Jump to content

Deobandiyo ko Sirat e Mustaqeem ka bhi nahi pata

Shan E Raza

تجویز کردہ جواب

  • 2 weeks later...

Tamam Jawabat Topic Sey Related na honey Ki Wajah sey Delete ker diye Gaye hain..

imHanfi sahib.. Ager Aap Key Pas Topic Sey Related Jawab Hai Tu Woh Post Kerein.. Suwal Per Suwal Post Kerney Ki Ijazat Nhin Hai..

Aur Qadri Attari bhayi.. Ager Topic Sey Related Post Honey Ki Bajaye Kisi Aur Taraf Bat Ko Mora Ja Raha Ho Tu Us Post Ka Reply Kerney Ki Bajaye, Report Key Button Sey Mein Humein Aagah Kiya Kerein...

Link to comment
Share on other sites

The above comments is your that IBN Kasir bidati tha etc, pls see below commments of your ULMA and confirm me, you are right or your ULMA. just reply me yes or not do not need your clarification
(salam) mohtaram iamhanfi sahib kaya app ne tafseer ibn e kaseer parhi hai jis ka tarjuma pir karam shah sahib ne kia hai ?.App ke jawab ke ba'ad app se mazeed baat ho gi.

app ne aik aur post mein likha hai ke hum loug app ke forum pe nahi atay tou janab arz yeh hai ke hum nahi atay lekin app tou wahan se jawab la saktay hain na ?? umeed hai ke app mujhe na umeed hi krain ghy. fi-aman:

(salam) Saeed Sab, ap kay kahnay k matlab ha k jo tarjama Pir Karam shah sab nay kia ha wo aur ha aur jo IBN Kasir ka tarjama ha wo aur ha. IBN KASIR kay tarjama k mutabik wo bidati ha (jis app barelvion nay lekh ha) aur pir KARAM shah k tarjama kay mutabik wo darust ha. wa kia baat app nay ki app tou pir KARAM SHAH sab par b aftra band rahay hain kay unhoon nay tar jama kuch aur kardia.

AUR AIK BIDATI KA TARJAMA KARNAY PAR PIR KARAM KUSH KABRI KAHRA HAY HAIN. JAB KI AHMED RAZA NAY WAHABION KI KITAB PARNA BE HARAM HARAM HARAM LEKHA HA. APP SAY REQUEST HA KAY APP BE KUCH AUR KITABOON KA TARJAMA KARDAIN AUR BARELVION KO KUSH KABRI SUNA DAIN, baki bidati kon ha ye mujy kahnay ki b zarurat nahe ha app khud jantay hain.

app mujsay kahrahain hain k main jawab laykar doun. MUJ main itni himat ha k main deodand ho kar app ki site par baat kar raha hoon magar app tou shayad buzdil hain jo deoband ki site par khud jawab nahe lay saktay because you know what happend with you. app b bagh jain gay jis app kay baray baghtay thay.

AGAR KOE BAAT BURI LAGY THEN I AM SORRY FOR THIS, BUT PLS TO THE POINT BAAT KARAIN jo topic ha. yan fi-aman:

post-3542-1249529384.jpg

Edited by iamHanfi
Link to comment
Share on other sites

iamhanfi sahab yeh page jop aap nein attach kiya hai kin ka hai is ka title page lagaye is ka tarjama kis nein kiya hai woh bhi batayein.

(salam) Qadri Attar Sahab,

(bis) pahaly tou main ye kahana chahoon ga k our discussion is going a good manner pls keep this style, discussion would be construct not-----.

