MOUWAHID مراسلہ: 29 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 29 جولائی 2009 Hum main say agar koi kahay k main Hazrat Isa(AS) ko manta hoon is lia main maseeh hoon hum kahain gay k yah islam say kharij hai........Agar koi kaha k main Hazrat Moosa(AS) ko maanta hoon is lia main moosavi hoon hum kahain gay k yeh bi islam say gia....Aur agar koi Chaaroon aima {Imam Abo Hanifa(ra),Imam Shafi(ra),Imam Malik(ra),ImamAhmad bin Hanbal(ra)} ki taraf nisbat ker k kahay k main maalki,shafi hanbli ya hanfi hoon to us k baaray main kia fatwa hai? Humaaray Nabi k aanay k baad kisi Nabi ki nisbat nahi chal sakti to kisi umati ki nisbat kis tarah chal sakti hai? Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 29 جولائی 2009 Report Share مراسلہ: 29 جولائی 2009 Muwahid Sahib... Lagta Hai Aapko Ja baja Topics Bananey Ka Shouq hai.. Is Topic Mein Aapka Basic Question Taqleed Hai.. Yani Kiya Taqleed Kerna Aik Alag Mazhab Hai? Aur Muqalideen Ko Esayi ya Yahodiyon Ki Terha Kafir Kaha Ja Sakta Hai (Muaz Allah).. aur Taqleed Sey Related aap ka aik aur topic Ghair Muqalideen Section Mein Pehley Sey Mojod Hai.. Taqleed Ager Next Time Aap Key Aik Mozo Sey Related 2 Topics Nazer Aaye Tu Aap Key Khilaf Action Liya Ja sakta Hai.. Apkey Jitney bhi Questions ya Aetarazat Hain Woh Taqleed Waley topic Mein post kerein.. Topic Locked... Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب