Jump to content

حنفی مذہب کے دو اصول

Shahid Nazeer

تجویز کردہ جواب

  • جوابات 68
  • Created
  • Last Reply
@Shahid Nazeer!

 Bohat achi post ki mairay bhai........Hanfion k yeh 2 asool haqeeqatan ghair islami aur shaitani asool hain......Allah (azw) ka laakh laakh shukar hai k hum ko Aallah (azw) nay seedha raasta dikha dia  hai.

Kia hadees se Qurani ayat mansookh ho sakti hay ??

Link to comment
Share on other sites

(bis)

آپ نے کرخی کے نام کے ساتھ رضی اللہ عنہ لکھا ہے۔ اور سب کو معلوم ہے کہ رضی اللہ عنہ کے کلمات امت مسلمہ صرف صحابہ اکرام کے ساتھ استعمال کرتی آرہی ہے۔ اور اسکی وجہ صحابہ اکرام کے بارے میں خود قرآن کی گواہی ہے کہ اللہ ان سے راضی اور وہ اللہ سے راضی۔ سلف صالحین نے کبھی کسی بڑے سے بڑے امام یا محدث اور عالم کے نام کے ساتھ یہ دعائیہ کلمات استعمال نہیں کئے۔

اب آپ فورا اپنے امام کرخی کے صحابی ہونے کا ثبوت پیش کریں۔ یا پھر اس بات کا ثبوت کے سلف صالحین نے غیر صحابی کے لئے بھی یہ کلمات استعمال کئے ہیں۔

بھاگنے کی کوشش مت کرنا۔

یہ بھی اچھا لطیفہ ہے کہ کرخی صاحب کو آپ نے ثقہ قرار دیا ہے۔ ایسے آدمی کو ثقہ قرار دینا بھی اسی جیسے کا کام ہے۔

توحیدی بھائی میں آپ کی اس بات سے اتفاق کرتا ہوں کہ اللہ کے ولی کے ساتھ عداوت نہیں رکھنی چاہئے۔ قرآن وحدیث دشمنی پر مبنی اصول بنانے والے کرخی صاحب کو اللہ کا ولی تو قرار نہیں دیا جاسکتا لیکن انکے شیطان کا ولی ہونے میں کوئی شک نہیں۔

توحیدی صاحب آپ نے بھی یہ فرمایا ہے کہ امام کرخی نے ایک عامی یعنی جاہل کو یہ اصول بتایا ہے۔ آپ کے اس دعوی کا آپ کے پاس کیا ثبوت ہے۔

اگر میں یہ کہوں کے امام کرخی نے جانوروں یا جنوں کو یہ اصول بتائیں ہیں۔ کیا خیال ہے آپ اسے تسلیم کرلینگے۔ ظاہر ہے آپ مجھ سے اس بات کا ثبوت مانگیں گے اور دلیل کا مطالبہ کرینگے۔

پھر ہم کیسے آپکی بے ثبوت بات کو مان لیں۔

امام کرخی نے جو اصول لکھے ہیں وہ صاف اور واضع ہیں۔ اور اسکا وہی مطلب ہے جو ہم نے بیان کیا اور ہر پڑھنے والا ان اصولوں سے وہی مطلب لے گا جو ہم نے لیا۔ آپ لوگوں سے گزارش ہے کہ ان شیطانی اصولوں کی باطل تاویل سے پرہیز کریں۔ یا پھر اپنی تاویل پر امام کرخی کی عبارت پیش کریں۔

Edited by Saif ul Islam
Warning2 : apni zuban ka khayal rakkhain
Link to comment
Share on other sites

السلام علیکم

مواحد بھائی مجھے بالکل بھی برا نہیں لگا۔ بلکہ مجھے بہت خوشی ہوئی ہے کہ آپکو میرا سیگنیچر پسند آیا۔ اصل میں، میں نے اس لئے آپ سے پوچھا تھا کہ میں پریشان ہو گیا تھا کہ میرا سیگنچر ڈبل کیوں نظر آرہاہے۔

میں آپکو صرف ایک مشورہ دینا چاہونگا۔ اگر آپ قبول کریں۔

آپکا ایویتار چونکہ بلیک اینڈ وہائیٹ کلر میں ہے۔ اسلئے اگر آپ اس سیگنیچر کو بھی بلیک اینڈ وہائیٹ میں کرلیں تو بہت اچھا لگے گا۔ آپکی آسانی کےلئے میں نے اسے بلیک اینڈ وہائیٹ کلر میں تبدیل کردیا ہے۔ ورنہ اگر آپ بلیک اینڈ ریڈ کلر ہی رکھنا چاہیں تو مجھے کوئی اعتراض نہیں۔

والسلام آپکا بھائی شاہد نزیر

Sorry for interfair ..mein ye poochna chahata hoon ke ahle hadees ke nazdeek kia Quran ki koi ayat hadees se mansookh ho sakti hay.??