Second mainy jo page upload kia ha, this i down load from CD i do not know kis nay tarja ma kia ha but i assure you this is TAFSIR IBN KASIR. BAKI app Ahmed Raza kay tarjamain ki baat kartain hain tou unka tarjama duniyan main sab say alag ha (siraf barelvion ulma kay sath milta ha) baki PIR karam shah sab kay tarjama k sath b nahi milta. espar aik book b lekhi gai ha but this time name yaad nahe.

pls mujy apnay moakaf k baray main bato, do u consider HAFIZ IBN KASIR IS Bidati if yes then why pir karam ali shah do his tarjama in URDER and said it is a good news for barelvi kia PIR karam shah nay IBN kasir ko bidati lekha, kisi barelvi ulma (Ahmed raza, Ahmed yar naeemi like ulma) ka hawala b peesh karo kay IBN kasir bidati tha.

fi-aman:

mujhe pehle aap yeh batao k kia ibne kaseer parkistani they ???kia unho nein tafseer urdu mein likhi thi ???

nahi janab woh pakistani nahi they un ki tafseer arbi mein hai isi liye to Peer Karam Ali Shah sahab nein us ka urdu tarjama kiya hai yeh page jo aap nein lagaya hai woh aap k kisi deobandi alim ka tarjama kiya howa lagta hai .

aap nein kaha k Ahmad Raza Khan RehmatULLAH alaih ka tarjama kisi se nahi milta (siwaye brailviyo k ) or peer karam ali shah sahab se bhi nahi milta to janab awain jhoot nahi boltey yeh dekho main tafseer ibne kaseer laga raha hoon peer karam ali shah sahab ki tarjama ki hoi.abh batao k yeh apis mein miltey hain ya nahi ???

Mujhe meri baaton ka jawab nahi mil raha .kia aap k molvi ka tarjama sahi hai to isey sabit karo.

post-2606-1249538217.jpg

post-2606-1249538279.jpg

Link to comment
Share on other sites

(salam) Qadri Attar Sahab,

(bis)

pls mujy apnay moakaf k baray main bato, do u consider HAFIZ IBN KASIR IS Bidati if yes then why pir karam ali shah do his tarjama in URDER and said it is a good news for barelvi kia PIR karam shah nay IBN kasir ko bidati lekha, kisi barelvi ulma (Ahmed raza, Ahmed yar naeemi like ulma) ka hawala b peesh karo kay IBN kasir bidati tha.

fi-aman:

janab yeh aik alag mozo hai isey aap yeha kiun cher rahe ho ???

Yeha main nein aitraz kiya hai or aap ko us ka jawab dena hai bus warna aap ko topic se hat kar baat karne par warning di ja sakti hai.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

Qadri sahab , Pir sahab nai tafseer k tarjumai main dhika ka lafz bhi istemaal kia hai. Iis main Hazrat Jibraeel wali hadith ka tarjuma bhi unhon nai Dhika se he kia hai. to Baqol aap k pir sahab ko siraat e mustaqeem ka bhi nahi pata. Jo tarjuma Pir sahab nai Hazrat Jibraeel wali hadith ka kya hai, aap ki zehniyat k mutabiq ager uus ko parha jai to Naoozubillah Huzoor (saw) ko seedhay raastay ka pata nahi aur hazrat Jibraeel es Dua ki talqeen ker rahay hain. Naoozu billah, Ma'aazallah

post-3494-1249538865.jpg

post-3494-1249538873.jpg

post-3494-1249538880.jpg

Edited by mameenkhn
Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)
(bis)

Qadri sahab , Pir sahab nai tafseer k tarjumai main dhika ka lafz bhi istemaal kia hai. Iis main Hazrat Jibraeel wali hadith ka tarjuma bhi unhon nai Dhika se he kia hai. to Baqol aap k pir sahab ko siraat e mustaqeem ka bhi nahi pata. Jo tarjuma Pir sahab nai Hazrat Jibraeel wali hadith ka kya hai, aap ki zehniyat k mutabiq ager uus ko parha jai to Naoozubillah Huzoor (saw) ko seedhay raastay ka pata nahi aur hazrat Jibraeel es Dua ki talqeen ker rahay hain. Naoozu billah, Ma'aazallah

bhai sahab yeha tafseer ki baat nahi ho rahi hai yeha tarjamey ki baat ho rahi hai peer sahab nein tarjama kiya hai k "Chala hum ko seedhey rastey par" or yeh tarjama sahi hai tafseer ibne kaseer k khilaf bhi nahi hai .jis ka zikr agey aye ga .pehle peer karam Ali shah sahab ka tarjama aap parhein .

post-3494-1249538865.jpg

post-2606-1249547603.jpg

acha abh aap ko aitraz hai k tafseer mein ja baja yehi kaha gya hai k seedha rastah dikah to us ka jawab yeh hai k wahabi sahab jhoot mat bola karo agr aap ko debate karne ka itna hi shoq hai to tafseer poori pesh kiun nahi ki ????

page number 67 mein kia likha hai woh aap nein parha hai ????

Ibne Kaseer nein saari baaton ka hal sirf aik nikala hai woh kia hai woh bhi parh lo

post-2606-1249547733.jpg

is mein saaf likha hai k is ayet ka matlab yeh hai k humey is par sabit qadam rakh aur is se na hata .

is se na hata ko dosari tarha dekha jaye to is ka matlab hai k isi rastey ar chala kiun k hatna or chalna aik dosare aik mutzad hain .

baat tarjamey par hai tafseer ko beech mein mat lao,tum nein tafseer ko beech mein shamil kiya hum nein us se bhi sabit kar diya k Ala HAzrat ka tarjama sahi hai.ibne kaseer nein bhi is ayet ka nachor Ala Hazrat wala tarjama hi nikala hai.isi liye hum kehte hain k Ala Hazrat ka tarjama tafseeri hai yeh tarjama tafaseer ko samne rakh kar banaya gya hai.

lekin shayed aap k molviyon nein tafaseer nahi parhi isi liye un ka tarjama aysa hai.

aik or baat is se agli ayet ki tafseer bhi parh lena us mein bhi is ka jawab moujood hai.

Edited by Sag-e-Attar
Quoted Images Removed
Link to comment
Share on other sites

imHanfi Sahib.. Aapko Dosri Bar Kaha Ja Raha Hai Key Aap Topic Sey Hat Ker Bat Na Kerein... Pehley Bhi Posts Is Liye Delete Ki Gayi Theen Key Woh Topic Sey Related Nhin Theen...

Aapko Ager Yeh Malom Kerna Hai Key Allama Ibn-e-Kaseer Per Hamari Kiya Raye Hai.. Aur Ager Woh Hamarey Nazdeek Biddati Hain Tu Unki Tafseer Ka Tarjima Kiyon Kiya Gaya.. Tu Aap Aik Alag Sey Topic Banain Is Mozo Per..

Tafsir-e-Ibn-e-Kasir Sey Related Aap Ki Bat Sabit Ho Jati Ager Pir Karam Shah Sahib Ney Tarjima Aap Key Mutabiq Kiya Hota.. Aap Tafsir-e-Ibn-e-Kasir ya Kisi Bhi Tarjima Waghera Per Zaror Bat Kerein.. Mager Topic Key Dairey Mein Reh Ker..

Agli Bar Ager Topic Sey Hat Ker Behs Shurow hoyi tu Topic Lock Ker Diya Jaye Ga..

Link to comment
Share on other sites

Attari Sab, IBn-Kasir par ab baat nahe karoon ga es post par, because i can guss what is your comments.

Ibn-Abbas wali rawayat arabi main thi aur pir karam ali shah nay tarjma urdu main kia. kia ye tarjama app ki nazdek Gustakhi nahe ha WOHAN tarjma LEKHA K SEDI RAH dikha,

Naoozubillah Huzoor (saw) ko seedhay raastay ka pata nahi aur hazrat Jibraeel es Dua ki talqeen ker rahay hain. Naoozu billah, Ma'aazallah

jab kay app k mutabik tou wohan bi lekhna chahea tha challa sidi raha par.

post-3542-1249619969.jpg

Edited by iamHanfi
Link to comment
Share on other sites

(salam) Saeed Sab, ap kay kahnay k matlab ha k jo tarjama Pir Karam shah sab nay kia ha wo aur ha aur jo IBN Kasir ka tarjama ha wo aur ha. IBN KASIR kay tarjama k mutabik wo bidati ha (jis app barelvion nay lekh ha) aur pir KARAM shah k tarjama kay mutabik wo darust ha. wa kia baat app nay ki app tou pir KARAM SHAH sab par b aftra band rahay hain kay unhoon nay tar jama kuch aur kardia.

AUR AIK BIDATI KA TARJAMA KARNAY PAR PIR KARAM KUSH KABRI KAHRA HAY HAIN. JAB KI AHMED RAZA NAY WAHABION KI KITAB PARNA BE HARAM HARAM HARAM LEKHA HA. APP SAY REQUEST HA KAY APP BE KUCH AUR KITABOON KA TARJAMA KARDAIN AUR BARELVION KO KUSH KABRI SUNA DAIN, baki bidati kon ha ye mujy kahnay ki b zarurat nahe ha app khud jantay hain.

app mujsay kahrahain hain k main jawab laykar doun. MUJ main itni himat ha k main deodand ho kar app ki site par baat kar raha hoon magar app tou shayad buzdil hain jo deoband ki site par khud jawab nahe lay saktay because you know what happend with you. app b bagh jain gay jis app kay baray baghtay thay.

AGAR KOE BAAT BURI LAGY THEN I AM SORRY FOR THIS, BUT PLS TO THE POINT BAAT KARAIN jo topic ha. yan fi-aman:

(salam) mohtaram iamhanfi sahib app is ke liye alehda topic start krain (ia)(azw) app ko jawab dia jaye ga . umeed hai ke app mujhe na umeed hi krain ghy fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

(salam) mohtaram iamhanfi sahib app is ke liye alehda topic start krain (ia)(azw) app ko jawab dia jaye ga . umeed hai ke app mujhe na umeed hi krain ghy fi-aman:

Saeed sahab ye bataien ke bralvion ke ilawa (kionke bralvi log pakke pakke hidayat yaafta hein) jitne bhi log is dunya mein namaz parhate hein..jab wo namaz mein ye ayat parhingay اهْدِنَا الصِّرَاطَ الْمُسْتَقِيمَ  to unke zehan mein kia turjuma hona chahiye (humko seedhay raastay par chala ) ya (Dikha humko seedha raasta) wo kon sa turjuma zehan mein laega...please reply me..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

  • 4 weeks later...

bismillah.gif

saw.gif

salam.gifsab ahle iman ko,

janab iamhanfi sahib app ki post number 13 ka jawab hazir hai. Har aik lafz ke kaafi meanings hotay hain 1-lughavi 2-shar'ee 3- istilahi 4-majazi 5-haqiqi and many more.

Ihid ka lughat mein matlab hai "Dikha" aur shar'ee matlab hai "chala". abb shar'ee matlab chala kiyun hai iss ziman mein arz yeh hai ke jab hum Allahazw.gif ki bargah e aqdas mein arz kartay hain "Ihidina siratal mustaqeem" tou oos ka matlab hota hai ke Ae Malik e Kainat ja.gif app ne quran pak aur apne Habibsaw.gif ke wasta se humain seeda rasta dikha dia hai jo ke islam hai abb hum app azw.gif ki bargah mein yeh arz kartay hain ke appazw.gif humain iss rasta pe chalain.

Hazrat peer karam shah sahib m-a.gif ne tafseer ibn e kasir mein jo tarjuma kia hai woh chala kia hai phir agay tafseer mein hazrat ibn e abbas raa.gif ki rivayat mein iss ka lughavi tarjuma kia aur phir behas ko conclude kartay huway iss ka tarjuma kia ke "humain iss par sabit qadam rakh aur iss se na hata" kiyun ke tafseer ki behas mein hum maloom kar chukay hain ke yeh pata chal janay ke ba'ad ke "sirat e mustaqeem" islam hai Aqa kareem saw.gif aur sahaba raa.gif ka rasta hai ke ba'ad phir bhi yeh kehna ke "dikha" yeh ghalat tarjuma ho ga.

Rahi baat baqi lougoon ke tarjuma ki tou kharabi oon mein bhi nahi hai siwa iss ke ke baqi lougoon ne iss ka lughavi tarjuma kia hai aur alla hazratm-a.gif ne iss ka shar'ee tarjuma kia hai.

Abb app se aur janab ya Allah madad se mera aik sawal hai ke jab app "ihidina siratal mustaqeem" parhtay hain tou app "siratal mustaqeem " se kaya murad lete hain aur Allahazw.gif se kaya maang rhay hotay hain????

doosra sawal yeh hai ke agar iss ka tarjuma "dikha" kia jaye tou seeda rasta dikhnay ke liye aik new nabi ki zaroorat ho gi aik new shariat ki zaroorat ho gi tou iss ka tarjuma "dikha" kar ke kaya app kisi new nabi ki raah tou nahi dekh rhay?????

umeed hai ke app donu mohtram ki tashaffi ho gaye ho gi app apni daleel paish kijiye mujhe intizar rhay ga.fi_aman_allah.gif

(aa'la manitta al huada) (wasalam)

awwalan:

yeh post meri ya'ni deobanddefender ki hai na k mere deeni bhai ki...

sanian:

jahaan mein (AAP K MASLAK AUR MAZHAB K BANI AUR IMAM) Maulana janab aalla(aa'la) hazrat Ahmad raza khan saahib barelvi se pehley bhi urdu lughat mein tarjumey kiye gaey hain...aallla hazrat se maa qabal k kisi bhi sunni aalim ki tafseer utha kar dekhlein... kisi jaga aap ko aap ka wala SHARA'EE ma'na milne se kaasir rahega.... albatta sawal yeh hai k janab ka SHAR'EE ma'na kisi Aur aalim se bhi dekhaiye aala hazrat k ustad se peer akaabir se... kahein se bhi dikhaiye (mein shikast manloonga).

LOGIC: surah fatiha quran ka khulasa bhi hai mustaqil dua bhi hai! iss baat se yeh pata lagta hai fatiha se start quran hua>>>dua ki gai k ya Allah iss mein se hamein seedha rasta dikha....JANAB AAP K MUAZIZ MAULANA AHMAD RAZA KI KHATIR CHODA SO 1400 SALAA DEEN BADLA NAHI JANA.....

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

Rahi baat baqi lougoon ke tarjuma ki tou kharabi oon mein bhi nahi hai siwa iss ke ke baqi lougoon ne iss ka lughavi tarjuma kia hai aur alla hazratm-a.gif ne iss ka shar'ee tarjuma kia hai.

(bis)

(saw)

Aap kuch kehtay hain aur Qadri sahab kuch kehtay hai... Topic ka title perho.. aur pehli post jo aap k Qadri ne ki hai wo perho.

aab aap log keh rahay ho kharabi uun main bhi nahi hai......... sirf apnay Pir karam sahab ko bachanay k liye . Laho la wala quwwata

Kharabhi nahi hai to aap bataao kya Thread ka Title ye dena munasib hai Deobandiyo ko Sirat e Mustaqeem ka bhi nahi pata

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-U-ALAIKUM WA RAHMATULLAHI TA'ALA WA BARAKATUH WA MAGFIRAH

post-1051-12523634072389.gif

post-1051-1252363431446.gif

JAD SAHAB YE DUAAIN JO HADEES MEIN WARID HOI HEIN ..KON MAANGTA HAY YE DUA .. HIDAYAT YAAFTA MUSALMAAN YA KAFIR???

Allahumma inna nasalukal huda, wat tuqaa, wal afaafa, wal ghinaa

O Allaah, we ask you guidance, and piety/God-fearing-ness, and chastity, and self-sufficiency.

Allahumma arinal haqqa haqqawn warzuqnat tiba’ah, wa arinal batila batilawn warzuqnajtinabah

O Allaah, show us the truth as the truth and bestow upon us obedience (to it),

And show us falsehood as falsehood and bestow upon us refrain (from it) 

Allahumma alhimni rushdi wa-a'idhni min sharri nafsi 

O Allah guide me straight and save me from my nafs"

BAQOL TUMHARAY AHMED RAZA KE TURJUMA KE, HIDAYAT TO MUSALMAN KO MIL CHUKI HAY ..TO AB WO MUSALMAAN KONSI SI HIDAYAT MAANG RAHA HAY ALLAH SE AUR KON SA HAQQ DEKHNA CHAHATA HAY..KIA IN DUAON KA TURJUMA SURAH FATIHA KI HIDAYAT WALI AYAT SE MATCH NAHI KAR RAHA HAY JO AHMED RAZA NE APNI MARZI SE MAN MANI TEHREEF KARDI..

AUR AIK SAWAL BRALVION SE KE BAQOL TUM LOGONKE KE SIRF BRALVI HIDAYAT PAR HEIN BAQI PURI DUNYA GUMRAH HAY BHALAY APNE AAP KO MUSALMAN SAMJHTI RAHAY ...RIGHTTT ??

TO YE BATAO MERAY DOST KE GHAIR BRALVI JAB NAMAZ MEIN {"Ihidinas siratal mustaqeem}

PARHE GA TO KIA TURJUMA USKE ZEHAN MEIN HO..AHMED RAZA WALA YA DOOSRA..ZARA WAZAHAT KARDEIN..

tum log aqli aur ilmi yateem ho..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

JO JANAB YA WAHABI MADAD SAHIB JESA KEH APP UPPER DEKH RAHAY HAIN KEH ALAHAZRAT ALAIHI REHMAH ISS TARJUMA MAIN AKEELAY NAHI HAIN. SAHIB E KAMALEEN KI TAFSEER SE APP KI TAEED HOTI HAI.

JANAB APP KO JAWAB ISS KA DENA HAI. APP KI NAZAR MAIN AGAR KISI MUFASSIR NE ISS KA RAD LIKHA HAI TO SAMNAH LAYE. WARNA PEHLA ILZAM SAHIB E KAMALEEM PER LAGAYE BAAD MAIN ALAHAZRAT RAHMATULLAHI TA'ALA ALAIH PER AAYE GI.

AGAR YE TEHREEF HAI TO ISS TAHREEF KA JAWAB DAIN. HAAN JAWAB KISI DEOBANDI YA WAHABI KI MOTI AQAL KA NAHI HONA CHAHIYE, BALKAH KISI MUFASSIR KA HO.

UMEED HAI APP JAWAB DAIN GE.

Link to comment
Share on other sites

<br />JO JANAB YA WAHABI MADAD SAHIB JESA KEH APP UPPER DEKH RAHAY HAIN KEH ALAHAZRAT ALAIHI REHMAH ISS TARJUMA MAIN AKEELAY NAHI HAIN. SAHIB E KAMALEEN KI TAFSEER SE APP KI TAEED HOTI HAI.<br /><br />JANAB APP KO JAWAB ISS KA DENA HAI. APP KI NAZAR MAIN AGAR KISI MUFASSIR NE ISS KA RAD LIKHA HAI TO SAMNAH LAYE. WARNA PEHLA ILZAM SAHIB E KAMALEEM PER LAGAYE BAAD MAIN ALAHAZRAT RAHMATULLAHI TA'ALA ALAIH PER AAYE GI.<br /><br />AGAR YE TEHREEF HAI TO ISS TAHREEF KA JAWAB DAIN. HAAN JAWAB KISI DEOBANDI YA WAHABI KI MOTI AQAL KA NAHI HONA CHAHIYE, BALKAH KISI MUFASSIR KA HO.<br /><br />UMEED HAI APP JAWAB DAIN GE.<br />
<br /><br /><br />

