Qadri Sultani مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 hayat un nabi ka masla kis ne shroo kia is forum par..wohi tumharay anwar ne...noor uddin zangi ka waqia shroo karke.. usko kion nahi bolte ke bhai ye waseelay ka topic hay hayat un nabi ka nahi.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
abuzaid مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 چشتی پادری صاحب شریک زندگی کا مطلب آپ اپنے احمد رضا سے ہی لیجیے اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 17 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 17 نومبر 2009 to All Muslims.. Jazak Allahu Khaira Saeedi Bhayi. Aap Ney Abuzaid Ko Khoob Postmortem Kiya Hai. Jo bhi Is Topic ko Tas'ub Sey Balater Hoker Perhey Ga Tu Woh Jawab Hasil Ker Ley Ga. Khalil Rana Sahib Ki Bat Bilkul Sahi Hai.. Abuzaid Ko Aik Wahabi Masheer Mila howa hai Jo Issey Mar Khaata Dekh Ker Phir Buhut Khoob Ka Naara Laga Ker Mazeed Mar Khilwata Hai. Yaqeenan Hamarey Sunni Members aur Hum Sab Wahabiyon Ki Yeh Mar Mazeed Dekhna Chahtey Hain. Mager Majboran Abuzaid Ko Ban Kiya Ja Raha Hai. Kiyon Key Buhut Si Warnings Key Ba Wajood Bhi Ulema-e-AhleSunnat Key Khilaf Ghalat Zuban Iski Abhi Tak Jari Hai. Iski Taza Misal Post # 159 Hai. Jiskey Conents Main Ney Abhi Post Kerney ey 3 Din Baad Delete Kiye Hain. Abuzaid Ko Ulema-e-AhleSunnat Key Khilaf Ghalat Zuban Use Kerney Ki Wajah Sey IslamiMehfil Per Mazeed Posting Ki Ijazat Nhin Hai. Koi Aur Wahabi Ager Sahi Zuban Use Ker Key Topic Continue Kerna Chahey Tu Bilkul Ker Sakta Hai. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 18 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2009 (ترمیم شدہ) mera sawal phir parh lo...tumne jo kuch bhi likha hay wo mere sawal ka jawab nahi hay..mujhe fatwa dikhao..taaveelein nahi.. tum apne maslak ke kisi bare authorised mufti (turab ul haq ya mufti muneeb ur rahman type ke,ye mufti akmal aur mufti asif abdullah jaysay nahi)) ka ye fatwa dikhao ke kisi ke bhi khawab se deen ke kisi bhi aqeeday ya ahkaam ke mutaaliq istidlaal kia ja sakta hay.. aur jo tumne ye zabardast biddat nikali hay ke khawab se deen par istidlaal kar rahay ho..is baat ko apne hanfi fiqah se bhi sabit kardo..agar nahi kar sakte to iske baad noor uddin zangi ka naam nahi lena.. meray jahil dost Anbiya ke khawab misil e WAHI hote hein..inko tum aam logon ke khawab se kahan compare kar rahe ho..aur isi tarah Sahaba ka khawab Allah ki taraf se tha..kionke us waqt Rasool Allah khud mojood thay..aur ye masla aik issue bana hoa tha ke logonko namaz ke liye kaysay bulaya jaey..aur is khawab ko Rasool Allah ne verify kia phir uspe amal hoa.. Magar bralvi firqa ye sabit kare hanfi fiqah se ke kisi ke bhi khawab se deen ke aqeeqay aur aamaal par istidlaal kia ja sakta hay.. jawab zaroor deejye ga..faraar ke saray raaste band hein.. Edited 18 نومبر 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 18 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2009 to All Muslims.. Jazak Allahu Khaira Saeedi Bhayi. Aap Ney Abuzaid Ko Khoob Postmortem Kiya Hai. Jo bhi Is Topic ko Tas'ub Sey Balater Hoker Perhey Ga Tu Woh Jawab Hasil Ker Ley Ga. Khalil Rana Sahib Ki Bat Bilkul Sahi Hai.. Abuzaid Ko Aik Wahabi Masheer Mila howa hai Jo Issey Mar Khaata Dekh Ker Phir Buhut Khoob Ka Naara Laga Ker Mazeed Mar Khilwata Hai. Yaqeenan Hamarey Sunni Members aur Hum Sab Wahabiyon Ki Yeh Mar Mazeed Dekhna Chahtey Hain. Mager Majboran Abuzaid Ko Ban Kiya Ja Raha Hai. Kiyon Key Buhut Si Warnings Key Ba Wajood Bhi Ulema-e-AhleSunnat Key Khilaf Ghalat Zuban Iski Abhi Tak Jari Hai. Iski Taza Misal Post # 159 Hai. Jiskey Conents Main Ney Abhi Post Kerney ey 3 Din Baad Delete Kiye Hain. Abuzaid Ko Ulema-e-AhleSunnat Key Khilaf Ghalat Zuban Use Kerney Ki Wajah Sey IslamiMehfil Per Mazeed Posting Ki Ijazat Nhin Hai. Koi Aur Wahabi Ager Sahi Zuban Use Ker Key Topic Continue Kerna Chahey Tu Bilkul Ker Sakta Hai. Sag-e-attar sahab..aap ne abuzaid ko ban kia koi baat nahi ..zahir hay haq baat mein takleef to aani hi hein..yahi haq ki nishani hoti hay..aur jis issue par aap ne usko ban kia hay..agar dekha jaey to aap ke sunni members ki post shroo hi gaalion se hoti hein..deobandi ulema aur ahle hadith ulema ko gaalian dena to is forum ka favourate mashghla hay..usko ban karne ke bajey unko appreciate kia jata hay.. Rasool Allah ki hadees ka mafhoom hay doosron ke maa baap ko gaali dena aesa hay jaysay apne maa baap ko gaali dena.zahir hay jab doosron ke maa baap ko gaali dogay to tumharay maa baap ko bhi gaalian milingi. Allah humko insaaf karne ki tofeeq ata farmaey.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 18 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 18 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 19 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2009 (ترمیم شدہ) mujhe aesa lagta hay ke tumko apne ulema ke aqeeqa ka bhi pata nahi hay..tum aesay hi bas apni dimaghi ikhtara laykar behas karne beth jaytay ho.. mein ne tum se fatwa maanga..khawab se deen par istadlaal ka hanfi fiqah se koi jawab nahi aya ..aain baain shaain... mein ne tumko sahih bukhari ki hadees pesh ki ke Rasool Allah ka muqaam wafat ke baad kahan hay..jawab gol..aeein baain shaaiin.. tumko mein ye bhi kaha ke Anbiya ke khawab misil e Wahi hote hein..usko aam logon ke khawab se tashbee nahi di ja sakti..apne ulema se poocho...aain baain shaain.. aur jo tumharay pass aik hadees Musnad Abi Ya'ala ki hay jo qabar mein hayat pesh karti hay anbiya ki..to meray bhai Imam Ibn Habban ne uski wazahat bhi kardi hay ke jis hayat ka is hadees mein zikir hay wo barzakhi hayat hay usko apni is dunyavi jins e hayat ki tarah na samjhna..is hadees ki sanad ke end mein red line parh lena.. Imam Ibn Habban ne isi liye wazahat kardi takay tum jaysay log gumrah honge bhi aur doosron ko bhi karingay.. aur jab hayat barzakhi hay to phir koi us hayat ke bare mein koi tabsira nahi kar sakta hay kaysay zinda hei nkahan zinda hein kia khatay hein namaz unki ROH parhati hay ya JISIM parhata ..ye saray maamlaat barzakhi hein..is liye insaani idraak se bahir hein.. BARZAKHI DUNYA TOTALLY INSAANI ADRAAK SE BAHIR HAY..SHUHUDA KI ZINDAGI KE BARE MEIN BHI ALLAH NE YAHI KAHA HAY KE TUMKO UNKI ZINDAGI KA SHAOOR NAHI HAY.. mein Rasool Allah ki hayat ka munkir nahi hoon..balkay mera aqeeda ye hay ke wo jannat mein intahai aala aur arfah maqaam mein hein..mein is dunyavi qabar ki hayat ka munkir hoon. Allah humko haq baat samjhne ki tofeeq ata farmaey... Edited 19 نومبر 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Anwar200 مراسلہ: 19 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 19 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Saeedi مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
سگِ عطار مراسلہ: 20 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 20 نومبر 2009 Sag-e-attar sahab..aap ne abuzaid ko ban kia koi baat nahi ..zahir hay haq baat mein takleef to aani hi hein..yahi haq ki nishani hoti hay..aur jis issue par aap ne usko ban kia hay..agar dekha jaey to aap ke sunni members ki post shroo hi gaalion se hoti hein..deobandi ulema aur ahle hadith ulema ko gaalian dena to is forum ka favourate mashghla hay..usko ban karne ke bajey unko appreciate kia jata hay.. Rasool Allah ki hadees ka mafhoom hay doosron ke maa baap ko gaali dena aesa hay jaysay apne maa baap ko gaali dena.zahir hay jab doosron ke maa baap ko gaali dogay to tumharay maa baap ko bhi gaalian milingi. Allah humko insaaf karne ki tofeeq ata farmaey.. Aap Key Post Kerney Sey Pehley Hi RadiatingAli Ko (Samjhaney Key Ba Wajood Rules Ki Khilaf Warzi Kerney Ki Wajah Sey) Ban Ker Diya Gaya Tha. Yaqeenan Aap Key Screenshots Pehley Key Capture Kiye Howey Hain. Aap Ney Jin Posts Key Screenshot Post Kiye Hain Unko Report Ker Dein Tu Un Mein Sey Na Munasib Alfaz Edit Ker Diye Jayen. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 (ترمیم شدہ) Hoshyari koi aap logob se seekhay ..shaed aap ko dosron ka moqaf sajhne mein ghalti hoti hay..Issue ye nahi tha ke dost ya madadgar ... mera issue ye tha ke tumne is ayat se ya ghaos al madad aur ya Rasool Allah madad jo akhaz kar liya hay ..wo tashree muje kisi purane mufassir ki dikhao..kis mufassir ne is ayat se guzre hoaey ghair Allah se madad ikhtiyar karne ko kaha hay.. aapki code ki tashree roohul maani ko aik dafa parho aur samjho ke usmein kaah ja raha hay ke muslamno ke dil jo murtadeen ka jo khauf hay uska azala karne ke liye unko taslli di ja rahi hay ke ye sab muslaman tumaray dost aur madadgar hein..jitni bhi tafseer tumne code ki hein sab ko maanta hoon sab mein dost aur madadgar hi meaning hay..magar tumne isko ya ghaus ke shirkiya naarya par kahan se akhaz kar liya is ayat ko..???? kis mufassir ne aesi tashree ki hay Edited 21 نومبر 2009 by Ya Allah Madad اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 Aap Key Post Kerney Sey Pehley Hi RadiatingAli Ko (Samjhaney Key Ba Wajood Rules Ki Khilaf Warzi Kerney Ki Wajah Sey) Ban Ker Diya Gaya Tha. Yaqeenan Aap Key Screenshots Pehley Key Capture Kiye Howey Hain. Aap Ney Jin Posts Key Screenshot Post Kiye Hain Unko Report Ker Dein Tu Un Mein Sey Na Munasib Alfaz Edit Ker Diye Jayen. Sag-e-Attar sahab mein ne jo screen shot post kiye hein wo july-09 ke hein jabke ali ko november-09 mein ban kia... aur doosri baat ghair sunni (aapki ki nazar mein) wo hamesha under observation rehta hay..shikray jaysi nazar uski post par rehti hein..but sunni ki jab tak report nahi aaegi to uske ke khilaf kuch nahi kia jaega.. ye janib dari kion ??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 2 all my Sunni brothers & Sisters dheet aur lakeer ka faqeer ho to najdion jaisa, munafiqat kay sath sath is field kay bhi afzal tareen darje per faiz hain ye loug. agar tumhe samajh nahi aa rahi kisi baat ki aur tumhe saaf saaf yehi ilfaaz likhay huay dekhna hain jo tum bol rahay ho to pehle tum Quran ya Sahih Hadees Shareef say yeh ilfaaz dikhao keh "YA RASOOL ALLAH MADAD" aur "YA GHAUS MADAD" kehna shirk hai (Ma'az-ALLAH(jallah)). agar nahi dikha saktay aur yaqeenan nahi dikha saktay to apni najdi khopri ka ilaaj karwao jis mein sirf adawat-e-MUSTAFA(saw) bhar rakhi hai tum logoun nay. Hamaray Intihai Mohtaram Qibla Saeedi Sb. Janab Anwar Sb. aur Janab Dr. Ali Sb. nay is thread mein najdion ko chati ka dhood yaad dila diya lekin kuttay ki dum tairhi ki tairhi hi rahi. ALLAH say dua hai keh APNE PYARE HABIB PAK aur SYEDNA GHAUS PAK SARKAR kay sadqe in bhaioun kay ilm-o-amal mein barkatein aur izafa farmae aur in ko apne Hifz-o-Amaan mein rakhay ... Aameen Bijah-e-NABI-IL-AMEEN(saw) اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 2 all my Sunni brothers & Sisters dheet aur lakeer ka faqeer ho to najdion jaisa, munafiqat kay sath sath is field kay bhi afzal tareen darje per faiz hain ye loug. agar tumhe samajh nahi aa rahi kisi baat ki aur tumhe saaf saaf yehi ilfaaz likhay huay dekhna hain jo tum bol rahay ho to pehle tum Quran ya Sahih Hadees Shareef say yeh ilfaaz dikhao keh "YA RASOOL ALLAH MADAD" aur "YA GHAUS MADAD" kehna shirk hai (Ma'az-ALLAH(jallah)). agar nahi dikha saktay aur yaqeenan nahi dikha saktay to apni najdi khopri ka ilaaj karwao jis mein sirf adawat-e-MUSTAFA(saw) bhar rakhi hai tum logoun nay. Hamaray Intihai Mohtaram Qibla Saeedi Sb. Janab Anwar Sb. aur Janab Dr. Ali Sb. nay is thread mein najdion ko chati ka dhood yaad dila diya lekin kuttay ki dum tairhi ki tairhi hi rahi. ALLAH say dua hai keh APNE PYARE HABIB PAK aur SYEDNA GHAUS PAK SARKAR kay sadqe in bhaioun kay ilm-o-amal mein barkatein aur izafa farmae aur in ko apne Hifz-o-Amaan mein rakhay ... Aameen Bijah-e-NABI-IL-AMEEN(saw) JAb jawab nahi hota to yahi batein karrogay..daleel usko deni parti hay jo dawa karta hay..dawa to shirkiya naaray ka tumlogon ne kia na pehlay ..to daleel bhi tum hi do..likha hoa bhi tum log dikhao.. batein karne mein kuch nahi lagta .apni ye shirkia tashree zara quroon e oola ke mufassir se bhi dikhado na ke kisi ne ka quran se shirk ki taaleem akhaz ki hay jaysay tumharay saeedi ne karli.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
sh@h!d مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 JAb jawab nahi hota to yahi batein karrogay..daleel usko deni parti hay jo dawa karta hay..dawa to shirkiya naaray ka tumlogon ne kia na pehlay ..to daleel bhi tum hi do..likha hoa bhi tum log dikhao.. batein karne mein kuch nahi lagta .apni ye shirkia tashree zara quroon e oola ke mufassir se bhi dikhado na ke kisi ne ka quran se shirk ki taaleem akhaz ki hay jaysay tumharay saeedi ne karli.. jawab tumhari samajh say balatar hai to is mein qusoor jawab ka nahi tumhari na samjhi ka. jahan tak 'dalail' ka ta'luq hai to apni aankhoun say najdiat ki patti utar kar dekho dalail kay anmbaar hain is thread mein laikin baat phir tumhari najdi na-samjhi ki hi hai. ab agar tumhe dalail kay taur per hu-bahu wohi ilfaaz chahiyein jo tum bol rahay ho to is baray mein sirf yehi kahun ga keh ... "khasyani billi khamba nochay". aur yeh baat baarha sabit ho chuki hai 'quroon-o-oola' kay mufassireen say bhi. ab tum sirf itna karo kay khamba nochna band kar kay apni najdi kafir khopri ka ilaaj karne ki koshish karo. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ya Allah Madad مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 Mein ne waseelay ko shirk nahi bola hay...mera aqeedah ye hay ke agar koi Dua maagte hoay bole ke Allah apne falan naik bande ke sadqe meri hajat puri karde..to mujhe is tarah ki dua maangne mein koi mumniat nazar nahi i hadees mein..Haan agar bara e raast agar wo shaks usko nida kare dua mein jiska waasta wo Allah ko deta hay to ye shirk hay..kionke waasta Hazrat Abbas ka diya sahaba ne..Magar unho ne us qahat ke moqe par bhi Allah ko Rasool Allah ke chacha ka waasta diya magar Rasool Allah ko nida nahi ki us qahat ke moqah par..yahi mera moqaf hay..is puri thraed mein mein ne waseelah par to baat ki hi nahi hay..koi shaks saamne ho aur us se madad ki request karna aur koi is dunya se guzar chuka ho phir us say madad ke liye request karna dono baton mein bara farq hay.. koi ahle hadees hazraat waseelay ki mumaniat par koi hadees ho to pesh karein takay meri islaah ho.. اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Sag e Madinah مراسلہ: 21 نومبر 2009 Report Share مراسلہ: 21 نومبر 2009 Janab agar yeh faqeer aap ko Hadees Sharif paish kar day jis main yeh kaha gya ho keh Ay Allah k bando meri madad karo?Tu kya aap man jayn gay??? اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