Jump to content

عقیدہ توُسّل حق ھے۔

navaid_khan

تجویز کردہ جواب

(bis)

Saeedi tumko mein bilkul sahi kehta hoon ke tum qayas aaraian bohot karte ho ye bhi matlab ho sakta hay wo bhi matlab ho sakta hay..bajaey qayas aaraion ke agar tum sahih bukhri ki hadees ka jo hawala mei ne diya hay tum apni naqis qayas aaraion ke bajaeyFATHUL BARI ke hawale se kuch baat karte to mein sochta bhi..tumhari rai se kia hota hay ..authentic muhadith ka hawala diya karo..nakay apni aqal larana shroo kardo..

Tumhari aqal ko daad deta hoon ke baqol tumharay aqeeday ke ke Rasool Allah  (saw) ne meraj mein Allah ki ziyarat ki hay..Allah ne apni ziyarat to foran karadi aur jo Rasool Allah  (saw) ka jannati muqam hay usko dekhne bhi nahi diya aur bola ke pehlay dunya ke din puray karin phir sirf dikhaingay magar rehna phir bhi dunyahi qabar mein hi hoga aapko..Astaghfurullah

Quran pak ki aik ayat hay  إِنَّ ٱلْمُتَّقِينَ فِي جَنَّاتٍ وَنَهَرٍ  * فِي مَقْعَدِ صِدْقٍ عِندَ مَلِيكٍ مُّقْتَدِرٍ 

kia aap ke khiyal se sirf jannati dikha kar hata liya jaega yaah se..

 Yahi lafz MAQAD Rasool Allah ne istimaal kai hay ke kisi bhi peghamber ko Allah wafat nahi deta jab tak usko uska MAQAD jannat mein dikha nahi diya jata aur phir uske baad usko ikhtiyar diya jata hay ke chahay to dunya ki zindagi ikhtiyar kare ya Apne RAB ke pass jannat mein raahay..Hazrat ayesha farmati hein ke RAsool Allah   (saw) Jannat mein apne rab ki rifaqat ko ikhtiyar kiya..

Aur shaed aapko ye nahi pata ke QAID KHANA Allah ne aik momin ke liye is dunya ko bola hay.. Jahan tum logon ne Rasool Allah   (saw) ko NAUZOBILLAH zinda dargor kar diya hay..Al Aman Al Hafeez...  (saw)  (saw)  (saw)(saw)  (saw)(saw)  

BRALVI DUNYA KA NEW AQEEDA KE JANNAT MOMIN KE LIYE QAIDKHANA HAY :lol::lol::lol:

Mein ne jab aap se dalil maangi ke aap ne is yat se kis mufasir ke hawale se apne shirkiya naaron ko taqwiyat di ..to koi jawab nahi aya ..sirf doosron ke naaron ki nishan dahi kardi..mujhe doosron ke naaron se kia baat yahan meri aur aapki ho rahi hay..dalil do is ayat se kaysay sabit kia aap ne ..

post-3062-12590415434951.gif

post-3062-12590415533929.gif

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

Ya Allah madad baee, aap say sawal heh, kia murday say madad mangi jahay toh Shirk heh? Yehni kahay jahay, O Ibnul Wahab Najdi meri madad ker, toh kia esa kehna Shirk heh?

Mukhtasar jawab denh, please.

Sab se pehlay saamne walay ka moqaf samjha karo..mera moqaf ye hay ke marne ke baad kisi ka bhi is dunya  se connection har tarah ka bilkul khatam hoi jata hay..jab uska is dunya se har tarah ka connection khatam ho giya to kis tarah se hum usko nidah kar sakte hein..

ab shirk ki baat bh samjhi lo..sahih bukhari mein hadees ka mafhoom he ke jab namaz khatam ho gai to Rasool Allah   (saw) ne poocha ke kon peechay quran parh raha tha.aik shaks ne darte darte kaha ke mein...to Rasool Allah   (saw) ne farmaya mein tabhi to kahoon kion quran mujh se jhagar raha tha...

matlab ye ke Rasool Allah   (saw) se quran nahi parha ja raha tha ke disturbance ho rahi thi kisi ki...

to ye kaysay mumkin hay ke aik sath arbo kharbon log durood sharif parhein aur wo sab ko aik sath sunein aur phir uska jawab dein..Aur phir opar lakho karoron logon ki Ya Rasool Allah al madad ki nidain aarahi hein unko bhi sunein aur un maslo ko hal bhi karin..aik taraf   aik shaks ki disturbance se tilawat meijn khalal par raha tha.aur durood sharif wo aik sath karoron arbo logon ka sun rahay hein...amazing !!!!!