JAD SAHAB BAAT SHROO YAHAN SE HOI THI KE DEOBANDIO KO SIRAT E MUSTAQEEM KA BHI PATA NAHI..AUR AAP LOGONKA MOQAF YE HAY KE BANDE KO ABHI TAK HIDYAT KA BHI PATA NAHI 1400 SAAL GUZAR GAEY WO HIDYAT MAAG RAHA HAY..AGAR YE MOQAF SAHI MAAN LIAY JAEY TO UN DUAON KA KIA FAIDA KIA MAQSAD JO RASOOL ALLAH (saw) NE UMMAT KO BATAI..IS BAAT KA JAWAB ZAROOR DENA..AUR AP LOGONNE IS BAAT KO BUNYAAD BANA KAR AHMED RAZA KE SIWA SAB KE TURJUMA KO BATIL QARAR DE GIYA AUR UNKO JAHL SAMJHA..JAHAN TAK BAAT TURJUMA KI HAY TURJUMA WOHI SAHI HAY JO AHMED RAZA KE ILAWA DOOSRON NE KIA ..HAAN USKI TASHREE MEIN ISTAQAMAT AUR SABIT QADMI KI BAAT KI JA SAKTI HAY..AAP NE SUBOOT MAANGA ..AAP KE HAR DIL AZIZ MUFASSIR KO BHI AAP LOGON NE JAHIL BOL DIYA ..KIA KAREIN ISI KO TO JAHALAT BOLTE HEIN..

{ ٱهْدِنَا ٱلصِّرَاطَ ٱلْمُسْتَقِيمَ }

أما قوله جل جلاله: { ٱهْدِنَا ٱلصّرَاطَ ٱلْمُسْتَقِيمَ } فاعلم أنه عبارة عن طلب الهداية، ولتحصيل الهداية طريقان: أحدهما: طلب المعرفة بالدليل والحجة، والثاني: بتصفية الباطن والرياضة، أما طرق الاستدلال فإنها غير متناهية لأنه لا ذرة من ذرات العالم الأعلى والأسفل إلا وتلك الذرة شاهدة بكمال إلهيته، وبعزة عزته، وبجلال صمديته، كما قيل:وفي كل شيء له آية تدل على أنه واحد

تفسير مفاتيح الغيب ، التفسير الكبير/ الرازي (ت 606 هـ) مصنف و مدقق

IMAM RAAZI FARMA RAHAY HEIN KE YE AYAT HIDAYAT TALAB KARNE KE BAARE MEIN HAY, AUR HIDAYAT KE HUSOOL KE LIYE HAY,

AIK AUR SUBOOT MULAHIZA HO......

السابعة والعشرون: قوله تعالى: { ٱهْدِنَا ٱلصِّرَاطَ ٱلْمُسْتَقِيمَ } [الفاتحة: 6].

اهدنا دعاء ورغبة من المربوب إلى الرب؛ والمعنى: دلنا على الصراط المستقيم وأرشدنا إليه، وأرنا طريق هدايتك الموصلة إلى أنسك وقُرْبك. قال بعض العلماء: فجعل الله جلّ وعزّ عظم الدعاء وجملته موضوعاً في هذه السورة، نصفها فيه مجمع الثناء، ونصفها فيه مجمع الحاجات، وجعل هذا الدعاء الذي في هذه السورة أفضل من الذي يدعو به (الداعي) لأن هذا الكلام قد تكلم به رب العالمين، فأنت تدعو بدعاء هو كلامه الذي تكلم به؛ وفي الحديث: " ليس شيء أكرم على الله من الدعاء " وقيل المعنى: أرشدنا باستعمال السُّنن في أداء فرائضك؛ وقيل: الأصل فيه الإمالة؛ ومنه قوله تعالى:

{ إِنَّا هُدْنَـآ إِلَيْكَ }

* تفسير الجامع لاحكام القرآن/ القرطبي (ت 671 هـ) مصنف و مدقق

IMAM QURTUBI BHI YAHI BAAT FARMA RAHAY HEIN KE DIKHA HUMKO SIRAT E MUSTAQEEM, AUR US RAASTE KI TARAF HUMARI REHNUMAI KAR..

IS AYAT KO AIK AUR AYAT SE SAMJHO KE TO TUMKO SHAED SAMJH AAJAEY..WASAY UMEED KAM HAY..