Link to comment
Share on other sites

(bis)

جناب بھائی شاھد نظیر صاحب: ویسے آپ دوسرے تمام غیرمقلدوں کی طرح خاصے ھٹ دھرم واقعہ ھوئے ھیں، تحقیق کا دعوا کرتے ھیں اور آتا جاتا کچھ ھے نہیں، بس فتوے لگانے آتے ھیں وہ بھی الٹے، جو بات مولوی نے بول دی آپ نے مان لی، پھر کہتے ھو تقلید شرک ھے، تحقیق کا دعوا کرتے ھو تو اس کا حق صحیح‌ طرح ادا کرو پہلے اچھی طرح تحقیق کر لیا کرو پھر بات آگے کرو،

اب آتا ہوں اصل مسلئے کی یعنی آپ کے اعتراض کی طرف جو کہ آپ نے علامہ کرخی رحمۃ الّلھ علیہ کے حولے سے کیا ھے، اس بات کی وضاحت کرنے سے مہلے اتنا عرض کرنا چاھوں گا کہ آپ نے جو بہ طور ھیڈنگ لکھا ھے کہ “حنفی مذھب کے دو شیطانی اصول“ یہ آپ کی خبثِ باطن کی بیّن دلیل ھے اور اس مین قصور آپ کا بھی نہیں ھے دراصل فقہاء اکرام سے نفرت و بغض آپ لوگوں کی گھٹی میں شامل ھے، یہ تمام عیر مقلدین مولویوں کا پرانا وطیرہ رہا ھے کہ جب قرآن و حدیث کے دلائل سے عاجز ھو جاتے ھیں تو فقہاء اکرام کے خلاف زبان دراز کرنا شروع کر دیتے ھیں، اور پھر آپ لوگوں کے بارے میں ھمارے نبی کریم صلی علیہ وسلم نے ساڑھے چودہ سو برس قبل الّلھ کے عطاء کردہ علم غیب سے بتا دیا ھے ، جس کا خلاصہ یہ ھے “ آخرزمانے میں کچھ ایسے لوگ بھی آئیں گے جا اپنے اکابرین (فقہاء) کو برا بھلا کہیں گے“۔ الّلھ آپ کو ھدایت دے ویسے بہت مشکل ھے۔

اگر آپ میں ذرا بھی علمی لیاقت ھوتی تو آپ ان اصولوں پر اعترض نہ کرتے آپ نے پہلے اصول کا ترجمہ قوسین یعنی (بریکٹ) میں کیا ھے اور یہ تاثر دینے کی کوشش کی ھے کہ فقہاء کے اقوال اگر قرآن اور حدیث کے مخالف ھوں تو قرآن و حدیث کر رد کردیا جائے اور فقہاء کے اقوال کو فوقیت دی جائے۔ (معاذ الّلھ)

جناب آپ نے (اصحابناً ) کا ترجمہ فقہاء کے اقوال کیا ھے حالانکہ اسی لفظ کا ترجمہ و مفہوم سمجھنے میں آپ نے بنیادی غلطی کری ھے، میرے بھائی فقہاء کے اقوال ان کے ذاتی نہیں بلکہ یہی قرآن وحدیث کے نصوص ہیں علامہ کرخی رحمتہ علیہ تو یہ فرما رہے ھیں کہ اگر کچھ نصوص (جو کہ فقہاء کے بیان کردہ ہیں) اگر دیگر نصوص سے بہ ظاہر ٹکرا رھے ھوں تو ان میں حتی الاماکان مطابقت پیدا کرنے کی کوشش کی جائے اور اگر ایسا ممکن نہ ھو تا ناسخ و منصوخ پر محمول کیا جائے گا یا پھر ترجیح پر محمول کیا جائے گا یا پھر اس کی تاویل کی جائے گی، بس یہ ھے اس اصول کا مفاد جو کہ عیں قرآن و سنت کے مطابق ھے لیکن اس کو آپ نے اپنے خبثِ باطن کی وجہ سے شیطانی اصولوں سے تعبیر کیا ھے، ع : شرم تم کو مگر نہیں آتی۔ ویسے اس عبارت سے آپ نے کیسے سمجھ لیا کہ قرآن و حدیث کے ھوتے ھوئے فقہاء کے اقوال کو فوقیت دی جائے گی؟

اور مزید یہ کہ نہایت افسوس کے ساتھ کہنا پڑ رہا ھے کہ آپ نے دوسری عبارت کا ترجمہ کرنے میں بھی خیانت کی ھے، وہ اس طرح کہ آپ نے پہلے اصول کا ترجمہ کرتے ھوئے دوسری سطر کے قوسین یعنی (بریکٹ) میں لکھا ھے “( فقہاء کے قول کے) موافق کر لیا جائے“ (آپ کے الفاظ) میرے بھائی تو ذرا آپ مہربانی فرما کر یہ بتانا پسند کریں گے کہ یہ کن الفاظ کا ترجمہ ھے؟ یقیناً یہ الفاظ آپ نے اپنی مرضی سے ٹھونسے ہیں تاکہ یہ تاثر ملے کہ قرآن کی آیت میں تاویل اس لئے کی جارہی ھے تاکہ فقہاء کے اقوال کے اقوال کے موافق ھوجائے جبکہ ایسا ھرگز نہیں ھے، اصل کتاب سے دیکھو اس میں ایسا کچھ نہیں ھے، کچھ تا الّلھ کا خوف کرو۔ لوگوں کو جھوٹ بول کر بہکاتے ھو، ڈرو الّلھ کے عذاب سے۔

فی امان الّلھ۔

دعاؤن کا طلبگار،

نوید خان قادری، نقشبندی۔

post-2109-1248960515.gif

Link to comment
Share on other sites

Imam Karkhi Rehmatullah alayhi Tallah nay joh kuch likha heh, bilqul haq heh, misaal kay tor per, Quran kee ayaat:

6:50 Say: "I tell you not that with me are the treasures of Allah, nor do I know what is ghayb,[/b] nor do I tell you I am an angel. I but follow what is revealed to me." Say: "can the blind be held equal to the seeing?" Will ye then consider not?