KIA IN DONO BATON MEIN KOI MAIL NAZAR ARAHA HAY..itna zabardsat tazaad..

to bhai shirk is tarah se hoa ke aik sath karoro arbo ko sunna sirf aik Allah ki sifat hay..jab aap kisi bande mein Allah ki koi sifat daloge jo Allah ne usko nahi di..to ye shirk kehlaega...

ILLA ye ke waqti tor par Allah ksi ko bhi koi bhi aesi sifat ata kar deta hay..jo ma foq ul bashri hoti hein..magar ye sirf aik waqti baat hoti hay..jo Allah kisi ko wqtan f waqtan deta rehta hy..magar us sifat par usko ghalib nahi karta ..apni similarity nahi deta..

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

KIA AAPKO HADEES KI KITABON  MEIN YAHI AIK ZAEEF HADEES MILI THI AMAL KRNE KE LIYE ..JISKA AAGAY PEECHAY KUCH NA PATA HO....MUJHE YE JAWAB DO KE AMAL KE LIYE TUMNE RASOOL ALLAH   (saw) KI YE WASIYAT KION QUBOOL NAHI KI..???

MEIN NE TO RASOOL ALLAH  (saw) KI IS WASEEYAT KO QUBOOL KIA HAY JISKI WJAH SE BRALVI DUNYA MEIN BADMAZHAB AUR GUSTAAKH KEHLATA HOON..

post-3062-12590459205505.jpg

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

Mein ne jo sahih bukhari ki namaz ke doran tilawat ka jo issue uthaya tha uska jawab tumne gol kar diya..

secondly tumhari lambi chauri post ke end mein tumne aik hadees code ki hay ke jab koi banda mujh par durood parhata hay to meri rooh meray jisim Allah lota dete hein.righttt

to is se ye sabit hota hay ke har waqat unki rooh jisim mein nahi rehti .

aur dunya mein 24 hours mein koi lamha aesa nahi jab koi durood na parh raha ho..to jis waqat rooh jisim mein nahi rehti to us waqat jawab kaysay detay hein...

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

Assalam'u'Alaikum

Zara ye tu bata ye Najdi sab woh kon si jaga he is Dunya me jahan pe is waqat log nomaz me na ho,or Hazoor pe Drood wa salam na bhej re ho pher ye bateye kya Hazoor ka Jawab waqaf he Insano ke leye hi ya Fareshte bi Hazoor se Jawab pate hen Drood wa salam ka

Link to comment
Share on other sites

Sab se pehlay saamne walay ka moqaf samjha karo..mera moqaf ye hay ke marne ke baad kisi ka bhi is dunya se connection har tarah ka bilkul khatam hoi jata hay..jab uska is dunya se har tarah ka connection khatam ho giya to kis tarah se hum usko nidah kar sakte hein..

ab shirk ki baat bh samjhi lo..sahih bukhari mein hadees ka mafhoom he ke jab namaz khatam ho gai to Rasool Allah saw.gif ne poocha ke kon peechay quran parh raha tha.aik shaks ne darte darte kaha ke mein...to Rasool Allah saw.gif ne farmaya mein tabhi to kahoon kion quran mujh se jhagar raha tha...

matlab ye ke Rasool Allah saw.gif se quran nahi parha ja raha tha ke disturbance ho rahi thi kisi ki...

to ye kaysay mumkin hay ke aik sath arbo kharbon log durood sharif parhein aur wo sab ko aik sath sunein aur phir uska jawab dein..Aur phir opar lakho karoron logon ki Ya Rasool Allah al madad ki nidain aarahi hein unko bhi sunein aur un maslo ko hal bhi karin..aik taraf aik shaks ki disturbance se tilawat meijn khalal par raha tha.aur durood sharif wo aik sath karoron arbo logon ka sun rahay hein...amazing !!!!!

KIA IN DONO BATON MEIN KOI MAIL NAZAR ARAHA HAY..itna zabardsat tazaad..

to bhai shirk is tarah se hoa ke aik sath karoro arbo ko sunna sirf aik Allah ki sifat hay..jab aap kisi bande mein Allah ki koi sifat daloge jo Allah ne usko nahi di..to ye shirk kehlaega...

ILLA ye ke waqti tor par Allah ksi ko bhi koi bhi aesi sifat ata kar deta hay..jo ma foq ul bashri hoti hein..magar ye sirf aik waqti baat hoti hay..jo Allah kisi ko wqtan f waqtan deta rehta hy..magar us sifat par usko ghalib nahi karta ..apni similarity nahi deta..

Aray baee aap gusa nah hoon meh nay sirf sawal poocha thah kay:

* kia murday say madad mangi jahay toh Shirk heh? Yehni kahay jahay, O Ibnul Wahab Najdi meri madad ker, toh kia esa kehna Shirk heh?

Meh nay sirf sawal poocha thah baee, aap nay idhar say udhar say qiyaas mari aur kia say kia nikala, abh meh Allah kay ilm per be qiyas marnay lagoon to Allah ko be be ilm sabat ker doon qiyaas say:

* Allah ko pata nahin thah kay Adam alayhis salam khata ker bethen gay, agar pata hota toh amal krnay say roktay nah, agar mujjay pata heh kay kal falan shakhs nay bas kay neechay a ker marna heh toh phir mera us ko roknay ka faida kia,

* Allah nay Musa alayhis salam say poocha Musa tumaray pass kia heh Musa alayhis Salam nay Allah ko bataya meray Rab danda heh, jab Allah ko pata laga kay danda heh toh farmaya penk doh, sabat huwa Allah ko pata nahin thah kay Musa alayhis salam kay pass danda heh.

Yeh nateeja nikalta heh qiyaas aarahi ka. Qiyaas Aarrahi daleel nahin hoti deen meh, Allah kay ilm kee nafi kay leyeh Qiyaas qabool kero gay?? Agar qiyaas qabool nahin toh phir RasoolAllah kee madad kee nafi kay leyeh qiyaas qabool kis leyeh! Apnay deen ko Qiyas per mat bunyaad banaho, deen ko Quran o Sunnat say samjoh.

RAsoolAllah ko agar Allah tallah nay mansub deeya heh madad ka toh madad kernay kee taqat, toh phir jitnay be wasail hen deeyeh hen is mansub per puray utarnay kay leyeh woh be atah keeyeh hen, Jistera Allah tallah nay RAsoolAllah ko Qaasim banaya

Sahih Bukhari, Book 87, Number 127: Narrated Abu Huraira: The Prophet said, "I have been given the keys of eloquent speech and given victory with awe (cast into the hearts of the enemy), and while I was sleeping last night, the keys of the treasures of the earth were brought to me till they were put in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle left (this world) and now you people are carrying those treasures from place to place.

Sahih Bukhari, Book 53, Number 345: Narrated Jabir bin 'Abdullah Al-Ansari: A man amongst us begot a boy whom he named Al-Qasim. On that the Ansar said, (to the man), "We will never call you Abu-al-Qasim and will never please you with this blessed title." So, he went to the Prophet and said, "O Allah's Apostle! I have begotten a boy whom I named Al-Qasim and the Ansar said, 'We will never call you Abu-al-Qasim, nor will we please you with this title.' " The Prophet said, "The Ansar have done well. Name by my name, but do not name by my Kunya, for I am Qasim."

Sahih Bukhari, Book 53, Number 346: Narrated Muawiya: Allah's Apostle said, "If Allah wants to do good for somebody, he makes him comprehend the Religion (i.e. Islam),and Allah is the Giver and I am Al-Qasim (i.e. the distributor), and this (Muslim) nation will remain victorious over their opponents, till Allah's Order comes and they will still be victorious " Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "Neither do I give you (anything) nor withhold (anything) from you, but I am just a distributor (i.e. Qasim), and I give as I am ordered."

Sahih Bukhari kee Hadith, RasoolAllah ko Allah tallah nay Khazanay deeyeh, Allah denay wala heh, Rasoolallah taqseem kernay walay hen, aur joh kuch be milta heh, hamara heh RasoolAllah kee taqseem ka nateeja heh aur joh Allah dena chahta heh RAsoolAllah kay waseeleh say deta heh, joh Allah ko madad kay leyeh pukarta heh, Allah us kee madad RasoolAllah kay Waseeleh say kerta heh, kissi ko beta chahyeh, woh Allah ko pukarta heh, aur joh nahin be pukarta, sab ko Allah deta heh aur RasoolAllah kay Waseeleh say taqseem kerwata heh. Denay wali zaat Allah kee taqseem kernay wali RasoolAllah kee.

Kia qiyaas maro gay is per: "woh Muhammed joh dunya meh kissi ko dana nah deh saka woh sari dunya ko kesay khazanay deh sakta heh, woh muhammed kissi ko jihad kay leyeh gora nah deh saka, woh kia khazanay taqseem keray ga, puri dunya kee 6.5 Billion logoon kay leyeh, woh kesay itni jaldi say taqseem ker sakta heh, puri dunya ko khazanay taqseem kerneh hen aur Muhammed toh ek heh woh kesay taqseem ker sakta heh itnay khazanay, itni requests itnay hokam Allah kee taraf say behjay hoon gay, akela muhammed kesay sab orders per amal ker sakta heh ..." Musalmaan kee tera soch, jistera ek kalmah goh, musalmaan sochta heh.

Mukhtasar, tooh Allah say mang ker dekh, magar jitni bee madad millay gee, jitna kuch millay ga RasoolAllah say millay ga, mar qiyaas is per khud be kaffir ho jah aur baqiyoon ko be ker deh, shabash khoob khidmat e deen aur tableegh ker raha heh.

