bat ka b inkaar kar dia.So is lia ........... Jab yeh hay he aik natural process hay tu is par aur debate ke koi zaroorat nahi.Agar koi aur kuch likhna hay tu aap likhya.... اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
fikar_e_akhirat مراسلہ: 15 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 15 اگست 2009 walekumasalm dr bhai yeh waqaee allah ka nizam hay k murda decompose hota hay or nae hota due to some condition yeh bhi allah k nizam hay .is dunya main har cheeze allah ki nishanee hay even ap ka apna wajood even yeh letter jo main type ker raha hun yeh bhi allah ki nishanee hay . ap to apni bat meray moon main dal rahay hain kher anyways ghulam pervaiz sahab ki fikar bohat achee hay lekin who itnay baghee hoay k siray say hi hadees e mubarika ka inkar ker deya . apnay lagat hay pervezi lafz hi paraha hay kabhee un ki dastan peri bhi lain . insan jab baghee hota hay to phir es ahi amal samnay ata hay . kher main pervaizi nahee hun menay ap say kaha na k mujhay kisi bhi maktab e fikar say nahee jorain khuda janata hay main musalman hun or allah keray main musalman maru (ek kamzoor or bayamal insan ...apki dua ka talabgar hun) nabi saw nay koi bi bat farmaee j haq hay who apni marzee say kabhee nahe famaree yeh bat apki bilkul baja hay . lekin ap nay bhi kabhee yeh janay ki koshis nahee ki k is deen main milawat kitni hoe . yeh fitna abhe say nahee hay yeh ap k wisal k foran bad shuru hoagaya tha. menay seperate topic banaya hua hay jis main sar saree sa note likha hay isi forum k ander azba e qabar k nam say ap meri post perh to leya kerian yeh menay ap ko pehlay bhi mention keya tha. meri ap say guzarish hay k ap mera sath dain or haq bat janay main meri madad famareen. allah hafiz اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
RadiatingAli مراسلہ: 18 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 18 اگست 2009 Jee chemistry tab hogi jab chemicals ka saboot hoga, pehlay aap yeh sabit keren kay chemicals istimaal huween theen yeh aap logoon kee jahalat heh, Ambiyah kay jism decompose nahin hotay Hadith e Sahiha say sabit heh aap kia yeh kahen gay kay yeh faraad heh Nabi kay jism ko chemicals laga ker perserve keeya jata heh ... Allah tallah kee zaat qadir heh chemicals kee zeroorat nahin jistera woh begher baap kay ulaad peda ker sakta heh isee tra woh begher chemicals kay body ko perserve ker sakta heh. Baqi jab tum maray toh ham tumary jism ko chemicals laga ker qabar meh dalen gay, yaqeen kero tumari hadiyan been teen maheenoon kay baad nahn milen gee kabr meh say ... jesay tumaray kartoot hen un ko dekh ker tumaray saath balahi kee kohi tawaqoh nahin heh. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
fikar_e_akhirat مراسلہ: 20 اگست 2009 Author Report Share مراسلہ: 20 اگست 2009 (ترمیم شدہ) Jee chemistry tab hogi jab chemicals ka saboot hoga, pehlay aap yeh sabit keren kay chemicals istimaal huween theen yeh aap logoon kee jahalat heh, Ambiyah kay jism decompose nahin hotay Hadith e Sahiha say sabit heh aap kia yeh kahen gay kay yeh faraad heh Nabi kay jism ko chemicals laga ker perserve keeya jata heh ... Allah tallah kee zaat qadir heh chemicals kee zeroorat nahin jistera woh begher baap kay ulaad peda ker sakta heh isee tra woh begher chemicals kay body ko perserve ker sakta heh. Baqi jab tum maray toh ham tumary jism ko chemicals laga ker qabar meh dalen gay, yaqeen kero tumari hadiyan been teen maheenoon kay baad nahn milen gee kabr meh say ... jesay tumaray kartoot hen un ko dekh ker tumaray saath balahi kee kohi tawaqoh nahin heh. bhai jan ap to kha maka garam horahay hain bhai decompostion is it self a chemical process and is a part of chemsitry. or janab jahan tak apnay bat i hay k anbeeya k jism ko mati nahee khatee to sab say pehlay agar who hadees sahee hay to apka mufti anbeeya main shumar nahe ap nay jo hadees paish keri hay is ka hawal or detail sath zaroor dain shukreeya . wasalm Edited 20 اگست 2009 by fikar_e_akhirat اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 20 اگست 2009 Report Share مراسلہ: 20 اگست 2009 Yeh Hadees Sharif daikhnay k lia aap Hyat Un Nabi walay topic main jayn.Aap ko wahan buhat sara muwad mil jay ga. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