Is ayaat meh Ghayb kay saath deghir kee nafi ka hokam heh, abh agar kissi kay pass yeh ayaat punchti heh, aur woh is kee bunyaad per ilm e Ghayb e RAsoolAllah kee nafi kerta heh, aur ilm e Ghayb e RasoolAllah ka munkir hota heh toh phir is ayaat kay mutabiq Kaffir sabit huwa:

2:26 "He (alone) knows the Unseen, nor does He make any one acquainted with His Ghayb. 27. "Except an apostle whom He has chosen: and then He makes a band of watchers march before him and behind him,

Abh us kay pass choices kia hen:

* Ek ayaat ko mansookh manay

* donoon meh say kissi ek ko be mansookh nah manay {aqahid wali ayaat mansookh nahin ho sakti sirf fiqhi issues wali hoti heh}, aur ek ayaat ko dosri per tarjeeh deh

* Jis ko Tarjeeh deeh, us kee khilaaf joh ayaat heh us kee es'see taweel keray jis say contradiction door ho {Quran meh contradictions nahin}

* Taweel ko Quran/Hadith say sabat keray, yehni taweel heh us per dalahil hoon,

* Agar yeh be nahin ker sakta toh phir Ulil Amr {Sahabah, Tabi, Tabitabi, aur jayyid Ulamah} kee taraf rajooh keray, yehni jis aqeedeh ko Ulim Amr nay mana heh us ko manay beghair daleel ko samjay, janay

Mukhtasar Imam Karkhi Rehmatullah Alayhi rehmat nay joh asool batahay hen bilqul sahih aur darust hen, is per Sunni, Wahabi, Deobandi, Shia, sab ka amal heh, aur sab mantay hen.

Aap Imam Karkhi kee jooti kay barabar nahin joh baat un'noon nay likhi woh musalma heh har Firqeh meh, aap ko alif bey ka bee pata nahin Ulamah kee ibarat ikay peechay kitni gehri soh, kitni tehqeeq heh us ka kia pata hoga ... yeh Imam nay char lines likhi hen magar in chaar lines meh joh kuch biyaan keeya heh woh un kee umar bar kee tehqeeq ka nateeja heh, aap jesay chawani kay moon utha ker aa jahen toh kia ho sakta heh.

@YA.Allah.Madad

Jee nahin Hadith say Quran kee kohi ayaat mansookh nahin kee ja sakti, agar Hadith sahih ho, toh yeh sabat ho sakta heh kay ayaat Quran hee kee kissi ayaat say mansookh huwi thee.

Mansookh ayaat kee kismeh:

* Ayaat Mansookh, Hokam e Shari mansookh

* Ayaat Mansookh, hokam e Shari baqi

* HOkam e shari mansookh, ayaat baqi,

Dosri category meh Rajam {stoning to death} kee Hadith aati heh ...Aur yeh be ho sakta heh kay Hadith meh zikr ho kay kon see ayaat kis ko mansookh kerti heh, toh phir us hadith ko bee mana jahay ga aur Nasikh ayaat aur mansookh ko us'see darjay per mana jahay ga joh Hadith meh biyaan hogi.

Baqi Talib Ur Rehman jesay kee kitabeh aur taqareer suno gay toh yahee nateeja hoga joh Wahabiyoon ka huwa heh, kam say kam apnay uqabir Ulamah Sana'ullah Amritsari, Waheed Uz Zamah, aur apnay seikh e Qul kee kitabeh pero, uqabir kee kitabeh pero chawal maulviyoon kee chor doh kam say kam yeh logh aqalmand soch, sudh budh, ghor o fikr walay thay ... yeh aaj kal kay Wahabi maulvi*

Edited by Ya Mohammadah
Plz abusive language use na karein jis se unhy humary akabir ko galiyan dene ka moqa mily. JazakAllah.
Link to comment
Share on other sites

(salam)

Wahabi apne aap ko salafi kehte hain aor dawah kerte hein k hum salaf us saliheen k manhaj per hain ... iss post per mianm ne uski aik Jhalki dekhi hai .... Shahid Nazer sahab ne begair kisi ilm aor tahqeeq k dawa ker dia k Salaf ne kisi k leye Radi ALLAH anhu k ilfaaz istemaal nahi keye ..... aor phir baad mein jab tauheedi bhai ne Proof dia tu maan gaye b gaye ,,,

Sawal ye Peda hota hai k jab Shahid sahab ko maloom hi nahi tha , k aisa salaf ne kia hai ya nahi tu inho ne is andaaz main dawah kase ker dia k salaf ne ye kaam nahi kia .. ap in k alfaaz ko agher perhen tu aap ko lage ga jase ye bilkul tahqeeq kerk k bethe howe hein . ager maloom na ho tu poch lena chahyee .. Bakwas kisam k Daway nahi kerne chaheye ..

Is masle se aik baat tu wazeh ho gayi k ye log aise hi Begair tehqeeq k keh dete hein salaf ne ye kaam nahi kia , jab k inko us k barey ilm b nahi hota , aor khud ko salafi kehte howe nahi thakte ... ye hai inka so called Salafism .

post-1049-1249025034.jpg

Ali sahab zara language sahi istimaal kia karo..language se pata chalta hay ke kitana ilm hay banday ke pass..anyway

tum ne jo 2 ayat opar code ki hein in mein koi conflict nahi hay ..dono sahi hein aur apne matlab par puri hein..

عَٰلِمُ ٱلْغَيْبِ فَلاَ يُظْهِرُ عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً

{ عَالِمُ ٱلْغَيْبِ } بنزول العذاب يعلم ذلك { فَلاَ يُظْهِرُ } فلا يطلع { عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً إِلاَّ مَنِ ٱرْتَضَىٰ مِن رَّسُولٍ } إلا من اختار من الرسل فإنه يطلعه على بعض الغيب

*  تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق

قُل لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ ٱللَّهِ وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ إِنْ أَتَّبِعُ إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ قُلْ هَلْ يَسْتَوِي ٱلأَعْمَىٰ وَٱلْبَصِيرُ أَفَلاَ تَتَفَكَّرُونَ

{ قُل } يا محمد لأهل مكة { لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ } مفاتيح خزائن { ٱللَّهِ } من النبات والثمار والأمطار والعذاب { وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ } من نزول العذاب { وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ } من السماء { إِنْ أَتَّبِعُ } ما أعمل شيئاً ولا أقول { إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ } إلا ما أمرت في القرآن { قُلْ } يا محمد لأهل مكة

*  تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدق

Is mein kia conflict hay..jis ayat mein nafi ki ja rahi hay ghaib ki..us say kull ghaib murad hay...kull ghaib hota to ye bhi pata hota kay kab Allah ka azaab aey ga yahan nafi ki ja rahi hay ke mujhko nahi pata kab Allah ka azaab aeyga..mujhe ye ilm nahi..jis ayat mein ghaib ke muttalh hone ke bare mein kha ja raha hay wo Ba'az ghaib murad hein KULL nahi..aap ki chakkar baazion mein becharay seedhay saadhay log phas jatay hein..aur emaan se haath dho bethtay hein..ab aap Tafseer Ibn Abbas par nuqta cheeni karna hay to karo aur apne akabir ki ta'wilaat pesh karo.yahan par to khazane ki chabiyon ki bhi nafi ki ja rahi hay..

Edited by Ya Mohammadah
Link to comment
Share on other sites

(salam)

Wahabi apne aap ko salafi kehte hain aor dawah kerte hein k hum salaf us saliheen k manhaj per hain ... iss post per mianm ne uski aik Jhalki dekhi hai .... Shahid Nazer sahab ne begair kisi ilm aor tahqeeq k dawa ker dia k Salaf ne kisi k leye Radi ALLAH anhu k ilfaaz istemaal nahi keye ..... aor phir baad mein jab tauheedi bhai ne Proof dia tu maan gaye b gaye ,,,

Sawal ye Peda hota hai k jab Shahid sahab ko maloom hi nahi tha , k aisa salaf ne kia hai ya nahi tu inho ne is andaaz main dawah kase ker dia k salaf ne ye kaam nahi kia .. ap in k alfaaz ko agher perhen tu aap ko lage ga jase ye bilkul tahqeeq kerk k bethe howe hein . ager maloom na ho tu poch lena chahyee .. Bakwas kisam k Daway nahi kerne chaheye ..

Is masle se aik baat tu wazeh ho gayi k ye log aise hi Begair tehqeeq k keh dete hein salaf ne ye kaam nahi kia , jab k inko us k barey ilm b nahi hota , aor khud ko salafi kehte howe nahi thakte ... ye hai inka so called Salafism .

post-393-1249056070.gif

Edited by Ya Mohammadah
Beware!! If any further u use wrong words against Imam e Azam Abu Hanifa ur whole post wud be deleted. Ye forum isliye nahin khola gaya hai ki aap hmary akabir ko galiyan dete rahy or hum bardasht karty jayein.
Link to comment
Share on other sites

(bis)

علامہ کرخی رحمتہ علیہ تو یہ فرما رہے ھیں کہ اگر کچھ نصوص (جو کہ فقہاء کے بیان کردہ ہیں) اگر دیگر نصوص سے بہ ظاہر ٹکرا رھے ھوں تو ان میں حتی الاماکان مطابقت پیدا کرنے کی کوشش کی جائے اور اگر ایسا ممکن نہ ھو تا ناسخ و منصوخ پر محمول کیا جائے گا یا پھر ترجیح پر محمول کیا جائے گا یا پھر اس کی تاویل کی جائے گی،

------------------------------------------------------------------

FROM ABUZAID:

نوید صاحب آپ نے بات بنانے کی کوشش تو بہت کی ہے لیکن بات بن نہیں پاریی اور کیا آپ بتانا پسندکریں گے کہ درج بالا عبارت جو کے آپ نے لکھی ہے وہ تاویل ہے یا کہ آپ نے ترجمہ کرنے کی کوشش کی ہے۔

Link to comment
Share on other sites

Is say pehlay kay tum kuch meray jawab meh likho, pehlay sari post ko perh loh kay likha kia heh, aap ko bila wajjah ikhitlaaf kee adat peri huwi heh.

Ali sahab zara language sahi istimaal kia karo..language se pata chalta hay ke kitana ilm hay banday ke pass..anyway

tum ne jo 2 ayat opar code ki hein in mein koi conflict nahi hay ..dono sahi hein aur apne matlab par puri hein..

...

Is mein kia conflict hay..jis ayat mein nafi ki ja rahi hay ghaib ki..us say kull ghaib murad hay...kull ghaib hota to ye bhi pata hota kay kab Allah ka azaab aey ga yahan nafi ki ja rahi hay ke mujhko nahi pata kab Allah ka azaab aeyga..mujhe ye ilm nahi..jis ayat mein ghaib ke muttalh hone ke bare mein kha ja raha hay wo Ba'az ghaib murad hein KULL nahi..aap ki chakkar baazion mein becharay seedhay saadhay log phas jatay hein..aur emaan se haath dho bethtay hein..ab aap Tafseer Ibn Abbas par nuqta cheeni karna hay to karo aur apne akabir ki ta'wilaat pesh karo.yahan par to khazane ki chabiyon ki bhi nafi ki ja rahi hay..

Awal kiss pagal kay bachay naay ayaat meh conflict kee baat kee heh, ayaat meh tazaad heh hee nahin, khadam nay sirf ek point ko samjanay kee khatar ek noomunay kay tor per in doh ayaat ko pesh keeya thah. Aap nay ayaat kee Taweel/Tafsir pesh keeh, toh khadam is'see point ko sabt ker raha thah kay, agar doh ayat meh bazahir tazaad ho toh phir, phir musalmaan kay pass choice hen:

* Ek ayaat ko mansookh manay

* donoon meh say kissi ek ko be mansookh nah manay {aqahid wali ayaat mansookh nahin ho sakti sirf fiqhi issues wali hoti heh}, aur ek ayaat ko dosri per tarjeeh deh

* Jis ko Tarjeeh deeh, us kee khilaaf joh ayaat heh us kee es'see taweel keray jis say contradiction door ho {Quran meh contradictions nahin}

* Taweel ko Quran/Hadith say sabat keray, yehni taweel heh us per dalahil hoon,

* Agar yeh be nahin ker sakta toh phir Ulil Amr {Sahabah, Tabi, Tabitabi, aur jayyid Ulamah} kee taraf rajooh keray, yehni jis aqeedeh ko Ulim Amr nay mana heh us ko manay beghair daleel ko samjay, janay

Aap nay mufassireen kee Tafsir pesh keen:

عَٰلِمُ ٱلْغَيْبِ فَلاَ يُظْهِرُ عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً

{ عَالِمُ ٱلْغَيْبِ } بنزول العذاب يعلم ذلك { فَلاَ يُظْهِرُ } فلا يطلع { عَلَىٰ غَيْبِهِ أَحَداً إِلاَّ مَنِ ٱرْتَضَىٰ مِن رَّسُولٍ } إلا من اختار من الرسل فإنه يطلعه على بعض الغيب {

* تفسير القرآن/ الفيروز آبادي (ت817 هـ) مصنف و مدقق

قُل لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ ٱللَّهِ وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ إِنْ أَتَّبِعُ إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ قُلْ هَلْ يَسْتَوِي ٱلأَعْمَىٰ وَٱلْبَصِيرُ أَفَلاَ تَتَفَكَّرُونَ

{ قُل } يا محمد لأهل مكة { لاَّ أَقُولُ لَكُمْ عِندِي خَزَآئِنُ } مفاتيح خزائن { ٱللَّهِ } من النبات والثمار والأمطار والعذاب { وَلاۤ أَعْلَمُ ٱلْغَيْبَ } من نزول العذاب { وَلاۤ أَقُولُ لَكُمْ إِنِّي مَلَكٌ } من السماء { إِنْ أَتَّبِعُ } ما أعمل شيئاً ولا أقول { إِلاَّ مَا يُوحَىٰ إِلَيَّ } إلا ما أمرت في القرآن { قُلْ } يا محمد لأهل مكة

Abh Mufassir nay ayaat kay mafoom kee taweel kee, Surah Jin kee ayaat say Baz ilm e Ghayb muraab liya, aur 'baaz' kee kedh mufassir nay Tawheed kee bunyaad per lagahi warna ayaat meh "Baaz" kee qedh nahin, yeh Taweel kee mafoom meh. Dosri ayaat meh mufassir nay Ilm e ghayb ko khas mafoom deeya, yehni: "I tell you not that with me are the treasures of Allah, nor do I know what is the punishmen, or when it will come ..." Toh unoon nay ayaat meh taweel kee, ilm e Ghayb aam thah ussay khaas mafoom diya, sabit huwa kay mufassir nay ayaat kay wazia mafoom meh Taweel kee, aaur aap be ker rahay hen Kulli kee takhsees ker kay: "jis ayat mein nafi ki ja rahi hay ghaib ki..us say kull ghaib murad hay..." ayaat meh zaati, Atahi, Baaz, Qulli, kee joh takhsees heh woh ayaat say sabit nahin balkay Aqeedah e Tawheed ko mad e nazr rakh ker mafoom biyaan keeya jata heh kay Qulli, aur Zaati ghayb kee nafi heh, kay RasoolAllah farma rahay hen kay agar meray pass Ghayb Zaati hota toh meh jab chahta bateh maloom ker leta aur kulli hota toh phir har cheese janta ... yeh sab taweelat hen jin per kissi Sunni Sahih ul Aqeedah ko ihtiraaz nahin khadam ka aqeedah bee yahee heh kay RasoolAllah ka Ilm Baaz {ba muqabila e Allah subhana wa tallah heh}.