Meh nay sirf sawaal yeh poocha thah kay agar kohi Murdeh ko madad kay leyeh pukaray, Shirk heh ya nahin? aur Is sawaal ka jawab doh, meh nay kuch aur poocha nahin thah.

Edited by Akhtar
Link to comment
Share on other sites

Aah nah kahan per ghayb ho gaya, maar qiyaas, is per kay Muhammed {SAW} dunya meh kesay khazanay taqseem kerta hen, kohi mantaq maar, kohi falsifah maar, kuch toh aa ker maar nah. Aah ker mujjay bata yeh kesay ho sakta heh kay ek Muhammed {SAW} hoon aur sari dunya meh khazanullah taqseem keren, jistera pehlay mantaq maari thee idhar be aa ker maar.

Musalmaan kee tera soch, kaffiroon kee soch ko chor deh, yeh ihtiraaz kohi kaffir, Mushrik, mulhid, kerta toh ajeeb baat nahin thee, magar Kalmah pernay wala sari din Tawheed, Tawheed, Allah, Allah, Allah, kernay walay ka Allah per imaan dekho, baqaul Iqbaal kia yeh andaaz e musalmani heh, teray jesay Muwahid ko dekh ker sharmahen Yahood, Allah har cheese per qadir heh joh us kee shaan kay lyke heh. Alllah kay leyeh muhaal nahin asbab peda kerna jis kee madad say RasoolAllah apnay mansub per puray ho saken, Allah tallah nay RasoolAllah ko Nabi, Rasool bana ker behja toh is mansub ko pura kernay kay leyeh Quran deeya, aur Quran kee talimat sikhaheen, Mansub nabuwat thee, is mansub per pura utarnay kay leyeh Quran ba zariya e Wahi deeya aur direct deeya, abh Nabi bana ker chora nahin ja meh nay tummeh Nabi banaya heh toh mazhab khud talash ker, khud search ker, nahin mansub per pura utarnay kay leyeh wasail joh chahyeh thay woh deeyeh, mojzaat kee quwat, wahi, quran, etc ... Mukhtasr jab Allah kissi Nabi, Farishtay ko kissi mansub per faiz kerta heh toh us ko mansub per pura utarnay kay wasail be deta heh, Malik Ul Maut ko jaan lenay kay mansub per faiz keeya, aur taqat deeh kay woh apnay in mansub per pura utray, Jibraeel ko Rasool ka mansub deeya aur woh Wahi leh ker seeda RAsoolAllah kay pass, us ko navigation system, maps, turbo boaster, kee zeroorat nahin peri, us ko RasoolAllah ka gar muhallay meh doondnay kee zeroorat nahin peri, gar per dastak nahin deeh: RAsoolAllah gar per hen, Wahi laya thah magar mil nahin rahay. Excuse me sir me Jibraeel hoon meh Muhammed Allah kay Rasool ko pehchanta nahin hoon aap bata saktay hen kay aap logoon meh say woh kon hen. Allah kay Nabi meh bot sorry hoon keyun kay itnay door say aya hoon thak gaya thah is leyeh Wahi lanay meh der ho gaee, dar asal stamina nahin mera kay meh itna teezi say urh sakoon aur time per wahi laa sakoon, kal meh farishtoon kee gym meh jahoon ga aur khoob training keroon ga."

Musalman kee tera sochen baee, agar Nabi kee taqat ka pata nahin toh kam say kam Allah kee qudrat per toh tawaqoh rakhen, Allah ko is per toh qaadir maneh.

Jis shama e hidayat ko tum leh ker chalay

Leh jaati heh gumrahi ki tareekiyoon meh

Link to comment
Share on other sites

<B>

Aray baee aap gusa nah hoon meh nay sirf sawal poocha thah kay:

* kia murday say madad mangi jahay toh Shirk heh? Yehni kahay jahay, O Ibnul Wahab Najdi meri madad ker, toh kia esa kehna Shirk heh?

Meh nay sirf sawal poocha thah baee, aap nay idhar say udhar say qiyaas mari aur kia say kia nikala, abh meh Allah kay ilm per be qiyas marnay lagoon to Allah ko be be ilm sabat ker doon qiyaas say:

* Allah ko pata nahin thah kay Adam alayhis salam khata ker bethen gay, agar pata hota toh amal krnay say roktay nah, agar mujjay pata heh kay kal falan shakhs nay bas kay neechay a ker marna heh toh phir mera us ko roknay ka faida kia,

* Allah nay Musa alayhis salam say poocha Musa tumaray pass kia heh Musa alayhis Salam nay Allah ko bataya meray Rab danda  heh, jab Allah ko pata laga kay danda heh toh farmaya penk doh, sabat huwa Allah ko pata nahin thah kay Musa alayhis salam kay pass danda heh.