يَاقَوْمِ لَكُمُ الْمُلْكُ الْيَوْمَ ظَاهِرِينَ فِي الأَرْضِ فَمَنْ يَنصُرُنَا مِنْ بَأْسِ اللَّهِ إِنْ جَاءَنَا قَالَ فِرْعَوْنُ مَا أُرِيكُمْ إِلاَّ مَا أَرَى وَمَا أَهْدِيكُمْ إِلاَّ سَبِيلَ الرَّشَادِ (غافر: 29).

29. "O my People! Yours is the dominion this day: Ye have the upper hand in the land: but who will help us from the Punishment of Allah, should it befall us?" Pharaoh said: "I but point out to you that which I see (myself); Nor do I guide you but to the Path of Right!"

HASIL YE KE AAP LOGON NE APNI JAHALAT KI WAJAH SE UN MUFASSIRON KO BHI GHASEET LIYA AUR YE MUFASSIR BHI GHALAT TURJUMA KARNE WALON KI LIST MEN AAGAEY..

AUR BOHOT AFSOS KI BAAT HAY KE AAP LOGON KO ALLAH KE NAAM SE ITNI NAFRAT HAY KE AAP NE YA WAHABI LIKH DIYA..CHALO WAHHAB BHI ALLAH KA HI NAAM HAY.

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

asan lafzon mein samjhata hoon. ho sakta hai k mein ghalati per hoon, agar aisa hai to kindly mujhe point out kar k asal baatein clear kar deejiye ga.

agar ala hazrat ka kiya hua tarjuma bilkul perfect hai (bakol ap k) to phir in sawalat ka jawab de dein. meherbani hogi.

ALLAH ne duniya banayi, insaan ko duniya mein utara aur usey aqal di ta k woh kher o shar / haq o batil k darmiyan farq kar sake. sath hi shetan bhi duniya per phenka gaya. ab shetan ka kam behkana hai aur insan ka kam us ka datt kar muqabila karna hai, us ko maat deni hai aur haq per chalna hai. yehi ALLAH ka hukum hai. ALLAH ka kam seedha raasta dikhana hai, chalna insan ne khud hai, agar yeh ikhtiyar insan k paas na ho to

1) insan ko aqal se q nawaza gaya?

2) jaza aur saza, jannat aur jahannum phir kis liye hai?

3) phir anbiya (alaihemus salam) q bheje gaye qomo per?

4) asmani kitabein q nazil hui?

janab "seedhi raah per chala" aur "seedhi raah per sabit qadam rakh" dono mukhtalif batein hein.

"seedhi raah per chala" k matlab se to ap insan ko be ikhtiyar sabit kar rahe hein q k is mein insan ki to koi bhi effort lagti hui nazar nahi aa rahi. zara is baat ko gor se parh kar is ki wazahat kar deejiye ga.

"seedhi raah per sabit qadam rakh" se murad yeh hai hai k "ay ALLAH humein itni quwat aur samajh ata farma k hum shetan ka behkawe mein ane se bach sakein, haq or batil ko samajh sakein aur akhiri saans tak teri ata'at karte rahein aur humara khatma eemaan per hi ho."

agar bareek beeni se dekha jaye to sabit qadmi ki dua mein bhi sahi aur ghalat ko chunne k ikhtiyarat insan k paas hi hein.

insaan jab shetan k behkawe mein aa kar koi gunah karta hai aur agar bil farz ALLAH ghazab naak ho jate hein to ap khud hi batayein k us waqt insan per farishte utare jate hein k "ALLAH keh rahe hein k sudhar jao, ab bhi waqt hai" ya phir woh apne is gunah ki waja se kisi museebat mein phans jata hai aur phir ALLAH se tauba karta hai to woh museebat talti hai. samjhane ka maqsad yeh hai k ALLAH ki taraf se insan ko har waqt ishare milte hein, bas samajhne ki dair hai.

im asking u once again clear me if im wrong.

JAZAKALLAH

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...