Meh aap kay dost joh Imam Karkhi ko bohank raha thah us ko Asool samja raha thah example deh ker taqay stupid ko samajnay meh asaani ho, magar ek ko patri per charnay kee koshish kee dosray nay khud hee patri say chalang laga deeh.

Joh aap nay wazahat kee heh khadam ko aur har Sunni ko us per ittifaaq heh, aur ham be tawilaat kertay hen ayaat kee, jesa kay khadam nay pehlay hee likha thah kay yeh asool musalmah asool heh, Sunni Shia Wahabi, Deobandi meh ... agar donoon ayaat ko literally leeya jata toh ikhitlaaf hota magar Sunniyoon nay aur aap jesay anparh Wahabi nay bee taweel kee, toh Allama Karkhi rehmatullah alayhi Tallah nay aur kia farmaya heh kay agar ayaat meh bazahir conflict ho toh phir:

* Ek ko Nasikh dosri ko Mansookh samjoh

* Tarjeeh doh,

* Taweel Kero,

* Behtreen tareeka heh kay do ayaat meh sula kero

* Ulil Amr kee taraf rajooh kero,

Time nahin warna darja ba darja biyaan kerta, Ya Allah Madad sahib aap nay donoon ayaat kee Taweel kee, Ulil Amr kee taraf rajooh keeya, aur esa mafoom biyaan bee keeya kay donoon meh sula be ho gaee, toh meh nay kia baat explain kerna chahi thee yahee asool samjah raha thah aap kay Wahabi baee ko joh jayyid Ulamah ko bhonk raha heh.

Aakhar meh saamp kee tera dassa bee, agar is ayaat meh rAsoolAllah kay qull ilm e Ghayb kee nafi heh aur baaz ghayb kee nafi nahin toh phir soch ker batahen kay qull khazanoon kee nafi huwi hogi ya baaz aur qull donoon kee?

Mukhtasar ayaat meh RasoolAllah kay leyeh Zaati aur Qulli sifaat kee nafi heh, Zaati aur Qulli sifaat sirf Allah kay leyeh khaasi hen, wohi Zaati tor per janta heh aur us ko kohi aur atah nahin kerta aur woh har cheese janta heh aur kohi cheese us say chuppi huwi nahin. Mukhtasar nah Zaati Qulli Ghayb heh, nah Zaati Qulli khazanay, weghera weghera ...

Abh keyun kay tum nay be'imaani kee aur RasoolAllah ko joh khazanay deeyeh gahay thay us kee nafi kee heh khadam ko abh sabit kerna heh kay khazanay deeyeh gahay:

* Sahih Al Bukhari, Book 59, Number 411: "Narrated Uqba: One day the Prophet went out and offered the (funeral) prayer for the people (i.e. martyrs) of Uhud as he used to offer a funeral prayer for any dead person, and then (after returning) he ascended the pulpit and said, "I am your predecessor before you, and I am a witness upon you, and I am looking at my Tank just now, and I have been given the keys of the treasures of the world (or the keys of the world). By Allah, I am not afraid that you will worship others besides Allah after me, but I am afraid that you will compete with each other for (the pleasures of) this world."

* Sahih Al Bukhari, Book 59, Number 660: "Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "While I was sleeping, I was given the treasures of the earth and two gold bangles were put in my hands, and I did not like that, but I received the inspiration that I should blow on them, and I did so, and both of them vanished. I interpreted it as referring to the two liars between whom I am present; the ruler of Sana and the Ruler of Yamaha."

* Sahih Al Bukhari, Book 76, Number 434: "Narrated 'Uqba bin 'Amir: The Prophet went out and offered the funeral prayer for the martyrs of the (battle of) Uhud and then ascended the pulpit and said, "I am your predecessor and I am a witness against you. By Allah, I am now looking at my Tank-lake (Al-Kauthar) and I have been given the keys of the treasures of the earth (or the keys of the earth). By Allah! I am not afraid that after me you will worship others besides Allah, but I am afraid that you will start competing for (the pleasures of) this world."

Conclusion yeh nikla kay agar Quran kee kissi ayaat meh bazahir kissi aur ayaat ya Sahih Mutawatir Hadith say ikhtilaaf ho toh phir us ayaat kee taweel kee jahay gee joh donoon kay darmiyaan ikhtilaaf dor ker deh. Is point ko sabat krnay kay leyeh meh nay doh ayaat ka example deeya thah. Abh aap nay keyun kay Rasoolallah kay leyeh khazayn ka inqaar keeya hehtoh meh nay Hadith says abit ker deeya kay khazayn RasoolAllah kay pass hen aur deeyeh gahay thay.