Yeh nateeja nikalta heh qiyaas aarahi ka. Qiyaas Aarrahi daleel nahin hoti deen meh, Allah kay ilm kee nafi kay leyeh Qiyaas qabool kero gay?? Agar qiyaas qabool nahin toh phir RasoolAllah kee madad kee nafi kay leyeh qiyaas qabool kis leyeh!  Apnay deen ko Qiyas per mat bunyaad banaho, deen ko Quran o Sunnat say samjoh.

RAsoolAllah ko agar Allah tallah nay mansub deeya heh madad ka toh madad kernay kee taqat, toh phir jitnay be wasail hen deeyeh hen is mansub per puray utarnay kay leyeh woh be atah keeyeh hen, Jistera Allah tallah nay RAsoolAllah ko Qaasim banaya

Sahih Bukhari, Book 87, Number 127: Narrated Abu Huraira: The Prophet said, "I have been given the keys of eloquent speech and given victory with awe (cast into the hearts of the enemy), and while I was sleeping last night, the keys of the treasures of the earth were brought to me till they were put in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle left (this world) and now you people are carrying those treasures from place to place.

Sahih Bukhari, Book 53, Number 345: Narrated Jabir bin 'Abdullah Al-Ansari: A man amongst us begot a boy whom he named Al-Qasim. On that the Ansar said, (to the man), "We will never call you Abu-al-Qasim and will never please you with this blessed title." So, he went to the Prophet and said, "O Allah's Apostle! I have begotten a boy whom I named Al-Qasim and the Ansar said, 'We will never call you Abu-al-Qasim, nor will we please you with this title.' " The Prophet said, "The Ansar have done well. Name by my name, but do not name by my Kunya, for I am Qasim."

Sahih Bukhari, Book 53, Number 346: Narrated Muawiya: Allah's Apostle said, "If Allah wants to do good for somebody, he makes him comprehend the Religion (i.e. Islam),and Allah is the Giver and I am Al-Qasim (i.e. the distributor), and this (Muslim) nation will remain victorious over their opponents, till Allah's Order comes and they will still be victorious " Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "Neither do I give you (anything) nor withhold (anything) from you, but I am just a distributor (i.e. Qasim), and I give as I am ordered." Sahih Bukhari kee Hadith, RasoolAllah ko Allah tallah nay Khazanay deeyeh, Allah denay wala heh, Rasoolallah taqseem kernay walay hen, aur joh kuch be milta heh, hamara heh RasoolAllah kee taqseem ka nateeja heh aur joh Allah dena chahta heh RAsoolAllah kay waseeleh say deta heh, joh Allah ko madad kay leyeh pukarta heh, Allah us kee madad RasoolAllah kay Waseeleh say kerta heh, kissi ko beta chahyeh, woh Allah ko pukarta heh, aur joh nahin be pukarta, sab ko Allah deta heh aur RasoolAllah kay Waseeleh say taqseem kerwata heh. Denay wali zaat Allah kee taqseem kernay wali RasoolAllah kee.

Kia qiyaas maro gay is per: "woh Muhammed joh dunya meh kissi ko dana nah deh saka woh sari dunya ko kesay khazanay deh sakta heh, woh muhammed kissi ko jihad kay leyeh gora nah deh saka, woh kia khazanay taqseem keray ga, puri dunya kee 6.5 Billion logoon kay leyeh, woh kesay itni jaldi say taqseem ker sakta heh, puri dunya ko khazanay taqseem kerneh hen aur Muhammed toh ek heh woh kesay taqseem ker sakta heh itnay khazanay, itni requests itnay hokam Allah kee taraf say behjay hoon gay, akela muhammed kesay sab orders per amal ker sakta heh ..." Musalmaan kee tera soch, jistera ek kalmah goh, musalmaan sochta heh.

Mukhtasar, tooh Allah say mang ker dekh, magar jitni bee madad millay gee, jitna kuch millay ga RasoolAllah say millay ga, mar qiyaas is per khud be kaffir ho jah aur baqiyoon ko be ker deh, shabash khoob khidmat e deen aur tableegh ker raha heh.

Meh nay sirf sawaal yeh poocha thah kay agar kohi Murdeh ko madad kay leyeh pukaray, Shirk heh ya nahin? aur Is sawaal ka jawab doh, meh nay kuch aur poocha nahin thah.

ziyada lambi chauri na kia karo..Qayas aaraai aur bralviat dono behen bhai hein...ye ilzaam mujh par kahan daal rahay ho..agar baat Quran o sunnat ki hi karna chahatay ho.to Quran ki is yat ka jawab BAGHAIR QAYAS AARAI ke dena..

Kion un logon ko mana kia Rasool Allah   (saw)ne..kion rota hoa bhej diya unko..Jab puri kainaat ke khazne unto ata ho chuke thay to sawarian kion na dein..

Aur aik baat samjh lo ke tum log jo Qasim kehte ho baghir tehqeeq ke..Rasool Allah   (saw)

ne jo apne aap ko Qasim bola tha wo jang ka maal e ghanimat taqseem karte thay..Isi liye unho ne farmaya mein to baanta hoon Allah ata karta hay..ye baat unho ne maal e ghaimat ki taqseem ke moqe par kahi thi..

Allah tum logon ko samjh day..

post-3062-12591274042969.jpg

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

Janab zera ghor say Ahadith ko pero:

Sahih Bukhari, Book 87, Number 127: Narrated Abu Huraira: The Prophet said, "I have been given the keys of eloquent speech and given victory with awe (cast into the hearts of the enemy), and while I was sleeping last night, the keys of the treasures of the earth were brought to me till they were put in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle left (this world) and now you people are carrying those treasures from place to place.

Aur ek aur Hadith meh yoon farmaya:

Sahih Bukhari, Book 52, Number 220: Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "I have been sent with the shortest expressions bearing the widest meanings, and I have been made victorious with terror (cast in the hearts of the enemy), and while I was sleeping, the keys of the treasures of the world were brought to me and put in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle has left the world and now you, people, are bringing out those treasures (i.e. the Prophet did not benefit by them).

Sahih Bukhari, Book 92, Number 378: Narrated Said bin Al-Musaiyab: Abu Huraira said that Allah's Apostle said, "I have been sent with 'Jawami-al-Kalim ' (the shortest expression with the widest meaning) and have been made victorious with awe (cast in my enemy's hearts), and while I was sleeping, I saw that the keys of the treasures of the world were placed in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle has gone, and you people are utilizing those treasures, or digging those treasures out." or said a similar sentence.

RasoolAllah ko Allah tallah nay dunya kay khazanay ata keeyeh, aur Abu Huraira farmatay hen kay Rasoolallah dunya say rukhsat ho chukay hen, aur Sahabah tum woh khazanay abh nikaal rahay ho aur apnay istimaal meh la rahay ho, aur RasoolAllah nay farmaya meh Qasim hoon, yehni RasoolAllah ko khazanay ata keeyeh gahay RasoolAllah un ko taqseem kertay hen. Maal e ghanimat ka kahan say leh ayah, kon see hadith heh jis meh yeh likha heh kay RasoolAllah ko Qasim is leyeh farmaya gaya heh keyun kay woh maal e ghanimat taqseem kertay thay, mujjay kissi hadith say nikaal ker dekha, teri ahle hadisiyat kuch bee nahin jaanti Hadith kay mutaliq.

Sahih Bukhari, Book 53, Number 346: Narrated Muawiya: Allah's Apostle said, "If Allah wants to do good for somebody, he makes him comprehend the Religion (i.e. Islam),and Allah is the Giver and I am Al-Qasim (i.e. the distributor), and this (Muslim) nation will remain victorious over their opponents, till Allah's Order comes and they will still be victorious."Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "Neither do I give you (anything) nor withhold (anything) from you, but I am just a distributor (i.e. Qasim), and I give as I am ordered."

RasoolAllah ka farmaan mukhtasar heh aur mafoom meh waseeh heh, Qasim wali hadith kee bot see interpretation ho sakti hen, awal zhul khawaisirah nay RasoolAllah say kaha insaaf keren, agar us context meh leeya jahay toh mafoom banta heh, kay Zul Khawaisirah meh kanjoosi nahin kerta, meh insaaf say taqseem kerta hoon aur Zhul Khawaisirah meh esay hee deta hoon jesay mujjay hokam hota heh. Aur agar is context meh dekha jahay kay RasoolAllah ko khazanay deeyeh gahay hen toh phir yeh matlab hoga kay meray Sahabah meray Rab nay mujjay khazanay ata keeyeh hen, woh tum ko denay wala heh aur meh ba hokam e illahi in ko taqseem kernay wala hoon. Aur phir Hazrat Abu Huraira kay farmaan kay mutabiq Sahabah nay woh khazanay istimaal kerna shoron ker deeyeh thay Rasoolallah kee rukhsati kay baad, toh matlab yahi hoga kay hokam e illahi kay mutabiq RasoolAllah nay Sahabah ko khazanoon say nawaza.

Reh gahay aap kay ihtiraazat, to note keren RasoolAllah kee kam o pesh 11 biwiyan thee, chaar wives kee ijazat heh, soch ker bataho kay yeh kesay ho sakta heh, is ka wahid hal yahi heh kay Shaadiyan pehlay keen theen aur phir baad meh 4 biwiyoon kee pabandi lagi. Is'see tera khazanay hen be, distribute be kertay hen, toh keyun nah khazanay honay kay bavjood, GORAY ATA KEEYEH, jawab Haadhir heh, kay us waqat Allah tallah nay khazanoon kee kunjiyan ata nahin keen theen, aur goroon ka waqia pehlay ka waqia heh, aur khazanay baad meh ata huway.

Aur agar khazanay ata honay kay baad ka waqia heh toh phir RasoolAllah nay farmaya: "Neither do I give you (anything) nor withhold (anything) from you, but I am just a distributor (i.e. Qasim), and I give as I am ordered." yehni meh RasoolAllah denay meh kanjoosi nahin kerta, magar deta wohi hoon joh Allah kee zaat e muqadisa ka hokam hota heh. Agar Allah dena chahta toh hokam farmata habib aap ata ker denh, RasoolAllah ata ker detay, aur phir Quran meh joh goray nah honay ka zikr heh woh aajzi o inkasari khaqsari tawazoh humility kee nafi hogi haqiqi manoon meh nafi nahin hogi.

Aur mantaqi goray kis nay dorahay, meh nay ya tum nay, apni guzri huwi post per kay dekh loh filosphical aur logic kay balbootay per kis nay rad keeya RasoolAllah kee madad ka.

Link to comment
Share on other sites

Janab zera ghor say Ahadith ko pero:

Sahih Bukhari, Book 87, Number 127: Narrated Abu Huraira: The Prophet said, "I have been given the keys of eloquent speech and given victory with awe (cast into the hearts of the enemy), and while I was sleeping last night, the keys of the treasures of the earth were brought to me till they were put in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle left (this world) and now you people are carrying those treasures from place to place.

Aur ek aur Hadith meh yoon farmaya:

Sahih Bukhari, Book 52, Number 220: Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "I have been sent with the shortest expressions bearing the widest meanings, and I have been made victorious with terror (cast in the hearts of the enemy), and while I was sleeping, the keys of the treasures of the world were brought to me and put in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle has left the world and now you, people, are bringing out those treasures (i.e. the Prophet did not benefit by them).

Sahih Bukhari, Book 92, Number 378: Narrated Said bin Al-Musaiyab: Abu Huraira said that Allah's Apostle said, "I have been sent with 'Jawami-al-Kalim ' (the shortest expression with the widest meaning) and have been made victorious with awe (cast in my enemy's hearts), and while I was sleeping, I saw that the keys of the treasures of the world were placed in my hand." Abu Huraira added: Allah's Apostle has gone, and you people are utilizing those treasures, or digging those treasures out." or said a similar sentence.

RasoolAllah ko Allah tallah nay dunya kay khazanay ata keeyeh, aur Abu Huraira farmatay hen kay Rasoolallah dunya say rukhsat ho chukay hen,  aur Sahabah tum woh khazanay abh nikaal rahay ho aur apnay istimaal meh la rahay ho, aur RasoolAllah nay farmaya meh Qasim hoon, yehni RasoolAllah ko khazanay ata keeyeh gahay RasoolAllah un ko taqseem kertay hen. Maal e ghanimat ka kahan say leh ayah, kon see hadith heh jis meh yeh likha heh kay RasoolAllah ko Qasim is leyeh farmaya gaya heh keyun kay woh maal e ghanimat taqseem kertay thay, mujjay kissi hadith say nikaal ker dekha, teri ahle hadisiyat kuch bee nahin jaanti Hadith kay mutaliq.

Sahih Bukhari, Book 53, Number 346: Narrated Muawiya: Allah's Apostle said, "If Allah wants to do good for somebody, he makes him comprehend the Religion (i.e. Islam),and Allah is the Giver and I am Al-Qasim (i.e. the distributor), and this (Muslim) nation will remain victorious over their opponents, till Allah's Order comes and they will still be victorious."Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said, "Neither do I give you (anything) nor withhold (anything) from you, but I am just a distributor (i.e. Qasim), and I give as I am ordered."

RasoolAllah ka farmaan mukhtasar heh aur mafoom meh waseeh heh, Qasim wali hadith kee bot see interpretation ho sakti hen, awal zhul khawaisirah nay RasoolAllah say kaha insaaf keren, agar us context meh leeya jahay toh mafoom banta heh, kay Zul Khawaisirah meh kanjoosi nahin kerta, meh insaaf say taqseem kerta hoon aur Zhul Khawaisirah meh esay hee deta hoon jesay mujjay hokam hota heh. Aur agar is context meh dekha jahay kay RasoolAllah ko khazanay deeyeh gahay hen toh phir yeh matlab hoga kay meray Sahabah meray Rab nay mujjay khazanay ata keeyeh hen,  woh tum ko denay wala heh aur meh ba hokam e illahi in ko taqseem kernay wala hoon. Aur phir Hazrat Abu Huraira kay farmaan kay mutabiq Sahabah nay woh khazanay istimaal kerna shoron ker deeyeh thay Rasoolallah kee rukhsati kay baad, toh matlab yahi hoga kay hokam e illahi kay mutabiq RasoolAllah nay Sahabah ko khazanoon say nawaza.

Reh gahay aap kay ihtiraazat, to note keren RasoolAllah kee kam o pesh 11 biwiyan thee, chaar wives kee ijazat heh, soch ker bataho kay yeh kesay ho sakta heh, is ka wahid hal yahi heh kay Shaadiyan pehlay keen theen aur phir baad meh 4 biwiyoon kee pabandi lagi. Is'see tera khazanay hen be, distribute be kertay hen, toh keyun nah khazanay honay kay bavjood, GORAY ATA KEEYEH, jawab Haadhir heh, kay us waqat Allah tallah nay khazanoon kee kunjiyan ata nahin keen theen,  aur goroon ka waqia pehlay ka waqia heh, aur khazanay baad meh ata huway.

Aur agar khazanay ata honay kay baad ka waqia heh toh phir  RasoolAllah nay farmaya: <B>"Neither do I give you (anything) nor withhold (anything) from you, but I am just a distributor (i.e. Qasim), <B>and I give as I am ordered." yehni meh RasoolAllah denay meh kanjoosi nahin kerta, magar deta wohi hoon joh Allah kee zaat e muqadisa ka hokam hota heh.  Agar Allah dena chahta toh hokam farmata habib aap ata ker denh, RasoolAllah ata ker detay, aur phir Quran meh joh goray nah honay ka zikr heh woh aajzi o inkasari khaqsari tawazoh humility kee nafi hogi haqiqi manoon meh nafi nahin hogi.

reply soon..I think u r radiating ali.....

nahi to tum qasam khao ke tum radiating ali ke nick se nahi aatay thay is forum par..

anyway..wel come back

tum yehi baat apne najdi commander say bolo na keh qasam kha kar wo apna introduction karwae. agar wo halfan apna introduction karwa day to Akhtar Bhai bhi karwa dein ge. :lol:

Bralvi ki qayas aarai dekho ke jab log sawari maangne aey to us waqat tak Rasool Allah   ko  khazane ki chabian nahi mili thi   :lol:

rahi wives ki baat kion 11 ki jabke quran mein 4 ka zikir hay...to bhai kuch cheezein Nabi ke liye khaas hoti hein wo cheez Nabi ke liye jaiz hoti hein magar aam momineen ke liye nahi..

'O Prophet! The Communicator of unseen news, We have made lawful for you those of your wives when you pay dower and the possession of your hand the slave girls whom Allah has given you as the spoils of war, and the daughters of your paternal uncles and the daughters of your paternal aunts and the daughters of your maternal uncles and aunts who have migrated with you, and the believing women if she presents herself to the prophet and the prophet desires to marry her, this provision is specially for you and not for the believing men. We know what We have appointed for them concerning their wives and the possession of their hands the slave girls; this specialty is of your so that there may not be any hardship on you. And Allah is Forgiving, Merciful.

Al Ahzaab 50

Aur bralvi ki mantaq bhi khoob rahi ke jo khzane Rasool Allah    ata hoey ..unho ne khud to saari zindagi ghurbat aur faaqay mein guzaar di magar apne RAB ka diya hoa khazana istimaal nahi kia..WAH RAY BRALVI TERI MANTAQ>>

Aur buhtaan ki intiha dekho...Rasool Allah    ne farmaya {Har ummat ka aik fitna hota  hay meri ummat ka fitna maal hay} Tirmizi

NAUZUBILLAH apne baad wo apne sahaba ke liye fitna chor kar ja rahay hein ke ye meray RAB ke khazane hein..ye tum log bant lena..AFSOS BRALVI TERI AQAL PAR>>Shaed tum log bhool gaey ke Rasool Allah   ka farmaan  ke Nabi meeras mein maal nahi chorte..unki meeras ilm hoti hay.

Aur reh gai baat QASIM wali tum puri complete hadees yahan code karo jismein unho ne apne aap ko QASIM bola hay..abhi doodh ka doodh pani ka paani ho jaega..

Tum log qadyani aur shia ki tarah hadees ka aik tukra dikha kar logon ko dhoka dete ho...

Edited by Ya Allah Madad
Link to comment
Share on other sites

What is going on here???This topic is related to Tawassul and u r discussing a new topic here...If u want to have a debate on anyother issue so plz make another topic and discuss there....

U r not talking about Tawassul and in some previous posts I have seen some posts from Sunnis and their answers have not been given yet(Even a single answer).This represents the original face of Wahhabis.

Let me remind again that this topic is dealing with Tawassul,so plz discuss about only Tawassul here....

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...