Jump to content

Muje kuch Hadith Chahiye Pls meri madad kariye

Raza ka ghulam

تجویز کردہ جواب

(salam)

Muje kuch hadith aur quraan ke hawaale chahiye jis se sabit ho ke Fateha delana jaiz hai aur sawaab ka kaam hai aur Fateha kiya saamne rakh kar delana Quraan u Hadith se sabit hai kiya aur Isaal-e-Sawaab kiya murdoun ko pahounch ta hai.

In Sab par muje jitne bhi Quraan ki Ayaat aur Hadith hai sab ke hawale ke saat chahiye. Ya phir Kisi ne aisi book likhi jis main Hadith aur Quraan se sabit kiya gaya hai ke Fateh dena aur Saamne rakh kar dena jaiz hai tu muje us ki Download ki Link Bhejiyega.

Please Muje Jald se Jald is ka jawaab chahiye Main aap logoun ke Reply ka intezaar karounga.

Jazakallahu Khaira.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

Isaal E Sawab Quran or Hadees se Saboot

isale_sawab_59.10.GIF

abu_daud___tibrani_se_proof.jpg

Khana Samany Rakh kar Fatiha Dilana

P20.gif

(saw)

khana_samny_rakhna_ka_jawaz.JPG

(saw)

khana_samny_rakh_kar_dua_1.JPG

(saw)

khana_samny_rakh_kar_dua_2.JPG

Link to comment
Share on other sites

  • 2 months later...
  • 2 weeks later...
  • 1 year later...

(bis)

(saw)

Isaal E Sawab Quran or Hadees se Saboot

Assalam o Aliqum,

Maaf kijyega Bhai, lakin apki kisee thareer / Quotes say yeh bat wazay nahi ho rahii k Ap (SAWW) nay kisee bhee moqay pay khanay pay fatiha parh kar taqseem kia ho... Khanay ko samnay rakh kar barket ki niyat say koi aiyat e qurani ki kaheen mumanat nahi hai ( aur apki zada tar quotes say usee ki daleel milti hai), lakin murawajja tareeqay pay jis tarah khana samnay rakh kar Qurani Aaiyat parhi jati hain esal e sawab k liye, phir usay khud kha liya jata hai aur dusron ko khila diya jata hai, kaheen say saaf sarihan sabit nahi hai, yeh bid'at hai.

Please baaton ko ghuma phira k mat kia karen, deen k is ki ijazat nahi hai, jis tarah aksar dekha jata hai k ap apni aik bat ko taqwaet dene k liye kaheen say us ka reference lete hain aur dono ko milanay ki koshish kartay hain.

Agar sawab he pochana hai kise ko to Allah pak dilo k hal khoob achee tarah janta hai, khana bana k gareebon aur miskeenon may bant diya jye aur sawab kisee ko bhe pocha diya jye, yeh jaiz hai.

Allah knows the best, and Allah is the sole doer of everything, may Allah show you the right path..

I am also a truth seeker, let me be rectified, if i have made any such mistake.

Best Regards,

Boss

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...