Pehlay socha keren kay ikhtilaaf kernay wali baat heh bee ya nahin. Wesay be aap say kissi sensiable baat kee kabi tawaqoh nahin thee aur aynda heh be nahin.

Wahabiyo Barelwi kehta heh kay RasoolAllah aakhiri nabi hen, un kay baad kohi Nabi nahin, peda ho hee nahin sakta RAsoolAllah ka farmaan heh meray baad kohi nabi nahin, kabi bee tum is ko ghalat sabit nahn ker saktay."

{Chavl ka intizaar heh, dekhyeh Wahabi ahay ga aur kahay ga Barelwi Mushrik heh, Biddati heh RasoolAllah aakhiri Nabi nahin ... weghera weghera ..."}

:lol: Umeed heh Yam hee aa ker Barelwi ko bichaar deh ga, choray ga nahin ... yeh ikhtilaaf har point say ikhtilaaf, Allah ek heh us ka kohi Shareek nahin, Wahabi aa ker ikhtilaaf keray ga nahin nahin Barelwi jhoot bolta heh god is father son and the holy ghost three in one and one in three ...

Link to comment
Share on other sites

Is say pehlay kay tum kuch meray jawab meh likho, pehlay sari post ko perh loh kay likha kia heh, aap ko bila wajjah ikhitlaaf kee adat peri huwi heh.

Awal kiss pagal kay bachay naay ayaat meh conflict kee baat kee heh, ayaat meh tazaad heh hee nahin, khadam nay sirf ek point ko samjanay kee khatar ek noomunay kay tor per in doh ayaat ko pesh keeya thah. Aap nay ayaat kee Taweel/Tafsir pesh keeh, toh khadam is'see point ko sabt ker raha thah kay, agar doh ayat meh bazahir tazaad ho toh phir, phir musalmaan kay pass choice hen:

* Ek ayaat ko mansookh manay

* donoon meh say kissi ek ko be mansookh nah manay {aqahid wali ayaat mansookh nahin ho sakti sirf fiqhi issues wali hoti heh}, aur ek ayaat ko dosri per tarjeeh deh

* Jis ko Tarjeeh deeh, us kee khilaaf joh ayaat heh us kee es'see taweel keray jis say contradiction door ho {Quran meh contradictions nahin}

* Taweel ko Quran/Hadith say sabat keray, yehni taweel heh us per dalahil hoon,

* Agar yeh be nahin ker sakta toh phir Ulil Amr {Sahabah, Tabi, Tabitabi, aur jayyid Ulamah} kee taraf rajooh keray, yehni jis aqeedeh ko Ulim Amr nay mana heh us ko manay beghair daleel ko samjay, janay

post-1285-1249277643.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

Janab Shahid Nazeer Sb.aap ko Talib Ur Rehman k lia sahat language use karna itna ghalat laga laikan jab aap log humaray Nabi e Kareem Sal Allah o Alaih e Wa Aale hee Wasalam ke shan e aqdas main gustakhian kartay ho,Akabar ke shan main apni zaban daraz kartay ho us waqat hosh khawas kahan hotay hain aap k???

Aur rahy bat Talib ke tu janab aisi shakhs k lia aur kya zaban use ke jay jo Apni Sagi Behan k saath Nikah ko jayz likhta hay.Laanat ho aisay aqeeday aur shakhs par.

Bahar hal Ali bhai continue karain gay Insha Allah aap k questions k answers

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Aur rahy bat Talib ke tu janab aisi shakhs k lia aur kya zaban use ke jay jo Apni Sagi Behan k saath Nikah ko jayz likhta hay.Laanat ho aisay aqeeday aur shakhs par.

_______________________________________________________

از طرف ابوزید: چشتی صاحب صرف زبانی جمع خرچ یہاں نہں چلے گی ثبوت سے بات کریں۔ جو الزام ہمارے عالم طالب الرحمن شاہ صاحب حافظہ اللہ پر آپ نے لگایا ہے کیا آپ اسکا ثبوت بھی رکھتے ہیں یا صرف جھوٹے دعوے آپ لوگوں کا وطیرہ ہے۔ثبوت پیش کریں ثبوت۔

Link to comment
Share on other sites

Awal, Imam kay qaul say muraad yeh nahin kay Imam apni taraf say ek kahani bana ker biyaan keray ga, balkay fatwah muraad heh, aur joh kuch woh biyaan keray ga Quran ko Hadith kee roshini meh biyaan keray ga. Yehni qaul kee bunyaad Quran Hadith kee daleel heh, abh Imam kee daleel kay khilaaf agar kohi daleel hogi toh phir kia kerna chahyeh jis ko meh nay pehlay biyaan keeya heh.

Aap ko ibarat samaj nahin aa rahi, pehlay yeh samaj lenh kay Imam ka qaul mangarat kahani nahin hogi, balkay us fatway, qaul kee bunyaad Quran Hadith kee daleel hogi, aur Imam Karkhi nay farmaya heh joh ayaat, Hadith imam kee daleel kay khilaaf hogi us ko mansookh, ya tarjeeh, ya muwafiq keeya jahay ga. Mansookh is leyeh keyun kay ek aam Mufti ko bee pata heh kon see ayaat Quran meh Mansookh hen, Imam {yehni Mujtahid} ko kesay nah pata hoga kay kon see ayaat Nasikh heh aur kon see Mansookh, is leyeh agar Imam kay qaul/fatway kay khilaaf kohi daleel hogi toh yahi murad hogi kay Imam nay is ayaat ko Mansookh samja, Tarjeeh deeh, ya Muwafiqiat nikaali.

