Jump to content

Information Required About "Bohra" Group


sh@h!d

تجویز کردہ جواب

(bis)

 

(saw)

 

(salam) 2 all my sunni brothers & sisters.

 

mujhe "bohra" (aka bohre seth) logoun k bare mein information chahiye ke in logoun ke kiya aqaid hain? or in ke bare mein sunni ulma kiya farmate hain.

 

ye log shayad karachi mein nisbatan ziada ta'dad mein hain.

 

jitna main janta houn in k aqaid khatmaloun (shioun) se kafi milte hain. jaisa k ye log namaz bhi khatmaloun ki tarha ikathi kar k parhte hain. roza bhi namaz k baad iftar karte hain (shayad). or ye log islami month saudia k sath shumar karte hain yani jab saudia mein chand dikhai de to ye roze start kar dete hain, chahe pak mein chand na dikhai diya ho. or eid bhi isi tarha saudia k sath.

 

or in ka 1 peer hai jo k india mein hota hai, usko bohat mante hain.

 

ab mujhe in ke complete aqaid or in ke bare mein jo hukam hai ulma-e-haq ka wo agar koi sunni bhai (ONLY SUNNI) agar bata sake to (ja)

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
(bis)

 

 

 

(wasalam)

 

KYA HAAL HAI AAP KA? JANAB IS K BARAE MAE MUJHE ZEYADA INFO NAHI HAI MAERE KHAYAAL SAY JIS TARHA SHIA IMAM JAFFER (ra) KO MANTAE HAIN YEH LOG HAZRAT IBRAHIM (ra) KO MANTAE HAIN JO IMAM JAFFER (ra) K BARAE BAHI HAIN AUR IN KI WAFAAT BACHPAN MAE HOGAI THI.YEH BAAT PAKI NAHI HAI AGER AAP KO ZEYADA INFO CHAHEYAE TO AAP FAIZ E MILLAT,MUFASEER E AZAM PAKISTAN HAZRAT ALLAMA MUFTI FAIZ AHMED OWAISI SHAB KI BOOK HAI IS PAR NAAM THEEK SAY YAAD NAHI MUJHE MAERE KHAYAAL SAY BOHRI MAZHAB KI KAHANI UN KI ZABANI YA PHIR BOHRI DHARAM HAI

 

(ja)

Link to comment
Share on other sites

 

(bis)

 

(saw)

 

(azw)(ja) Bhai main try karta hoon is book k liye aur agar ap ko book ka naam confirm ho jae to please bata dijiye ga. ALLAH (azw) apko ko dono jahan mein apne HABIB-E-PAK (saw) kay sadqe jaza-e-khair ata farmae ... Ameen

 

gunah-gar ko duaon mein yaad rakhye ga.

 

fi-aman:

 

 

 

 

aur najdi sab tumhari post administrator bhaiyoun mein se kisi ne delete ki hai. aur uski waja i think new rules hain forum kay.

 

baqi uska jawab maine de diya tha. wo bhi sath delete kar diya gaya.

 

dobara is liye nahi likhoun ga kay tum jaise gandoun kay moun lagna main apni touheen samajhta houn.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(salam) 2 all my sunni brothers & sisters.

 

mujhe "bohra" (aka bohre seth) logoun k bare mein information chahiye ke in logoun ke kiya aqaid hain? or in ke bare mein sunni ulma kiya farmate hain.

 

ye log shayad karachi mein nisbatan ziada ta'dad mein hain.

 

jitna main janta houn in k aqaid khatmaloun (shioun) se kafi milte hain. jaisa k ye log namaz bhi khatmaloun ki tarha ikathi kar k parhte hain. roza bhi namaz k baad iftar karte hain (shayad). or ye log islami month saudia k sath shumar karte hain yani jab saudia mein chand dikhai de to ye roze start kar dete hain, chahe pak mein chand na dikhai diya ho. or eid bhi isi tarha saudia k sath.

 

or in ka 1 peer hai jo k india mein hota hai, usko bohat mante hain.

 

ab mujhe in ke complete aqaid or in ke bare mein jo hukam hai ulma-e-haq ka wo agar koi sunni bhai (ONLY SUNNI) agar bata sake to (ja)

 

fi-aman:

 

(wasalam)

 

Reply by Shah Turabulhaq Qadri Shahab :bohry_are_shia.mp3

Link to comment
Share on other sites

(salam) APP NAE JO DUA KI HAI ALLAH AAP K AUR MAERE HAQ MAE AUR TAMAM SUNNIYOU K HAQ MAE QABOOL FARMAE.JANAB MAE NAE EK KITAB JIS KA NAAM HAI 24 ZAHERALAE SAANP AUR MASLAK E HAQ AHLESUNNAT SAY BOUHRI MAZHAB K INFO K PAGES COMPOSE KYAE HAIN AAP KI INFO K LAEYAE WOH HAZIR HAIN APNI DUA MAE YAAD RAKHYAEGA.

 

bouhri.gif

bouhri.gif002.gif

Link to comment
Share on other sites

(bis)

 

(saw)

 

(salam)

 

(azw)(ja) Bhai Ya MOHAMMADAH & Bhai munna786. Aap logoun ne bohat achi sharing ki. ALLAH (azw) PYARE MUSTAFA (saw) kay sadqe aap logoun kay ilm-o-amal mein mazeed tarraqi aur barkatein farmae ... Aur sache muslims (Ahl-e-Sunnat Wa-Jam'at) ko aise tamam fitnoun se mehfooz farmae ... Aur aise tamam fitnoun ko neest-o-nabood farmae ... Aur hum sab ko Maslak-e-Haq per istiqamat ata farmae ... AMMEN.

 

fi-aman:

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...