Abh agar Imam, Mujtahid ka qaul ek wazia ayaat kay khilaaf jata heh toh is kee do wajoohat ho sakti hen:

* Imam ko ayaat/hadith ka ilm nahin thah,

* Ayaat/hadith ka ilm thah, ayaat/hadith ko mansookh jana, aur Nasikh per hokam jaari keeya.

Abh agar ek Imam ek fatwah deta heh aur woh kissi Hadith/ayaat, kay khilaaf heh toh phir, autometically assume yahee hoga kay ya ayaat Mansookh ho gaee, ya Hadith mansookh ho gaya.

Misaal kay tor per, kohi Imam, Sahabi, Tabi fatwah deta heh kay sharab haram heh us ka peena haram heh, Aur agar koh Wahabii is kay khilaaf yeh daleel pesh keray aur kahay kay Imam ka fatwah ghalaat heh keyun kay is ayaat meh sharab ko haram nahn bataya gaya, balkay sirf nashay kee halat meh namaz say door rehnay ka hokam heh:

AN-NISA 43 "O you who believe! do not go near prayer when you are Intoxicated until you know (well) what you say, ..."

Toh ham Imam kay fatway kee mukhalfat nahin keren gay balkay is ayaat ko mansookh maneh gay ya esi taweel keren gay joh Imam qaul kay khilaaf nah ho keyun kay Imam, Mufassir, apni qiyaas arahi say biyaan nahin keray ga balkay us kay fatway kee be kohi daleel hogi, beghar daleel kay woh kohi be opinion qahim nahin keray ga. aur Ulil Amr kee atahat ka hokam heh:

Surah Nisa {4} 59: "O ye who believe! Obey Allah, and obey the Messenger, and those Ulil Amr {charged with authority} among you. If ye differ in anything among yourselves, refer it to Allah and His Messenger, if ye do believe in Allah and the Last Day: That is best, and most suitable for final determination."

Ham ko Allah tallah nay Ulil Amr kee atahat ka hokam deeya heh ham un kee atahat keren gay, aur un kay fatway, kee joh daleel heh us kee justjooh keren gay talash keren gay, aur agar un kay fatway kee daleel nahin toh phir ek Ulil Amr ko chor ker dosray jis kee daleel strong heh us kee atahat keren gay, is case meh sharab kay haram honay kee daleel yeh heh, yeh Surah Nisa kee ayaat 43 ko mansookh kerti heh:

* Surah Al Maidah {5} 90: "O you who believe! intoxicants and games of chance and (sacrificing to) stones set up and (dividing by) arrows are only an uncleanness, the Shaitan's work; shun it therefore that you may be successful."

Agar Ulil Amr Allah aur RasoolAllah kay deen kee ittibah nah kertay toh phir Allah tallah kabi be Ulil Amr kee atahat ka hokam nah detay sirf Allah aur RasoolAllah kee atahat taq hokam mehdood rehta. Agay ayaat meh Allah nay farmaya heh kay agar Ulil Amr meh ikhtilaaf ho toh phir woh Allah aur RasoolAllah kee taraf rajooh keren. Aur yeh fact heh kay IImam Muhammed nay Imam Abu Hanfiah kay shagird thay, unoon nay bot say masail per imam Abu Hanifah say ikhtilaaf keeya, magar keyun kay asool Imam Abu Hanfiah kay thay toh Imam Muhammed kay ikhtilafat be Hanafi fiqh tehrahay.

Agar tujjay ilm e Asool e deen hotai toh meray points ko kab kay samaj chukay hotay aur mujjay yeh bachoon kee tera nah samjana perta. Aur mujjay pata heh kay tumari samaj mehphir be nahin aahay gee.

Link to comment
Share on other sites

Talib Ur Rehman pakka kaffir heh joh apni behan say nikkah jaiz likha, us kay leyeh tum kia ilfaaz istimaal kero gay, behan say nikkah jaiz kernay walay kay leyeh sirf doh lafz Talib ur Rehaman bara ***********kaffir heh.

**************************************

Edited by Ya Mohammadah
Use of abusive language can result bad words for our elders from them so be modest & patient. JazakAllah.

Sheikh Ul Hadees sahab aik sawal mera bhi hay..pehlay in Ahadees ko parh lo..

(3) Narrated Uqbah ibn Amir: I said to the Apostle of Allah (peace_be_upon_him): Are there two prostrations in surah al-hajj? He replied: Yes; if anyone does not make two prostrations, he should not recite them. (Book #7, Hadith #1397) (Sunan Abudawood)

(2) Narrated Amr ibn al-'As: The Prophet (peace_be_upon_him) taught me fifteen prostrations while reciting the Qur'an, including three in al-Mufassal and two in surah al-hajj. (Book #7, Hadith #1396) (Sunan Abudawood)

Imam Abu Haneefa ne kis hadees ke taheet is hadees ko mansookh kia aur Hanfi hazraat Rasool Allah  (saw)ki nafarmani karte hoey aaj tak Surah Hajj mein aik hi sajdah karte hein..please reply

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...